Jump to content

Allah k siwa kisi aur ko Alim-ul-Ghaib samjhna Kufar hai.


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Mula Ali Qari Hanfi sharah Fiqah Akbar main likhtay hain:-

 

 

 

 

                                 yani maloom hona chahiya k Anbia(AS) ghaib ki sirf ini baatoon ko jaantay hain jo Allah (azw)  nay waqtan fawaqatan in ko batla day aur fuqahay Hanfia nay is akeeday ko k ""Rasool Allah (saw) ko ilm-e-ghaib tha"" sirahatan KUFAR qarar dia hai.kion k yeh akeeda Allah (azw) k farman ""Keh dain k zameen aor asmaan main jo kuch hai ghaib ka ilam nahi rakhti siwa Allah k"" k ulat hai.

 

(Sharah Fiqah Akbar Page:182 Baab:Taba Mujtabai)

 

Fiqah Hanfi ki aik aur mashahoor kitab Fatawa Qazi Khan main hai:-

 

                                                        Kisi aadmi nay kisi aurat say baghair guwahoon k nikah kia,Albata Mard aur Aurat nay yeh kaha k hum Allah (azw)  is k Rasool (saw) ko guwah banaatay hain, Fiqah Hanfia k mutabiq aisa kehna KUFAR hai.Is lia k is ka Aitqaad yeh hai k Rasool Allah (saw) ghaib jaantay hain.Haalank Aap (saw) apni zindagi main Alim-ul-Ghaib na thay.Duniya say tashreef lay jaanay k bad Aap (saw) Alim-ul-ghaib kion ker ho gay?

 

(Fatawa Qazi Khan ber hashia Fatawa Alamgiri Volume:3 Page:576 Baab: Tabaq Boulaq 1310 Hijri,Fatawa Nazazia Page:325 ber Hashia Fatwa Alamgiri Page:325 Volume:2)

 

Fatawa Bazazia main hai:-

 

                                     Yani Humaray Fuqaha (Hanfi) nay kaha hai k jo aadmi yeh aitqaad rakhay k bazorgoon ki roohain haazir hoti hain aur ghiab jaanti hain woh KAAFIR hai.

 

(Fatawa Moulana Abdul Hai Vol:2 Page:34 BaHawala Fatawa Bzazia Page:336 Ber hashia Fatawa Alamgiri Vol:6)

 

Edited by MOUWAHID
Link to comment
Share on other sites

Mula Ali Qari Hanfi sharah Fiqah Akbar main likhtay hain:-

(Sharah Fiqah Akbar Page:182 Baab:Taba Mujtabai)

Fiqah Hanfi ki aik aur mashahoor kitab Fatawa Qazi Khan main hai:-

(Fatawa Qazi Khan ber hashia Fatawa Alamgiri Volume:3 Page:576 Baab: Tabaq Boulaq 1310 Hijri,Fatawa Nazazia Page:325 ber Hashia Fatwa Alamgiri Page:325 Volume:2)

Fatawa Bazazia main hai:-

(Fatawa Moulana Abdul Hai Vol:2 Page:34 BaHawala Fatawa Bzazia Page:336 Ber hashia Fatawa Alamgiri Vol:6)

 

 

 

 

this topic wud be deleted soon as it is discussed already..post ur coments in above if u have any further...

Link to comment
Share on other sites

Delete kion kerni hai main nay koi apni kitaboon say nahi nikal ker yeh hawaalay dia....Aap k akaabir ki kitabon say nikal ker dia hain.............Jo kuch kehna hai un ko kaho!

 

jaban app ko shaid english nahee aatee , iss liye app ko samajh hee nahee ayee kah likah kia hai,, 

 

 

app ko abb asan zuban main samjatha hoon kah yea topic pehlay discuss ho chuka hai,ussee pehlay parh lijay aur agar pher bhee koi kasar baqi ho to wahan par hee sawal kijay ga, ayee samajh ya , urdu font main likh kar doon,

 

wahabion ,school ka moon bhee dekh lena tha,, ,,,,,,, :lol:

Link to comment
Share on other sites

Matlab aap k akaabar nay jootay khanay waalay kaam kia hain?apni kitaabain likh ker!Un ko samjhao mujhay na samjhao!

 

Aur haan Delete ker k baaganay ka acha bahana hai....Aj b mairi aik post delete ki hai aap logoon nay......Koii baat nahi is say maira yakeen aur paka hota hai k main Allah (azw) k fazal say seedhay rastay per hoon. :rolleyes:

 

Ab aap loug khud faisala ker lo gay apnay akaabar k fataway k mutabiq kufria akeedah kis ka hai?

 

 

 

 

Aur haan yeh topic alaida hai........jo b baat kerni hai isi topic main ker lo!

Link to comment
Share on other sites

Ab aap loug khud faisala ker lo gay apnay akaabar k fataway k mutabiq kufria akeedah kis ka hai?

 

Aur haan yeh topic alaida hai........jo b baat kerni hai isi topic main ker lo!

 

Aap nay jo kuch likha hai jin kitabo ka naam lia hai un kay yei safhat yaha scan laga dain..

http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...mp;p=48052&

 

topic is closed aap ko jo baat karni ho muta'llika topic mai karain aaik he mozo pay bar bar naee threads kholnay ka koi faida nahee.

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...