Ya Allah Madad مراسلہ: 21 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 21 جولائی 2009 Hazrat Sheikh to kuch aur farma rahay hein aur yahan inko badnaam kia ja raha hay..Allah hifazat farmaey.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 22 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 22 جولائی 2009 Author Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2009 (ترمیم شدہ) Bohot hi jahilana jawab hay ..mein ne aap ke saamne inka maqala rakha is mein unho ne shadeed alfaaz mein mazammat ki hay ghair Allah se swal karne ki aur doosri taraf khud hi doosro ko dawat bhi day rahay hein ke mujh se swal karoo.. Khuda ke liye thori aqal istimaal karo har waqt bas apne batil maslak ke difa mein lage raho..chahay ghalat salat kuch bhi bakwas karo..jo baat poochi ja rahi hay uska jawab do..yahan wahan na bhago..ye haqeeqat he aap ke aqaid ki ...khuli kitaab ki tarah ...chahay mano ya ya na mano.. Edited 22 جولائی 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 22 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 22 جولائی 2009 Author Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2009 (ترمیم شدہ) Tum bohot hoshyar ban rahay ho..behas ko kahin aur lay ja rahay ho..SIYASATDAAN sahab.. Qaarieen tum logon ke makar o fareb ko pehchaan chuke hein..tum log isi tarah topic change karke baat ko ghuma kar kahin se kahin lay jatay ho aur asal point se logonke ki tawajjah hatt jati hay.. mein IKHTIYAR ki baat kar hi nahi raha hoon..mein to tum logonko ye dikha raha hoon ke jin Hazrat Sheikh ko tum log madad ke liye pukaarte ho wo to is baat ki sakhti se tardeed kar rahay hein aur doosri taraf tumharay maslak ke mutabiq Hazrat Sheikh apne aap ko madad ke liye pukaarne ki targheeb bhi day rahay hein..Hazrat SHeikh ko badnaam karne walon ko Allah hi poochay ga.. mujhe is say aasaan urdu nahi aati..shaed aap ki koori aqal mein baat aagai hogi.. Aur tumhari qabar mein namaz wali post ki bhi hawa nikal gai.. Edited 22 جولائی 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔