Muhammad_Adnan مراسلہ: 13 جون 2009 Report Share مراسلہ: 13 جون 2009 kita aisa koi waqiya hai k Hadhrat umar emaan laaney se pehley .. Nabi Kareem ko qatal karney ki niyat se talwaar utha chukey they... ager hai to plz .. provide kar dain.. JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad_Adnan مراسلہ: 19 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 19 جون 2009 koi help kar de baraye madina.. bahut days se topic diya hai :S اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 19 جون 2009 Report Share مراسلہ: 19 جون 2009 kita aisa koi waqiya hai k Hadhrat umar emaan laaney se pehley .. Nabi Kareem ko qatal karney ki niyat se talwaar utha chukey they... ager hai to plz .. provide kar dain.. JazakAllah Syedina Umar Farooq raziAllahanho 40 wain shaks hai jo Islam laiay . Kuffar nay jab Nabi pak alaihiSlam kay qatal ka mansooba banaya tu Aap talwar lay kar isi iraday say niklay thay magar rastay mai apnay bahan aur bahnoi kay islam ki khabar mili jab un kay ghar pohnchay waha Quran ki tilwat suni tu dil ki dunya hi badal gaee . Sahaba kiram rizwanullah ajmaeen aur Nabi pak alaihiSlam aik ghar mai maujood thay Syedina Umar raziAllah anho waha pohcnay aur Islam qubool kia aap kay ieman latay he Sahaba nay itnay buland naray buland kiay kay makkah kay pahar goanj uthay.syedina Umar raziAllah anho kay ieman say Islam ko itni quwwat mili kay musalmano nay us din pahli bar aailaniya Kaba sharif mai namaz ada kari.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad_Adnan مراسلہ: 20 جون 2009 Author Report Share مراسلہ: 20 جون 2009 JazakAllah.. mughey yeah waqiya dhundhla sa yaad tha.. mukammal tor per nai pata tha.. Allah aap ko iski jaza dey koi ebook ya koi aisi sharign mil saktii hai.. jiss main aur bhi details hon.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔