Qadri مراسلہ: 1 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 1 جولائی 2009 HADEES SHARIF ka mafhoom hay "MUJHAY APNAY ba'ad khouf nahin k TUM shirk kero gay,lekin duniya mayn magan ho jaao gay" ..WAHABI BOLTE HAIN YEH HADES UMAT KE LIYE NAHIN BALKE SAHABA KE LIYE THE ?? TO BHAI KOI HELP KARY GA AGER KOI MUJY YEH BATA SAKHTA HAY KE IMAM BUKHARI IMAM MUSLIM IMAM TERMIZI KIA BOLTE HAIN IS HADES KE BARY MEIN ? KIYON KE WAHABI TO AN KE QAUL KO HE MANTE HAIN ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
rqa مراسلہ: 2 دسمبر 2009 Report Share مراسلہ: 2 دسمبر 2009 Salam Alaikum, Bhai sahab...wahabi aisa kahan boltay haiin? Koi kitaab ka hawala? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Furqan مراسلہ: 3 فروری 2010 Report Share مراسلہ: 3 فروری 2010 Hazoor sallaho alihe wasalam ne ager is ahdees main sahba k lie kaha tha pher tu kehne walo ka iman baqi hi nehi raha ager sahba ikram dunia main magan ho jie gai baqool on k jo kehte hai sahba ikram k lie te ahdees hai to onhe se puchta hoo deen too ham tak puncha hi sahba ikram k zarie hai agar mazallah ager sahba ekram he dunia main magan ho gie sahba ekram ne dunia ko priorty dakh k deen ko punchia.nehi ye galat yhai. sahba ikram k bre main to ap sallaho alihe wasalam ne ershad farmia ahdees pak ka mafhoom hai k mere sahba sitara ki tarah hai tum jis ki parwi karo gai hidyat pa jawo gai. uper bahi ne jo ahdees pak quote ki wo muslim shrif ki ahdees hai wo ap sallaho alihe wasalam ne ummat k lie farmia k mejh apni ummat se shirk ka dar nehi apni satisfication k lie sahe alim-e-deen se rabta kare kio k main alim-deen nehi aik talib-ealim hoon oar sab se share kare allah ap sab ko oar muhe os raste par chalie jin per allah ne enam farmia hai.ameen Furqan yousaf HADEES SHARIF ka mafhoom hay "MUJHAY APNAY ba'ad khouf nahin k TUM shirk kero gay,lekin duniya mayn magan ho jaao gay" ..WAHABI BOLTE HAIN YEH HADES UMAT KE LIYE NAHIN BALKE SAHABA KE LIYE THE ?? TO BHAI KOI HELP KARY GA AGER KOI MUJY YEH BATA SAKHTA HAY KE IMAM BUKHARI IMAM MUSLIM IMAM TERMIZI KIA BOLTE HAIN IS HADES KE BARY MEIN ? KIYON KE WAHABI TO AN KE QAUL KO HE MANTE HAIN ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔