Jump to content

Meelad un Nabi Ki Tareekh


dollar

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Meri tamam viewers sey madani iltija hey keh merey sawaal ka jawaab reserach ker key zaroor dain takey hum logon key aitraaz ka munh torhjawaab dey sakain.

 

Sawal yah hey keh Hum log Rabbi un Noor shareef main her saal Huzoor-e-Pak Sallalaho Alahi Wasallam ka jashan-e-wiladat manatey hain. Kya hamarey paas koi saboot hey keh 12 Rabbi un Noor shareef Huzoor-e-Pak Sallalaho Alahi Wasallam ki wiladat ki tareekh hey? kya kisi sunnat sey ye saabit hey jis main 12 tareekh ka zikr ho? agar naheen to hum isi tareekh ko hi kyun manatey hain ?

 

Please is ka jawab zaroor dain takey deen ki sahee knowledge aaney wali naslon ko bhi mil sakey. Mian khud bachpan sey meelad manata hoon magar kabhi tareekh key barey main gorh nahee kiya, agar kisi key paas koi information ho, kisi Sahabi ka koi amal ho 12 tareekh key hawaley sey to please zaroor jawab dain.

 

JAZAK ALLAH

 

Muhammed Anwar Fazil

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(wasalam)

 

Muhammad Anwar Fazil bhai aap iss site www.FaizAhmadOwaisi.com

 

ka visit kijiye.....Muftee Faiz Ahmad Owaisi (m-a) ki book

 

 

.....12 Rabi ul Awwal Ki Haqeeqat......ko parhain.

 

Insha ALLAH Azzawajal Maluma,at ka hazana haath aaye ga..

 

(azw)(ja)

 

(bis)

 

(saw)

 

(wasalam)

 

Muhammad Anwar Fazil bhai aap iss site www.FaizAhmadOwaisi.com

 

ka visit kijiye.....Muftee Faiz Ahmad Owaisi (m-a) ki book

 

 

.....12 Rabi ul Awwal Ki Haqeeqat......ko parhain.

 

Insha ALLAH Azzawajal Maluma,at ka hazana haath aaye ga..

 

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

Janab Attari Bhai,

 

Jo link aap ney diya hey website ka wo kaam nahee ker raha. Please check it and I need some kind of fatwa from Mufti sahabs that what is the exact dateof the birth of our beloved prophet (saw). I need any refrence from Sahaba-e-karaam or any Hadees in which the date and month mentioned.

 

fi-aman:

 

MUHAMMED ANWAR FAZIL

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

in posts ko awwal ta aakhir baghour parhain khusoosan pahlay link mai toheedi bhai kay jawabat ko bar bar baghour mulahiza karain inshaAllah aap ko badmazhabo ki janib say keay janay walay aksar sawalat ka jawab mil jaiay ga baaki koi sawal ho tu wo bhe wahee post kar dain.

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...7337

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=1253

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=3644

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=1733

 

koi bhee naee post karnay say pahlay us ko search kar lia karain kay wo pahlay he maujood tu nahee forum pay search ka option hai keyword likhain aur search karain aur Munazra section mai aksar sawalat /aaitarazat kay baray mai posts kafi ta'dad mai maujood hain (ja)

 

mazeed darjzail posts bhee jaisay waqt milay parh lain aur jo kutab ka hawala ooper deegar answer mai dia gaya wo bhee waqt nikal kay zaror parhain aur is kitab ka mutaalia bhee karain http://www.razanw.org/modules/alahazratboo....php?itemid=196

 

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=4015

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7657

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=5168

 

 

fi-aman:

 

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...