Toheedi Bhai مراسلہ: 22 جون 2009 Report Share مراسلہ: 22 جون 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 23 جون 2009 Report Share مراسلہ: 23 جون 2009 ZARA JALDI SE YE BHI SABIT KARDEIN KE HAZRAT HAMZA KO UNKE MARNE KE BAAD BHI {KASHIF UL KARBAAT} KAHA HAY....AUR ZARA APNA YE AQEEDA BHI WAZEH KAREIN KE AAP LOG HAZRAT ALI KO MUSHKIL KUSHA KION KEHTAY HEIN ..HAZRAT UMER , HAZRAT ABU BAKAR AUR HAZRAT USMAN KO KION NAHI KEHTAY ????? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 24 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 24 جون 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 24 جون 2009 Report Share مراسلہ: 24 جون 2009 ZARA JALDI SE YE BHI SABIT KARDEIN KE HAZRAT HAMZA KO UNKE MARNE KE BAAD BHI {KASHIF UL KARBAAT} KAHA HAY....AUR ZARA APNA YE AQEEDA BHI WAZEH KAREIN KE AAP LOG HAZRAT ALI KO MUSHKIL KUSHA KION KEHTAY HEIN ..HAZRAT UMER , HAZRAT ABU BAKAR AUR HAZRAT USMAN KO KION NAHI KEHTAY ????? Salam .... Janab zara ankhen khol ker poora waqea perhen .. ye waqea hazrert e amir e hazma ki wafat k baad ka hi hai . dosri baat ye k ager woh zahiri toor per hayat b hote , tu kia unko mushkil kusha kehna theek hai?(ap k nazdeek) kia us wakt ALLAH mushkil kusha nahi ? kia shirk ka itlaq zinda ro wafat shuda per hota hai? shareek tu ap kiis zinda ko kareen ya qabar wale ko karen , dono soorton mein shirk hona chaheye .. ! teesri baat ye k aap ka ye aiteraz hi bhoonda hai , ye aisa aiteraz hai k jase aap kahen k Hazet Abu bakr Siddique ko Siddique kehte ho , baki sahaba kia siddque nahi they? hazret osamn ko ghani kehte ho ,Ghani tu ALLAH hai ! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 25 جون 2009 Report Share مراسلہ: 25 جون 2009 Salam .... Janab zara ankhen khol ker poora waqea perhen .. ye waqea hazrert e amir e hazma ki wafat k baad ka hi hai . dosri baat ye k ager woh zahiri toor per hayat b hote , tu kia unko mushkil kusha kehna theek hai?(ap k nazdeek) kia us wakt ALLAH mushkil kusha nahi ? kia shirk ka itlaq zinda ro wafat shuda per hota hai? shareek tu ap kiis zinda ko kareen ya qabar wale ko karen , dono soorton mein shirk hona chaheye .. ! teesri baat ye k aap ka ye aiteraz hi bhoonda hai , ye aisa aiteraz hai k jase aap kahen k Hazet Abu bakr Siddique ko Siddique kehte ho , baki sahaba kia siddque nahi they? hazret osamn ko ghani kehte ho ,Ghani tu ALLAH hai ! Hum logon mein bohot tarah ke log hote hein..kuch log hum mein aesay bhi hote hein..jo bohot ziyada gham gusaar hote hein..unke pass jo koi bhi aata hay..foran uski madad karne khare ho jate hein..jis kisi ko bhi kisi mushkil mein dekhte hein..foran uski mushkil door karne ki kosish karte hein..zahir hay agar mein bhi kisi ki koi mushkil door karoonga..aur uski madad karoonga ..to log to yahi kahinge ke ye aadmi to foran logon ki mushkil door karne lag jata hay..kisi ki mushkil us say dekhi nahi jati hay... To yahi haal Hazrat Hamza ka tha...Magar aap logon ko shirk ki aesi lat lag chuki hay kay har waqay mein apne shirkia aqaid ko taqwiyat dene ke liye koi na koi jawaz dhoond lete ho..Allah to kafi hay hi nahi bando ke liye..Yahan wahan bhaagna zaroori hay..Astaghfurullah.. Allah hamare emaano ki hifazat farmaey اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizwan Q مراسلہ: 25 جون 2009 Report Share مراسلہ: 25 جون 2009 ye kuch isi qisam ki thread ek dosre forum per bhi read karr raha hoon.... Salar Raza bhai ap ne kaha kay Hazarat abu bak Siddiq R.A. ko Siddiq kehte hain baqi ko kioon nahi kehtay isi taran Hazrat USman Ghani R.A. ko Ghani kehtay hain baqi sahab ko ghani kioon nahi kehtay..... iska jawab os member ne dia tha kay Siddiq Laqab hai Hazrat Abu Bakar R.A. ka or Ghani Laqab hai Hazrat Usman Ghani R.A. ka jab kay mushkil kusha Hazrat Ali R.A. ka Laqab nahi hai... is leye Mushkil kusha sisirf Hazrat Ali R.A. se kioon manssob kia ham ne? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 25 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 25 جون 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 25 جون 2009 Report Share مراسلہ: 25 جون 2009 (ترمیم شدہ) Mere khiyal se jo mene likhe wo aap ne parha nahi... BILKUL JAIZ HAY YE ALFAZ HAR US SHAKS KE BARE MEIN KEH SAKTE HEIN JO DUNYA MEIN LOGON KI MUSHKIL HAL KARNE MEIN LAGA REHTA HAY..AGAR KOI SHAKS MERI KOI MUSHKIL HAL KARDE GA JIS KI WAJAH SE MEIN PARESHAN THA..TO MEIN USKO YAHI BOLONGA ..BHAI AAP NE MERI MUSHKIL DOOR KARDI..AAP TO BOHOT KASHIF UL KARBAATHO...ALLAH AAP KO AUR ZIYADA KASHIF UL KARBAAT BANAEY..to is baat mein aap ko kia masla nazar aaraha hay.. asal mein baat ye hay ke aap ka maslak chal hi MANTAQ aur FALSFA par raha hay..Bholay bhalay logon ko aap log isi tarah ke alfazon mein phansa kar unke eemaan se khelte ho.. Koi bhi sifat Allah Ta'ala ki aap logon ne nahi chori jo ke Rasool Allah Aulia karaam mein na daal di ho..Yani sari Khudai par QABZA...Astaghfirullah Edited 25 جون 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 25 جون 2009 Report Share مراسلہ: 25 جون 2009 ye kuch isi qisam ki thread ek dosre forum per bhi read karr raha hoon....Salar Raza bhai ap ne kaha kay Hazarat abu bak Siddiq R.A. ko Siddiq kehte hain baqi ko kioon nahi kehtay isi taran Hazrat USman Ghani R.A. ko Ghani kehtay hain baqi sahab ko ghani kioon nahi kehtay..... iska jawab os member ne dia tha kay Siddiq Laqab hai Hazrat Abu Bakar R.A. ka or Ghani Laqab hai Hazrat Usman Ghani R.A. ka jab kay mushkil kusha Hazrat Ali R.A. ka Laqab nahi hai... is leye Mushkil kusha sisirf Hazrat Ali R.A. se kioon manssob kia ham ne? Salam Hazret Ali ko Mushkil Kusha kehne per Daleel woh hadeees hai , jis main Huzoor ne kaha " Jis ka Main Mola us ka Ali Mola " aor Mola k aik ma'ne madad gaar k b hain . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 25 جون 2009 Report Share مراسلہ: 25 جون 2009 Mere khiyal se jo mene likhe wo aap ne parha nahi... BILKUL JAIZ HAY YE ALFAZ HAR US SHAKS KE BARE MEIN KEH SAKTE HEIN JO DUNYA MEIN LOGON KI MUSHKIL HAL KARNE MEIN LAGA REHTA HAY..AGAR KOI SHAKS MERI KOI MUSHKIL HAL KARDE GA JIS KI WAJAH SE MEIN PARESHAN THA..TO MEIN USKO YAHI BOLONGA ..BHAI AAP NE MERI MUSHKIL DOOR KARDI..AAP TO BOHOT KASHIF UL KARBAATHO...ALLAH AAP KO AUR ZIYADA KASHIF UL KARBAAT BANAEY..to is baat mein aap ko kia masla nazar aaraha hay.. asal mein baat ye hay ke aap ka maslak chal hi MANTAQ aur FALSFA par raha hay..Bholay bhalay logon ko aap log isi tarah ke alfazon mein phansa kar unke eemaan se khelte ho.. Koi bhi sifat Allah Ta'ala ki aap logon ne nahi chori jo ke Rasool Allah Aulia karaam mein na daal di ho..Yani sari Khudai par QABZA...Astaghfirullah Jo Duniya main logon ki mushkil hal karen mein lagra rehta hai ???? bhai saab kia duniya mein logon ki mushkilen ALLAH nahi hal ker sakta? kia ALLAH Kafi nahi duniya main logon ki mushkilen hal karen k leye? aapko ALLAH k siwa kisi aor se mushkil hal kerwane ki zaroret kyion per gaye? Baqool aap k Mushkil kusha hona sirf ALLAH ki sifat hai tu aap duniya mein kisi ko mushkil kusha maan ker mushrik nahi ban rahe ? hum tu nabiyoon ko mushkil kusha mane tu MUSHRIK aor aap aam logon ko b mushkil kusha kaha tu phir b Mowahid ?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 25 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 25 جون 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 26 جون 2009 Report Share مراسلہ: 26 جون 2009 Lakeer ke faqeeron tum log Quran Paak ki wazeh ayaat ko chor kar unka kufur karke kisi ke bhi qol ko ya kisi bhi hadees ko jokay dikh bhi raha hay Quran ke khilaaf ja rahi rahay AQEEDAY bana kar beth jatay ho aur uspar aesay chimat jatay ho ....koi laakh Quran Sunae ....Sahih Hadees sunae ..magar wohi kufaar ki tarah Andhay ..behray..goongay ban jatay ho..Agla jo mazboot daleel day raha hay ..uspar koi tabsara nahi..bas apna hi gana gaey ja rahay hein..zahir hay agar maan liya to AKABIR par aanch aajaey gi bhalay wo ghalat kehtay hon.. mein aap ke sammnay 2 tarah hi kuch hadees ke waqiyat rakhta hoon..Aap har baat ko chahay zaeef ho ya ghalat chimat jatay ho..zara mujhay ye batado in 2 tarah ki hadees mein kon si sahi hay AUR KAYSAY..???? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 26 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 26 جون 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 26 جون 2009 Report Share مراسلہ: 26 جون 2009 (ترمیم شدہ) Meray jahil dost..aap ke swal ka jawab hi diya tha mein nay apni pichli post mein jis mein , mein ne 2 tarah ki MUTAZAAT hadees pesh ki thein wo baat aap ke sir se guzar gai..mera maqsad usmein sirf ye dikhana tha ke un 2 tarah ke waqaey mein se zahir hay aik hi sahih ho sakta hay dono nahi..to is say ye sabit hota hay kay..jo zakheera hadees aaj hamare saamne hay is mein jhooti aur mangharak riwayatein bhi bohot hein jisko pakar kar aap log chimat gaey ho aur aqeeday bana bethay ho..Ab Hazrat Ali wali hadees jo masjid ke darwaze se mutaliq hay...itni aqal to aap mein bhi SHAED hogi ke ye shia ka karnama hay..isi tarah (MAN KUNTA MOLA ) wali riwat bhi shia ki hi dali hoi hay..aur jo mein ne waqey pesh kiay hein wo saray bhi Hazrat Ali ke mutaaliq hein..Thori aqal istimaal karo..Allah aap logon ko shaoor day...Aur zahir hay jab log doosron ki mushkil kushai ke waqiyat log parhein gay to Hazrat Ali ki mushkil kushai ko bhi qubool karna parega naaa.. MERA CAHLLANGE AAP KO YE HAY KE MUJHE YE BATAO IN DONO MUTAZAAD WAQIYAT MEIN KON SA SAHI HAY AUR KIS TARAH ??? Edited 26 جون 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 27 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 27 جون 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 27 جون 2009 Report Share مراسلہ: 27 جون 2009 Waqai agar kisi ko jahil log dekhne ho to aap jaesay logon ko dekh le..mein ne aap ke saamne 2 tarah ki riwayaat pesh kein..Aqal se paidal bhai zahir hay in waqiyat mein se koi aik hi sahi ho sakta hay...isko kehtay hein aqal par parda.. yani masjid ke darwaza wali hadees Hazrat Ali ke liye sahi aur Hazrat Abu bakar ke liye bhi sahi...wah bhie wah.... Aur hijrat wali riwat ..yani Abu bakar ke sath hijrat ki aur doosri taraf unko hijrat ki khabar bhi na thi...dono baat sahi hay....wah bhie wah... Hajj ke moqe par Hazrat Ali ko bhi Ameer banaya tha ..aur doosre waqaey mein Hazrat Abu bakar ko bhi banaya tha...wah bhie wah..hai bralvi teri aqal par matam karne ko dil karta hay.. mere pass aesi bohot riwayaat hein jo mutazaad hay.. TUM MANO YA NA MANO YE HAQEEQAT HAY KAY IS ZAKHEERAE HADEES MEIN BOHOT SARI RIWAYAT MANGHARAK AUR DALI HOI HEIN..MERI ISI BAAT MEIN TUMHRAY HAR SAWAL KA JAWAB HAY...AGAR TUM MEIN AQAL HO.. AAP PHIR TIRMIZI YE RIWAYAT BHI MAANTE HONGE........ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 29 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 29 جون 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 29 جون 2009 Report Share مراسلہ: 29 جون 2009 Bhai aap bhains k agay been baja rahe hein Wahabi mer kar doobara b zinda ho jaye tu in baton ka jawab nahi dega . Naam Ahle hadees aor hadeeson se itni alergy , ye tu hadees ko door se dkeh ker bhag jate hein. in main aor Munkir e hadees ( pervaizi) main koi farq nahi hai . wahabi ko us k molvi ne asan tareeqa bata dia hai k jab b koi hadees tumhare CULT k khilaf aa jaye tu keh do jhoti hai ya zaeef hai lol . in k dilon per muhr lag chuki hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 30 جون 2009 Report Share مراسلہ: 30 جون 2009 (ترمیم شدہ) Bhai aap bhains k agay been baja rahe hein Wahabi mer kar doobara b zinda ho jaye tu in baton ka jawab nahi dega . Naam Ahle hadees aor hadeeson se itni alergy , ye tu hadees ko door se dkeh ker bhag jate hein. in main aor Munkir e hadees ( pervaizi) main koi farq nahi hai . wahabi ko us k molvi ne asan tareeqa bata dia hai k jab b koi hadees tumhare CULT k khilaf aa jaye tu keh do jhoti hai ya zaeef hai lol . in k dilon per muhr lag chuki hai. Jo hadeeson ka tazaad pesh kia uska jawab do..Hanso kam kionke tum logonko kal qayamat bohot rona hay... Edited 30 جون 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 30 جون 2009 Report Share مراسلہ: 30 جون 2009 Jo hadeeson ka tazaad pesh kia uska jawab do..Hanso kam kionke tum logonko kal qayamat bohot rona hay... Hadeeson mein koi Tazad nahi , ye tumharey zehan ki khabasat hai . isi leye tu tauheed bhai ne kaha k tum Pervaiziyoon wale kaam ker rahe ho , woh b aise hi hadees ko troor maroor k kehte hein k jee hadeeson ki zaoret nahi ye tu jhooti hain , in main tu tazad hai. Naame Ahle hadees aor Hadees ko Samjhne ka Fahm = 0:D .. aaj k door mein ager wahabi na hote tu mujhe kharjiyoon k bare mein samjhne mein muhskil ati k woh kase log they. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 30 جون 2009 Report Share مراسلہ: 30 جون 2009 Hadeeson mein koi Tazad nahi , ye tumharey zehan ki khabasat hai . isi leye tu tauheed bhai ne kaha k tum Pervaiziyoon wale kaam ker rahe ho , woh b aise hi hadees ko troor maroor k kehte hein k jee hadeeson ki zaoret nahi ye tu jhooti hain , in main tu tazad hai. Naame Ahle hadees aor Hadees ko Samjhne ka Fahm = 0:D .. aaj k door mein ager wahabi na hote tu mujhe kharjiyoon k bare mein samjhne mein muhskil ati k woh kase log they. bas tum log wahabi kharji ka rona rote raho...isi mein hisaab ka waqt aajeyga phir pata chalega ...hum khud kia thay..kia samjhay thay kia nikla... aur mein nay jo tazaad pesh kia hay wo sooraj ki tarah chamak raha hay aap ke kehnay say wo raat nahi ho jaegi.. jab jawab nahi hota to aesi hi batein hoti hein... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 30 جون 2009 Report Share مراسلہ: 30 جون 2009 bas tum log wahabi kharji ka rona rote raho...isi mein hisaab ka waqt aajeyga phir pata chalega ...hum khud kia thay..kia samjhay thay kia nikla... aur mein nay jo tazaad pesh kia hay wo sooraj ki tarah chamak raha hay aap ke kehnay say wo raat nahi ho jaegi.. jab jawab nahi hota to aesi hi batein hoti hein... Anti hadees saab perviaziyoon wale kaam chor de , yahee tumhare leye acha hai . werna qiyamet k din Inkar e hadith ki wajah se phans jao ge. wase ab tum ba qaida toor per ilan ker hi do k tum Pervaizi ho. aor jahan hadees aa jaye wahan se tum bhag jate ho. wase kia tum Perviaz k direct student ho ? us se pehray howe lagte ho mujhe tu .. us k khas shagird tu zaroor ho gaye . hain na? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 1 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 1 جولائی 2009 Anti hadees saab perviaziyoon wale kaam chor de , yahee tumhare leye acha hai . werna qiyamet k din Inkar e hadith ki wajah se phans jao ge. wase ab tum ba qaida toor per ilan ker hi do k tum Pervaizi ho. aor jahan hadees aa jaye wahan se tum bhag jate ho. wase kia tum Perviaz k direct student ho ? us se pehray howe lagte ho mujhe tu .. us k khas shagird tu zaroor ho gaye . hain na? Bhai sahab mein meri kisi bhi post se ye sabit kardo ke mein ne ye kaha hay kay mein hadees ko nahi maanta..agar koi hadees quran ke against jati ho mein usko nahi maanta.. aur mein koi pervazi nahi hoon..pehlay is maslak ka naam suna karta tha lekin shaed ab ye khatam ho chuka hay..aur ye sab batein apne dil ko behlane ki hoti..pervezi..kharji..wahabi...bachpan se hamare dimagh mein feed kar diya jata hay.. mein ne 1989 mein Ilyas Qadri se beyat kia tha inke haath mein haath rakh kar..aur wo mujhe kai baar gale laga chuka hein..aur kai dafa mera maatha choop chuke hein..unke sath roza kholta tha unki jhooti lassi peta tha..unke baghal mein beth kar iftari karta tha..shaheed masjid kharadar mein..mein ye is liye bata raha hoon ke aap ne poocha.. magar ab Allah ne mujhe hidayat daydi.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 1 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 1 جولائی 2009 (ترمیم شدہ) Bhai sahab mein meri kisi bhi post se ye sabit kardo ke mein ne ye kaha hay kay mein hadees ko nahi maanta..agar koi hadees quran ke against jati ho mein usko nahi maanta.. aur mein koi pervazi nahi hoon..pehlay is maslak ka naam suna karta tha lekin shaed ab ye khatam ho chuka hay..aur ye sab batein apne dil ko behlane ki hoti..pervezi..kharji..wahabi...bachpan se hamare dimagh mein feed kar diya jata hay.. mein ne 1989 mein Ilyas Qadri se beyat kia tha inke haath mein haath rakh kar..aur wo mujhe kai baar gale laga chuka hein..aur kai dafa mera maatha choop chuke hein..unke sath roza kholta tha unki jhooti lassi peta tha..unke baghal mein beth kar iftari karta tha..shaheed masjid kharadar mein..mein ye is liye bata raha hoon ke aap ne poocha.. magar ab Allah ne mujhe hidayat daydi.. Bhai Saab pervaizi b yahi kehte hein , k hum hadees ko mante hain ..likin jo hadees quran k khilaf jati hai usko nahi mantey , aor is baat ka sahara le ker bay shumar sahih hadeeson ka inkar kerte hein , aor wohi kaam aap ne b kia hai. zara aik misal tu pesh ker dain k konsi sahih hadees quran se takraati hai ?? aor janab aap baday zoor shoor se keh rahe hein k in doo riwaytoon mein TAZAD hai .. tu kia ya tazad aap ko hi samjh aya hai?? aap se pehle kisi muhadith ko ye TAZAD samjh nahi aya?? ager kisi baday muhadith ne ye TAZAD bayan kia hai tu aap lao uska saboot . bilkul janab aap Molana k sath beth ker iftari b kerte hongey .. likin jab tak aap molana k sath rahe ap ne kisi hadees ka inkar nahi kia hoga . aor na hi sahih ahadith ko quran k khilaf samjha . aor wase her bacha deen e islam per hi peda hota hai . baad mein koi jew ban jata hai , koi christian ban jata hai koi pervaizi ban jata hai aor koi wahabi ban jata hai tu koi qadiyani ban jata hai . Edited 1 جولائی 2009 by Salar Raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔