Jump to content

wahbi hadees ke munker hain


Toheedi Bhai

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(salam) to muslims

 

post-2048-1241767670.jpg

 

aap hum per hadees k munkir honay ka dawa ker rahay hain, Halan k aap khud adhi hadees say apnay matlab nikalnay ki nakaam koshish ker rahay hain aur adhi hadees ko kissi khatir hi main naheen la rahay jis say aap ki khayanat saaf nazar aar rahi. Aur agar aap bhi zara ghor kerain to yeh hadees bab-e-Sajood (chapter) hai ya Fazal-us-Sajood hai. iss liya to Mohadaseen nay yeh hadees Sajday ki Fazeelat walay cahpter main quote ki hai.

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

أَمْ حَسِبْتُمْ أَن تَدْخُلُواْ الْجَنَّةَ وَلَمَّا يَأْتِكُم مَّثَلُ الَّذِينَ خَلَوْاْ مِن قَبْلِكُم مَّسَّتْهُمُ الْبَأْسَاء وَالضَّرَّاء وَزُلْزِلُواْ حَتَّى يَقُولَ الرَّسُولُ وَالَّذِينَ آمَنُواْ مَعَهُ مَتَى نَصْرُ اللّهِ أَلا إِنَّ نَصْرَ اللّهِ قَرِيبٌ

 

کیا تم یہ خیال کرتے ہو کہ (یوں ہی) بہشت میں داخل ہوجاؤ گے اور ابھی تم کو پہلے لوگوں کی سی (مشکلیں) تو پیش آئی ہی نہیں۔ ان کو (بڑی بڑی) سختیاں اور تکلیفیں پہنچیں اور وہ (صعوبتوں میں) ہلا ہلا دیئے گئے۔ یہاں تک کہ پیغمبر اور مومن لوگ جو ان کے ساتھ تھے سب پکار اٹھے کہ کب خدا کی مدد آئے گی ۔ دیکھو خدا کی مدد (عن) قریب (آيا چاہتی) ہے

 

 

In 2 ayat ki haysaat batado apne maslak aur aqeedah mein..

 

mere khiyal se aapke maslak mein ye ayaat mansookh ho gai hay..

 

jawab aap ke pass hoga nahi ..yahi kaho ge muhaddis ko nazar na i..tum log itne jahil ho nas e qurani ke opar muhaddis ke qol ko tarjee dete ho..joke bilkul wazah tor par quran ke khilaaf ja raha hay..

 

ye 2 ayaat bralivi ke gale ki haddi he jo kabhi nahi utar sakti..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Moosa  (as) ki hadees se aik baat to sabit hoi kay ..Moosa (as) ko ghaib ka ilm nahi tha..kionke ubhein Yousuf (as) ki qabar ka pata nahi tha kay kahan hay..aur Sheikh Abdul Qadir Jilani® inse barh ke thay ke (baqol aapke) puri dunya aik rai ke daane ki tarah sheikh ki hatheli par thi...?????????????????????????? hai bralvi tera aqeedah......

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Men muhaddis ke ilm se inkaar nahi kar raha hoon.magar jab kisi quran ki ayat itni wazeh mojod ho to phir quran ko hi ikhtiar kia jata hay..jaysa kay Imam Abu Haneefa  (ra) ka qol hay kay agar mere qol ke khilaaf koi hadees mile to mere qol ko deewar par maar kar hadees par amal karo..aap kaysay guarantee se keh saktay hein kay ye qol kisi muhaddis hi ka hay..kia pata kisi nay inke naam se iftara kar diya..jaysa kay hadees ki kitabon mein ghalat ahadees shamil kardi gai hein..Quran to guaranteed hay magar muhaddis ki baat nahi..aur aap ke aqeedah ke mutabiq to Hazrat Moosa  (as) wali hadees to sahi honi bhi nahi chahiye ismein aap ke aqeeday kay khilaaf Moosa  (as) ke ilm ghaib ki nafi hay aap isko kaysay sahhi maan rahay hein jabkay Shekh Abdul Qadir ® ki hatheli par puri dunya aur peghambar aik burhiya say pooch rahay hein ...wah bhie wah...

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...