Jump to content

Thread close kion ki?


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

MOUWAHID sb us thread ko aap k fuzool replies ki wajah se close kiya gya hai .aap tuheedi bhai k sawalo ka jawab nahi dey rahe they is liye un k replies yeh hain or aap k sawalo k jawab

post-2742-1243384983.jpg

 

reply 2

 

 

post-2742-1243869987.jpg

 

 

reply 3

 

 

 

post-2742-1243938013.jpg

 

reply 4

 

 

 

 

post-2742-1244023286.jpg

 

 

reply 5

post-2742-1244164289.jpg

 

 

reply 6

 

 

post-2742-1244339482.jpg

 

 

 

reply 7

 

 

post-2742-1244356872.jpg

post-2742-1244355841.jpg

post-2742-1244355933.jpg

post-2742-1244355983.jpg

post-2742-1244356015.jpg

post-2742-1244356037.jpg

post-2742-1244356118.jpg

post-2742-1244356153.jpg

post-2742-1244356201.jpg

post-2742-1244356241.jpg

 

 

reply 8

 

 

post-2742-1244703942.jpg

Link to comment
Share on other sites

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7776

 

Thread close kion ki?

 

Ab touheedi bhai tum mujhay batao k jo ahadees main upload kernay jaa raha hoon un k baaray main tumhari kia rai hai kia yeh ahadees jhooti hain zaif hain ya tumharay mazhab k khilaaf hain?

 

 

jis tarah ki posts aap likh rahay hain un ka maqsad bahas baraiay bahas aur mai na mano ki ratt hai jis ki yaha koi gunjaish nahee apnay aur dosro kay waqt ki qadar karain..

aap ki posts mai koi naee bat aur apko deaiay gaiay dalail pochay gaiay sawalat ka , koi tasahffi bakhsh jawab maujood nahee bar bar aap wohi purani batain likh kar thread ko gunjuluk aur taweel tar karnay kay siwa aur kuch nahe kar rahay thay is leay close ki gae.

Link to comment
Share on other sites

Yeh farar honay ka acha bahana hai?

 

qarieen khud faisla kar lai gain aap ki jahalat aur Sahaba kiram rizwanullah ajmaeen say aap ki dushmani sab kay samnay hai wahabi apnay aap ko Allah azzwajal kay pyaray Nabi alaihiSlam kay Sahaba say ziada hadis ka aalim samghtay hai yei har kisi pay wazah ho chuka hai.

Link to comment
Share on other sites

jis tarah ki posts aap likh rahay hain un ka maqsad bahas baraiay bahas aur mai na mano ki ratt hai jis ki yaha koi gunjaish nahee apnay aur dosro kay waqt ki qadar karain..

 

(bis)

(salam)

Janab Saif-ul-Islam sahib

Phir is tarha aap ko tamam posts band karni parengin.................................... kion k yahi amal aap ka bhi hai, bahas barye bahas, hal ki talash nahin, sach qabool nahin, Hazoor-e-Akram ka hukam aik taraf lakin Imam, aalim, Peer, ka qol seenye se laga rakha hai, un ki taaweelon per jan bhi hazir lakin Rasool-e-Akram (saw) or Allah (AZ) ke hukmon ko nikal phenka hai??????????

 

Jab isi tarha ki baat ke Hadeeth ko Sahab (ra) ne sahi samjha ir istadlal kia ya aap ke aalin or Soofi ne to wahah per aap ka khud sakhta istadlal apnye aalim/soofi/peer/buzurg ke qol per hota hai, sahabi ke qol or istadlal per kion nahin hota....????

 

jab aik hadeeth aap pesh karen kisi apnye amal ki mutabiqat main to woh hujjat lakin jab hum kaseer ahadeeth pesh karain is ki mukhalifat main to woh istadlal ke qabil hi nahin..... wah kia hi sooch hai aap logon ki

 

Janyen or tamam psots ko dobara parhyen or phir jis tehreek per aap ne is post (Previous) ko close kia hai usi per rahtye hoye in tamam posts ko band kardyen..

 

Humye doosron ke waqt ke ziya ka hi sirf ahsas nahin bulkye deen ke ziya ka bhi ahsas hai isi liye apna naqis waqt isi koshish main laga rahye hain ke koi to ho jo asal deen per amal pera ho jaye

 

 

Abdul Salam

fi-aman:

(salam)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Abdul Salam

fi-aman:

(salam)

 

asSlamo ala manittabail huda,

 

Alhamdulillah ham islam par amal paira hain kisi wahabi kay deen par nahee aur jis ko haq parhnay aur samghnay ka shoq hai wo muta'llika thread parh kay khud faisla kar lay ga.

 

Hadis jin sahaba rizwanullah ajmaeen kay seeno say pohnchi hai un Sahaba kiram rizwanullah ajmaeen ka apna amal us hadis ki sab say bari tashreeh hai jisay wahabi radd kar kay apnay nafs ki pariwi ko foqyat daita hai.. thread mai barha sawal kia gaya kay Syedina Abdullah ibne Umar raziAllah anho aur deegar sahaba rizwanullah ajmaeen kay amal ko wahabi kia samghtay hai'n magar jawab nadarud.

 

Alhamdulillah Ahlesunnat wal Jamat Ma ana alaihi wa ashabi par amal paira hain aur qayamat tak rahay gain inshaAllah

 

yaha waqt guzari karnay aap chalay aaiy hain tu yei aap ki ghalat fahmi hai..

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...