MOUWAHID مراسلہ: 5 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 5 مئی 2009 Main poori dunya ki brailviat say aik sawal poochna chahta hoon. 1.Agar aap k saamnay aik taraf imam ahmad raza khan ya dunya k kisi b banday ka koul ho aur doosri taraf Imam-e-Anbia Jinab-e-Mohammad k koul ho to kis ki mano gay? 2.Humain kis say ziada mohabat kerni chahiya Allah aur us k Rasool say ya Imam Abu Hanifa aur Imam ahmad Raza say? 3.Qiamat k din humain kis k jhanday k neechay pannah milay gi?Jinab-e-Mohammad k jhanday k neechay ya Imam Abu Hanifa aur Imam Ahmad Raza k jhanday k neechay? Agar yeh saari sifat Jinab-e-Muhammad ki hi hain to hum apnay imamoon ko in ki baat say aagay kion rakhtay hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 5 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 5 مئی 2009 What a question janab?Same is the question to u????Aap ko pata b hay keh Qyamat k din Apnay Nabi e Pak Sal Allah o Alaih e Wasalam k jhanday(Liway Hamad) K neechay akathay hona hay tu kyon tum log aisi batain kartay ho jin main har lamha gustakhi shamal hoty hay?????Tumhain hud samajh nahin aaty???? Aur humaray Imam ke kon se aisi bat hay jo Quran o Hadees k mutabaq nahin??Ab tum logon nain tu na man nay ke thaani hui hay.Is main kisi ka kya qasoor.Zara taaussab say pak ho kar b daikho na??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 5 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 5 مئی 2009 [/color]What a question janab?Same is the question to u????Aap ko pata b hay keh Qyamat k din Apnay Nabi e Pak Sal Allah o Alaih e Wasalam k jhanday(Liway Hamad) K neechay akathay hona hay tu kyon tum log aisi batain kartay ho jin main har lamha gustakhi shamal hoty hay?????Tumhain hud samajh nahin aaty???? Aur humaray Imam ke kon se aisi bat hay jo Quran o Hadees k mutabaq nahin??Ab tum logon nain tu na man nay ke thaani hui hay.Is main kisi ka kya qasoor.Zara taaussab say pak ho kar b daikho na??? Agar aap k imam k koul Quran-o-Hadees k mutabik hain to sirf do hi sawal poochta hoon zara in ko Quran-o-Hadees say sabit kero. Yeh donon sawal Malfooz say hain jo k ahmad raza khan sahib nay likhi hai. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7775 http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7777 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 7 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 7 مئی 2009 In dono topics ka jawab dia ja chuka hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 7 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 7 مئی 2009 to muslim Brailvi Hazarat kuch bhi kahain, lakin un k aakbir yeh kehtay hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 7 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 7 مئی 2009 Wahhabi jo b kahain aur har bar idhar udhar k maar kar bhaag jain.Is sawal ka jawab b dia ja chuka hay.Ab yeh in k bay basi sab mulahza farma lain... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 7 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 7 مئی 2009 Main poori dunya ki Wahabiat say aik sawal poochna chahta hoon. 1.Agar aap k saamnay Allah Azzawajal ka Qaul ho aur doosri taraf Imam-e-Anbia Jinab-e-Mohammad saw.gif k koul ho to kis ki mano gay? 2.Humain kis say ziada mohabat kerni chahiya Allah say ya Rasool saw.gif say? 3.Qiamat k din humain kis k jhanday k neechay pannah milay gi? Jinab-e-Mohammad saw.gif k jhanday k neechay ya Allah k jhanday k neechay? Agar yeh saari sifat Allah ki hi hain to hum apnay Rasool saw.gif ko in ki baat say aagay kion rakhtay hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 8 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 8 مئی 2009 Wahhabi jo b kahain aur har bar idhar udhar k maar kar bhaag jain.Is sawal ka jawab b dia ja chuka hay.Ab yeh in k bay basi sab mulahza farma lain... to muslims Jana aap ko samajh naheen aai yeh hum naheen keh rahay, Yeh aap kay (Mufti) sahib ka hukam hai. Agar aap yeh kahain k aap k mufti sahib idhar udhar ki mar rahay hain to bhi koi baat naheen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 8 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 8 مئی 2009 Main poori dunya ki Wahabiat say aik sawal poochna chahta hoon. 1.Agar aap k saamnay Allah Azzawajal ka Qaul ho aur doosri taraf Imam-e-Anbia Jinab-e-Mohammad saw.gif k koul ho to kis ki mano gay? 2.Humain kis say ziada mohabat kerni chahiya Allah say ya Rasool saw.gif say? 3.Qiamat k din humain kis k jhanday k neechay pannah milay gi? Jinab-e-Mohammad saw.gif k jhanday k neechay ya Allah k jhanday k neechay? Agar yeh saari sifat Allah ki hi hain to hum apnay Rasool saw.gif ko in ki baat say aagay kion rakhtay hain? to muslims Ajeeb Jahilana batain hain. khair tawaqu bhi aisi hi hai. Surah Baqara Emaan walon ko sub say ziada muhabbat Allah hi say hai. Ab jo Allah k Mehboob (saww) hain mohabbat un say bhi hogi. Yani Allah subhana wa ta'ala aur Allah k Nabi (saww) ki mohabbat sab say afzal hai. Ab aap ki baton k jawab. Nabi (saww) to baat hi woh kahain gay jo Allah wahi kerain gay. ab apnay sawalon ko perkh lo k kitnay jahilana sawaalat hain, k aap nay kis tarah nabi saww k baray main keh diya k nabi (Saww) ka quol Allah subhana wa ta'ala ka qoul mukhtalif hain. Allah subhana wa ta'ala ka farman hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad_Adnan مراسلہ: 8 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 8 مئی 2009 topic title main aik sawaal likha tha.. muhtaram ne 3 sawaal kar daley.. main sochta hoon.. agr buchpun main .. main ne Quraan pak apney ustaad muhtram se sekhney k bajaye yeah socha hota yeah Allah ki Kitaab hai.. khudh parhoonga.. to main bhi sawaal karney waaley (jinhon ne topic diya) ki saf main hota.. ager main yeah bhi sochoon.. k Allah ne Quraan diya .. Nabi kareem k zariye Emaan hum tak pohanchaya.. to phir Masjid main Imaam ki koi gunjaish hi nai.. jin k peechey hum namaaz parhtey hain.. muqsud to unko bhi follow hi karna hai.. Apni soch ka daira wasee karo mere bhai.. topic deney waaley bhai shab.. Bahout shabaash hai aap ko.. yeah bhi bata dain aap Asmaan se direct tapkey hain.. ya jiss tarah normal Insaan paida hota hai usi tarah paida huye hain.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 9 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 9 مئی 2009 (ترمیم شدہ) Oye MR Hqeeqat ki nafi me ne ye sawal apne aqeeday ke mutabiq nahi kiye the balke ye sawal tmhare Bhai ke sawaloon ki "haqeeqat kholne k liye the. Bht Ghussa aya! mere reply ko dekh kar zara apne bhai ki Post ki bhi tareeef kr deni thi. Jaise Allah aur Rasool Juda Nahi Waise hi Us ke Wali bhi Un se juda nai. Lanat hai un logon pe jo Allah aUr Usi k Aulia me Muqabla Karaate phirte hain. Edited 9 مئی 2009 by Umar Taj Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 10 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 10 مئی 2009 Main poori dunya ki Wahabiat say aik sawal poochna chahta hoon. 1.Agar aap k saamnay Allah Azzawajal ka Qaul ho aur doosri taraf Imam-e-Anbia Jinab-e-Mohammad saw.gif k koul ho to kis ki mano gay? 2.Humain kis say ziada mohabat kerni chahiya Allah say ya Rasool saw.gif say? 3.Qiamat k din humain kis k jhanday k neechay pannah milay gi? Jinab-e-Mohammad saw.gif k jhanday k neechay ya Allah k jhanday k neechay? Agar yeh saari sifat Allah ki hi hain to hum apnay Rasool saw.gif ko in ki baat say aagay kion rakhtay hain? Agar tumharay kisi wali kisi peer ya kisi imam ki yeh khobi hai jo Quran biyan ker raha hai to hum us ko man lainay k lia tiyaar hai. Aur app k sub swaaloon ka jawab yeh hai....Hum Aap ki itbah b isi lia kertay hain kion k Quran jo Allah k farman hai woh humain is ka hukam daita hai. Aur kia app yehi nahi kertay jo Quran neechay biyan ker raha hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 10 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2009 Wahi to sirf nabi ki shan hai. Aur Hamare Aqeeday k mutabik wali ko nai ki jaati Shayed Ap K aqeedey me ki jati ho jis k liye aap daleel tlab kar rae hain. Aur Wali ki to Shaan hi yehi hai k Wo Apne Nafs Ki pairvi nai krta hai. Aur AAp k sawaloon Ka jawab yeh hai ke Hum Allah Aur US K KALAM YANI Quraan pe isliye imaan laye q k hame HUZOOR SALALLAHOALAIHIWASALAM ne is ki dawat di AUR AAP YE BATAIN KE AP IMAM E AZAM ABU HANIFA HAZRAT NAUMAN BIN SABIT ke taabai hai un ko Wali mante hain ya nahi? Baqi Ke Ap ke Refrense pe baat krne ki filwaqt Zururat nai hai. Ap agar mere aik simple se is sawal ka jawab den ge to topic hal ho jae ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 11 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 11 مئی 2009 Wahi to sirf nabi ki shan hai. Aur Hamare Aqeeday k mutabik wali ko nai ki jaati Shayed Ap K aqeedey me ki jati ho jis k liye aap daleel tlab kar rae hain. Aur Wali ki to Shaan hi yehi hai k Wo Apne Nafs Ki pairvi nai krta hai. Aur AAp k sawaloon Ka jawab yeh hai ke Hum Allah Aur US K KALAM YANI Quraan pe isliye imaan laye q k hame HUZOOR SALALLAHOALAIHIWASALAM ne is ki dawat di AUR AAP YE BATAIN KE AP IMAM E AZAM ABU HANIFA HAZRAT NAUMAN BIN SABIT ke taabai hai un ko Wali mante hain ya nahi? Baqi Ke Ap ke Refrense pe baat krne ki filwaqt Zururat nai hai. Ap agar mere aik simple se is sawal ka jawab den ge to topic hal ho jae ga. Kion nahi woh Allah k wali hain laikin un ki b baat woh mani jaya gi jo Quran-o-Hadith k mutabik ho warna nahi. Main nay Quran k itnay hawalay dia kisi main b Jinab-e-Muhammad k ilawa kisi aur ki pairvi ka hukam ho? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 11 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2009 Janab ap ne apni post #12 me jo pehi ayat quote ki hai, us k bare me apna aqeeda bia n karen k wahi ke nazil hona Kia Aulia pr b sabit hai? Agar nai to saboot q manga ja raha hai? Kia AAp ka Allah Azzawajal se direct rabita hai jo aap Huzur SAW ki ittibah karne ke liye Qurani Hukam ke Muhataj Hain? AAp Huzoor S.A.W pe to Qurani Hukam ke mutabik imaan laye lekin Quran ki haqqaniat ki aap ke pas kia daleel hai? Jab App Imame Azam Ko Allah ka wali mante hain to aap ne un me Aur allah me Muqabla karane ki kia rawish apna rakhi hai? Ap Quran se sabit karen ke Quran ne Imam e Azam ki pairvi se man kia ho? ya Imam e Azam ka koi Qool o Amal Quran ke khilaf ho? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 12 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2009 Oye MR Hqeeqat ki nafi me ne ye sawal apne aqeeday ke mutabiq nahi kiye the balke ye sawal tmhare Bhai ke sawaloon ki "haqeeqat kholne k liye the. Bht Ghussa aya! mere reply ko dekh kar zara apne bhai ki Post ki bhi tareeef kr deni thi. Jaise Allah aur Rasool Juda Nahi Waise hi Us ke Wali bhi Un se juda nai. Lanat hai un logon pe jo Allah aUr Usi k Aulia me Muqabla Karaate phirte hain. to muslims Yahan per kaun kiss say juda hai masala yeh nahi, masala yeh hai k tum log kiss ki baat ko apnao gay. apnay khud sakhta walion ki ya Imam ul Anbia, Nabi (saww) ki baat. Tumharay Akabir say sabit kia tumhara Nabi (saww) ki hadees say kuch lena dena naheen. Alhaaj Ahmed Yaar kia keh rahay hain usko bhi to dekho. Sirf itna keh do unhon nay ghalat kaha? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 12 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2009 (ترمیم شدہ) Mr.haqeeat yeh Aulia Allah humaray hud saakhta nahi....Quran Majeed main hay na keh,, Bay Shak jo Allah k Wali hain unahin na koi khaof hay aur na koi ghum.... Tumharay pas kya daleel hay keh yeh hud saakhta hain????Aur tum nain Umar Taj Bhai k aik question k b jawab nahi dia.Aur Hazrat Mufti Akhtar Raza Khan Rehmat Ullah e Alaih wali bat ka tumhain jawab dia ja chuka hay har jaga aik he question kyon repeat kartay ho.Kya hakla gay ho ya kuch samajh main nahin aa raha???? Edited 12 مئی 2009 by Chishti Qadri اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 12 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2009 (ترمیم شدہ) Mr.Bay haqeeat yeh Aulia Allah humaray hud saakhta nahi....Quran Majeed main hay na keh,, Bay Shak jo Allah k Wali hain unahin na koi khaof hay aur na koi ghum.... Tumharay pas kya daleel hay keh yeh hud saakhta hain????Aur tum nain Umar Taj Bhai k aik question k b jawab nahi dia.Aur Hazrat Mufti Akhtar Raza Khan Rehmat Ullah e Alaih wali bat ka tumhain jawab dia ja chuka hay har jaga aik he question kyon repeat kartay ho.Kya hakla gay ho ya kuch samajh main nahin aa raha???? to muslims Mr. Qadri aap k Aulia khud sakhta hi hain, Wali yeh nahi kehtay k hadees ko chor do woh to kehtay hain k Shariat ki pabandi kero. Daleel hum say mang rahay ho, pehlay yeh to sabit kero k kaun kaun Wali hai tumhara aur kahan kahan likha hai. Yani jissay tum wali kaho gay woh wali ho jai ga (Subhan Allah). Edited 12 مئی 2009 by Haqeeqqt اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 12 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2009 (ترمیم شدہ) Mr.haqeeaqt Alhamdo Lillah I m a sunni muslim.I m not a non beleiver...So plz remove your word padri....Our Wali are not self made but I think your wali are self madeOur Wali teach us whatever that is according to Quran and Sunnah.We dont accept any person as Wali who is not obeying Shariah... Edited 12 مئی 2009 by Chishti Qadri اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 12 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2009 Mr.Bay haqeeaqt Alhamdo Lillah I m a sunni muslim.I m not a non beleiver...So plz remove your word padri....Our Wali are not self made but I think your wali are self madeOur Wali teach us whatever that is according to Quran and Sunnah.We dont accept any person as Wali who is not obeying Shariah... to muslims Mr. Qadari now you have to change as well. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 12 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2009 , aik sawal mujay bhee karna hai,, mouwahid say,,,, mouwahid sahb,, kia app batana pasand kareen gay kah app kay maslak kay mutabiq , kia tamam Ambiya alyesalam aur khud Hazoor Akram galteyon gunhoon aur tamam burayoon say pak thay ya nahee,(padaish say lay kar akhir waqt tak) ,, zara iss sawal ka jawab enayat farma dijay,,, akhir main aik request hai,, kah maray is sawal ka do lafzi jawab banta hai,, lehaza baray meharbani baat ko ghumanee ki koshish mar karna , seeda seeda jawab eneyat karna,,, waiting.......... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 17 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 17 مئی 2009 (ترمیم شدہ) , aik sawal mujay bhee karna hai,, mouwahid say,,,, mouwahid sahb,, kia app batana pasand kareen gay kah app kay maslak kay mutabiq , kia tamam Ambiya alyesalam aur khud Hazoor Akram galteyon gunhoon aur tamam burayoon say pak thay ya nahee,(padaish say lay kar akhir waqt tak) ,, zara iss sawal ka jawab enayat farma dijay,,, akhir main aik request hai,, kah maray is sawal ka do lafzi jawab banta hai,, lehaza baray meharbani baat ko ghumanee ki koshish mar karna , seeda seeda jawab eneyat karna,,, waiting.......... Main aap ka jawab is hadees say doon ga.... Edited 17 مئی 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 17 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 17 مئی 2009 Janab ap ne apni post #12 me jo pehi ayat quote ki hai, us k bare me apna aqeeda bia n karen k wahi ke nazil hona Kia Aulia pr b sabit hai? Agar nai to saboot q manga ja raha hai? Yahi to hum kehtay hain pairvi usi ki kero jis per wahi aati hai. Kia AAp ka Allah Azzawajal se direct rabita hai jo aap Huzur SAW ki ittibah karne ke liye Qurani Hukam ke Muhataj Hain? Allah apnay quran main farmata hai: Jab log aap say mairay baaray main poochain to aap in ko keh do main in ki shehrug say b ziada qareeb hoon. AAp Huzoor S.A.W pe to Qurani Hukam ke mutabik imaan laye lekin Quran ki haqqaniat ki aap ke pas kia daleel hai? Is say badi haqqaniat aur kia ho gi k jin per Quran utra hai Quran khud un ki gwahi day raha hai. Jab App Imame Azam Ko Allah ka wali mante hain to aap ne un me Aur allah me Muqabla karane ki kia rawish apna rakhi hai? Muqabla hum nahi aap kerwaatay hain zara apnay akeeday k baaray main ghour ker k daikhain. Ap Quran se sabit karen ke Quran ne Imam e Azam ki pairvi se man kia ho? ya Imam e Azam ka koi Qool o Amal Quran ke khilaf ho? Aap saabit kerain k imam-e-azam Jinab-e-Muhamad k ilawa b koi hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔