Bismillah مراسلہ: 8 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 8 جولائی 2009 Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! kya ghair islami mumalik mein jahan masjid mein koi hanafi imam na honey key bawajood kissi maliki imam key peechey namaz pard saktey hain jab key us key kaprey kohni ki hadi tak hon, yani keh haathon ki unglion se lekar kohni ki hadi tak waley hissey par kapra na ho. aur kabhi sar pe topi ho aur kabhi na ho? meri maloomat ke mutabiq to kaprey naaf se lekar gutno tak pehnana farz hai. bazoo k barey mein mujhe pata nahi keh kitney kaprey pehan kar imamat kara saktey hain. jawab aur aapki duaoon ka muntazir hoon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 25 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2010 Hanafi imam mojood hay to doosray k peechay parhnay ki kai zroorat?? bhut saaray masail hain jin main un k nazdil wuzu nhi toot'ta hmaray nazdik toot jata hay ya hmaray nazdik nhi toot'ta un k nazdik toot jata hay laikin ager koi imam sunni ho aor phir chahay shafi maliki hanmbi ho aor saath hi Ahnaaf ki Masail ki riaayat bhi krta ho to phir us k peechay nmaz jaiz hay..... aor sitr-e-aorat main mard k liay naaf se lekr ghutnon k neechay tak ka hissa shamil hay , han albta kapra pehna ho to usay mor kr (fold kr k) nmaz parhna durust nhi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 25 جنوری 2010 Author Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2010 Taharat aur Arkaan o Sharait ki riayat say kya murad hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 26 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 26 جنوری 2010 jesa k main nay pehlay bhi arz kia k bhut saaray masail main aaima-e-kiram main ikhtelaf mojood hay Taharat k masai main riayat se murad yeh hay k wo aesi halat main na ho k hmaray nazdik naapak ho , jabkay apnay imam k nazdik wo paak hay...... yani k taharat k jo arkan hmaray han zroori hain , un ko bhi poora kray aor nmaz k doran bhi apnay imam k saath saath hmaary imam k muratab krda usoolon ki bhi riyat kray k wo aesi halat main na ho k hmaray nazdil nmaz fasid ho jati ho jabkay apnay imam k nazdik us ki nmaz ho jati ho اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔