Jump to content

Marnay k baad b shirk nahi chora.


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

  • 4 weeks later...
Jaa-al-Haq...

 

Bhai Salar sahab..Hamare pyare Nabi  (saw) wo peghamber hein jinho ne apni ummat ko Bait ul khalah jane se laykar Baitullah ke tawaf tak ka tareeka batay hay..zindagi ka koi shoba unho ne nahi chora jis mein unki ummat yahan wahan dekhay ..Peda hone se marne tak aik aik lamha kayse guzarna hay..kon sa kaam kaysay karna hay..humko bata gaey wo..

 

 

Ab tum log jo murde ke sath uske marne ke baad ye jo bhi harktein kar rahay ho..mujhay ye batao Allah ke Rasool  (saw) aik musalman ke marne ke baad is kaam mein rehnumai karna bhool gaey thay kia..agar unho ne ye kaam kia ya karne bola to uska suboot quran o sunnat e sahaba se sabit karoo..warna ye tasleem karo ke Rasool  (saw) ye ahad nama aur shajra wali baat batana bhool gaey thay ..hum usko kar rahay hein..

 

The best word is the Word of Allah [the Qur'an], and the best guidance is the guidance of Muhammad (saw). (Ibn Majah)

 

 

 

 

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

Bhai Salar sahab..Hamare pyare Nabi  (saw) wo peghamber hein jinho ne apni ummat ko Bait ul khalah jane se laykar Baitullah ke tawaf tak ka tareeka batay hay..zindagi ka koi shoba unho ne nahi chora jis mein unki ummat yahan wahan dekhay ..Peda hone se marne tak aik aik lamha kayse guzarna hay..kon sa kaam kaysay karna hay..humko bata gaey wo..

 

 

Ab tum log jo murde ke sath uske marne ke baad ye jo bhi harktein kar rahay ho..mujhay ye batao Allah ke Rasool  (saw) aik musalman ke marne ke baad is kaam mein rehnumai karna bhool gaey thay kia..agar unho ne ye kaam kia ya karne bola to uska suboot quran o sunnat e sahaba se sabit karoo..warna ye tasleem karo ke Rasool  (saw) ye ahad nama aur shajra wali baat batana bhool gaey thay ..hum usko kar rahay hein..

 

The best word is the Word of Allah [the Qur'an], and the best guidance is the guidance of Muhammad (saw). (Ibn Majah)

Yaqeenan Allah ke Rasool 

(saw) ne un tamam zaroori baton ka bayan farma diya jo is ummat ke liye zaroori thi par saath hi deen me ek istelah or payi jati hai Deen me Achcha tareeqa ijad karny ki yan biddat e hasna...jiska inkaar aapsy na ho sakega...kisi umoor ke bayan na hony se uska najayaz or haram hona nahin balki mubah hona sabit hota hai...warna aap is hadees ka inkar kar dein...Ahle Sunnat Kafan par likhny ko farz or wajib nahin kehty balki isy mustahabh mubah ya jayaz hi kehty hain jo deen me tabdili nahin kehlata... 

Muslim___Acha_Tareeqa_Biddat_e_Hasna.JPG

Kya Rasool ALLAH (saw)  ne in darj zail umoor ka hukm diay tha jo aapky Saudi Wahabi Salafi Haram Sharef mein karty hain ? 

 

*The forming of a congregation to perform tahajjud salaah behind an imaam.

*The recitation of du'a after the quran has been completed at the end of ramadaan in          taraweeh prayer.

*The gathering of people on the 27th of ramadaan at the time of tahajjud where the imaam    delivers a sermon.

*The call of the muezzin, who loudly recites "salaatul qiyaam athabukumullah."

 

or agar Rasool (saw)  ne hukm nahin diya or yaqeenan nahin to phir kya.......ab zara apny lafz phir parho or jawab do Quran or sunnat ki roshni mein...

 

ye batao Allah ke Rasool  (saw) in kaamo mein rehnumai karna bhool gaey thay kia..agar unho ne ye kaam kia ya karne bola to uska suboot quran o sunnat e sahaba se sabit karoo..warna ye tasleem karo ke Rasool  (saw) ye umoor wali baat batana bhool gaey thay ..hum wahabi usko kar rahay hein..

 

 

Khannas Wahabi sahab..

 

Hamare pyare Nabi  (saw) wo peghamber hein jinho ne apni ummat ko Bait ul khalah jane se laykar Baitullah ke tawaf tak ka tareeka batay hay..zindagi ka koi shoba unho ne nahi chora jis mein unki ummat yahan wahan dekhay ..Peda hone se marne tak aik aik lamha kayse guzarna hay..kon sa kaam kaysay karna hay..humko bata gaey wo..

 

kya khayal hai Wahabro? 

Link to comment
Share on other sites

kya khayal hai Wahabro? 

 

1-Tameez to tum logonko ko chokar bhi nahi guzri...tumko shaed nahi pata hay WAHHAB kiska naam hay..tumlog apni maslaki jang mein Allah ke naam ka bhi lihaaz nahi karte..agar ye naam Sheikh Abdul Qadir ka hota ya kisi mazar walay buzurg ka hota to tum log kabhi is naam ko zaban tor maroor kar WAHABRA ya WAHABRO na kehte..is say pata chalta hay dil mein kitni LILLAHIAT hay..tumharay akabir jo khud badtameez thay to perokaar kia karingay..

 

 

2- Chahay haram walay karein ya chahay madina walay karein..ghalat to ghalat hi hota hay..biddat boltay hi isko hein jo aesa kaam jisko deen samjh kar kia jaey..jo umoor aap ne Haram walo ke bataey hein agar inko na kia jaey to tahjjud bhi ho jaegi..quran khatam karke dua na maangi jaey to bhi tarahweeh ho jaegi..logon ka jama hona 27 ko ya moazzan ka bulana tahjjud ke liye ..ye gathering na ho tab bhi 27 shab ka individual sawab mil jaega..agar moazzan na pukare tahajjud ke liye to tahjjud bhi ho jaegi..

 

MAGAR TUM LOGON NE JO BIDDATEIN EEJAAD KI HOI HEIN..UNKO TUM LOGON NE LAZIM KAR LIYA HAY ..KE JO YE HAMARI EJAAD KI HOI BIDDAT NA KARE..WO BADMAZHAB..GUMRAH..KAFIR AUR MUSHRIK HAY..YE FARQ HAY TUM LOGONKI AUR DOOSRON KI BIDDAT MEIN..

 

 

 

Aur bralvion ka ye acha tarika hay apne matlab ke liye apne batil aqaid ka nakaam difa karne ke liye puri hadees kay bajaey uska aik tukra laga kar logon ko gumrah karte hein..puri hadees is tarah say hay..

 

Hazrat Jareer bin Abdullaah (ra)rawayat kertay hein k hum din k shuru mein Rasool Allaah (saw)k paas thay keh aap k paas kuch aisay loog aayay jo nangay badan thay, oon ki dhaari-daar chadaarain ya kambal daalay huay thay aur gardanon mein talwarein latkaayay huay thay, un ki aksareat Muz(d)ar qabeelay say, balkay saaray hi Muz(d)ar say thay. Jab Rasool Allah (saw)nay un ki faaqa-zdgi ka mushahida farmaya to aap ka chehra muttaghayyar hoo gaya, aap (ghar k) andar tashreef lay gayay aur phir bahir aa gayay, bilal (ra)ko hukam diya, unhoon ne aazaan di, phir (jab loog namaz k liay jama ho gayay to) takbeer kahi aur Aap (saw)nay namaz perhaee, phir logoon se khataab farmaya. Uss mein aap ne farmaya, logo! Apnay Uss Rab se daro jis ne tumhein aik jaan se paida kiya …. [surah Nisa, 4:1] aakhir yani raqeeba tak. Aap ne ye aayat tilawat farmaee. Iss k baad Surah Hashar ki ayat perhi “Aay eemaan walo! Allah say daro! Aur nafs ko chaheyay k uss nay kal (qayamat) k liay jo aagay bhaija hai, ussay daikhay” (iss k baad aap nay sadqa-o-khairaat ki targheb di) farmaya har aadmi ko chaheyay k sadqa karay, deenar-o-darham ka, kapray ka, gndum k saa’ ka, khajoor k saa’ ka (saa’ aik paimana tha, dhae kilo ka) hatta k farmaya, go khajoor ka aik tukra hi ho. (yani thora ya ziada, jis ko jitni tofeeq ho, sadqa karay) chunachay ansaar mein say aik aadmi aik thaili lay ker aaya (jo itni bhari thi k) uss ki hathaili uss ko uthaanay se aajiz aa rahi thi balkay aajiz ho chuki thi, phir loog (lay lay ker) pai-dar-pai aatay rahay, yahan tak k mainay do dhair daikhay, aik saamaan khoraak ka aur doosra kaproon ka aur mainay Rasool Allah (saw)ko daikha to aap ka chehra-e-anwar iss tarha chamak raha tha goya k wo soonay ka tukra hai. Phir Rasool Allah (saw) nay farmaya, jis nay Islam mein koi acha tareeka jaari kiya to uss k liay uss ka apna ajar aur un tamaam logon ka ajar ho ga jo uss k baad uss per amal karein gay, baghair iss k keh un ko ajroon mein koi kami ki jayay aur jis nay Islam mein koi bura tareeka jari kiya to uss per uss k apnay gunah ka boojh aur un tamaam logon k gunahon ka boojh hoga jo uss per uss k baad amal karein gay. Baghair iss k keh un k gunahoon k boojh mein koi kami ki jayay.

 

[sahih Muslim, Kitab al-Zakat, Hadith#1017 ‘ Riyaad-us-Saliheen, Hadith#173]

 

iss hadith ka matlab sirf ye hai k jo cheez Islam mein mashroo’ aur jaiz hai, uss per amal kernay aur ussay faroogh dainay k liay jo shakhs koi naya tareeka ikhtiyaar karay ga, jisay baad mein doosray loog bhi ikhtiyaar ker lein, to ussay apnay amal-e-hasan ka sawab to milay ga hi, un logon ka sawab bhi milay ga jo uss tareekay ko ikhtiyaar ker k wo amal-e-saleh karein gay. Is tarah jis ne sab se pehlay apne ghar say maal lakar diya usne aik acha tareeka jari kar diya aur uski dekha dekhi doosron ko bhi targheeb hoi aur uske baad jitne bhi log saqda dein pehlay walay ko sab ka sawab milega..

 

Ab log khud andaaza laga lein ke ye bralvi kitne bare dhoke baaz hein..

Edited by Ya Mohammadah
Link to comment
Share on other sites

1-Tameez to tum logonko ko chokar bhi nahi guzri...tumko shaed nahi pata hay WAHHAB kiska naam hay..tumlog apni maslaki jang mein Allah ke naam ka bhi lihaaz nahi karte..agar ye naam Sheikh Abdul Qadir ka hota ya kisi mazar walay buzurg ka hota to tum log kabhi is naam ko zaban tor maroor kar WAHABRA ya WAHABRO na kehte..is say pata chalta hay dil mein kitni LILLAHIAT hay..tumharay akabir jo khud badtameez thay to perokaar kia karingay..

 

wahhab Allah ka naam hai na ki wahabi...or ye to bachcha bhi janta hai ki wahabra mAna hua... Najadi Mohammad Bin Abdul Wahab ka pairokar jisy hum pyar se wahabra pukarty hain...Jis me Allah ki shan me koi gustakhi nahin haan aapki izzat par zaroor aanch aati hai...to showk se aya kare humari bala se.. :lol:

 

 

Khuda wand e kareem, Ambiya Alehsalam or owliya ikram ke Gustakho ke liye humari yahi sheerin zuban hai..

 

2- Chahay haram walay karein ya chahay madina walay karein..ghalat to ghalat hi hota hay..biddat boltay hi isko hein jo aesa kaam jisko deen samjh kar kia jaey..

 

 

to phir apny isi moqif ki taeed apny kisi bary wahabry se la dein tab jany apki wahbiyat ki sadaqt par aapko aapky back par kick to mil sakti hai par aapki taeed me wahabro se fatwa nahin... :rolleyes:  

 

jo umoor aap ne Haram walo ke bataey hein agar inko na kia jaey to tahjjud bhi ho jaegi..quran khatam karke dua na maangi jaey to bhi tarahweeh ho jaegi..logon ka jama hona 27 ko ya moazzan ka bulana tahjjud ke liye ..ye gathering na ho tab bhi 27 shab ka individual sawab mil jaega..agar moazzan na pukare tahajjud ke liye to tahjjud bhi ho jaegi..

 

yaqeenan ho jayenhi theek usi tarah jis tarah ke kafan par kuch na likha jaye tab bhi tadfeen ka fariza pura ho jayega...koi bhi usy farz/wajib/sunnat nahin kehta sirf mubah or jayaz hi kehta hai par jane dijye ye baat apky bhejy me na ghus sakygi... (ia)

 

MAGAR TUM LOGON NE JO BIDDATEIN EEJAAD KI HOI HEIN..UNKO TUM LOGON NE LAZIM KAR LIYA HAY ..KE JO YE HAMARI EJAAD KI HOI BIDDAT NA KARE..WO BADMAZHAB..GUMRAH..KAFIR AUR MUSHRIK HAY..YE FARQ HAY TUM LOGONKI AUR DOOSRON KI BIDDAT MEIN..

 

 

Bohtaan...lanatullahy alal kazebeen...dalil do agar sachchy ho to warna  tauba..par dono tumse na ban parengy... (ia)

 

Aur bralvion ka ye acha tarika hay apne matlab ke liye apne batil aqaid ka nakaam difa karne ke liye puri hadees kay bajaey uska aik tukra laga kar logon ko gumrah karte hein..puri hadees is tarah say hay...... Phir Rasool Allah (saw) nay farmaya, jis nay Islam mein koi acha tareeka jaari kiya to uss k liay uss ka apna ajar aur un tamaam logon ka ajar ho ga jo uss k baad uss per amal karein gay, ......[sahih Muslim, Kitab al-Zakat, Hadith#1017 ‘ Riyaad-us-Saliheen, Hadith#173]iss hadith ka matlab sirf ye hai k jo cheez Islam mein mashroo’ aur jaiz hai, uss per amal kernay aur ussay faroogh dainay k liay jo shakhs koi naya tareeka ikhtiyaar karay ga, jisay baad mein doosray loog bhi ikhtiyaar ker lein, to ussay apnay amal-e-hasan ka sawab to milay ga hi, un logon ka sawab bhi milay ga jo uss tareekay ko ikhtiyaar ker k wo amal-e-saleh karein gay. Is tarah jis ne sab se pehlay apne ghar say maal lakar diya usne aik acha tareeka jari kar diya aur uski dekha dekhi doosron ko bhi targheeb hoi aur uske baad jitne bhi log saqda dein pehlay walay ko sab ka sawab milega..Ab log khud andaaza laga lein ke ye bralvi kitne bare dhoke baaz hein..

ye aapni jaib ki sharah apny phaty haal Wahabi deen ke liye bacha kar rakhiye...or agar aap hanafi hony ke muddai hain (Taqiya baaz Deobandi) to Imam Sahab ki bhi suniye...

 

 

husny_biddat_wali_hadis__muslim__ki_sharah.GIF

aap kehty hain already koi naik kam ka tariqa raij ho or usy karny ke liye koi ek naya tariqa or ijad kary to ye jayaz hai, agar aapki man gharat sharah maan bhi li jaye to bhi ye humary amal ki taeed karti hai na ki mukhalifat ye to apki wahabiyat ki mout hai na ki humary mukhalif... :)

 

 

husny_bidat.GIF

Link to comment
Share on other sites

 

Wah bralvi wah tumhara ilm...kisi bhi nai kaam ko arbi mein (BIDDAH) kehtay hein..sunnah nahi..tumhari ittilah ke liye mein koi Hanfi nahi hoon..registration ke waqt shaed mujhe nazar na aaya ..anyway..mein apna moqaf kion kisi wahabi ya deobandi ka doon mera kia unse lena dena..

 

 

aur ye tashreeh koi mein ne nahi ki hay ye hadees ka siyaaq o sabaaq khud ye sharah bata raha hay..aur Abu Hanifa (ra) ka fatwa jo tum dikha rahay ho usmein kaha BIDDAH nahi likha hay wahan sunnah likha hay...BIDDAT tum log karte ho..INNOVATION..wo cheez jo pehlay se mojood hi na ho..usko wujood dena..tum log jitni bhi biddatein karte ho..uski koi bhi shakal tum log sabit nahi kar saktay ke sahaba aesa karte thay...

 

Names of Almighty Allah is also Badi’ (the Inventor or Creator) as the oft-repeated verse of the Holy Qur’an is also Badi’-al-Samawat-i-wa al-Arz (the Creator of the heavens and the earth) ,

 

Agar kisi engineer ko car banani hogi to wo kitna bhi bara engineer ho baghir raw material ke wo car nahi bana sakta..

 

magar Allah ne Zameen aur AAsman baghair raw material ke banaey..Isko BIDDAH boltay..jiska pehlay se koi wajood bna ho..tum kisi bhi Imam ya MUhaddis ka hawla dikhado jisne word BIDDAH use karke ise propogate kai ho..

Link to comment
Share on other sites

wahabi sahab likhte hein ..YE FARQ HAY TUM LOGONKI AUR DOOSRON KI BIDDAT MEIN.

 

lol MashaALLAH aapne munh se maan raha hai k wahabi b bida't kerte hein :D v goood , ahista ahista sab kuch maan jao gey , aaj tak tu yeh shooor tha k koi b naya kaam kerna theek hi nahi bhalay se kitna b acha ho.. aor aaj maan lia k hum BIDAT kerte hein likin usko wajib nahi samjhte .. arey wah , tu hum ne kis ko wajib kaha ???? Hum b tu mubah aor jaiz hi samjhhte hein , haan ye zaror kerte hein mubah kaam ko bura bhala mutt kaho .. ALHUMDULILAH .... WAHABI SAAB NE APNE MUNH SE BIDAT E HASANA KO MAAN LIYA :lol:

Link to comment
Share on other sites

wahabi sahab likhte hein ..YE FARQ HAY TUM LOGONKI AUR DOOSRON KI BIDDAT MEIN.

 

lol MashaALLAH aapne munh se maan raha hai k wahabi b bida't kerte hein :D v goood , ahista ahista sab kuch maan jao gey , aaj tak tu yeh shooor tha k koi b naya kaam kerna theek hi nahi bhalay se kitna b acha ho.. aor aaj maan lia k hum BIDAT kerte hein likin usko wajib nahi samjhte .. arey wah , tu hum ne kis ko wajib kaha ???? Hum b tu mubah aor jaiz hi samjhhte hein , haan ye zaror kerte hein mubah kaam ko bura bhala mutt kaho .. ALHUMDULILAH .... WAHABI SAAB NE APNE MUNH SE BIDAT E HASANA KO MAAN LIYA :lol:

 

Yahan baat mein aap ki kar raha hoon..wo kuch bhi karin unko Allah poochay ga chore ga nahi..tum apni baat karo jo poocha hay uska jawab do..hazb e riwayat deobandi wahabi ke karne ka sahara laykar faraar na ho..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...