MOUWAHID مراسلہ: 3 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 3 مئی 2009 Agar is tarjumay ko lia jai to phir humain amal kernay ki kia zaroorat?hum to bakhashay ja chukay hain........ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shareef Raza مراسلہ: 3 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 3 مئی 2009 is post men wazhat matloob hai aur sath hi jo hashya laga hota hai usse shan e nozol b paish karain... shafa'at ke bare men aap ka kya aqeda hai? wazih karain..shoroe islam men jo firqe muatzila aur kharjia zahir howen un se aap kis had tak ittefaq karte hen is ko b wazih kare... ...apna moqqaf quran wa hadith se sabit karain ke yeh ayat ka jo tarjuma kya gya hai ghalat hai jesa k ap ka moqqaf hai... zimnan is men agar koi logvi galti nazar arahi hai tu woh b batadain ke tarjuma durust kese nahi hai min zanbika ki wazahat karain.... abhi itne sawal kafi hain....INSHALLAH Azawajal mazeed b kye jayenge ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 4 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 4 مئی 2009 is post men wazhat matloob hai aur sath hi jo hashya laga hota hai usse shan e nozol b paish karain...shafa'at ke bare men aap ka kya aqeda hai? wazih karain..shoroe islam men jo firqe muatzila aur kharjia zahir howen un se aap kis had tak ittefaq karte hen is ko b wazih kare... ...apna moqqaf quran wa hadith se sabit karain ke yeh ayat ka jo tarjuma kya gya hai ghalat hai jesa k ap ka moqqaf hai... zimnan is men agar koi logvi galti nazar arahi hai tu woh b batadain ke tarjuma durust kese nahi hai min zanbika ki wazahat karain.... abhi itne sawal kafi hain....INSHALLAH Azawajal mazeed b kye jayenge ... Aapke har sawal ka aik hi jawab hai aur un sawalon ka bhi jo aap baad mein karein..wo ye ke ye tarjuma hamare ahle sunnat ke jo bare bare mufassir guzre hein..kis ne bhi ye tashree nahi ki hay jo Khan sahab ne ki hay..Aap kisi bhi aik ahle sunnat ke mufassir ka tajuma dikha dein jo is tarjuma se tele karta ho... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 4 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 4 مئی 2009 (ترمیم شدہ) is post men wazhat matloob hai aur sath hi jo hashya laga hota hai usse shan e nozol b paish karain...shafa'at ke bare men aap ka kya aqeda hai? wazih karain..shoroe islam men jo firqe muatzila aur kharjia zahir howen un se aap kis had tak ittefaq karte hen is ko b wazih kare... ...apna moqqaf quran wa hadith se sabit karain ke yeh ayat ka jo tarjuma kya gya hai ghalat hai jesa k ap ka moqqaf hai... zimnan is men agar koi logvi galti nazar arahi hai tu woh b batadain ke tarjuma durust kese nahi hai min zanbika ki wazahat karain.... abhi itne sawal kafi hain....INSHALLAH Azawajal mazeed b kye jayenge ... Aapke har sawal ka aik hi jawab hai aur un sawalon ka bhi jo aap baad mein karein..wo ye ke ye tarjuma hamare ahle sunnat ke jo bare bare mufassir guzre hein..kis ne bhi ye tashree nahi ki hay jo Khan sahab ne ki hay..Aap kisi bhi aik ahle sunnat ke mufassir ka tajuma dikha dein jo is tarjuma se tele karta ho... { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } * { لِّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ وَيُتِمَّ نِعْمَتَهُ عَلَيْكَ وَيَهْدِيَكَ صِرَاطاً مُّسْتَقِيماً } * { وَيَنصُرَكَ ٱللَّهُ نَصْراً عَزِيزاً } { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } يعني قضينا لك قضاء بيناً { لّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ } فقال المؤمنون: هذا لك، فما لنا؟ فنزل { لِّيُدْخِلَ ٱلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُؤْمِنَـٰتِ جَنَّـٰتٍ تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلأَنْهَـٰرُ تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق Faqih Abu Lais Samarqandi Ra farma rahe hein ke Jab ye ayat nazil hoi to Sahaba ne arz kia ya Rasool Allah ye fazilat to aap ke liye hay hamare liye kia hay..phir Rasool Allah ne Jannat ki basharat di emaan walon ko jo is ayat ke baad Allah Ta'ala ne farmaya.. ye sirf aik misaal hay mein baqi mufassireen ki bhi tafseer pesh kar sakta hoon jisme yahi baat kahi ja rahi hay... وبإسناده عن ابن عباس في قوله تعالى { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } بغير قتال وصلح الحديبية منه غير أن كان بينهم رمي بالحجارة ويقال إنا فتحنا لك فتحاً بيناً يقول قضينا لك قضاءً بيناً يقول أكرمناك بالإسلام والنبوة وأمرناك أن تدعو الخلق إليهما { لِّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ } لكي يغفر الله لك { مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ } ما سلف من ذنوبك قبل الوحي { وَمَا تَأَخَّرَ } وما يكون بعد الوحي إلى الموت { وَيُتِمَّ نِعْمَتَهُ } منته { عَلَيْكَ } بالنبوة والإسلام والمغفرة { * تفسير تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق Tafseer Ibn Abbas Ye Tafseer Ibn Abbas hay ...mein isko manoo ya Khan Sahab ki manoo...mein phir kehta hoon ke aik bhi ahle sunnat ke mufassir se Khan sahab ka tarjuma tele kar deejyee Edited 5 مئی 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shareef Raza مراسلہ: 4 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 4 مئی 2009 note mere har sawal ka jawab aik hai wazih karayn kese jab k aap ka kam hi yehi hai apne maslak se aitrazat ko dor karna ....dosri bat aap ne sirf tafseer e samarqandi par ittefaq kya hai kun aur ahlesunnat ki degar tafaseer ka hawala dain mere har sawal ka jawab dain... kunke jawab hi se post ki wazahat hosakeegi ............. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 5 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 5 مئی 2009 note mere har sawal ka jawab aik hai wazih karayn kese jab k aap ka kam hi yehi hai apne maslak se aitrazat ko dor karna ....dosri bat aap ne sirf tafseer e samarqandi par ittefaq kya hai kun aur ahlesunnat ki degar tafaseer ka hawala dain mere har sawal ka jawab dain... kunke jawab hi se post ki wazahat hosakeegi ............. aap se arz hay ke aap log apne aap ko ahle sunnat kehte hein ..apne ala hazrat ke is tarjume ko kisi bhi ahle sunnat ke mufassir se match karwa kar dikha dein..hum apne akabir ahle sunnat ke mufassiron ko follow karte hein na ke aajkal ke ahle sunnat ke mufassiron ko.. mera maslak wohi hay jo Rasool Allah aur Sahaba ka.. tha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 5 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 5 مئی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 5 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 5 مئی 2009 Salam only To real Sunni's, Toheedi bhai jazakallah. Ab tamasha start ho ga ya to naam nihad sunni sahib farar ho jayenge ya phir in ke is buland bang dawe ke "me sunni hun" ki haqeeqt khul kr samne a jaye gi Aur janab apni riwaiti haddharmi ka izhar kr te hue taam matool se kam len ge lekin Aqalmand ke liye ishara hi kaafi hota hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 6 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 zara in ayaat ko b padh lain...Allah nay in ghaltion ko mouaf kia hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 Salam only To real Sunni's,Toheedi bhai jazakallah. Ab tamasha start ho ga ya to naam nihad sunni sahib farar ho jayenge ya phir in ke is buland bang dawe ke "me sunni hun" ki haqeeqt khul kr samne a jaye gi Aur janab apni riwaiti haddharmi ka izhar kr te hue taam matool se kam len ge lekin Aqalmand ke liye ishara hi kaafi hota hai. ziyada uchale ki zaroorat nahi hay..wait kari jawab ka ....bolti phir band ho jaegi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 zara in ayaat ko b padh lain...Allah nay in ghaltion ko mouaf kia hai. Munafiq tuny aaj apny munafiq hony ka pakka saboot diya...Kash aaj talwar e umar hoti to teri gardan maar di jaati.. Huzur_ko_data_nahin_Allah_ne___hazrat_umar_n_qatl_kiya_munafiq_ko.mp3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 (ترمیم شدہ) to muslims Phir to Brailvion ko bhi qatal ker dena chahiya kiun k woh bhi yeh ayaat perhtay hain. iss say berh ker tehreef bhi kertay hain aur ayaato ko apnay matlab per dhalnay ki koshish ketay hain. Lehaza, RKs agar ghalat tarjuma kertay hain to un k asool bhi yehi hain. Edited 6 مئی 2009 by Haqeeqqt اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 to muslims Phir to Brailvion ko bhi qatal ker dena chahiya kiun k woh bhi yeh ayaat perhtay hain. iss say berh ker tehreef bhi kertay hain aur ayaato ko apnay matlab per dhalnay ki koshish ketay hain. Lehaza, RKs agar ghalat tarjuma kertay hain to un k asool bhi yehi hain. wahabi haqeeqat tumhy kuch ilm bhi hai ki tum kis ke fatwy ka radd kar rahy ho? or kis nashy me munafiq-kharjiyo ki waqalat? qatl is liye nahin karwaya gaya ki wo sura (abas..) ki tilawat karta tha par isliye munafiq ki maout mara ki uska aqeedah tha ki is ayat me Allah ne Huzur ko data or jhirka hai...jaisa ki musannaf ibn abhi sheba ki hadees se bhi sabit hota hai ki kharji dhoond dhoond kar apny zam me aisi ayatein namazo me parhty thy jo unhy lagta tha ki ismy Huzur ki shan mein mazaAllah tanqees ki gayi hai...jaisa ki tum wahabis ne unki sunnat par amal karty huey apni kharjiyat ke nashy mein isi tarah quran ki ayatein is thread me quote karky ye sabit karna chaha ki ismy huzur par Allah ne pakad ki hai unko data hai...isi liye unhy qatal kiya gaya...na ki sirf tilawat par...kash aaj talwar e umar hoti to kya baat thi..fasila yahin ho jata..par wahabi tab bhi na manta or musalmano par shirk ke fatwy laga laga kar kharji hony ke mazeed suboot farah kara rehta jab tak ki azab na chakh leta...samhy? ab spoon feeding ki adat lag gayi hai tumhy barelwiyon ke froum ke paalny me jhool jhool kar... or ye usool e kharkhi le kar kya khalat e mabhas karna shuru kar diya yahan fiqh par baat nahin ho rahi kya ye bhiyaad dilana hoga? wasiy idahr udhar ka matter le kar bas bakwas kiye jana hai ghalti tasleem kar touba karna tumhary naseeb me kahan or waisy bhi gustakh e rasool ko touba kam hi naseeb hoti hai... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 wahabi haqeeqat tumhy kuch ilm bhi hai ki tum kis ke fatwy ka radd kar rahy ho? or kis nashy me munafiq-kharjiyo ki waqalat? qatl is liye nahin karwaya gaya ki wo sura (abas..) ki tilawat karta tha par isliye munafiq ki maout mara ki uska aqeedah tha ki is ayat me Allah ne Huzur ko data or jhirka hai...jaisa ki musannaf ibn abhi sheba ki hadees se bhi sabit hota hai ki kharji dhoond dhoond kar apny zam me aisi ayatein namazo me parhty thy jo unhy lagta tha ki ismy Huzur ki shan mein mazaAllah tanqees ki gayi hai...jaisa ki tum wahabis ne unki sunnat par amal karty huey apni kharjiyat ke nashy mein isi tarah quran ki ayatein is thread me quote karky ye sabit karna chaha ki ismy huzur par Allah ne pakad ki hai unko data hai...isi liye unhy qatal kiya gaya...na ki sirf tilawat par...kash aaj talwar e umar hoti to kya baat thi..fasila yahin ho jata..par wahabi tab bhi na manta or musalmano par shirk ke fatwy laga laga kar kharji hony ke mazeed suboot farah kara rehta jab tak ki azab na chakh leta...samhy? ab spoon feeding ki adat lag gayi hai tumhy barelwiyon ke froum ke paalny me jhool jhool kar... or ye usool e kharkhi le kar kya khalat e mabhas karna shuru kar diya yahan fiqh par baat nahin ho rahi kya ye bhiyaad dilana hoga? wasiy idahr udhar ka matter le kar bas bakwas kiye jana hai ghalti tasleem kar touba karna tumhary naseeb me kahan or waisy bhi gustakh e rasool ko touba kam hi naseeb hoti hai... to Muslims Aaina dekhanay per berham ho rahay ho yeh to tumharay aakabir ki batain hain: tumhain to khush hona chahiya k unhon nay tumhara kaam buhat asaan kiya huwa hai. rahi baat Hadees ki to jahil main nay tumharay imaam k jo qaul paish kia us k mutabiq tumhain to Hadees say to kuch lena dena hi naheen. Tumahray Hadees paish kernay ka kiya faida Ajab baat hai jo haq baat kehta hai aur Quran aur Hadees paish kerta hai us per itni na gawari. Hum to Al-Hamdo-Lillah Namaz main poori koshish kertain hain k woh Surah Tilawat kerain jin ki fazeelat Nabi (saww) say sabit ho. Jis Gustakh ka tum naara lagatay ho woh iss liya k hum tumhara shirk samnay latay hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 mein ne aik baat tasleem karli ke Khan sahab ne jo tarjuma kia hay wo unki ikhtara nahi thi... Kuch mufassiron se unki taaid hoti hay but wo zaaif hay..kionke Hazrat Ibn Abbas ki tafseer kuch aur keh rahi hay وبإسناده عن ابن عباس في قوله تعالى { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } بغير قتال وصلح الحديبية منه غير أن كان بينهم رمي بالحجارة ويقال إنا فتحنا لك فتحاً بيناً يقول قضينا لك قضاءً بيناً يقول أكرمناك بالإسلام والنبوة وأمرناك أن تدعو الخلق إليهما { لِّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ } لكي يغفر الله لك { مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ } ما سلف من ذنوبك قبل الوحي { وَمَا تَأَخَّرَ } وما يكون بعد الوحي إلى الموت { وَيُتِمَّ نِعْمَتَهُ } منته { عَلَيْكَ } بالنبوة والإسلام والمغفرة .. * تفسير تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق Tafseer Ibn Abbas aur Faqih Abul lais Samarqandi sahab kuch aur keh rahay hein.. { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } يعني قضينا لك قضاء بيناً { لّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ } فقال المؤمنون: هذا لك، فما لنا؟ فنزل { لِّيُدْخِلَ ٱلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُؤْمِنَـٰتِ جَنَّـٰتٍ تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلأَنْهَـٰرُ تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق Is mein to Samarqandi to hadees laykar aaye hein kay jab ye ayat utri to sahaba ne kaha ye to aap ke liye hay hamare liye kia hay.. doosron ke qol ko mardood kehne se pehlay dekh liya karo ke kis ka qol hay..ziyada tar mufassiron ne doore qol ko tarjeh di hay..mein sabit kar sakta hoon.. aur baat gunnah ki nahi ke kisi peghamber ko gunahgar sabit koi nahi kar raha hay..ye mufassireen ke qol hein wo hum se ziyada adab jaante thay.. baqi aainda. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 6 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2009 mein ne aik baat tasleem karli ke Khan sahab ne jo tarjuma kia hay wo unki ikhtara nahi thi... ALHAMDULILLAH , ALAHAZRAT ALAIHI REHMAH KA TARJUMAH MUFASSIREEN KAY EEN MUTABIQ HAI. Kuch mufassiron se unki taaid hoti hay but wo zaaif hay..kionke Hazrat Ibn Abbas ki tafseer kuch aur keh rahi hay وبإسناده عن ابن عباس في قوله تعالى { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } بغير قتال وصلح الحديبية منه غير أن كان بينهم رمي بالحجارة ويقال إنا فتحنا لك فتحاً بيناً يقول قضينا لك قضاءً بيناً يقول أكرمناك بالإسلام والنبوة وأمرناك أن تدعو الخلق إليهما { لِّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ } لكي يغفر الله لك { مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ } ما سلف من ذنوبك قبل الوحي { وَمَا تَأَخَّرَ } وما يكون بعد الوحي إلى الموت { وَيُتِمَّ نِعْمَتَهُ } منته { عَلَيْكَ } بالنبوة والإسلام والمغفرة .. * تفسير تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق Tafseer Ibn Abbas aur Faqih Abul lais Samarqandi sahab kuch aur keh rahay hein.. { إِنَّا فَتَحْنَا لَكَ فَتْحاً مُّبِيناً } يعني قضينا لك قضاء بيناً { لّيَغْفِرَ لَكَ ٱللَّهُ مَا تَقَدَّمَ مِن ذَنبِكَ وَمَا تَأَخَّرَ } فقال المؤمنون: هذا لك، فما لنا؟ فنزل { لِّيُدْخِلَ ٱلْمُؤْمِنِينَ وَٱلْمُؤْمِنَـٰتِ جَنَّـٰتٍ تَجْرِى مِن تَحْتِهَا ٱلأَنْهَـٰرُ تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق Is mein to Samarqandi to hadees laykar aaye hein kay jab ye ayat utri to sahaba ne kaha ye to aap ke liye hay hamare liye kia hay.. doosron ke qol ko mardood kehne se pehlay dekh liya karo ke kis ka qol hay..ziyada tar mufassiron ne doore qol ko tarjeh di hay..mein sabit kar sakta hoon.. aur baat gunnah ki nahi ke kisi peghamber ko gunahgar sabit koi nahi kar raha hay..ye mufassireen ke qol hein wo hum se ziyada adab jaante thay.. baqi aainda. JANAB YA ALLAH MADAD YE MASHWARA MAIN APP KO DOON GA KAH DEKHA LIA KARO KISS KAY QOOL KO ZAEEF KEH RAHAY HO. OR RAD KARNAY WALAY HUM NAHI , IMAM SABKI RAHMATULLAHI TA'ALA ALAIHI HAIN , SHEIKH ABDUL HAQ MUHADDIS DEHLVI HAIN. JANAB YA ALLAH MADAD SAHIB ZARA DOOBARA MUHAHID KI SARI POST KO PARHO. SURAH ABASA WALI POST KO BHI PARHO. OR ZARA DOOSRAY SARAY TARAJIM KO BHI PARHO. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 11 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2009 (ترمیم شدہ) Edited 11 مئی 2009 by toheedi bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 11 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2009 (ترمیم شدہ) For Every one From Tafseer Ibn-e-Kaseer (Katheer) Edited 11 مئی 2009 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 11 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 13 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 13 مئی 2009 (ترمیم شدہ) Janab Toheedi sahib, Zara page ka tarjuma hashiya ke sath bhi paste kar dain, Yahan sara maqsad sirf Sirf ghalat tarjumye nishandahi hai na ke (Nauz-o-Billah) HAzoor-e-Akram ki shan main kisi qisim ki gustakhi Isi liye doosrye sahib-e-tafaseer ne is jagha per gustakhi ke dar se khud ko bachatye hoye is ko Umaation ke gunahon se taa'beer kia hai..... lakin un ke ilm main yaqeenan ye nahin hoga ke is tarjumye se anye walye loog kia kia matlaib nikalengye or apny moqaf ko sahi sabit karnye ki koshish karengye....... Yani ke Christian ke aqeeda ke mutabiq Hazrat Esa apnye mannye walon ke gunahon ki paadash main soli charh gaye or ab un logon se koi baaz purs nahin hogi or wo sab bakhshye hoye hain..... agar is tarjume ko sahi man liya jaye to phir is ka bhi yahi matlab nikalta hai............. Doosri baat ke tarjuma (Arabi to urdu ya kisi or zuban main) sayaq ke lihaz se yahi hota hai ke "Tumharye aglye or pichlye gunah. jis ke tasdeeq hadith se bhi hoti hai" ab aap jo kuch kahayen woh Gustakhi se bachnye ki koshish to hoti hai lakin sahi tarjuma nahin....... Allah meri kisi ghair danista ghalati o gustakhi ko moaf farmaye or mujh per raham farmaye.(Aameen) Wallah o Aalim Bissawab Jawab denye se pehlye tarjuma zaroor pesh kijiyega janab Abdul Salam Edited 13 مئی 2009 by Abdulsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 13 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 13 مئی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 15 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 15 مئی 2009 Main Tafseer-e-Jlalain se inkar nahin kar sakta (Kion ke un ka ilm yaqeenan mujh se ziyada tha) Lakin aap apni harkat dekhyen ke Aik Ayat jis ka tarjuma lafz ba lafz wohi banta hai ko ke Tafseer Ibn-e-Katheer ke tarjuma main likha hai, phir is ki tafseer main jo Ahadeeth Bukhari o Muslim ki riwayat ki gai us se bhi Hazoor-e-Akram ke silsilye main is ka nazool sabith hota hai... Phir aap kion is ki taweel karna chahtye hain or kion kar rahye hain.................. Aap sirf ye kahen ke aap ke Ahmed Raza khan sahib ne is ka lafz ba lafz tarjuma nahin kia bulkye doosri kitabon se istifada kartye hoye is ko Ummation ke Gunahon se taa'beer kia hai.. Doosri baat ke main ne kaha tha ke aap Tafseer-e-Shafai ke arabi page ka mukammal tarjuma urdu main likhyen lakin aap gol kar gaye Tarjuma ka intizar hai........ Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
RadiatingAli مراسلہ: 15 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 15 مئی 2009 Sayyidi Ala Hazrat nay Tafsiri tarjumah keeya, ham lafzi tarjumeh kay qahil nahin keyun kay lafzi tarjumeh gumrahi ka basit ban sakta heh aur Tafsiri Tarjumah Ulamah e haq o Mufassireen o Ijmah e Ummat kay mad e nazr rakh ker keeya jata heh. Muhammed Ali اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔