Qadri مراسلہ: 20 جون 2009 Report Share مراسلہ: 20 جون 2009 JANAB MUJY SOOD PE COMPLITE DETAIL CHAHIYE PLS Qurane pak main Surae Ale Imran main Allah Tabarak Tala Farmata hai.... Ae Eman walo! tum(Apne mal per)suud jo(mal ko)brahata hai maat khawo or Allah ka Taqwa Ikhtiyar Karo...... Surae Baqara ki Aayat No.279 or 280 mian Irshad Hai.... Ae Eman walo! Allah ka taqwa ikhtiyar karo agar tum momin ho to suud main se jo kuch baqi hai use chordo or agar tum ne esa na kia to Allah or us k Rasool ki taraf se jang ka yaqeen kerlo... Suud mashre main mutadid manfi Asrat ka baes banta hai . Enhi manfi asrat ki bina per suud Islam main Haram karar dia gaya hai.. JANAB mufti.faizaneattar.neTT pe mufti sahab bol rahe hain ke ager kafir say jo paisa montly mile woh sood nahi profit hay ??? mager BANK KE SHARE HOLDERS AGER KAFIR HON TO APP MONTLY PROFIT LEY SAKHTE HAIN..AUR AGER 1 BHI MUSLIM HOTO APP PHIR NAHI LE SAKHTE KIYON KE PHIR SOOD HO JAY GA ? PHIR EK HADES BHI BATAAI KE KAFIR AUR MUSLIM KE BECH MEIN SOOD NAHI HOTA ?? PLS MUJY SAHI TARHAN SAMJHAIN MEIN SAMJH NAHI PA RAHA ????AUR TAHIR UL QADRI BHI JAIZ BOL RAHA HAY SOOD KO ? CANADA MEIN ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 21 جون 2009 Report Share مراسلہ: 21 جون 2009 Shah Turabul Haq Qadri Sahab ka fatwa darul_harab_and_profit.mp3 kafiron_ke_bank_se_nafa_lena_jayaz.mp3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri مراسلہ: 21 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 21 جون 2009 ASALAM-O-ALIKUM ASIF BHAI JAZAK ALLAH..ASIF BHAI APP MUJY YEH BATA SAKHTE HAIN KE PAKISTAN MEIN KOI ASA BANK HAY JIS KE SHARE HOLDERS KAFIR HON ?? AUR Shah Turabul Haq Qadri SAHAB NAY JO HADES BATAI KE KAFIR AUR MUSLIM KE BECH MEIN SOOD NAHI IS KA HAWALA BATA DEIN ...AUR EK AUR BAAT KIA IS MASLE PE DEOBANDI AUR WAHABI LOGON KE KHAYALAT CHANGE HAIN YA WOH BHI YEH HE BOLTE HAIN ? YEH BHI BATA DIYE GA JAZAK ALLAH ALLAH HAFIZ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔