Jump to content

brailviat say aik sawaal.


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Mujhay batao Jinnab-e-Muhammad (saw) k GHOUS-e-Azam (Sub say bada Madadgaar) koun tha?Aur Musharkeen-e-Makkah ka Ghous-e-Azam Koun tha?

 

 

 

 

Aur haan yeh baat main apni taraf say nahi keh raha aap ki malffoz main likha hoa hai k Ghous her zammanay main hota hai..to batao k Aap (saw) k zammanay main ghous koun tha?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

O janab Mouhawid zara hosh sanbhal kar bat kia karo.Ghousiat tu meray Nabi e Kareem SalAllah o Alaih e Wasalam k ausaf main say aik wasaf hay.Humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Waalehee Wasalam to Qasim hain jo keh Allah Kareem ke Ataa karda inayat ko taqseem farma rahay hain.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Muwahid Key Suwal Ka Jawab Saif ul Islam Bhayi Ney Post Ker Diya.. Us Sey Aagey Tamam Posts Topic Sey Related Na Honey ki Wajah Sey Delete ker Di Gayi Hain..

 

Ager Madad Ya Ghousiat Key Mozo Per Kisi Ko Bat Kerni Hai Tu Us Sey Muta'aliqa Topic Mein Discuss Kerein ya New Topic Apney Suwal Sey Related Banain..

 

Topic Locked

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...