Jump to content

Masla rafa'yadain!


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

 

Janab zara yeh b par le jia.

The debate between Imam Auzaaee and Imam Abu Haneefah

Once Imam Abu Hanifah and Imam Auzaaee met in a market in Makkah.

Imam Auzaaee asked Imam Abu Hanifah why he did not practice raf’ul-yadain during the Salaah.

Abu Hanifahh: There is no authentic Hadith about practicing raf’ul-yadain.

Auzaaee

Why isn’t there an authentic Hadith? Here is one, Imam Zuhri told me, who was told by Salim, who was told by Ibn Umar (Radiall hu anhu) that the Prophet [May Allah bless him and grant Him peace] practiced raf’ul-yadain before and after the ruku’.

Abu Hanifah: Hamad told me, who was told by Ibrahim, who was told by Ikrama, who was told by Aswad who was told by Abdullah binMas’ood (Radiall hu anhu) that the Prophet [May Allah bless him and grant Him peace] only practiced raf’ul-yadain at the beginning of performing his Salaah and not afterwards.

Auzaaee:The narration that I have presented to you has a shorter chain and your Hadith has a longer chain, for this reason, my Hadith is more Reliable than your’s.

Abu Hanifahh: It does not matter if the chain of the Hadith is long or short, thePriority of the Hadith depends on the narrators of the Hadith and How much knowledge of Hadith they had. The narrators of the Hadith, which I have presented, possess more expertise in the knowledge of Hadith. For example, Hamad is more knowledgeable than Imam Zuhri. Ibraaheem is more knowledgeable than Salim. Ikrama is a great scholar and Ibn Mas’ood is unique.

Imam Auzaaee then became silent.

Musnad Imam Abu Hanifah, Chapter on Raf’ul-yadain

Link to comment
Share on other sites

Pehlay to yeh kisi muhadis ki book nahi jis ka hawaala aap day rahay ho....

 

عنوان الكتاب: شرح مسند أبي حنيفة

 

المؤلف: الملا علي القاري

 

المحقق: قدم له وضبطه الشيخ خليل الميس

 

 

 

 

 

Doim yeh k yeh to saabit ho gia na k us wakat b Ahlulhadeeth thay ......... Aur aap jo kehtay phirtay ho k yeh (Ahlulhadeeth) angraizoon k baad aaya hain,to batao k angraiz us wakat thay?

Link to comment
Share on other sites

Pehlay to yeh kisi muhadis ki book nahi jis ka hawaala aap day rahay ho....

 

عنوان الكتاب: شرح مسند أبي حنيفة

 

المؤلف: الملا علي القاري

 

المحقق: قدم له وضبطه الشيخ خليل الميس

 

 

 

 

 

Doim yeh k yeh to saabit ho gia na k us wakat b Ahlulhadeeth thay ......... Aur aap jo kehtay phirtay ho k yeh (Ahlulhadeeth) angraizoon k baad aaya hain,to batao k angraiz us wakat thay?

 

:lol::lol::lol: ager aap angraizon k baad shoro nahi howe tu aap logon ne 1888 mein angriaz se apna naam Ahle hadees kiyon alaat kerwaya ? :unsure:

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Janab Mouwahid Sb.aap nain jo underline kia hay kya aap mujay zara batain gey keh us main fault kia hay???

 

Janab us main wazeh tor par likha hua hay keh Takbeer Fil Sajood.Tu janab aap rafa yadain kis waqat kartay ho??Jab Allah o Akbar kaha jata hay ya jab aap Rukoo main jatay ho.Usi waqat ke bat hay na???Aur ooper itni Ahadees Sharif paish ke gay hain,kya aap k mutabiq woh sab he zaeef hain?????

 

 

 

Aur manssokh wali Ahadees Sharif b paish kar de hain main nain.Is k alawa aap nain mujay yeh nahi bataya keh woh book hay he nahi(jis k about aap nain kaha)Us ka koi proof???

Link to comment
Share on other sites

Janab Mouwahid Sb.aap nain jo underline kia hay kya aap mujay zara batain gey keh us main fault kia hay???

 

Janab us main wazeh tor par likha hua hay keh Takbeer Fil Sajood.Tu janab aap rafa yadain kis waqat kartay ho??Jab Allah o Akbar kaha jata hay ya jab aap Rukoo main jatay ho.Usi waqat ke bat hay na???Aur ooper itni Ahadees Sharif paish ke gay hain,kya aap k mutabiq woh sab he zaeef hain?????

 

 

 

Aur manssokh wali Ahadees Sharif b paish kar de hain main nain.Is k alawa aap nain mujay yeh nahi bataya keh woh book hay he nahi(jis k about aap nain kaha)Us ka koi proof???

 

Afsoos hota hai l aap ko kisi nay bataya hi nahi k Bukhari sharif say Hadees kis tarah laini hai?Lagta hai mairay bhai nay kabii Bukhari sharif ko khol ker nahi pada.Us main rafa'yadain ka b aik baab hai zara us ko b padh laina!Aur doosari baat jo aap nay shor machaya hoa na k main Musnad Abi Hanifa ko kaha hai k yeh book nahi hai....Aap nay shaid sahi samjha hi nahi main nay kaha tha k yeh kisi muhadis nay nahi likhi.

 

 

Aur baaqi jo ahadees aap nay rafa'yadain k mansookh honay main di hain woh to main nay dalail k saayj saabit kia hai k un ki koi asl nahi!Laikin aap hat dharmi per hi aday hoa hain.

Link to comment
Share on other sites

Janab hat dharmi tu aap nain ke hui hay.Aap nain sirf Hazrat Syedna Abdullah Ibn e Masood Radi Allah o unho wali Hadees Sharif ka zikar kia hay aur baqi kahan gay hain?????

Main nain aur b buhat se Ahadees Sharif paish ke hain laikan shayad hat dharmi ke wajah say aap ko woh nazar he nahi aa raheen.

 

Aur janab e Aali Bukhari Sharif parnay ya na parnay wali bat aap zara apnay zehan say nikal dain.Yeh alag bat hay ke formally main nain kisi madrissa main nahi parha hua laikan Alhamdo Lillah self study zaroor ke hay.

 

Main nain tu Rafa Ya Dain Mansookh ho janay wali b Ahadees Sharif paish ke hain.Us ka ab kya kahain gay aap?

Thora wait farmain aap ko in sab ka jawab b mil jay ga Insha Allah...

 

Aur dosra jo aap nain kaha keh shor machaya hau hay tu janab kya woh book hay he ghalat????Aap k nazdeek tu ho ge na kyon keh us main aap k aqeeda k against jo likha hua hay........

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...