Jump to content

Aala Hazrat ki Ibarat


mameenkhn

تجویز کردہ جواب

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

 

Kyon k aap ko Hakim ul ummat ki ibarat ka matlab abhi tak samaj nahi aaya ya aap samajhna nahi chahtay jo main samjhana chahta hun. to is lye mujhe aap se kuch sawal kernay hai, ta k mujhay jawab samjhanay main aasaani ho. umeed hai k aap to the point jawab daingay.

 

  1. Kya aap k nazdeek Nabi pak (saw) Aalim ul ghaib hain?
  2. Kya Nabi pak (saw) ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah (azw) ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota
    aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah (azw) ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi (saw) ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.)
  3. Kya Nabi (saw) ko sher o shairi ka ilm dya gaya? ( main ne phichly post main surah yaseen aik aayat bhi pesh ki thi uus ka aap nai jawab nahi dya)
  4. Kya Hazrat Moosa aleh salam aur Hazrat Khizar k waqiye se ye sabit hota hai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha?
  5. Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Mujhay jo ittela hai wo aap ko nahi"?

Brai meharbani in baton ka to the point jawab de dain ta k main Hazrat Thanvi ki ibarat ka matlab aap ko samjha sakoon.

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(bis)

(saw)

(salam) , to all sunni brothers,

 

 deobandi aqal kay andhay to hain hee, sath sath ankhoon say bhee andhay hee hain,

 

iss thread ko parnay walay tamam bhai dekh saktay hain kay main bohat pehlay hee masla ilm gaib par iss shaks ko apnay aqaid paish kar chuka hoon , aur sath main yea bhee likah tha kay mara sawal ilm gaib nahee balkah gustkahan ibarat kay mutaliq hai, 

 

lakin kis tarah say yea shkas maray pochay gay sawalat ka jawab na pa kar, apnee taraf say kamal hushearee dekhatay hoye ,mozoo ko dubara say ilm gaib ki janib moor raha hai, 

 

to mameenkhn sahb, 

 

app ko dubara bata doon kay masla behas ilm gaib nahee, balkah gustakhana ibarat hai, agar tumharay pass in sawaloon kay koi maqool jawabat nahee hain ,to apnay kisi baray ko lay ayoo, lakin mozoo ko badalnay ki koshis mat karo, warna tumhari ki gayee post delete kar di jay gee, 

 

aur agar ilm gaib kay mutaliq baat karnee hai , to ilm gaib kay mutliq forum main thread mojood hain, wahan jo sawalat karnay hain kar saktay ho, lakin yahan nahee,  

 

aur apnee pechlee post main  main nay kaha tha kay app kay molvion kay mutaliq 2 adad fatway post kiya hain jo app kay hee movlion nay diyee hain, unn kay baray main kiya khial hai, kiya jin molvion nay fatwa diya hai woo sahee hain , ya jin kay khilaf diya hai woo sahee hain,,    abb tum jayoo gay kahan dono taraf to deonbandi hai, phas gay     :lol:

 

aur jo sawalat kiya hain unn kay jawabat , sath main 2 adad aur post ki hain, jis main kafi sari bakwas hai tumhary molvion ki janib say , unn par bhee tumharay khailat-e-galiza ka muntazir hoon,

Edited by sag-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(wasalam)

 

Subhan Allah Sag e Raza Bhai aap buhat achay jawab likh rahay hain.Allah Apnay Pyaray Habeeb e Pak (saw) ka sadqa aur Huzoor Syedna Ghous Ul Azam ka sadqa aap k ilm aur amal main izafa o barkat ata farmay.Aameen

 

Aur topic ko change karna tu Wahhabion aur deo...band..ion ke purani aadat hay.Jab in k pas jawab nahi hota tu isi tarah he kartay hain yeh log

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

aisa ilm gaib say tumaray molvi ki kia murad hai yea kis kay ilm gaib ki baat kar raha hai,

Ye sawal aap ne kya hai. to aap ilm e ghaib se mutalliq apna moaqqaf mujhay batain.

Aap bhokhlahat ka kyon muzahira ker rahay hain main ne sirf aap se chand sawal kye hain aur aap ne iin sawalaat ka jawab denay k bajai itna bara mazmoon likh deya, uus se kam waqt main aap mere baton ka jawab de detay.

Main aap se sirf aap ka moaqaf maaloom kerna chah raha hon. ta k aap ko ibarat ka mafhoom samjha sakoon. Na hi main ne aap se ye kaha k Quran o hadith se sabit karo.

Aap ki aqal main itni se baat nahi aa rahi hai k wo ibarat Aalim ul ghaib se mutalliq thi.

main pehlay apni posts keh dya tha k "filhaal main Hazrat Thanvi ki ibrarat per baat karonga". Lekin phir bhi main ne Shah Ismeel Shaheed ki ibaraton ka bhi jawab dya. Main chah raha hun behas khalat malat na ho. ta k perhnay waloon ko samaj bhi aai aur uun k samnay haq bhi wazaih ho jai.

aur aap her baar aik nai post ker rahay ho. shokh se karain. Duusri ibaraton pe bhi baat hogi.

Kya aap Hazrat Thanvi ki ibarat k jawab se mutmain ho gaye hain?

 

Mere sawal wohi hain inka jawab denay aap ko shayad 5 minutes bhi na lagein.

 

Kyon k aap ko Hakim ul ummat ki ibarat ka matlab abhi tak samaj nahi aaya ya aap samajhna nahi chahtay jo main samjhana chahta hun. to is lye mujhe aap se kuch sawal kernay hai, ta k mujhay jawab samjhanay main aasaani ho. umeed hai k aap to the point jawab daingay.

 

  1. Kya aap k nazdeek Nabi pak (saw) Aalim ul ghaib hain?
  2. Kya Nabi pak (saw) ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah (azw) ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota
    aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah (azw) ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi (saw) ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.)
  3. Kya Nabi (saw) ko sher o shairi ka ilm dya gaya? (main ne phichly post main surah yaseen aik aayat bhi pesh ki thi uus ka aap nai jawab nahi dya)
  4. Kya Hazrat Moosa aleh salam aur Hazrat Khizar k waqiye se ye sabit hota hai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha?
  5. Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Mujhay jo ittela hai wo aap ko nahi"?

Brai meharbani in baton ka to the point jawab de dain ta k main Hazrat Thanvi ki ibarat ka matlab aap ko samjha sakoon.

Note:- Forum k rules agar aap per lain to behtar hoga. Abusive language ki ijazat nahi hai.

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

(salam)

Sorry to interfere ... bcoz m nt following this thread ..! Just wana make 1 quick comment InshaALLAH....

 

 

Meameen Khan saab aap ne apni post main ALLAH k ilm k leye Lafz Qull b use kia aor phir kaha k ALLAH ka ilm Unlimited hai .... ye dono aik dosre k apposite hain .... Lafz e Qull Use hi us cheez k leye hota hai k jis ki koi Hudd ho , jo kisi boundry mein hooo ... For Example hum kahen k is forum per QULL kitne log hein ? tu jitne b log hongay woh aik count able figure hoga , jab k hum us k leye lafz e Qull use karen ge ... 100 hoon ya 100000000000 hoon word QULL hi use kia jaye ga ... tu maloom hoa k jis ko QULL ( total) kia ja sake woh unlimited nahi hota ... unlimited ka total ( qull) nahi nikala ja sakta... jab k ALLAH ka ilm unlimited hai ....

 

 

app Lafz e Qull ALLAH k leye istemal ker k ALLAH k ilm ko b mahdod ker rahe hein ,, Pehle tu hum samjhte the k Deobandi ALLAH k NABI k ilm k munkir hain ,, aap log tu ALLAH k b ilm ka inkar ker rahe ho janab.

Edited by Salar Raza
Link to comment
Share on other sites

Main aap se sirf aap ka moaqaf maaloom kerna chah raha hon. ta k aap ko ibarat ka mafhoom samjha sakoon. Na hi main ne aap se ye kaha k Quran o hadith se sabit karo.

Aap ki aqal main itni se baat nahi aa rahi hai k wo ibarat Aalim ul ghaib se mutalliq thi.

main pehlay apni posts keh dya tha k "filhaal main Hazrat Thanvi ki ibrarat per baat karonga". Lekin phir bhi main ne Shah Ismeel Shaheed ki ibaraton ka bhi jawab dya. Main chah raha hun behas khalat malat na ho. ta k perhnay waloon ko samaj bhi aai aur uun k samnay haq bhi wazaih ho jai.

aur aap her baar aik nai post ker rahay ho. shokh se karain. Duusri ibaraton pe bhi baat hogi.

Kya aap Hazrat Thanvi ki ibarat k jawab se mutmain ho gaye hain?

 

 

 

 

 

(bis)

(saw)

 

(salam) , to all sunni brothers

 

 

mameenkhn sahb , main nay app ko pehlay bhee kaha hai kah thread ko tabdeel karnay ki koshish na karo, lakin tum apnee deogandi zehnaiyat ka bharpoor istamal kar rahay ho , kay kisi tarah say mozoo tabdeel ho kar ilm gaib par chala jay,

to mohtaram abb app kay pochay gay sawal ka bahtreen jawab kay jis par app ko aitraz bhee nahee ho ga, woo yea kah

zaheree baat hai kay tumharay aur maray aqeeda ilm gaib main zameen asman ka farq ahi ,

aur jab mian tumharay pochay gay sawal ka jawab apnay aqeeday kay mutabiq doon ga to woo jawab tumharay aqeeday say match nahee karay ga,

aur pher yahee waja banay gee kah tum apnay movli ki likhee gayee ibarat ko maray aqeeday kay mutabiq samjah nahee saktay,

to iss ka asan tareen hal yea hai kay main tum par chorta hoon kah jo aqeeda tumhara aur tumharay molvion ka hai ilm gaib kay mutaliq , tum usee kay mutabiq sabit kar do kay yea ibarat gustakhan nahee hai,

aur kia tumharay aqeeday kay mutabiq Hazoor (saw) kay ilm gaib ko janwaroon say tashbee dee ja saktee hai, (maazAllah)

aur sath mian jo main nay sawal kia hai hifzul iman ki ibarat kay mutliq uss ka seeda seeda jawab do munafqat na karo,

iss liya abb chaleen chalna choro , aur sedee tarah jawab do jo jo main nay post kiya hain, aur agar koi sawal tumharay zehan main ilmgaib kay mutaliq hai to yea tumain thread ka address post kar raha hoon yahan par app apna koi bhee sawal post kar saktay hain,

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...c=2554&st=0

 

lakin yahan sirf gustakhan ibarat kay mutaliq baat ho gee,

aur aik cheez main nay aur highlight ki hai, kay tum abb baqi sawaloon say bagh rahay ho..

aray agar baat nahee kar saktay to tumhain main nay pehley bhee ijazat dee hai kay apnay kisi baray ko bulla layoo,

kion kah tumahree moojooda post ko dekh kar sab bhai jo iss forum ko parh rahy hain woo samjh saktay hain kay tuhmaray danay abb kahatam ho chukay hian , aur tum abb farar kay rastay ikhtiyar kar rahay ho,iss liya abb bahanay na banayoo aur seedee tarah jawab layoo, tarteeb kay sath jo jo post ki hain unn ka tarteeb ky sath jawab do, bagoo nahee,

apnee bokhlata to dekhoo , yea bhee kha rahy ho kay main filhall hifzul iman ki ibarat par baat karoon ga, aur sath main yea bhe kah rahy ho kay app post kartay jayoo,

wah tumharaee aqal par sadqay,, yani main post karta jayoon aur tum jawab na danay ki baat bhee karo, wah,

Link to comment
Share on other sites

Note:- Forum k rules agar aap per lain to behtar hoga. Abusive language ki ijazat nahi hai.

 

 

(bis)

(saw)

 

(salam) , to all sunni brothers,

 

mameenkhn shab, zara iss ka mafhoom to samjah deena tah, kay yea note liknay ki zaroorat app ko kion paish ayee, aisee koon see baat hai jis par app nay kaha hai kay abusive language yani gali ki ijazat nahee hai,

zara mujay bhee to pata chalay kah mian nay kahan par gali dee hai app ko

waiting......................

Edited by sag-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

 

Hairat ki baat hai aap mere sawalat ka jawab denay se itnay hickicha kiyon rahay hain. Aap ne kaha k mujhay ibarat samjha do. Ab jab tak mujhay aap k nazaryaat ka nahi pata chalay ga to aap ko ibarat kaisay samajh aai gi. isi leye main ne aap se sawalat kye. Is baar bhi aap nai itni lambhi chori post kerdi lekin jawabat nahi dye. Hazrat Thanvi ki ibarat ilm e ghaib aur aalim ul ghaib se mutaalliq hai. to jab tak mujhay ilm e ghaib aur aalim ul ghaib se mutaalliq aap ka moaqqaf na pata chal jai to aap kaisay samaj saktay hai.

Mere meethay meethay ... mere pichli post main kye janay walay akhir k 3 questions to mere pehlay ki post se hi related thay jin k aap nay koi jawabat nahi dye. Shero Shairi wala , Hazrat Moosa Aleh salam wala aur hudhud wala,

 

Aik sawal aur add ker daita hun.

 

6. Kya Nabi pak (saw) ko tamam makhlookhat ka ilm tafseeli hasil huwa.

Aap ne ye bhi nahi bataya k aala Hazrat ne Shah Ismaeel shaheed ko Ahle Lailahaillallah kyon likha?

Bari hairat ki baat hai Ala hazrat likhtay hain main ne 70 waja se luzoom e kufar ka suboot dya

 

is k baad bhi Shah Ismaeel Shaheed aur dusray akabir ko Ahle Lailahaillallah likh rahay hain.

 

Ye sawal bhi udhaar hai.

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

(salam) Ahle Imaan ko

 

Mameen saab jab kisi ki post ko copy paste ker dia jaye tu aisa hi haaal hota hai ...ab jahan se aap ne ye post copy ki thee waheen se us sahab ko kahen k is kitab k pages de do :lol: ( Mushkil ka hal b bata dia main ne ).... Main ne Sirf aap se ye Kaha hai k Is Kitab ka pehle ka page jahan se ye topci shoro ho raha hai Post ker dein , ta k pata chala k Hazret apna Mo'qaff bayan ker rahe hein , ya kisi ka moaqaf quote ker rahe hein .... Likin aap Ne Yahoodiyan wala kaam kerne se baaz nahi ana , beech se page lia aor Nanga nachna shoro ker dia .... Oper se keh rahe hein k JAWAB nahi doonga: :lol: ye tu wohi baat ho gayi jo aap k Gand Gohee saab ne Imam e AHle Sunnet ko Letter mein likhi thee , jab imam e ahle sunnet ne un per sawal qaim keye Kawway k hawale se tu mosoof gand gohi saab ne agey se kaha mein jawab hi nahi doonga , yanee farar ka acha tareeqa hai ye b ... ager aap hamare Kisi ALim per Ilzam Sabit kerna chahte hein tu Is kitab main ye topic jahan se shoro ho raha hai woh pages scan ker k laga dein ..... is se tu aap ki baat sabit ho jaye gi ... aap bhag kiyon rahe hein is se .... Kiyon k haumain maloom hai k Deo Gandi Jhoot bolne mien PHD hain ... jhoot dajjal fariab makkari main aap se koi nahi jeet sakta ....

 

Mujhe Is Kitab k PAGES ka Intezar rahe ga ......

 

Ap ne jo 10 ayaat quote ki .. sab mein lafz e Qull k baad Shay ka lafz hai .. jis per main ne sawal qaim kia aap ne uska koi jawab nahi diya ......

InshaALLAH mujhe uskay jawab ka b intezar rahe ga ....

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

 

ALLAH AZZAWAJAL KAY ILM KI BAAT WO KAR RAHAY HAIN JIN KI KITABAIN ALLAH AZZAWAJAL KAY ILM KAY MUNKIR HAIN. JIN KA AQEEDA YE HAI KAH ALLAH AZZAWAJAL KO PEHLAY SAY KUCH ILM NAHI HOTA MAKHLOOQ KAR KARNAY KAY BAAD ILM HOTA HAI.

 

ISS AQEEDA KA ASAL MOJID SHIA , ISS KA PARCHAR KARNAY WALA MOTAZALI OR ISSAY LIKHNAY WALA OR NAS SAY SABIT KEHNAY WALA DEOBANDI MOLVI.

 

post-1051-1250718724943.jpg

post-1051-12507187516746.jpg

post-1051-12507187596054.jpg

 

ALLAH AZZAWAJAL KAY ILM KO JO NA MANAY , NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KAY ILM KO JO NA MANAY, MANNAY PER AAYE TO SHAITAN KAY ILM KO MANAY OR TO OR NAS SAY SABIT BHI KAHAY. ( BARAHEEN QATIA, PAGE 51)

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

 

Sag e sag, tum mere sawalat k jawabat de do. Itnay mushkil sawal to nahi kye. :lol:

Daanay kis k khatam horahay hain iska indaza tumhari posts se hosakta hai. Tum chahtay ho aik ibarat pe bhi sahi se baat na ho sakay. Isi lye tum pansnay se bachnay k liye nai aiterazat post kertay rehtay ho.:lol:

 

Salar e sag, Jo fatwa tum ne mujh pe lagaya wohi apnay molvi k liye bhi lagao , agay phichay k safhay nahi dhekho, Tumharay fatway ka intezaar rahay ga.

Kiyon k tumharay mullah ne saaf Ilm e kul ka lafz istemaal kya hai. wo ibarat mukammal hai. Ibarat k mutabiq fatwa lagaao.Tumharay fatway ka intezaar rahay ga. :lol:

 

 

JAD DUL,

 

Shaitaan ko suufi ,aalim fazil, Aabid to Tumharay Molvi nai likha hai apni tafseer main. Ilzam ham pe daitay ho. Tum jao aur ja k us say bait ho jaao , Tumhara ameer e ahle ... bhi us say bait hai

Ye bhi bata do k Khan sahab shaitan se kon se silsilay se bait thai,

 

 

 

post-3494-12507846671879.jpgpost-3494-12507810642451.jpg

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

 

Kyon k aap ko Hakim ul ummat ki ibarat ka matlab abhi tak samaj nahi aaya ya aap samajhna nahi chahtay jo main samjhana chahta hun. to is lye mujhe aap se kuch sawal kernay hai, ta k mujhay jawab samjhanay main aasaani ho. umeed hai k aap to the point jawab daingay.

 

  1. Kya aap k nazdeek Nabi pak saw.gif Aalim ul ghaib hain?
  2. Kya Nabi pak saw.gif ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah azw.gif ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota
    aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah azw.gif ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi saw.gif ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.)
  3. Kya Nabi saw.gif ko sher o shairi ka ilm dya gaya? ( main ne phichly post main surah yaseen aik aayat bhi pesh ki thi uus ka aap nai jawab nahi dya)
  4. Kya Hazrat Moosa aleh salam aur Hazrat Khizar k waqiye se ye sabit hota hai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha?
  5. Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Mujhay jo ittela hai wo aap ko nahi"?

Brai meharbani in baton ka to the point jawab de dain ta k main Hazrat Thanvi ki ibarat ka matlab aap ko samjha sakoon.

 

 

 

bismillah.gif

 

 

 

saw.gif

 

salam.gif ,to all muslim

 

mameenkhn sahb, sab say pehlay to main yea kahna chayoon gay kah app main jahalt koot koot kay bharee hoyee hai, aur apnee asee jahalat ko chupanay kay liya abb app rah-e-farar ikhtiyar kar rhay hain,

aur abb tum kis tarah say iss forum say bagnay kay liya jhoot , dagabazzi aur munafqat ka muzahira kar rahy hoo , woo mian iss thread ko pharnay walay tamam loogon kay samnay paish kar raha hoon,

 

sab say phelay to tumhari jahalat ,,,,,,

 

mameenkhn shab,, app duniya kay pelay shaks hain jo aik ikhtalafi maslay (hifzul iman ki ibarat) ko aik ikhtalfi maslay (ilm e gaib) say hal karnay ki baat kar rahay hain,

halan kah hoona to yea chahyee kay agar koi ikhtalaf hai,to aisa sawalat kiay jayeen jo hum main mustarika hoon, lakin app ki aqal kay qul purzay shaid jawab day chukay hain, iss liya abb app ko koi samjh hee nahee aa raheee kay koon koon say sawal karnay walay hain, ya kis tarah say app iss ibarat ko defand kar saktay hian,

hala kah , app kay kiyaee gay sawalt kay liya main nay aik alag thread ka address post kia lakin app wahan par janay ko bhee tayyar nahee, kion kah app jantay hoo kah agar mutaliqa forum main ja kar post kia to yahan par maray pochay gay sawalat ka to the point jawab dena ho ga jo kay app denay say kasir hooo, lakin pher bhee kis dethayee say mujh par hee ilzam bhee laga rhay ho kay main nahee chah raha kay kisi ibarat par baat ho,

lakin bahr hal , abb chun kah app ko rahe farar nahee deena iss liya app ko main app kay pochay gay sawalat kay mukhtasar jawabat day rha hoon, umeed karta hoon kay abb app kisi aur munafqat ki bajay maree ki gayee tamam posts ka to the point jawab doo gay,

tumhara sawal no 1,

Kya aap k nazdeek Nabi pak

saw.gif Aalim ul ghaib hain?

 

jee HAZOOR saw.gif , Allah azw.gif ki Atta say gaib ka ilm rakhtay hian,

 

No 2,

  1. Kya Nabi pak saw.gif ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah azw.gif ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota
    aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah azw.gif ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi saw.gif ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.)

jee maray aqeeday kay mutaibq Allahazw.gif alim-ul-gaib hai ,aur Allahazw.gif kay atta say Hazoorsaw.gif ko kulli ilm hasil hai, yanee kaynat kay zaray zaray ka ilm hasil hai,

aur aik baat aur yaad rahy kah, kulli ya baz , ki defination tab hee lagyee jatee hai jab yea kisi ki atta karda ho, aur chunkah Hazoorsaw.gif ko Allahazw.gif ki taraf say aata karda hai iss liya kulli ki defenation istamal ki jati hai, lakin Allah ka ilm gaib zati hai, kisi ki taraf say aata karda nahee iss liya kulli ilm gaib, ki defination Allah kay liya istamal nahee ki jati,

lakin tumhari post jahalat ka moon bolta saboot, kam az kam jo sawal kar rahy hoo uss kay baray main kuch ilm to hasil kar liya karo,

And wait, untill i answer the rest of the question,

to be continued,,,,,,,,,

Edited by sag-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

Shaitaan ko suufi ,aalim fazil, Aabid to Tumharay Molvi nai likha hai apni tafseer main. Ilzam ham pe daitay ho. Tum jao aur ja k us say bait ho jaao , Tumhara ameer e ahle ... bhi us say bait hai

Ye bhi bata do k Khan sahab shaitan se kon se silsilay se bait thai,

 

JANAB DEOBANDI SAHIB YAHAN ILM E GAIB KI BAAT HO RAHI HAI, NA KAH ALIM KI, LAGTA HAI DEOBANDIOON KI ISTALAH MAIN ALIM OR ILM E GAIB AIK HI MEANING MAIN ISTIMAL HOTAY HAIN.

 

JANAB DEOBANDI SAHIB APP LOOG JIN MOLVIOON KO ALIM KEHTAY HO KIA UN KO ILM E GAIB BHI HOTA HAI ??

 

MUFTI SAHIB NAY SHAITAN KO SIRF ALIM LIKHA HAI , JISS TARHAH TAFSEER ROUH UL BAYAN MAIN ALLAMA ISMAIL HAQQI NAY SHAITAN KO ALIM , MOALLAMUL MALAQOOT LIKHA HAI. KIA SAHIB E TAFSEER KA PEER BHI SHAITAN THA.

 

PHIR TO TUMHARAY MOLVIOON KA PEER IBLEES BADARJAG ULAH HOA. KYON KAH TUMHARAY MOLVI NAY KAHA HAI KAH NAS SABIT HAI. TO JISS NAY PASS ILM E GAIB HAI TO WO ALIM BHI HOA. TO TUMHARAY MOLVI NAY TO IBLEES KO ALIM OR ALIM UL GAIB DONOON MANA HAI.

 

ALIM UL GAIB NAHI TO ALLAH AZZAWAJAL NAHI , NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM NAHI, KOI HAI TO WO IBLEES HAI , DEOBANDI MOLVI HAIN.

 

NANOTVI JO QABAR SAY JASAD E UNSARI KAY SATH BAHIR AAYA OR MOLVIOON KAY JAGRAH SAY DOOR REHNAY KO KAHA APNAY AIK MOLVI KO.

 

THANVI KI SHADI KI MUBARAK BAAD AIK DEOBANDI MOLVI NAY MARNAY KAY BAAD KHUWAB MAIN AAKAR DI, KAHA HAZRAT APP KO KESAY MALOOM KAHA MIAN JISS TARAH ZINDAGI MAIN TUMHARI TARAH TAWAJJAH THI ISSI TARAH MARNAY KAY BAAD BHI TAWAJJAH HAI.

 

OR BHI BOHAT SI STORIES HAIN.

Link to comment
Share on other sites

QUOTE Kya Nabi saw.gif ko sher o shairi ka ilm dya gaya? (main ne phichly post main surah yaseen aik aayat bhi pesh ki thi uus ka aap nai jawab nahi dya)

  1. Kya Hazrat Moosa aleh salam aur Hazrat Khizar k waqiye se ye sabit hota hai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha?
  2. Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Mujhay jo ittela hai wo aap ko nahi"?

 

 

bismillah.gif

saw.gif

salam.gif ,to all muslim

 

 

sawal no ,3, jawab mulahiza hoo,

 

036_055_070_T.gif

 

aur mameenkhn sahb,,zara iss ibarat say ilm gaib ka ta aluq to wazhia kar dijay ga, kay iss ayat say kis tarah sabit ho sakta hai, kay Hazoor

saw.gif kay pass ilm gaib tha ya nahee,

sawal no,4, ayat ka tarjuma,

 

 

Then the hoopoe (Hud-Hud) did not stay long and he came and said, 'I have seen that which you have not seen

 

abb is main kis jaga say tum sabit kar saktay ho kah , Nabisaw.gif kay ilm ki nafi ki gayee hai,

tum qiyamat tak sabit nahee kar saktay,

tum nay jo tarjuma kia hai, woo koi gustakhay Rasool kar sakta hai, aur main nay jo tarjuma paish kia hai yea Ashiqe-e-Rasoolsaw.gif ka kia huya hai,

 

raha sawal Hazrat Moosaas.gif kay baray main , to janab app ko jis ayat par aitraz hai woo post karo, ta kah tumain to the point jawab dia jay,

 

 

To be continued.................

Edited by sag-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

(saw)

 

Sawal no 3. Kya Nabi (saw) ko sher o shairi ka ilm dya gaya?

Kya aap ne jo jawab paste kya hai is se ye smjha jai k Huzoor (saw) ko sher o shairi ka ilm bhi diya gaya tha. Yes/No main jawab dain.

 

sawal no,4, ayat ka tarjuma,

 

 

Then the hoopoe (Hud-Hud) did not stay long and he came and said, 'I have seen that which you have not seen

 

abb is main kis jaga say tum sabit kar saktay ho kah , Nabi(saw) kay ilm ki nafi ki gayee hai,

tum qiyamat tak sabit nahee kar saktay,

 

Sag-raza sahab aap jazbaati ho rahay hai, Aap ne mujh pe ye ilzaam lagaya hai main ne Nabi (saw) k ilm ki nafi kernay k lye ye aayatain paish ki hain.

Mujhay bohat afsos ho raha hai. Main ne ayaton se mutaalliq aap ka moaqqaf janna chahtah hun , Mere kya majaal aur kya auqaat k main Nabi pak fakhar do Alam (saw) k ilm ki nafi karon.

 

Jab Main pehlay hi Hazrat Thanvi ki ibarat paish ker chuka hun, "Nabuwwat k lye jo uloom lazim o zaroori thai wo aap ko batamamhi hasil ho gai thai" Aap ne iska bhi koi maqool jawab nahi dya.

aur Main Hazrat e Thanvi ki wo ibarat bhi pesh kerchuka hun jis main un hun ye wazaih kaha hai. Jo shakhs ye aiteqaad rakhay ya bila aiteqaad sarahatan ya isharatan kahay k Huzoor (saw) ka ilm janwaroon aur pagaloon jaisa aur jitna hai usay Kharij az islam samajhta hun,

 

Main ne Al muhind nami kitab main jo hamaray aqaid hai wo pehli post jo ki hai us main Aqeeda 15 per lain.

post-3494-12510595505275.jpg

 

tum nay jo tarjuma kia hai, woo koi gustakhay Rasool kar sakta hai, aur main nay jo tarjuma paish kia hai yea Ashiqe-e-Rasool(saw) ka kia huya hai,

 

Pheli baat to ye hai k main ne ye tarjuma nahi kya hai, balkay kisi Alim k tarjumay ko copy paste kya hai. Ye ilzaam bhi aap ka beja hai. Main aap k samnay Pir karam shah Rehmatullah Aleh sahab ka zia ul quran ka turjuma pesh ker raha hun. Pir sahab wazaih likh rahay hain "Main aik aisi khabar laya hun jis ka pehlay app ko ilm nahi". Aap iin per bhi gustakh e Rasool (saw) ka fatwa lagain. mujhay aap k fatway ka be chaini se intezaar rahai ga. Ya phir apnay alfaaz wapis le ker tauba karain.

Mere is sawal ka jawab bhi day dain.

Kya hudhud janwar ne ye keh k Hazrat sulaiman aleh salam ki shaan main gustakhi nahi ki k "Main aik aisi ittela le ker aaya huun jis ki aap ko khabar na thi"?

ab to main ne pir sahab wala tarjuma likha hai.

Kya is se Sulaimaan Aleh salam ki shaan main kami aati hai halan k Hazrat ko Qaom e saba k ilm nahi?

 

post-3494-12510595209857.jpg

 

raha sawal Hazrat Moosaas.gif kay baray main , to janab app ko jis ayat par aitraz hai woo post karo, ta kah tumain to the point jawab dia jay,

 

Ye aik aur ilzaam aap laga rahay hain "jis ayat par aitraz hai woo post karo" mere meethay meethay ... meri kya auqat k main kisi ayat pe aiteraz karon bulkay main to kisi ayat pe aiteraaz kernay ka tasawwur bhi nahi kersakta. Main aap ko Allah ka wasta deta huun, Aur agar aap waqai sachay Ashiq e Rasool(saw) hain to , khudra aisay alfaaz na nikaalain.

Ye aap jawab se farar honay k liye keh rahay hain, Hazrat Moosa (as) aur Khizar (as) ka waqia sab hi ne suna hoga aap ne bhi mutaadid baar suna hoga. balkay aap to har Jummay k din Surah Kahaf ki tilawat bhi kertay hongay. Mera sawal phir se perhiye.

Kya Hazrat Moosa (as) aur Hazrat Khizar (as) k waqiye se ye sabit hotahai k Hazrat Moosa ka Ilm e ghaib Hazrat Khizar se kam tha?

Aur uus ka jawab inayat farmaiye.

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

  • 11 months later...

ulama-e-deoband k tarjuman Molvi NajmudDeen deobandi k Mundarija-e-baala jahilana etraz ka jwab Molana Arshidulqadri nay apni kitab Zair-o-Zabar main dea hay jo keh yahan bhi naqal kr rha hoon ...

 

Zalzala k Jwab main likhi gayi Kutab ka Radd Zair-o-Zabar

title.jpg

untitled.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...