Ya Mohammadah مراسلہ: 15 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 15 مئی 2009 plz go through this article ? http://www.hindustantimes.com/StoryPage/St...cd-6e69de7150d9 acording to this article Huzur se nikah ke waqt Hazrat ayesha ki umr 19 batayi gayi hai 9 nahin? Jabki mene to aaj tak suna tha ki Hazrat ayesha ki umr 9 saal thi? isy yu sabit kiya hai article ke writer ne ki hazrat asma or hazrat ayesha ki umar me 10 saal ka farq tha hazrat asma ka inteqal 100 saal ki umr mein 73 hijri ko hua.(ten or twelve days after the martyrdom of her son Abdullah Ibn Zubair.) matlab ki hijrat ke waqt apki umr 100-73=27 saal hogi. is tarah hazrat ayesha ki umr hui 17 saal hijrat ke waqt... hazrat ayesha ka nikah 2 hijiri me hua huzur se is tarah nikah ke waqt Hazrat ayesha ki umr hui 19 saal? daryaft talab amr ye hai ki kya ye tehqeeq sahi hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
fikar_e_akhirat مراسلہ: 19 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 19 مئی 2009 salamalekum janab ek choti si guzarish hay ap say mashallah ap tehqeeq kernay niklay hain to apanay is iraday ko yahi tak khudaya rok na dejeya ga KHALI YEHI MASLA NAHEE ISTARHA KAY OR BOHAT SAY CONFLICTS HAIN (AQAID BHI HAIN ) JIN KI HAM BINA TEHQEEQ TAQLEED KERTAY HAIN UN KO MANTAY HAIN .YEHI AQEEDAY KI KHARABI KI BUNYAD HOTI HAY . main ap ko ek book ka nam bata raha hu likhi to ot bohat say ehka e ilm nay hay lekin inhon nay jo dalil deya hain who ghor talab hain . TEHQEEQ E OMER E AISHA (R.A) BY ALLAMA HABIBUR RAHMAN KANDEHLVI. AGAR AP INTERESTED HAIN TO MAIN AP KO LINK SEND KER DUNGA ALLAH HAFIZ. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔