Jump to content

Aala Hazrat ki Ibarat

mameenkhn

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

jee bohat shukria kah app yahan tashreef lay ayy,,, abb yea post bhee zara read kar lain aur iss kay baat bhee koi aitraz zehan main ayy , to banda hazir hai,,

main umeed karta hoon kah agar app apni zidbazi aur ana parasti ko chor kar iss post ko phrayin gay to inshaAllah zaroor afaqa ho ga,,

http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...c=3106&st=0

Link to comment
Share on other sites

Mera ye Aqeeda hai k Nabi (saw) Apnay rozay main hayat hai. aur unki hayat dunya ki hayat se Aa'la hai.

Meray pehlay sawal ka jawab iis post main mil gaya k Alahazrat ne Allama Zarqani k hawalay se ye naqal kya hai.

Merey duusray sawal ka jawab inayat farma dain.

fi-aman:

mashaAllah, subhan Allah,, chalian aik deobandi nay aitraf to kai kah Hazoor (saw) apni Qabr-e-puranwar main zinda-o-javaid hain,, yaqeen janay app ki iss post nay dil khuch kar dia,,

iss ki aik waja yee bhee hai kah app kay isse aitraf main app kay doosray sawal ka jawab bhee hai,

app ka doosra sawal yea tha,

2. Ala Hazrat RA ne jo Deobandio k ulema per un ki ibarat ko per k jo fatway lagai hai . uun ibarat ka matlab bhi to achay gumaan main nikala ja sakta hai, aur unki ibarat ka matlab bhi to unsay hi puucha ja sakta hai.

abb app kud hee bata dian kah app kay jin ulama main yea kaha ho ko Hazoor (saw) mar kar matti main mill gay (maaz Allah) , to un kay iss aqeeday ko kis tarah achay guman main liya ja sakta hai,,

iss ki wazahat app khud hee irshad farma dijay, aur sirf yahee nahee,

iss ki elawa bhee aur kia ibarteen hain jo deobandi ulama ki kutab main say lee gai hain, kah jin par kufr ka fatwa aid hota hai,,

agar yaqeen na aya to apnee ankhoon say daikh lijay,,

aur khud hee faisla kar lijay,, main deobandi ulama kay kuch aqaid baqaida proof kay sath paish kar raha hoon , agar abb bhee app ko samj na ayee, to main kia kah sakta hoon, sirf Allah (azw) say app kay liya dua kar sakta hoon kay Allah (azw) app ko hidayat naseeb karay

post-1191-1240244790.gif

post-1191-1240244802.gifpost-1191-1240244825.gif

Edited by sag-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

Janab gustakhana ibaraat kee kohi taweel be kabool nahin kee jaa sakti. Kia aap meri in statements kee taweelkeren gay:

* Ashraf Ali Thanvi Kuttia kee aulaad heh.

- Kutta keyun kay wafadar hota heh is leyeh meri ibarat gali nahn Ashraf Ali thanvi ko Kuttia kee ulaad kehnay say muraad wafadar aurat kee ulaad heh.

* Qasim Nanotavi haram kee ulaad heh.

- Haram yehni paak, jistera Masjid Al Haram ... toh gali nahin deeh, Qasim Nanotavi ko harami nahin bola, yeh nahin kaha kay is kee maan nay beghair nikkah kay kissi ashiq say ham bisteri kee, balkay yeh kaha kay bara pakeeza ulaad heh.

* Ismail Dehalvi soowar heh.

- Soowar engrez us ko kehtay hen joh ziyada kha'hay toh meh nay Ismail Dehalvi ko soowar paleet janwar nahin bola balkay mota, drum kay bet'h wala bola heh.

Kia aap meri in taweelaat ko, qabool keren gay, kia aap be in taweelat ko mad e nazr rakh ker in ko Haram kee ulaad, kuttia ke ulaad, aur soowar bolen gay. Gali galoch meh, gustakhi meh kohi taweel except nahin hogi, jis zubaan gali ka tayun kerti heh, taweelaat acept nahin ho sakteen.

Is'see tera jin logoon nay RasoolAllah kee shaan meh gustakhiyan keenh kohi be taweel ho, kohi be kissa kahani biyaan keray qabool nahin hogi.

Link to comment
Share on other sites

Bhai Saq e Raza,

Shayad kuch k jawabat aap ko DeobandDefender ki iis post main mil jain

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=8276

Main filhal Hifzul imaan ki ibarat pe comment karoonga P 7, 1934, jo ilm e ghaib k hawalay se hai ,

ye wo ibarat nahi hai jo aap ne post ki hai. Is se pata chalta hai k duusri ibarat ko paish kernay main bhi aap logon nai khiyanat ki hogi.

Hayat -e- Nabi ka aqeeda aaj se nahi balkay ulma e deoband iss k hamesha se Qaeil hain. aur iss per mustaqil kitaabain likhi gai hain.

Masha Allah, chishti Qadri bhai, bohat khoob

aur mameenkhn shab,, app (shayed jawab mil jay ga) , wali baat na kareen agar koi jawab saboot kay sath paish kar saktay hain to kareen,

warna jo Haq hai usay maan lain,,

aur doosree baat app nay ki kay main nay jo ilm ghaib kay mutaliq ibarat paish ki hai wo app kay deobandi ulama ki nahee hai,

to mohtaram main nay hawaly kay sath paish ki thee, jis ka saboot Chishti Qadri bhai ki post bhee hai,

app in hawaloon say kasay ru gardani kar saktya hain, app nay kaha kay main iss mozoo par baat karoon ga , lakin pher bagair koi baat kiy chalay gay,,

abb app kay pass uss ibarat ka scan page bhai majood hai, agar abhee bhee app ki tashfee nahee hoye to app aitraz kar saktay hain,

lakin yaad rahay kah koi bhee hawala bagair saboot ya daleel kay qabilay qabool na ho ga,

app say pahlay bhee guzarish kar chuka hoon kah andhray main teer mat chalaya kareen ,

pahlay jo hawal paish kia jata hai ussy dekh lia kareen kah kia waqee koi asee ibarat mojood hai,, lakin app pher apni aadat say majboor dethai ka barpoor muzhira kartay hoyee, hawaloon say hee mukar jatay hain,,

kuch to Allah (azw) ka khoof kareen jo haqeeqat hai usay to tasleem kareen,

abb kindly agar koi bhee mazeed post kareen to mukamal hawal jaat kay sath,, zubani kalami baat nahee chalay gee,

agar hamari paish ki hoyee ibarat main koi faraq nazar ayee to woo ibarat app paish kar dain , pata chal jay ga kah asal kai hai,,

khali apnay moon say inkar kar danay say koi faida nahee,

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

jee app nay apni last post main farmaya tha kay main ilm e gaib kay mutaliq guftagoo karoon ga,,

aur saath main app ko Chishti Qadri bhai nay scan page bhee post kia,, lakin uss kay mutaliq app nay koi jawab nahee diya,, aur alag say aik new post kar dee,

to mohtaram pahlay jo scan page hai uss ko radd to kar dain,, pher agay chala jay ga,, hum app ko hawaly datain jayeen app bagair radd kiy agay chaltay jain aisa to nahee hai,

waiting for your post to the point,,,

Link to comment
Share on other sites

Bhai aap ankhain kol k perhain to acha hai. Asal ibarat main jaisa ka lafaz nahi hai. Saq -e- raza ko chahiye tha k jab wo reference de rahay hain to unko mukammal aur puri ibarat likhni chahiye thi.

Ye Ulema e Deoband ke aqaid hain aap logon ko in main se kin aqaid per aaiteraaz hai

(salam)

Yaad rahe k Olama e Haramian ne chand sawal olama e deoband ko likh ker bheje k aap in k jawab likh ker humain send ker dain. ap is mein kisi b sawal ka direct jawab nahi dia gaya , balke gool mool baten ki hein. chand misalen mein pesh ker deta hoon.

1. (AQEEDA#25) IS MEIN YE KEH RAHE HEIN K ALLAH TAA'ALA JO B BOLE GA SACH HI BOLE GA ... AB AA JAYE FATAWA RASHIDIYA KI TARAF, WAHAN Y LIKHA HAI K "KIZB DAKHIL E TAHAT QUDRET BARI TAA'LA HAI " (yanee Allah Jhoot bolne per Qudrat Rakhta Hai ). ab asla AITERAZ jo tha woh is baat per nahi tha k ainda ALLAH jo bole ga sach bole ga . balke aiteraz FATAWA ki is baat per hai k ALLAH jhoot bool "SAKTA " hai . yahan unho ne keh dia k ALLAH sach bole ga , ye tu humain b maloom hai k ALLAH sach bole ga ... Mameenkhn saab aap kisi b deobandi alim se yeh FATWA le ker aa jayen " ALLAH JHoot nahi bool SAKTA" . tu main aap ki baat maan jao ga.

Note: Lafz e "SAKTA" per zara ghoor ki jeye ga .kiyon k hamara aiteraz isi per hai.jis ko al muhannad mein address nahi kia gaya.

2. (Aqeeda24).. ALLAH O AKBER , sach batain deobandi baat baat per hum ko qabar parast nahi kehta?? kiyon k hum Shiekh k QABAR se Faiz hasil kerne k leye qabar per jate hein . ( YAD RAHE K YE SAWAL OLAMA E HARAMIAIN POCH RAHE HEIN , IN SAWALON SE UNKA B AQEEDA PATA CHALTA HAI).

3.(Aqeeda18) is sawal mein in se MILAD k bare sawal ho raha hai .. dekhen kesa gool mool jawab dia. "aap (saw) k zindagi k halaat bayan kerna chahe wildaet k hi hoon sahih hai " ... tu hum b tu milad mein wiladet ka waqeat bayan kerte hein , phir aiteraz kiyon?? Kesa Gool Mool jawab dia hai molvi sahab ne apne perhen tu kahen haan theek hai MIlad ko jaiz nahi kaha , aor us wakt k olama e haramin jo MILAD k qail they un ko b dhoka de dia . wah Deobandi Double Face molvi saab .

4.(Aqeeda#17) aik aor jhoot , deobandi her wakt durod sharef " assalat o wassalam o alika ya RASOOL ALLAH " per aiteraz b kerta hai aor logon ko ye durood perhne per unko mushrik b kehta hai .

5.(Aqeeda#16) Deobandi Kitab mein clearly likha hai k Shaitan k Ilm k leye quran mein Nas-eQatea mojood hai aor rasool ALLAH k ilm k leye quran mein konsi NASS hai ?? phir is ibarat ko kahan le ker jao ge??

6.(aqqeda16) oper jo Qadri bhai ne scan page dikhaya hai zara us ko exxplain ker do phir , abhi pata chal jaye ga k Asal aqeeda kia hai .

ye chand misalen hain ... InshaALLAH nechey scan b hain aap un scans ka i ibarton k sath mowazne ker lain . haqeeqat khud wazeh ho jaye gi. jazak ALLAH , Ameen

post-1049-1246799846.jpg

post-1049-1246800008.jpg

post-1049-1246800044.jpg

post-1049-1246800074.jpg

post-1049-1246800186.jpg

post-1049-1246800283.jpg

post-1049-1246800401.jpg

post-1049-1246800545.jpg

post-1049-1246800922.jpg

post-1049-1246800985.jpg

post-1049-1246801088.jpg

post-1049-1246801162.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam) ,

             Masha Allah, subhan Allah, salar raza bhai, app ki post say umeed to hai kay kafi had tak inn diyo kay bandoo ki tashfee ho gee, Jazak Allah,

aur mameenkhn sahb,, munafqat chor do aur jo sach hai uss qabool karo, kion apnay ulama ka moon kala karwaty ho har post par,, aur abb tum munafqat par utar ayee ho,, 

abb zara inn dar-ul-uloom deoband kay fatwoon ka munfana jawab to do,, hum bhee dakian kay tum loog munafqat main kahan tak jatay hoo,  

sharam tum ko magar nahee aatee

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

janab mameenkhn shab,

app ki post dekhee aur dekh kar hansi bhee ayee aur thora afsoos bhee hoya , wo , iss liya kah jis shaks ko yea pata hee nahee kah jis kah sath main debate kar raha hoon uss ka aqeeda kia hai, abb asay banday kay sath debate karna joy sher lanay kay mutradif hai , bahar hall ,, khair abb sab say pehlay to app ko main apnay aqeeday kay baray mian bata doon,, ta kah app zati aur aatai ilm gaib kay chakar main hee na paray rahay, balkay to the point post kareen,, haalan kah masla yea nahee tah kay Hazoor (saw) ka ilm zati hai ya aatai,, balkah masla to yea tha kah Hazoor (saw) kay ilm gaib kay baray main jo ibarat lekhee hai app kay jad-e-amjad nay wo gustakhana hai ya nahee, lakin app nay mozoon badlany ki koshis shuru kar dee, to aisa to main nahee karnay doon ga,, agay door pahcay chor wala muamla na kareen balkah maslay ko clear kar kay aglay maslay ki janib ayaeen,,

Ulamay Ahlesunnat kay Aqeeda ilm gaib about Hazoor (saw)

post-430-1170305528.gifpost-430-1170305603.gifpost-430-1170305664.gifpost-430-1170305719.gifpost-430-1170305775.gifpost-430-1170305834.gif

Munkareen ko ilm-e-gaib kay baray mian jawab,

Aur app ki galat fahmee ka azala

post-430-1170233349.gifpost-430-1170234918.gifpost-430-1170304765.gifpost-430-1170304836.gifpost-430-1170304931.gif

Lakin aik deobandi Alim apnee kitab main likhta hai,

post-459-1181794635.jpgpost-459-1181794643.jpg

app ki pechlee post ka aqss

Member

Group: Members

Posts: 15

Joined: A week ago

Member No.: 3,494

Madhab: Hanafi

Bhai Saq e Raza,

Shayad kuch k jawabat aap ko DeobandDefender ki iis post main mil jain

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=8276

Main filhal Hifzul imaan ki ibarat pe comment karoonga P 7, 1934, jo ilm e ghaib k hawalay se hai ,

ye wo ibarat nahi hai jo aap ne post ki hai. Is se pata chalta hai k duusri ibarat ko paish kernay main bhi aap logon nai khiyanat ki hogi.

Hayat -e- Nabi ka aqeeda aaj se nahi balkay ulma e deoband iss k hamesha se Qaeil hain. aur iss per mustaqil kitaabain likhi gai hain.

lakin uss kay baad app nay aik bhee post iss ibarat kay mutaliq nahee ki , aur aik say aik dosree post kartay chalay ja rahy hain,, kam az kam apnay qool ka pass hee rakh lain,

ya saf saf kaheen kah maray pass iss ka koi jawab nahee,

abb app say guzarish hai ka ya to app iss post ko durast mantay hoyee iss ka tafseele jawab dain,, aur hamrai post ko radd kareen,, (jo app qimat tak nahee kar saktay),, aur ya pher app ko manana paray ga ,kay app kay jad-e-amjad ki yea aik gustakhana ibarat hai,

umeed karta hoon kah mozoo ko badalnay ki koshich nahee farmayeen gay app, aur maray pochay gay sawal ka jawab dain gay,, na kah app humain yea samjana shorro kar dain kah ilm gaib zati hai ya aatai , woo hum app say behatar jantay hain, iss ka saboot maree post hai,,

dubara yead dehani kara raha hoon post to the piont ho,, usee ibarat kay mutaliq jo app kay alim nay likhee hai,,

Link to comment
Share on other sites

check it

Assalam o Alaikum

Merey Khayal se Mameen Saab ko abhi tak pata hi nahi chala k hum ne aiteraz kis cheez per kia hai ....

Mamen saab ne 2,4 cheezain underline ker k aor bad diyanti ka ilzam laga ker ye samjh lia hai k inho ne buhat bada karnama sar anjaam de dia hai ... Khair

1. aap ne kaha hum ne bad diyanti ki .... bhai sahab ager badd diyanti kerte tu poora page yahan scan na kerte m balkay woh hissa chupa dete , hum ppoora page aap ko dikha rahe hein phir b hum budd diyanat?? :unsure:

2. Hum ne kisi quran wa ayet ka inkar nahi kia .. aor na hi hum kehte hein k kisi ki Ta'zeem ALLAH jesi karo ... aap ko abhi tak aiteraz hi nahi samjh aya bhai sahab .... Ye issue nahi k Nabi e kareem n kisi ko bhai kaha ya kisi ne Aap sallallahoalihewasallam ko Bhai kaha .... Ismael dehlavi ne yahan likha hai k " Nabi Hamare Baday Bhai howe .. Un ki Ta'zeem Baday bhai ki si ki jeye ".. ye hai aiteraz is ka jawab dain . Bada bhai tu ager fooot ho jaye tu uski biwi k sath nikah b jaiz hai .... baday bhai k samne ager ounchi awaz main bool dia jaye tu banda kafir nai ban jata , likin Nabi e Kareem Sallallahoalihewasallam k Bargaah mein awaaz onchi hoi tu sare A'maal zaya aor tum ko khabr b nahi hogi ( Quran ).. Baday bhai ki Ta'zeem tu baap se b kumm hoti hai , Maan se b kumm hoti hai .... tu Janab iska Jawab dain k kia Nabi e Kareem ki Ta'zeem Baday bhai jitne kerne chahyee?? Quran ne kaha hai? Hadees ne kaha hai ???

3. (Chamar wala Aiteraz ).. Yahan b aap ne molvi ko bachane k leye Rasool ALLAH sallallaho Alihewasallam ki Izzet ko Qurban ker dia ..... Hashiye mein konsi Quran ki Ayet ya Hadees ka refrence hai ?? Yahan b aap ko Aiteraz samjh nahi aya mere khayal se .... Ismael Dehlavi keh raha hai k " Her Makhlooq ( Makhlooq mein Nabi , Wali Farishte Sab Shamil hein ) Allah ki Shan k Agay Chamaar se b Zaleel Hai " .. Chamaar se b Zaleel .. yani chamaar ki jo izzet ALLAH ki bargaah mein hai baki makhlooq jis mein nabi wali sab shamil hein , woh sab Chamaar se b Zaleel hain .... Chamaar ki Izzet zayada , Nabi ki kam .. ALLAH o AKber ...Allah tu Quran mein kehta hai ... Izzet ALLAH ki , Rasool ki aor Imaan Waloon ki (al quran ).. aor Ismael dehlavi anbiya aoliya ko chamaar se b zaleel kahe .. ALLAH ne kaha quran mein kaha hai k mere sab nabi aor wali aor b Makhlooq meri shan k agay chamaar b zaleel hai?? koi ayet ? koi hadees???

Tameem Saab Qiyamet k Din molvi ismael dehlavi ne kaam nahi ana , bake Amina k laal ne kaam ana hai .... Molvi ko bachane k leye Rasool ALLAH sallallaho alihe wasallam ki izzet ko qurban na karoo ..... ager mein ye Kahon k Molvi Ismael dehlavi aor sab deobandi Chamaar se b zaleel hain tu aap log mujhe khud kush hamle mein maar doo ... likin jab wohi Baat Nabi e kareem k barey kaheye jaye tu aap kehte ho molvi theek hai.... SHARAM TUM KO MAGAR NAHI ATEE.

Rahi baat Shab Bashi ki tu nechey mein thanvi saab ki kitab ka scan de raha hoon ... is mein lafz e shab bashi ka jo matleb aap kerte hein humain manzoor hai , wohi matleb Ala Hazret ki Ibarat ka hum le lain ge .... Himmat karen

ALLAH HAQ KO SAMJHNE KI TAUFEEQ ATA FERMAYE.. amEEN

post-1049-1247194810.jpg

post-1049-1247194826.jpg

Link to comment
Share on other sites

Assalam o Alaikum

Merey Khayal se Mameen Saab ko abhi tak pata hi nahi chala k hum ne aiteraz kis cheez per kia hai ....

Mamen saab ne 2,4 cheezain underline ker k aor bad diyanti ka ilzam laga ker ye samjh lia hai k inho ne buhat bada karnama sar anjaam de dia hai ... Khair

1. aap ne kaha hum ne bad diyanti ki .... bhai sahab ager badd diyanti kerte tu poora page yahan scan na kerte m balkay woh hissa chupa dete , hum ppoora page aap ko dikha rahe hein phir b hum budd diyanat?? :unsure:

2. Hum ne kisi quran wa ayet ka inkar nahi kia .. aor na hi hum kehte hein k kisi ki Ta'zeem ALLAH jesi karo ... aap ko abhi tak aiteraz hi nahi samjh aya bhai sahab .... Ye issue nahi k Nabi e kareem n kisi ko bhai kaha ya kisi ne Aap sallallahoalihewasallam ko Bhai kaha .... Ismael dehlavi ne yahan likha hai k " Nabi Hamare Baday Bhai howe .. Un ki Ta'zeem Baday bhai ki si ki jeye ".. ye hai aiteraz is ka jawab dain . Bada bhai tu ager fooot ho jaye tu uski biwi k sath nikah b jaiz hai .... baday bhai k samne ager ounchi awaz main bool dia jaye tu banda kafir nai ban jata , likin Nabi e Kareem Sallallahoalihewasallam k Bargaah mein awaaz onchi hoi tu sare A'maal zaya aor tum ko khabr b nahi hogi ( Quran ).. Baday bhai ki Ta'zeem tu baap se b kumm hoti hai , Maan se b kumm hoti hai .... tu Janab iska Jawab dain k kia Nabi e Kareem ki Ta'zeem Baday bhai jitne kerne chahyee?? Quran ne kaha hai? Hadees ne kaha hai ???

3. (Chamar wala Aiteraz ).. Yahan b aap ne molvi ko bachane k leye Rasool ALLAH sallallaho Alihewasallam ki Izzet ko Qurban ker dia ..... Hashiye mein konsi Quran ki Ayet ya Hadees ka refrence hai ?? Yahan b aap ko Aiteraz samjh nahi aya mere khayal se .... Ismael Dehlavi keh raha hai k " Her Makhlooq ( Makhlooq mein Nabi , Wali Farishte Sab Shamil hein ) Allah ki Shan k Agay Chamaar se b Zaleel Hai " .. Chamaar se b Zaleel .. yani chamaar ki jo izzet ALLAH ki bargaah mein hai baki makhlooq jis mein nabi wali sab shamil hein , woh sab Chamaar se b Zaleel hain .... Chamaar ki Izzet zayada , Nabi ki kam .. ALLAH o AKber ...Allah tu Quran mein kehta hai ... Izzet ALLAH ki , Rasool ki aor Imaan Waloon ki (al quran ).. aor Ismael dehlavi anbiya aoliya ko chamaar se b zaleel kahe .. ALLAH ne kaha quran mein kaha hai k mere sab nabi aor wali aor b Makhlooq meri shan k agay chamaar b zaleel hai?? koi ayet ? koi hadees???

Tameem Saab Qiyamet k Din molvi ismael dehlavi ne kaam nahi ana , bake Amina k laal ne kaam ana hai .... Molvi ko bachane k leye Rasool ALLAH sallallaho alihe wasallam ki izzet ko qurban na karoo ..... ager mein ye Kahon k Molvi Ismael dehlavi aor sab deobandi Chamaar se b zaleel hain tu aap log mujhe khud kush hamle mein maar doo ... likin jab wohi Baat Nabi e kareem k barey kaheye jaye tu aap kehte ho molvi theek hai.... SHARAM TUM KO MAGAR NAHI ATEE.

Zara ghor se parhain Peeran e Peer Rehmatullah alahy k chaney walay aur lagai fatwa kufur ka Hazrat Peeranepeer Rehmatullah alahy per. Agar aap ki aur ala hazrat ki zehniyat k mutabiq isse perhain to Tamaam ahle Zamin (Huzoor (saw) bhi Shaamil hai aap k ala hazrat ki zehniyat k mutabiq) Allah k nahi baulke Ghous paak k nazdeek Chamaar nahi balkay machchaar chyonti ki manind hai.

Aur Allah k nahi balke Ahle Ma'arfat k nazdeek Maqlooq ( Huzoor (saw) bhi Shamil hai aap k ala hazrat ki zehniyat k mutabiq)

Makhkhi, Bhir aur resham k keeray ki manind hai. Chamar to Insaan hi hota hai.

Aur Hazrat Khawaja Rehmatullah alayh per bhi fatwa lagaain Unhun ne bhi saari Khalkhat ka lafaz istemaal kiya hai.

post-3494-1247201451.jpg

Aap ka point bohot powerful hay..asal mein in bralvion ko 100 khoon maaf hein..ye log ape akabir ki kufria aur shirkia abarat par aap ko zabardast mantaq aur falsafa pesh karingay..agar koi doosra ye kaam kare to wo gustaakh..kafir..badmazhab..sare fatwe lag jainge isko..

baat ye hay ke bralvi ab tak Islam ka mizaaj hi nahi samjh sakay?? bas karamato aur shakhsiyaat par hi marte rahtay hein..jaysay deen hay hi karamat aur shaksiyat parasti ka naam..is chakkar mein inho ne deen Islam ki aur Allah ki tauheed ki dhajjian uradi hein..

Allah inko shaor day fi-aman:

Edited by Ya Allah Madad

Salam Muslims..

Alhumdulilah hum musalman hai Ahle Imaan hain .. is leye Karamtoon ko Mantey hein , Karamat ka Inkar kerne wala QURAN ka inkar kerte hai .. aor jo QURAN kiis aik ayet ka b inkar kare Woh PAKKA KAFIR HAI.... Bakwas kerne se pehle ye dekh lia karen k aap keh kia rahe hein ...

Alhumdulilah hum Shakhisiyaat per marte hein .... Sahaba = Shakhsiyaat ... Ahlul Bait = Shakhsiyaat ... Tab'een = Shakhisyaat ...Aoliya = Shakhsiyaat ......

aik muslaman ko in per marna chahye .... ap nahi marte kiyon k aap ko in se kia lena dena ?? aap tu Misyar aor Riyaal per marte hein ... Sab forum wale dekh lain k WAHABIYOON ko kitna bughz hai Shakhsiyaat e Islam se ..... Islami Shakhsiyaat Zinda Baaad ...

Mameen Saab aap ne hamare kisi sawal ka jawab nahi dia ..... baharhaal aap se yahi umeed thee..

ab jo aap ne refrence dia hai zara in books ka scan page b laga dein bhai jee ....

aor ye bata dain k soofiya ki ju ashkaaal hain un k barey aap k olama ka kia aqeeda hai ??? aor soofi aor Scholar mein kia faraq hota hai ?

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

JANAB SALAR RAZA bhai,HA ALLAH, bohat khoob jawab dia app nay ya Allah madad ko, hum to Allah ka sukar ada kartay hain kah hum uss rah par hain jo kay shaksiyat say mohabat ka dars datee hai,

lakin agar inn deobandiyo ko dekha jay to shaksiyat kay sath lago in ko bhe hai, bas thora sa farq hai inn main aur hum main, wo farq yea hai kah hum tay jin shaksiyat say mohabbat aur eqeedat raktay hain aur jin ki qadar kartay hain wo hain,, Hazoor-e-purnoor (saw) , Sahaba-e-karam (ra) , Tab Tabeeen (ra) Oliya izam (ra) aur unn say jo Allah aur uss kay Nabi say mohabbat rakhaty hain,

lakin yea log mohanbbat aur eqeedat rakhtay hain jo gustakhay Rasool ho , gustakhay shahba ho, gustakhay Aale Rasool ho, aur gustkahay Oliya ho,,

aur hameen tanay datay hain kah tum shaksiyat parasti kartay ho,, halan kah

Quran majeed main Allah (azw) ka irshad hai PARA ,3 SURAH . AL-IMRAN , VERSE .32

قُلۡ اَطِيۡعُوۡا اللّٰهَ وَالرَّسُوۡلَ‌‌ۚ

Say: Obey Allah and the messenger

abb in say koi yea pochay kah kia ,, Rasool (saw) shaksiyat hain ya nahee, lakin yea loog bugz aur anad main itnay agay nikal chukay hain kah inay Allah (azw) ki ayat ka bhee ko bharam nahee hai,

Aur abb Rasool (saw) ka irshad mulahiza farmayee,

Bukhari sahreef ki revayat hai, Volume 5, Book 57, Number 11:

Narrated Jubair bin Mutim:
A woman came to the Prophet who ordered her to return to him again. She said, "What if I came and did not find you?" as if she wanted to say, "If I found you dead?" The Prophet said, "If you should not find me, go to Abu Bakr."

agar main
(saw)
na mill sakoon to abu bakar kay pass chaly jayo,

abb in say pher sawal hai kah kia, Abu bakar
(ra)
shaksiyat hain ya nahee,

Aur aik jaga aur irshad farmaaya,

bukhari shareef ki hee revayat hai,
Volume 5, Book 57, Number 37:

Narrated Anas:
A man asked the Prophet about the Hour (i.e. Day of Judgment) saying, "When will the Hour be?" The Prophet said, "What have you prepared for it?" The man said, "Nothing, except that I love Allah and His Apostle." The Prophet said, "You will be with those whom you love." We had never been so glad as we were on hearing that saying of the Prophet (i.e., "You will be with those whom you love.") Therefore, I love the Prophet, Abu Bakr and 'Umar, and I hope that I will be with them because of my love for them though my deeds are not similar to theirs.

tum unn loogoon kay sath ho gay jin ka sath tum mohabat kartay ho,

abb hum tay mohabbat kartay hain, Rasool
(saw)
say Rasool
(saw)
ki aal olad sya, Sahaba karam
(ra)
say , Oliya Izam
(ra)
say, aur insha Allah apna khatama bhee inhee ki sath ho ga, INSHA ALLAH,

AUR Deobandi kin kay sath mohabbat aur aqeedat rakhtay hain,

Rasheed gangohi, qasim nanotvi, ashraf thanvi, ismaeel dahlvi, etc,, aur agar yea list lambi karta jayoon to feroon aur abu jehal bhee issee list main aytay hain,,

bhar hall yea to inn ko jawab tha,

abb Allah say dua hai kah Allah in ko samjhnay ki toufeeq ata farmay, aur in ko rah-e-hidayat naseeb farmay, Aameen

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...