Jump to content

Ghair-Allah....

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

QURAN PAK MEIN AUR RASOOL ALLAH (saw) TI TAALIMAAT MEIN WO KON GHAIR ALLAH HEIN JINKO PUKAARNE KO MANA KIA GIYA HAY..???

Edited by Ya Mohammadah
Link to comment
Share on other sites

QURAN PAK MEIN AUR RASOOL ALLAH (saw) TI TAALIMAAT MEIN WO KON GHAIR ALLAH HEIN JINKO PUKAARNE KO MANA KIA GIYA HAY..???

kya wahabi sirf sawal karna janty hain jawab dena kya apky bus ka nahin? pehly apky sawal ke jawab me humny jo jawab diye usky bary me wahabi ye bataye ki kya wo ginwaye gaye in afraad ko Ghair Allah janta manta hai ki nahin? or agar han to kya ye madad Ghair Allah se mangta nahin raha?

or agar han to apka awaal sawal fizul or laghw tehra... :lol:

isky baad aap sawal poochny ka haq rakty hain?

Link to comment
Share on other sites

kya wahabi sirf sawal karna janty hain jawab dena kya apky bus ka nahin? pehly apky sawal ke jawab me humny jo jawab diye usky bary me wahabi ye bataye ki kya wo ginwaye gaye in afraad ko Ghair Allah janta manta hai ki nahin? or agar han to kya ye madad Ghair Allah se mangta nahin raha?

or agar han to apka awaal sawal fizul or laghw tehra...

isky baad aap sawal poochny ka haq rakty hain?

tum jis madad ki baat kar rahay ho iska to koi inkaar hi nahi.

Wa yumna oonal maa oon

But refuse to give even the smallest help [to others]

{surah maoon}

YE BATAO KE PEGHAMBER KIN GHAIR ALLAH KO PUKAARNE SE ROKTE THAY..??????????????????

Link to comment
Share on other sites

tum jis madad ki baat kar rahay ho iska to koi inkaar hi nahi.

Wa yumna oonal maa oon

But refuse to give even the smallest help [to others]

{surah maoon}

YE BATAO KE PEGHAMBER KIN GHAIR ALLAH KO PUKAARNE SE ROKTE THAY..??????????????????

inkar kis mu se karogy tum? par tumhari wahabi shaitani towheed to kehti hai ki Sirf "Ya Allah Madad baqi sab shirk o biddat" ye naara kaha gaya? kya ye hazaro madadgar Ghair Allah nahin? kya inki madad Ghair Allah ki madad nahin ? kya ye towheed ke khilaaf naihn? baqi itny sary madadgaro ko pukar kar shirk na hua? Itni jaldi apni khud sakhta shaitaani towheed par zarby lagany lagy?

TUM LOG TO ALLAH TA'ALA PAR AITRAAZ KAR RAHAY HO KE AIK TARAF TO WO GHAIR ALLAH KO PUKAARNE KO MANA KARTA HAY DOOSRI TARAF WO KHUD TARGHEEB BHI DAY RAHA HAY..NAHI TO WAZEH KARO PEGHAMBAR KIN GHAIR ALLAH KO PUKAARNE KO MANA KARTE THE...HAR BAAT MEIN DEOBANDI WAHABI KA BAHANA KARKE FARAAR KA RAASTA IKHTIAR NA KIA KARO..MEIN NA DEOBANDI HOON NA WAHABI..

MadadGaar Allah ke Nabi-wali

wali_1.GIF

wali_2.GIF

wali_3.GIF

wali_4.GIF

Jin se Roka Gaya wo Wali Mindunillah hain...Wali Allah nahin.

wali_min_dunillah_1.GIF

wali_min_dunillah_2.GIF

Quran se Ghair Allah se Madad lene ka ek saboot

musa_aleh_salam.JPG

Link to comment
Share on other sites

• 2 weeks later...

post-393-1242976750.jpg

Mujhay batao k un k bhai us wakat zinda thay ya fout ho chukay thay?

Miray bhai hum yahi kehtay hain k mara hoa kuch nahi ker sakta....Tum pooray Quran say koi aik aayat dikha do jis main Allah nay kaha ho k murdoon say Madad maango!

Kia Allah humain Madad dainay k lia kaafi nahi jo hum doosron k pas jain?

Link to comment
Share on other sites

Kiya ajj kal bhi Auliya Allah logo ki "mafooq ul asabab" madad kertay hain?

Presently Auliya koon say Ulema hain. Un may say mai kis sai madad manngon kay vo marai Madad karain.

Aj kal banda biamar ho tu jismani ilag wali Doctor har jaga miltay haiin aur logo ki madad kertay hain par kissi Buzurg kay bari mai maloom karo tu kisi ko pata hi nahi..........

Ajab mamla hae

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib

YAqeenan Usool-e-Riwaya Hadeeth ka aap ko bhi ilm hoga ke aik cheez hai Riwayat or dossri cheez hai Darayat

Riwayat main Ravi ka siqa, aadil or sahih (Waghera) hona dekha jata hai

Darayat main ye edkha jata hai ke kia is ki tareekh main koi toseeq milti hai ya nahin

Jesa ka HAzrat Ali (ra) ke liye Sooraj ka lot aana

Wesye hi aap zara ye batayen ke Aalam-e-islam per Sahaba (ra) ki mojoodgi main sab se kara waqt kab aaya??

Yaqeenan aap kahyengye ke Jang-e-Jamal or Jang-e-Safeen ke waqt.....!

To phir kia aap ye batana pasand karyengye ke kia kisi sahabi (ra) ne jab ke us waqt beshumar Jaleel-Ul-Qadar Sahab (ra) mojood they, HAzoor-e-Akram (saw) ki Qabr per jaa kar sahi ya ghalt ka faisla, ya HAzat Muavia (ra) or Hazrat Ali (ra) or Hazrat Ayesha (ra) ko laa kar un ke darmiyan faisla karwaya ya unhon ne khud kia.............?

Koi shahadat nahin is silsilye ki aap ke paas

Or yahan aap keh raye hain ke Sirf Qahat honye ki soorat main Shaabi (ra) Qabr per gaye or madad talab ki....?

Kiya Hazrat Ayesha (ra), Hazrat Ali (ra) or Hazrat Muavia (ra) ko Hazoor-e-Akram (saw) jawab na detye.....????

Janab Gholoo main had se na barhyen or na hi is ki wakalat karain baraye maharbani or ab ye na kehna shoroo kar dain ke Hadit ko sahi ya ghalat sabit krain...... kion ke darayat kehti hai ke ayese waqt main agar Sahab (ra) ka yahi aqeedah tha jo ke aap ka hai to phir Jang-e-Jamal or Safeen jesye khofnak or afsoosnak waqiyat na hotye.....

Baraye maharbani soochyen or koi sawal (is muamlye per) aap ko ghalat rah per to leja sakta hai lakin Sirat-e-Mustaqeem per bilkul bhi nahin lejasakta

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Edited by Abdulsalam
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Toheedi sahib

Baat ko na talyen........ Jab aap ko riwayat o drayat ka farq os is ki Usool-e-Hadith main zaroorat ka hi ilm nahin to phir bahas aap ki mahaz apni aqal ber bekar hai......

Jawab de dain ke Sahabi (ra) ne jo amal kia us ka fayeda Fitnon ke door main kion nahin uthaya gaya??????

Jawab or sirf Jawab...... isi se aap ko khud apny sawalon ka jawab mil jayega

or phir aap ko ye bhi pata chalyega ka aqayed kin riwayaton ki bina per akaz kiye jatyen hai or kin per se nahin.....

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
• حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

• کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا

• Create New...