Shareef Raza مراسلہ: 13 اکتوبر 2006 Report Share مراسلہ: 13 اکتوبر 2006 Assalamualikum... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 13 اکتوبر 2006 Report Share مراسلہ: 13 اکتوبر 2006 Brother... Allah Karam Aisa Kerey Tujh Pey Jahaan Mein Ae Dawat-e-Islami Teri Dhoom Machi Hoo Aameen Bajahin Nabiyil Aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shaikh مراسلہ: 16 مئی 2007 Report Share مراسلہ: 16 مئی 2007 you have give very good points on net Ala Hazrat Imame Ahle sunnat ne yaqinan bahut pahele hi se hamari qaum ke maldaro aur danishwaron ko 10 nikati programme ata farmaya tha likin sahee mano mein is kee taabee ALMADINATUL ILMIYA KE zariye hooee go ke bahut saree tanzeeme aur idare kafi kaam kar rahe hain lekin Amir Ahle Sunnat Ne Jis Andaz Par Almadinatul Ilmiya ki tarkeeb banaee woh aek azeem karnama hai Assalamualikum... 2509[/snapback] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 27 مئی 2007 Report Share مراسلہ: 27 مئی 2007 thanks for shairing. Imtiaz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 28 مئی 2007 Report Share مراسلہ: 28 مئی 2007 JazakAllah Shreef Bhai Bohat Achi Post Hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Minhaj Attari مراسلہ: 29 مئی 2007 Report Share مراسلہ: 29 مئی 2007 Madina can some plz translet it in english afsoos urdu nahi aati اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 29 مئی 2007 Report Share مراسلہ: 29 مئی 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Minhaj Attari مراسلہ: 13 جون 2007 Report Share مراسلہ: 13 جون 2007 Madina, Still waiting for the translation can some one plz translet it for me???? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aarzoo e Madina مراسلہ: 13 جون 2007 Report Share مراسلہ: 13 جون 2007 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 14 جون 2007 Report Share مراسلہ: 14 جون 2007 Madina can some plz translet it in english afsoos urdu nahi aati Al madinah tul ilmya Ahle sunnat wal jamat ka aik aisa tahqeqi aur ishati idara hai jo ke khuwab e raza ki tabeer hasil karnay key lye marz e wajood main laya gaya. khuwab e raza AalaHazrat ka 10 nuqati mansoba hai jo ap ne ahlesunnat wal jamat ke firogh ke lye paish kya. woh 10 nuqat ye hain. 1) Azeem u shan madaris kholay jayain, baqaida taleem ho. 2) students ko wazefa milay key her kisi ka islamic study main dil lagay. 3) Teachers ko zayada sallary di jaye un key achay work per. 4) Students ko check kya jaye jo jis kam main zayada qabil ho usay wazefa day ker us kam main lagaya jaye. 5) In main jo ready ho jayain unko mulk main phailaya jaye takay likh ker, speech ker kay aur munazra ker kay deen ka kam ker sakain. 6) Ahlesunnat key haq main aur batil firqoun kay rad main books tahreer kerwayi jayein aur writers ko achay wazaif dye jayain. 7) Tasnef shuda aur no tasnef shuda books ko khobsorat print ker kay mulk bhar main muft taqseem kye jayain. 8) Her city main aapka nigran safeer mojod ho. jahan jis qisam ki speech, book ya munazirey ki zarorat ho apko itla karain aur ap dushman key rad kay lye waisa material waghera bhejtay rahain. 9) Jo qabil ho.. usay wazefa day ker deger kamoun se free kya jaye. jis kam main maharat ho us kam main laga dya jaye. 10) Aap ke mazhabi akhbar shaya hon, kuch kuch waqt ke baad unko mulk ke koney koney main muft ya sasti qemat per phailaye jayain. hadees e pak main irshad hai "Aakhir zamana main deen ka kam bhi dirham o deenar se chalay ga".. aur kyon na ho kay Sadiq o Masdoq ka kalam hai. (fatawa razwiya, jild 12, page 133) inshaAllah in tamam nuqat per amal kya jaye ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 5 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 5 ستمبر 2007 Subhan Allah (azawajal) .... thanks for sharing.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔