Jump to content

INTEQAAL k baad SOYUM wegera karna ....


sufiyan

تجویز کردہ جواب

ASALAM O ALIAKUM

 

hum barelvi jo inteqaal k baad jo DUSWA sooyum chaliswa kartay hain is per wazahta chaiye thi k yeh karna jaiz hai ya nahi

 

meherbani ho ge

 

teeja duswan chaliswan ye sub isal e sawab ke naam hain.. jo urf me mashoor hain...taki sabki sahuliyat se kisi bhi ek din (3rd,10th,40th) jama ho kar marhoom ke liye isaal e sawab kar dein..aajkal to 2nd day bhi teeja hony laga hai....kehny ki murad ye ki ye koi farz or wajib nahin or nba hi koi musalmaan ye samjhta hai ki 3ry, 10wy ya 40wy din hi sawaab pohchta hai baqi din nahin... balki saal bhar sawab ki niyat se Allah ki raza ke liye kiya gaya amal-e-swaleh marhoom ko isaal kiya ja sakta hai..par jaisa ki upar  kaha gaya ki sab kisi ek din jama ho kar ek saath zyada se zyada isaal se sawab kar saky is liye in dino ka tayyun kiya ja sakta hai jo urfi hai sharai nahin or na hi shariyat me iski mumanioyat hai...wallaho alam.

 

 

isaal e sawab ka saboot quran me is mojood hai...

6.jpg

shah turabul haq sahab ka fatwa bhi samat farmayein is mozu par...

agar is baat par aitraaz hai ki kisi ibadat ke liye ya kaar e khair ke liye din ko fix karna kya shariyat me jayaz hai to is ka jawab bhi lijye...

fixing_day__Abdullah_bin_Masood.GIF

page_nid08__din_muqarrar.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...