Jump to content

Fancy SHIA's Grave

jabbar

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...
untitled.JPG

bohot mumkin hai ki wo kabr kisi isai ki ho..par issy maqsood nahin...masla hai aam logo ke liye pakki kabr banany is dusri kabro se mummyiaz or mumtaaz kakrny ya isy decorate karny ka ..Ahle Sunnat isy sirf kisi aisi shakhsiyat ke liye jayaz manty hain jo Deen me eham rutba rakta ho..jiska muqaam aam se khas ho...jaisy ulema e deen, Owliya izaam, Muhaddiseen, fuqha, Mufassireen, Ambiya ikram (as)...aam musalman ki kabr pakki na banai jaye or na hi mumtaaz ki jaye dusri kabro se.. 

pakki_kabar.JPG

Mazaratr_ka_jawaaz___Tafseer_Ruhul_Bayan.JPG

Link to comment
Share on other sites

bohot mumkin hai ki wo kabr kisi isai ki ho..par issy maqsood nahin...masla hai aam logo ke liye pakki kabr banany is dusri kabro se mummyiaz or mumtaaz kakrny ya isy decorate karny ka ..Ahle Sunnat isy sirf kisi aisi shakhsiyat ke liye jayaz manty hain jo Deen me eham rutba rakta ho..jiska muqaam aam se khas ho...jaisy ulema e deen, Owliya izaam, Muhaddiseen, fuqha, Mufassireen, Ambiya ikram (as) ...aam musalman ki kabr pakki na banai jaye or na hi mumtaaz ki jaye dusri kabro se.. 

post-393-1246981455.jpg

post-393-1246981707.jpg

Sirf aik cheez poochni hay ke agar koi marta hay to humein kaysay pata chalay ke ye aam aadmi tha ya wali Allah tha..takay hum uski qabar phir usi hisaab say bnaein...Thank you

Link to comment
Share on other sites

Sirf aik cheez poochni hay ke agar koi marta hay to humein kaysay pata chalay ke ye aam aadmi tha ya wali Allah tha..takay hum uski qabar phir usi hisaab say bnaein...Thank you

(bis)

(saw)

 wahabi  shab,  agar app ka baap foot ho jay to mara nahee kahil kah app ko pata nahee chalay ga kay woo kasa shaks tha,, agar waqee main na pata chalay to apnay baqi ghar waloon say ya apnay baap kay ezeez dostoon say pata chal jay ga, 

umeed karta hoon kah masla kafi had tak app kay zehan nasheen ho giya ho ga,,  :)

Ya Muhammadah sahab ki mantaq parh kar mein hairaan ho giya ke hum log dunya hi mein faisla kar lete hein ke ye wali mara hay aur ye aam aadmi..phir usi hisaab se uski qabar banti hay..agar wo wali hay to pakki mazar wali nahi to katchi gabar banegi ..is liye ke to aam aadmi tha..hum ne yahan hi tera faisla kar liya hay ke tu wali Allah hay aur to aam insaan..wah wah Subhan Allah..yani bralvi ab qayamat se pehlay faislay bhi karne lagay.. :o

ab zara quran ka faisla bhi sun lo..qayamat to shaed Allah ne aesay hi logon ko darane ke liye rakh di hay..faislay to saray hum ne dunya mein kar hi liye..Jiske mazar banane thay bana diye jinki aam qabar banani thi wo bhi kar diya..faisla ho giya..

هَذَا يَوْمُ الْفَصْلِ جَمَعْنَاكُمْ وَالأَوَّلِينَ (المرسلات: 38).

 { هَـٰذَا يَوْمُ ٱلْفَصْلِ } يعني: يوم القضاء ويقال يوم الفصل يعني بين أهل الجنة وبين أهل النار { جَمَعْنَـٰكُمْ وَٱلأَوَّلِينَ } يعني: جمعناكم يا أمة محمد صلى الله عليه وسلم 

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

Is tafseer mein saaf tor se ye bataya ja raha hay ke ahle jannat aur dozakh ka faisla qayamat mein hoga..

Agar tum logon ke pass koi quran o hadees ka hawla hay ke Allah Ta'ala dunya mein Aulia Allah ka faisla kar dete hein to batao..Anbiya 

(as) aur Ashra Mubasharra  (ra) jo jannati hein inke ilawa jab Rasool  (saw) ne kisi ka faisla nahi kia to hum kaysay kar saktay hein..

Ziyada agay nahi barhana chahiye..Allah

(azw) par sabqat karna sakht gunnah hay..

hum kisi ke baray mein itna zaroor keh saktay hein ke bhala aadmi hay mein ne is mein kabhi koi burai nahi dekhi..magar jannat ka faisla qayamat mein hoga..aur isi tarah hum kisi ke bare mein keh sakte hein ke bohot bura aur badbakht aadmi hay ..magar ..iski jannat ya jahannam ka faisla qayamat mein hoga..Hum Allah

(azw) par sabqat nahi kar saktay ... fi-aman:

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

Ya Muhammadah sahab ki mantaq parh kar mein hairaan ho giya ke hum log dunya hi mein faisla kar lete hein ke ye wali mara hay aur ye aam aadmi..phir usi hisaab se uski qabar banti hay..agar wo wali hay to pakki mazar wali nahi to katchi gabar banegi ..is liye ke to aam aadmi tha..hum ne yahan hi tera faisla kar liya hay ke tu wali Allah hay aur to aam insaan..wah wah Subhan Allah..yani bralvi ab qayamat se pehlay faislay bhi karne lagay.. :o

Agar tum logon ke pass koi quran o hadees ka hawla hay ke Allah Ta'ala dunya mein Aulia Allah ka faisla kar dete hein to batao..Anbiya  (as) aur Ashra Mubasharra  (ra) jo jannati hein inke ilawa jab Rasool  (saw) ne kisi ka faisla nahi kia to hum kaysay kar saktay hein..

Allah  (jallah) ka wali kon hai or kon nahin ( Ambiya or ashra mubashshara ko chor sary sahaba, tabaeen, tab e tabaeen, shohda, Muhaddiseen, Mufassireen, Fuqha, Mohaqiqeen, Ulema e ikram,  buzurgan e deen agar owliya nahin to kya aap jaisy taqiya baaz Deobandi ke buzurg owliya kehlayengy? ya phir aapka imam Mohammad bin abdul wahab?

untitled.GIF

ye beghairati aap jaiso ko hi mubarak...or agar aapki humari muntaq par aitraaz hai to phir zara apky is aitraaz se jo mazeed sawaal khary hoty hain unka jawab la dein... :lol: agar apky mutabiq bando ko is baat ka kuch bhi ilm nahin ki kon Allah ka wali hai or kon nahin or iksa pata roz e qayamat hi hoga to phir is Hadees e Qudsi ke aap Munkir qaraar payengy bcz jab aapko ilm hi nahin ki kon Allah ka wali ho sakta hai or kon nahin to phir aap kis tarah is hadees me aayi waeed se apni hifazat duniya or akherat me kar payegny....? Aaap kis tarah Allah ke wali se adawat se ijtenaab kar payengy...? goya Qayamat ko aap yahi langra sa uzar paish kar dijyega ki hum wahabis ke yahan to koi Wali Allah paida nahin hua to humy kese pata chalta ki wali ki kya sifat hoti hain...? jab humy pata hi nahin tha ki kon tera wali tha kon nahin to humny sab ko khoob galiyan bakin, sabko khoob bura bhala kaha, sabki shan me khoob gustakhiyan kari, sabsy khoob adawat ki, ab hum jahil thy to ismy humara (Deobandi-wahabis) ka kya Qusoor?  Ya phir aapky is bewaqoofana si post ka hasil kalam ye hoga ki Allah ne aapko aisy umoor se bachny ka hukm diya hai jis se bachny par aap qadir hi nahin?

wah re Taqiya baaz Deobandi!!

:lol::lol::lol:

post-393-1247069904.gif

Shor karne aur uchalne koondne se kuch nahi hota...wahabi deobandi ka rona peetna karke kuch hasil nahi hoga..tum log bhi matam kia karo shia ki tarah..hai wahabi ..hai deobandi..hai hai hai...ro ro rote rahoo..qayamat tak rote raho gay.. :angry:

Allah  (azw) ne humko har cheez ki tafseel batai hay..pehlay zara is baat ko samjh lo ke Aulia Allah kis ko kaha hay Allah ne..

أَلاَ إِنَّ أَوْلِيَاءَ اللَّهِ لاَ خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلاَ هُمْ يَحْزَنُونَ (يونس: 62). 

الَّذِينَ آمَنُوا وَكَانُوا يَتَّقُونَ (يونس: 63). 

لَهُمُ الْبُشْرَى فِي الْحَيَاةِ الدُّنْيَا وَفِي الآخِرَةِ لاَ تَبْدِيلَ لِكَلِمَاتِ اللَّهِ ذَلِكَ هُوَ الْفَوْزُ الْعَظِيمُ (يونس:64)

Is ayat mein Allah ke dost ki 2 nishaanian batai gai hein..(Emaan) aur (Taqwa) aur hum dekhtay hein ke bazahir is ma'yar par bohot saray log hein jo pura utarte hein..beshumar log aesay hein jin mein ye qualities hein..ab zara is ayat ko aik tafseer ke zarye bhi samjh lo ke mufassiron ke nazdeek Wali Allah kon hay..

قوله تعالى: { أَلا إِنَّ أَوْلِيَاء ٱللَّهِ } يعني المؤمنين. ويقال: أحباء الله. وهم حملة القرآن والعلم. ويقال الذين يجتنبون الذنوب في الخلوات ويعلمون أن الله تعالى مطلع عليهم، وروي " عن النبي - صلى الله عليه وسلم - أنه سئل عن أولياء الله تعالى فقال: «هم الذين (إذا رُؤوا) ذُكِرَ اللهُ تعالى " ، وقال وهب بن منبه: [قال] الحواريون لعيسى بن مريم يا روح الله من أولياء الله؟ قال الذين نظروا إلى باطن الدنيا حين نظر الناس إلى ظاهرها. ونظروا إلى آجل الدنيا حين نظر الناس إلى عاجلها فأحيوا ذكر الموت وأماتوا ذكر الحياة ويحبون الله تعالى ويحبون ذكره. وقال الضحاك: { أَلا إِنَّ أَوْلِيَاء ٱللَّهِ } يعني المخلصين لله { لاَ خَوْفٌ عَلَيْهِمْ } يعني: لا يخافون من أهوال يوم القيامة { وَلاَ هُمْ يَحْزَنُونَ } حين زفرت جهنم، ثم نعتهم فقال تعالى { ٱلَّذِينَ ءامَنُواْ وَكَانُواْ يَتَّقُونَ } يعني أقروا وصدقوا بوحدانية الله تعالى ويتقون الشرك والفواحش { لَهُمُ ٱلْبُشْرَىٰ فِي ٱلْحَيوٰةِ ٱلدُّنْيَا } يعني البشارة وهي الرؤيا الصالحة يراها العبد المسلم لنفسه أو يرى له غيره. وروي عن عبد الله بن عمر عن النبي - صلى الله عليه وسلم - أنه قال: " الرؤيا الصالحة جزء من سبعين جزءاً من النبوة " ، وفي خبر آخر " من أربعين جزءاً " وفي خبر آخر " من ستة وأربعين جزءاً " وروى عطاء بن يسار " عن رجل كان يفتي بالبصرة، قال سألت أبا الدرداء عن هذه الآية { لَهُمُ ٱلْبُشْرَىٰ فِي ٱلْحَيوٰةِ ٱلدُّنْيَا } قال أبو الدرداء ما سألني عنها أحد منذ (سألت عنها رسول الله - صلى الله عليه وسلم - ) فقال «ما سألني عنها أحد قبلك. هي الرؤيا الصالحة يراها المسلم أوتُرى له " { وَفِي ٱلاْخِرَةِ } الجنة. وعن عبادة بن الصامت أنه سأل النبي - 

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

Saaf tor se is tafseer mein kaha ja raha hay ke Aulia Allah se murad (MOMINEEN) hein..JO Allah se mohabbat kare.. Jo KHILWAT mein gunahon se bachtay hein aur ye jaante hein ke Allah unko dekh raha hay..Rasool Allah 

(saw) se poocha giya ke AULIA ALLAH kon hein to unho ne jawab diya ke jis ko dekh kar Allah yaad aaey..Zahaak (ra) kehte hein ke is se muraad (MUKHLISEEN) hein..

mein ne ye choti si detail is liye pesh ki ke Aulia Allah ka mafhoom wazeh ho jaey...agar aap ya koi bhi is ma'ayaar par pura utray ga wo Wali Allah hay..

Mera point ye hay ke is tashreese se ye clear ho giya ke WAli Allah kon log hote hein..Wo nahi hote jo aap logon ne MAFOQULBASHRI banaey hoye hein..Is tarah to ye dunya mazaron se bhar jaegi ..kay yahan to roz is dunya mein bohot saray log Emaan aur Taqway wale marte hein..

Ab is Hadees e Qudsi ka matlab samjh lo..iska koi hawala nahi hay mere pass ..

Jab Rasool Allah 

(saw) ke zamane mein koi bhi emaan laata tha wo momineen ki jamaat mein shamil ho jata tha aur jab bhi koi musalman hota to kufaar uske dushman ho jate thay..aur unko aziyat dene lagte thay..Kionke wo momin ho chuka hay aur Rasool Allah  (saw) par emaan la chuka hay aur wo mukhlis bhi hay..to is ayat ke mutabiq wo Allah ka dost ban giya..Jab Allah (azw) ne ye dekha ke mere Rasool par emaan lane walo se dushmani ki jati hay aur usko aziyat di jati hay to Allah (azw) ne farmaya ke mera us se elaan e jang hay jo mere WALI se dushmani karega..Aaj bhi agar koi kafir musalman hota hay aur usko koi is baat par eeza deta hay aur us say dushmani karta hay to us say bhi Allah (azw) ki jang hay..

fi-aman:

Mirchi kuch zyada ho gayi meri last post me :rolleyes: usi ka radd e amal taqiybaaz Deo ne dikhaya khair...

Ek phatky me hi aapko Wali Allah ki tareef bhi yaad aa gayi or foran Wali Allah ka tayyun kis tarah kiya jaye is par jo aapny apni last post me Barelwis par bohtaan tarashi ki thi ke ye to Allah se bhi sabqat lene lagy hain...usko bhi nakar diya la ilmi me hi sahil....to kya khayal hai ab apny bary me? Abhli last post me to wahabi keh raha tha ki Ambiya or ashra mubasshira ke alawa kisi ko Allah ka wali ya jananati samjhna jayaz nahin...

Aap kya samajhty hain kya humy ye tareef maloom nahin jo hum jisy chahy Allah ka wali kehty phirty hain? par aap jab tak barelwis par jhooty ilzaam na laga lein aapka hazam theek nahin hota...

:unsure:

  • ye mafoqulbashari kya hota hai?

  • abhi upar khud accept kiya ke imaan or muttaqi Allah ka wali hota hai....or Ab khud hi usko jhutla raha hai?

  • wali Allah ke martaby hoty hain...shayd wahabis ko ilm nahin...sab muttaqi barabar nahin...jo jitna muttaqi hoga utna hi Allah ka muqarrab hoga or utna hi bara buzurg or wali..

wah re Wahabi...agar hawala nahin to phir kis mu se tuny ye hadees paish ki...hum hawaly ke saath hadeesein paish karein to tumhy qubool nahin hoti or aaj apni jan bachnay ke liye be hawala hadees paish kar raha hai?

or jo ismy tumny likha ki sirf kuffaro se Allah ki jang hai...mana ye ki ye hadees sirf kuffaro ke liye hai tum jasiy kalima go Wahabi Deo ke liye nahin jo ja baja owliya ikram ko tanqees ka nishana banaty rehty hain..wah re beghairat...

Ma fauq ul bashari kehte hein  koi bohot hi special kisim ka aadmi jis mein wo sifaat hoon ke jo aam insaano mein nhai ho sakti..jaysay tumharay mazar walay buzurg..jin mein Allah ki qualaities badarjaha hein..peentare badalna to koi barlvion se seekhe ..pehlay mazar wale log Wali Allah the sirf...Jab bataya to pentara badla ye to humko pata hay..aur ye kam ya ziyada taqwa wali mantaq aap kahan se laye..yani jo kam taqwe ala hoga uski normal qabar banegi aur jo ziyada taqwe wala hoga uska mazar banega..hai bralvi teri aqal..teray pass taqwa naapne ka pemaana bhi hay..woww..aur jo kam emaan wala aur taqwa wala hoga wo noramal wali Allah hay..aur jo ziyada emaan wala aur taqwe wala hoga..usmein Allah ki qualities aa jaingi..wo hazir o nazir bhi ho jaega..aalim ul ghaib bhi ho jaehga..puri kainaat ka mushahida aik hi jagah se karta hoga..mushkil kusha bhi ho jaega..

Aur hum jo dunya mein faislay kar lete hein ye to wali Allah hay shaheed hay falan falan..ye sab zahir he marne wale ka batin kia tha wo qayamat mein khulega..ye hadees parh lo.

:

On the authority of Abu Hurayrah (may Allah be pleased with him), who said: I heard the Messenger of Allah (PBUH) say:

The first of people against whom judgment will be pronounced on the Day of Resurrection will be a man who died a martyr. He will be brought and Allah will make known to him His favours and he will recognize them. [ The Almighty] will say: And what did you do about them? He will say: I fought for you until I died a martyr. He will say: You have lied - you did but fight that it might be said [of you]: He is courageous. And so it was said. Then he will be ordered to be dragged along on his face until he is cast into Hell-fire. [Another] will be a man who has studied [religious] knowledge and has taught it and who used to recite the Quran. He will be brought and Allah will make known to his His favours and he will recognize them. [The Almighty] will say: And what did you do about them? He will say: I studied [religious] knowledge and I taught it and I recited the Quran for Your sake. He will say: You have lied - you did but study [religious] knowledge that it might be said [of you]: He is learned. And you recited the Quran that it might be said [of you]: He is a reciter. And so it was said. Then he will be ordered to be dragged along on his face until he is cast into Hell-fire. [Another] will be a man whom Allah had made rich and to whom He had given all kinds of wealth. He will be brought and Allah will make known to his His favours and he will recognize them. [The Almighty] will say: And what did you do about them? He will say: I left no path [untrodden] in which You like money to be spent without spending in it for Your sake. He will say: You have lied - you did but do so that it might be said [of you]: He is open-handed. And so it was said. Then he will be ordered to be dragged along on his face until he is cast into Hell-fire.

It was related by Muslim (also by at-Tirmidhi and an-Nasa'i).

Allah hi hafiz he tum logon ka.

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

  • 6 months later...

bohot mumkin hai ki wo kabr kisi isai ki ho..par issy maqsood nahin...masla hai aam logo ke liye pakki kabr banany is dusri kabro se mummyiaz or mumtaaz kakrny ya isy decorate karny ka ..Ahle Sunnat isy sirf kisi aisi shakhsiyat ke liye jayaz manty hain jo Deen me eham rutba rakta ho..jiska muqaam aam se khas ho...jaisy ulema e deen, Owliya izaam, Muhaddiseen, fuqha, Mufassireen, Ambiya ikram (as)...aam musalman ki kabr pakki na banai jaye or na hi mumtaaz ki jaye dusri kabro se..

post-393-1246981455.jpg

post-393-1246981707.jpg

Wah janab Azad Sahab ki baat hai kiya moor toor jawab diya hai ye sahab ab kisi ko tu ap ney aena (mirror) dikha diya ab shayad khuda en ki asla kar dey ta key woh deen ko samajh sakey or dosro ki sahi rehnumai kare Inshallah

Link to comment
Share on other sites

aap ke razaai bhai mujhe ban jo kar rahe hain is waja se newid bnana parta ha

Is tarah ke batain aap kay munh say achi nahi lagti janab!!!!Pehlay apnay ghar ke khabar liya karain..

Aik dafa phir tum nay jhoot bola hay keh tum bann kiyaya gay.Jhootay par sab ke laanat...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...