sh@h!d مراسلہ: 8 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 8 جولائی 2009 (ترمیم شدہ) 2 all my sunni brothers and sisters Najdi kehte hain ka Ma'azALLAH Hamaray Piyaray MUSTAFA humari tharah ek aam bashar hain. Jab kay QURAN kehta hai kay Nabiyoun ko hamesha unke munkireen kuffar ne apni misl aam bashr kaha hai. Saboot mulahiza ho.... Edited 9 جولائی 2009 by Ya Mohammadah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 8 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 8 جولائی 2009 Salam Shahid bhai choti se correction apne text mein ker lian .." Munkireen aor Kuffar nabi e kareem Sallalllaho Alihe wasallam ko APNAY JESA BASHER samjhte they ".. aor wahabi b aap ko apne jesa basher kehte hain. Beshak Hamare AQA Sallallaho Alihe Wasallam bashar hain magar hum jase nahi. jazakALLAh Amen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 8 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 8 جولائی 2009 Maira B poori Brailviat say aik sawaal hai k Allah ki paida ki gai makhlooq main afzal makhlooq koun si hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 9 جولائی 2009 Author Report Share مراسلہ: 9 جولائی 2009 Salam Shahid bhai choti se correction apne text mein ker lian .." Munkireen aor Kuffar nabi e kareem Sallalllaho Alihe wasallam ko APNAY JESA BASHER samjhte they ".. aor wahabi b aap ko apne jesa basher kehte hain. Beshak Hamare AQA Sallallaho Alihe Wasallam bashar hain magar hum jase nahi. jazakALLAh Amen Salara Raza Bhai sorry for the mistake, May ALLAH forgive us All for our known and unknown sins. If you or any other mod could plz correct the post as i'm unable to do so. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 10 جولائی 2009 Author Report Share مراسلہ: 10 جولائی 2009 (ترمیم شدہ) 2 all my sunni brothers and sisters "ALLAH ki paida ki gai makhlooq" se kiya murad hai tumhari??? Hum musalmanoun ka to ye aqeeda hai k TAMAM makhlooqat ALLAH ki hi paida karda hain. ab tum apne kisi guru ghantal se pucho k tumhara kiya aqeeda hai kiya ALLAH ki paida karda makhlooqat ke ilawa bhi koi makhlooq hai (Ma'az ALLAH) or agar tumhare aqeeday ke mutabiq koi hain to wo tumhare kis guru ghantal ki hai???? Beshak TAMAM makhlooqat ALLAH ki hi paida karda hain or un mein "Ashraf-ul-makhlooqat" insaan hain, ab yahan tumhare gunde dimagh mein jo khannas hai uska jawab bhi sun lo k Tamam insaan 1 jaise nahi hain. un mein bar-tar or kam-tar bhi hain (yad rahe k ye taqseem zaat paat, rang nasl ets. ke hisaab se nahi, balkay "Taqva or Perhaiz gari" kay hisaab se hai). Phir Auliya ki shaan, Sahaba Karam ki shaan ka kon andaza kar sakta hai??? or hamaray Piyare MUSTAFA ki shaan-e-mubarak to had-e-idraak se bahir hai hum gunah garoun ki. Hamaray Piyare MUSTAFA ka kiya muqaam hai ye sirf or sirf ALLAH or Piyare MUSTAFA hi jante "HAIN". KHUDA ki azmatein kiya hain MUHAMMAD MUSTAFA janein Muqam-e-MUSTAFA kiya hai, MUHAMMAD ka KHUDA janein or tumhare dimaghi khannas kay liye 1 choti si example ye hai k... kitabein to sari hain magar QURAN ke barabar kiya koi kitaab ho sakti hain??? nahi na?!! yahan tak kay Ilhami kitaboun mein bhi QURAN sab se Afzal hai, halaan k wo kitabein bhi ALLAH ne hi nazil farmaeen. Isi tarha TAMAM insanoun mein Afzal Anmbiya or Anmbiya Karam mein bhi SAB SE AA'LA HAMARE PIYARE MUSTAFA HAIN. ps: is jawab se sirf tumhari tassali karana maqsood thi, warna pehli bari tumhari thi jo sawal pehli post mein main ne uthaya hai uska jawab lao apne kisi guru ghantal se Edited 10 جولائی 2009 by sh@h!d اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 2 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2009 Beshak TAMAM makhlooqat ALLAH ki hi paida karda hain or un mein "Ashraf-ul-makhlooqat" insaan hain Maira sawal to sirf itna hi tha k Allah ki paida ki gai Makhlooqat main say Afzal koun si hai?Jis k jawab tum nay dia k Woh Hazrat Insaan hai....... Tamam insaan 1 jaise nahi hain. un mein bar-tar or kam-tar bhi hain (yad rahe k ye taqseem zaat paat, rang nasl ets. ke hisaab se nahi, balkay "Taqva or Perhaiz gari" kay hisaab se hai). Phir Auliya ki shaan, Sahaba Karam ki shaan ka kon andaza kar sakta hai??? or hamaray Piyare MUSTAFA ki shaan-e-mubarak to had-e-idraak se bahir hai hum gunah garoun ki. Yeh baat to main b maanta hoon. Main phir say aik sawal kerta hoon k Aap Insaanoon main say thay ya Noorion main say? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔