Jump to content

Quran ka ghalat tarjuma.


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

Sayyidi Ala Hazrat nay Tafsiri tarjumah keeya, ham lafzi tarjumeh kay qahil nahin keyun kay lafzi tarjumeh gumrahi ka basit ban sakta heh aur Tafsiri Tarjumah Ulamah e haq o Mufassireen o Ijmah e Ummat kay mad e nazr rakh ker keeya jata heh.

 

Muhammed Ali

(bis)

(salam)

Yahan Is Aayat ki tashreeh main Hadith bhi mojood hai jis ke baad Tafseer Bir raye ka koi jawaz nahin na hi taweel ka

 

A alag baat hai ke aap in tamam batoon se kuch or sabit karna chah rahye hon........................ (jo ke aap yahan zahir nahin karna chah rahye hain)

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Link to comment
Share on other sites

Yani ke Christian ke aqeeda ke mutabiq Hazrat Esa (as) apnye mannye walon ke gunahon ki paadash main soli charh gaye or ab un logon se koi baaz purs nahin hogi or wo sab bakhshye hoye hain.....

 

 

agar is tarjume ko sahi man liya jaye to phir is ka bhi yahi matlab nikalta hai.............

 

Abdul Salam

 

MazAllah Huzur (saw)  ki dua  Isaiyon ke aqeedy wali sabit karta hai ye Wahabi Abdul Salam... :angry:

 

 

sari_ummat_ke_agly_pichly_gunah_maf_kardy.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Yahan Is Aayat ki tashreeh main Hadith bhi mojood hai jis ke baad Tafseer Bir raye ka koi jawaz nahin na hi taweel ka

 

A alag baat hai ke aap in tamam batoon se kuch or sabit karna chah rahye hon........................ (jo ke aap yahan zahir nahin karna chah rahye hain)

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

 

 

ham jo sabit karna chah rahy hain wo apaki moti aql me bhi aa chuka hai par aapki wahabiyat is se ruju karny se aarhy aati hai..aapny tafseer bir raye ki baat ki to ye ilzaam ham par nahin Imam Fakhr uddin Raazi Alehrehma or Imam Jalaluddin Sauyti Alehrehma or un tamam mufassireen par aayid karein ki awaal aisi tafseer unhony is ayat ki thi...Ala Hazrat to bohot baad ki shaksiyat hain...or shayd aapko maloom nahin ki tafseer bir raye ka azab kitna hai...ye ilzaam agar aap Ala Hazrat par lagaty hain to upar mazkoor mufassir bhi is ilzaam se bach nahin payengy...? kya khayal hai wahabis ka? Kye ye Quran ka ghalat tarjuma hai? jis hadees ka aap ref de rahy hain hazrat ayesha wali kya ye hadees in mufassireen ke ilm se na guzri or kya wahabiyo ne undy bara teer mara liya? Allah ba adad ban ny ki toufeeq de...

 

ba adab ba-naseeb

be adab be-naseeb

 

apni_rai_se_tafser.JPG

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Aap ka Hazrat Iesa(As) k baaray main kia khiyal hai?Aur yeh hadees khud Imam-e-Anbia Jinab-e-Muhammad (saw) khud apni zuban say biyan farma rahay hain.yeh hadees lay jao aur padhao apnay molvion ko.

 

Bukhari Sharif ,vol:8, Baab: Allah ki touheed ka biyan

 

 

 

72390566.jpg

77123507.jpg

60264144.jpg

Edited by MOUWAHID
Link to comment
Share on other sites

ham jo sabit karna chah rahy hain wo apaki moti aql me bhi aa chuka hai par aapki wahabiyat is se ruju karny se aarhy aati hai..aapny tafseer bir raye ki baat ki to ye ilzaam ham par nahin Imam Fakhr uddin Raazi Alehrehma or Imam Jalaluddin Sauyti Alehrehma or un tamam mufassireen par aayid karein ki awaal aisi tafseer unhony is ayat ki thi...Ala Hazrat to bohot baad ki shaksiyat hain...or shayd aapko maloom nahin ki tafseer bir raye ka azab kitna hai...ye ilzaam agar aap Ala Hazrat par lagaty hain to upar mazkoor mufassir bhi is ilzaam se bach nahin payengy...? kya khayal hai wahabis ka? Kye ye Quran ka ghalat tarjuma hai? jis hadees ka aap ref de rahy hain hazrat ayesha wali kya ye hadees in mufassireen ke ilm se na guzri or kya wahabiyo ne undy bara teer mara liya? Allah ba adad ban ny ki toufeeq de...

 

(bis)

(salam)

Ab mainTafseer Bir Raye ke gunnah ke muqablye main ye behtar samajhta hon ke, agar koi zad main aata hai to aa jaye at least jo Ayat ka Tarjuma hai or us ki tafseer main Ahadith warid hoi hain woh to yahi kehti hain, or is se kisi qisim ki gustakhi matloob hargiz nahin....

aap or Toheedi sahib khud farma rahye hain ke ye aqwal hai uani raye hi hain.... to phir main ne koi ghalat to nahin kia.....

 

Doosrye mufassereen ne kiya raye pesh ki is se mujhye matlab nahin..

Rahis Tafseer e Safi ki baat to woh sabith shuda hai ke sahib e Tafseer shia thye or is tafseer main unhon ne ziyada tar Ahl-e-Bait se manqool ahadith ko ziyada tar riwayat kia hai...

Wallah o Aalam Bissawab

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Edited by Abdulsalam
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...