Jump to content

BUT YA SHAKHSIYAT ???

Ya Allah Madad

تجویز کردہ جواب

yeh ayat mushreeken k bare men hai ya muslamno k bare men wazahat karain?

firqa kharjia ka b yehi aqeeda thha k muslamn musrik hen phir sahaba ne un ki kun mukhalfat ki?

kya sahaba ki mukhalfat men aap shia se ittefaq karte hen?

aur jo ayat shuhda k fazail aur ALLAH Tala k anbia aur olya ki shan men nazil hoi woh kya quran men dakhil nahi ?

agar aap taweel karte hen tu kis ki taqleed men karte hen agar khud karte hen tu quran se ya apni raye agar apni raye se tu yeh qyas na howa woh b quran men? jab ke hadith men apni raye se quran men kahne wale par waeed mojod hai... aisi kitne maqamat par aap apni tashreeh karte hen?

kya mohadisen ki jamat yeh kam karti thhin jinhain ahle hadith kaha jata hai bar bar aima salf ka ap ziker karte hen keh yeh ahlehadith thhe tu kya aap un ki taqleed nahi karte ?

barae karam in sab sawal k jawab dain aap ko tanbeeh ki jati mozo se hat kar koi bat na karain dosri bat k liye alag mozo start karain kunke aap k group k hazrat jitne b topic start karte hen un men kisi ko b abhi tak claer nahi karpaye? is liye agar ap claer nhi karsakte tu muazrat karlain... k hum quran a hadith k bare guftugo k ahal nahi...

Link to comment
Share on other sites

*

{ أُولَـٰئِكَ ٱلَّذِينَ يَدْعُونَ يَبْتَغُونَ إِلَىٰ رَبِّهِمُ ٱلْوَسِيلَةَ أَيُّهُمْ أَقْرَبُ وَيَرْجُونَ رَحْمَتَهُ وَيَخَافُونَ عَذَابَهُ إِنَّ عَذَابَ رَبِّكَ كَانَ مَحْذُوراً } * { وَإِن مِّن قَرْيَةٍ إِلاَّ نَحْنُ مُهْلِكُوهَا قَبْلَ يَوْمِ ٱلْقِيَامَةِ أَوْ مُعَذِّبُوهَا عَذَاباً شَدِيداً كَانَ ذٰلِك فِي ٱلْكِتَابِ مَسْطُوراً } * { وَمَا مَنَعَنَآ أَن نُّرْسِلَ بِٱلآيَاتِ إِلاَّ أَن كَذَّبَ بِهَا ٱلأَوَّلُونَ وَآتَيْنَا ثَمُودَ ٱلنَّاقَةَ مُبْصِرَةً فَظَلَمُواْ بِهَا وَمَا نُرْسِلُ بِٱلآيَاتِ إِلاَّ تَخْوِيفاً } * { وَإِذْ قُلْنَا لَكَ إِنَّ رَبَّكَ أَحَاطَ بِٱلنَّاسِ وَمَا جَعَلْنَا ٱلرُّءْيَا ٱلَّتِي أَرَيْنَاكَ إِلاَّ فِتْنَةً لِّلنَّاسِ وَٱلشَّجَرَةَ ٱلْمَلْعُونَةَ فِي ٱلقُرْآنِ وَنُخَوِّفُهُمْ فَمَا يَزِيدُهُمْ إِلاَّ طُغْيَاناً كَبِيراً } * { وَإِذْ قُلْنَا لِلْمَلاۤئِكَةِ ٱسْجُدُواْ لأَدَمَ فَسَجَدُواْ إَلاَّ إِبْلِيسَ قَالَ أَأَسْجُدُ لِمَنْ خَلَقْتَ طِيناً } * { قَالَ أَرَأَيْتَكَ هَـٰذَا ٱلَّذِي كَرَّمْتَ عَلَيَّ لَئِنْ أَخَّرْتَنِ إِلَىٰ يَوْمِ ٱلْقِيَامَةِ لأَحْتَنِكَنَّ ذُرِّيَّتَهُ إِلاَّ قَلِيلاً } * { قَالَ ٱذْهَبْ فَمَنتَبِعَكَ مِنْهُمْ فَإِنَّ جَهَنَّمَ جَزَآؤُكُمْ جَزَاءً مَّوْفُوراً }

تفسير تفسير مجاهد / مجاهد بن جبر المخزومي (ت 104 هـ) مصنف و مدقق

أَخبرنا عبد الرحمن، قال: نا إِبراهيم، قال: نا آدم، قال: نا ورقاءُ عن ابن أَبي نجيح عن مجاهد في قوله: { أُولَـٰئِكَ ٱلَّذِينَ يَدْعُونَ يَبْتَغُونَ إِلَىٰ رَبِّهِمُ ٱلْوَسِيلَةَ } [الآية: 57]. يقول: عيسى وعزير والملائكة. يقول: إِن هؤلاءِ يبتغون إِلى ربهم الوسيلة.

Is tafseer ko zara mulahiza farmaein..is mein bilkul wazeh tor par likha hay kay wo log Anbiya (as) aur Farishto ko pukarte thay..Aur doosri tafaseer mein Jinno ka bhi zikir hay...Jab Essa  (as) aur Uzair  (as) jaysay peghambaron ki Allah ta'ala ne tardeed kardi to kia Aulia Allah mein ye sifaat ho sakti hay..??? 

Baki kharjee waghaira ki baat mujh say na karein aur na hi kisi deobandi ahle hadith ya kisi maslak ki baat karein...mujhko aap hawala do Ahle Sunnat ke un Mufassiron ka jaysay mein nay aap ko hawala diya hay...

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

(saw)

Jitni tashree aap bata tahe ho ...to mere bhai kia ye sab aap logon par fit nahi bethti wohi kuch tum log kar rahay ho jo wo Essa (as) aur Uzair (as) ke sath kar rahay thay..wo bhi to takleef aur museebat mein unko pukaar rahay hein aur tum log bhi apne buzurgon ko pukaarte ho...Dono mein farq hi kia hay..

SARA ISSUE TO PUKAARNE KA HI HAY NA BHAI SAHAB...

Edited by Ya Mohammadah
Post reply karny ka shaoor to seekh lein wahabi. kitni baar bataya gaya poori post quote na kiya karein.
Link to comment
Share on other sites

Jitni tashree aap bata tahe ho ...to mere bhai kia ye sab aap logon par fit nahi bethti wohi kuch tum log kar rahay ho jo wo Essa (as) aur Uzair (as) ke sath kar rahay thay..wo bhi to takleef aur museebat mein unko pukaar rahay hein aur tum log bhi apne buzurgon ko pukaarte ho...Dono mein farq hi kia hay..

SARA ISSUE TO PUKAARNE KA HI HAY NA BHAI SAHAB...

abhi hum kya karty hain kya nahin karty is behas se qata nazar, tum wahabi quran ki is surat ki ayat Bani Israil 17:57 ko phir ghor se parho or humy ye jawab do ki ismy Waseely ki tarweed ki gayi hai ya ibadat ki..jo mushrik thy unko to khud bataya ja raha hai ki jinki tum ibadat karty ho wo to khud wseely ki talash me rehty hain (agar waseela shirk hota to Allah  (jallah) ke bandy kyu is (shirk?) me mulawwiz hoty or na hi inka waseela ki talash me rehna quran me naqal kiya jata bina tarweed ke?

uljha hai pao yaar ka zulf e daraz mein 

lo aaj apny daam me khud syyad aa gaya

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(bis)

(saw)

 يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ

قَوْلُهُ عَزَّ وَجَلَّ: { يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ }؛ أي يا أيُّها الذين آمَنوا اخشَوا عذابَ الله واحذرُوا معاصيَهُ، واطلبُوا إليه القربةَ بالأعمالِ الصالحة، { وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ }؛ أعداءَ الله في طاعته

 تفسير التفسير الكبير / للإمام الطبراني (ت 360 ه)

قوله تعالى: { يَا أيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا اتَّقُوا اللهَ } يعني احذروا المعاصي لكي تنجوا من عذاب الله { وَٱبْتَغُواْإِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ } يعني اطلبوا القرابة والفضيلة بالأعمال الصالحة. { وَجَـٰهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ } يعني في طاعته. ويقال: جاهدوا العدو { لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ } أي لكي تنجوا من العقوبة وتنالوا الثواب. قوله تعالى: { إِنَّ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ لَوْ أَن

* تفسير بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) مصنف و مدقق

يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ ٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱبْتَغُوۤاْ إِلَيهِ ٱلْوَسِيلَةَ وَجَاهِدُواْ فِي سَبِيلِهِ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ }

أخرج عبد بن حميد والفريابي وابن جرير وابن المنذر وابن أبي حاتم في قوله { وابتغوا إليه الوسيلة } قال: القربة.

وأخرج الحاكم وصححه عن حذيفة في قوله { وابتغوا إليه الوسيلة } قال: القربة.

وأخرج عبد بن حميد وابن جرير وابن المنذر عن قتادة في قوله { وابتغوا إليه الوسيلة } قال: تقربوا إلى الله بطاعته والعمل بما يرضيه.

وأخرج عبد بن حميد عن أبي وائل قال { الوسيلة } في الإيمان.

* تفسير الدر المنثور في التفسير بالمأثور/ السيوطي (ت 911 هـ) مصنف و مدقق

In tafaseer ko zara ghor se parh lo ye tamaam ahle sunnat ke mufassir hein..in sab ka is baat ka ittifaaq hay ke wasilah ke maani qurbat hay aur wo Allah ki qurbat Aamaal e Suliah se hi haasil hoti hay..Ye tum logo ki kam ilmi kay siwa kuch nahi..ab inkaar kardo in tafaseer ka...

*

Edited by Ya Mohammadah
Wahabi poori post quote na kar!!!
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Proof of Waseela from Quran

Before that, they were asking for victory over the infidels by means of the same Prophet. Surah Baqarah verse 89

Imam Tabari, Hafidhh Ibn ul Qayyum al Jawzi, Hafidhh Ibn Kathir and Qadi Shawkani write that before the birth of the Messenger of Allah (May Allah bless him and grant him peace), the Jews would make the Prophet, Allah's peace and blessings be upon him, a Waseela in their supplications, when asking Allah to defeat their enemies in battle. (Tafsir Ibn Jareer, Tafsir Ibn Kathir & Tafsir Fath ul Qadeer Shawkaani. Ibn Qayyum. Under, verse Baqarah 89 and Hadaya-tul-Hayara page 95 by Hafidhh Ibn Qayyum al Jawzi.

Someone may object to this by saying that this was an act of the Jews, hence it cannot be used as evidence for Muslims. However, Allah has mentioned this event in the Qur'an and did not condemn this, therefore this demonstrates that if it were impermissable the Holy Qur'an would not have mentioned it, nor left it unremanded.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Proof from Hadeed Sharif

Hafidhh Ibn Taymiyyah writes: When Adam (Alay hissalaam) made a mistake, he made Du'a like this: ' O Allah forgive my mistake with the Waseela of Muhammad, (May Allah bless him and grant him peace).Allah asked the Prophet Adam peace be upon him, (rhetorically) how he knew about Muhammad, (May Allah bless him and grant him peace)

Adam, peace be upon him, answered “when you created me, I lifted my head and saw: (LA ILA HA ILLALLAHU MUHAMMDUR RASU LULLAH) written on the throne. Therefore I knew that this person must be of a very high status. Other wise you would not have written his name with yours. Allah Ta'ala then said I have forgiven you. He will be the last Messenger in your children and I have created you because of him. The second narration is when Allah Ta'ala created the Sky, and the Earth. He wrote our Prophet Muhammad's, (May Allah bless him and grant him peace) name on the pillars of the throne and on the doors of paradise, and on the leafs of the trees in Paradise. It was written that Muhammad (My Allah bless him and grant him peace) would be the last Prophet. In addition to both of these narrations, are counter proofs for one another. They have the status as authentic narrations.

Fatawa Ibn Taymiyya vol. 2 page 150" also Tareekh Ibn Kathir in Story of Adam

Qadi Ayad writes; Imam Malik was present at the blessed grave of the Messenger of Allah (May Allah bless him and grant him peace) where-upon the Caliph Haroon approached and asked him 'Which direction shall I face when I supplicate?' Imam Malik replied 'Why turn your face away from RasoolAllah [May Allah bless Him and grant Him peace] when the Prophet [May Allah bless Him and grant Him peace]is a Waseela for you as he was for your Father Adam 'Alayhissalam. Turn your face towards the Prophet [May Allah bless Him and grant Him peace]and make Istishfaa (request for Du'a)

Kitab As-Shifa, Chapter Ziyarat un-Nabi by Qadi Iyad

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Proof from a book of NAJADI

Ibn Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi states, when our Prophet Muhammad, (May Allah bless him and grant him peace), was a child, rain had not fallen upon Makkah for a long period of time. His Uncle Abu Talib, prayed for rain through the Waseela of our Prophet (Sallallahu’alihi wa sallam)

Mukhtasar Seeratur Rasul, By Ibn Muhammad bin Abdul Wahhab al Najdi

Muhammad bin Abdul Wahaab Al Najdi writes that scholars have different opinion about making supplication du’a with the Waseela of the pious people. Some permit it, while the others, do not. So it is not right to say some one is Kafir who goes to the grave of a pious person and make Waseela.

Majmooah ul Mu’allifat Al Qism ul Salith pg 68 by Muhammad Bin Abdul Wahaab ul Najdi

Edited by Chishti Qadri

Allah ko kisi ka waasta dena is baat se inkaar nahi hay..Yahan baat ho rahi hay WASILAH ki meaning ki..iska jawab dein..Allah ko kisi ka waasta dena aur waaste wale ko pukaarna in dono baat mein bohot farq hay..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Shukar hay tum nain yeh tu mana keh Allah ko kisi wastay say pukarna chahya......

Ab tumhari dosri bat ka jawab keh waseelay walay ko pukarna kaisa tu is ka answer Hades Sharif say mulahza farmain...

Hafidhh ibn Taymiyya and Qadi Shawkani quote the following hadith

Abd Allah bin Mas’ud, may Allah be pleased with Him, reported that our Prophet, (May Allah bless him and grant him peace), stated: “If you ever find yourselves stranded alone in a desolate place or jungle, then say, ‘O servants of Allah! Help me, Allah have mercy on you.

Al-Kalim al-Tayyib, page 69, by Hafidhh ibn Taymiyya, and Qadi Shawkani in Tufhat ad-Dhakireen, page 130. Ibn Sunni, Imam Bazaar, Hafidhh al Hasamim and Imam Nawawi all quote this hadith also in their various book.

This hadith, demonstrates that one can ask help from those who one cannot see, like the angels, the friends of Allah, the jinn, and that it cannot be said that it is a wrong act.

Mullah ‘Ali Qari writes that our Prophet Muhammad, (May Allah bless him and grant him peace), said that.

If you are in the jungle alone say, “O servants of Allah! Help me.” The servants of Allah are the angels, Muslims, jinn, or ‘abdal. This hadith is useful for travellers.

Al Hirzu al-ThAmin, page 378, by Mullah ‘Ali Qari

Ab kya jawab hay is ka??????

Bhai jan kisi muhaddis ki baat ko hujjat nahi samjhta aap is hadees ka pure scan pesh karein phir baat hogi..asnnad ke sath..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Proof from Hadeed Sharif

Hafidhh Ibn Taymiyyah writes: When Adam (Alay hissalaam) made a mistake, he made Du'a like this: ' O Allah forgive my mistake with the Waseela of Muhammad, (May Allah bless him and grant him peace).Allah asked the Prophet Adam peace be upon him, (rhetorically) how he knew about Muhammad, (May Allah bless him and grant him peace)

Adam, peace be upon him, answered “when you created me, I lifted my head and saw: (LA ILA HA ILLALLAHU MUHAMMDUR RASU LULLAH) written on the throne. Therefore I knew that this person must be of a very high status. Other wise you would not have written his name with yours. Allah Ta'ala then said I have forgiven you. He will be the last Messenger in your children and I have created you because of him. The second narration is when Allah Ta'ala created the Sky, and the Earth. He wrote our Prophet Muhammad's, (May Allah bless him and grant him peace) name on the pillars of the throne and on the doors of paradise, and on the leafs of the trees in Paradise. It was written that Muhammad (My Allah bless him and grant him peace) would be the last Prophet. In addition to both of these narrations, are counter proofs for one another. They have the status as authentic narrations.

Fatawa Ibn Taymiyya vol. 2 page 150" also Tareekh Ibn Kathir in Story of Adam

Qadi Ayad writes; Imam Malik was present at the blessed grave of the Messenger of Allah (May Allah bless him and grant him peace) where-upon the Caliph Haroon approached and asked him 'Which direction shall I face when I supplicate?' Imam Malik replied 'Why turn your face away from RasoolAllah [May Allah bless Him and grant Him peace] when the Prophet [May Allah bless Him and grant Him peace]is a Waseela for you as he was for your Father Adam 'Alayhissalam. Turn your face towards the Prophet [May Allah bless Him and grant Him peace]and make Istishfaa (request for Du'a)

Kitab As-Shifa, Chapter Ziyarat un-Nabi by Qadi Iyad

Laikin hazrat Quran to kuch aur hi biyan kerta hai.Ab tum mujhay batao k main Quran ko maanon ya is waqay ko..

Aur waisay ibn-e-teemya(as) nay apni kitab-ul-waseela main is ka rad ker dia hai.agar daleel kaho gay to woh b main aap ko la doon ga.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Proof from a book of NAJADI

Ibn Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi states, when our Prophet Muhammad, (May Allah bless him and grant him peace), was a child, rain had not fallen upon Makkah for a long period of time. His Uncle Abu Talib, prayed for rain through the Waseela of our Prophet (Sallallahu’alihi wa sallam)

Mukhtasar Seeratur Rasul, By Ibn Muhammad bin Abdul Wahhab al Najdi

Muhammad bin Abdul Wahaab Al Najdi writes that scholars have different opinion about making supplication du’a with the Waseela of the pious people. Some permit it, while the others, do not. So it is not right to say some one is Kafir who goes to the grave of a pious person and make Waseela.

Majmooah ul Mu’allifat Al Qism ul Salith pg 68 by Muhammad Bin Abdul Wahaab ul Najdi

Yeh humaaray lia hujat nahi ban sakti....Humaaray samnay Aap (saw) ki hadees ya kisi sahabi ka fail biyan kero.

Link to comment
Share on other sites

In tafaseer ko zara ghor se parh lo ye tamaam ahle sunnat ke mufassir hein..in sab ka is baat ka ittifaaq hay ke wasilah ke maani qurbat hay aur wo Allah ki qurbat Aamaal e Suliah se hi haasil hoti hay..Ye tum logo ki kam ilmi kay siwa kuch nahi..ab inkaar kardo in tafaseer ka...

Lagta hai humara Jawab parh kar aap apna hosh o hawas kho bethy hain or wahi purani baasi behas ki amaal ke siwa koi waseela nahin ki shuru karky apni jaan churana chahty hain..

wahabi janab sure bani israil ki ayat no. 57 se kyu jaan chura kar bhag khary huey? Kya aapko Hazrat abdullah ibn Masud ki us tafseer se ikhtelaaf hai jiso may 4 hawalo ke saath humny quote kiya? kya usmy shakhsiyat ko waseela banany ka saboot mojood nahin? or phir aap kyu aisi tafseer quote karny lagy jisky munkir hum hai hi nahi...humy to ye manty hain ki Allah ki bargah me duao ki qubooliyat ka waseela naik amaal hain. aapko daleel is par nahin deni hai kyu ki yahan koi bhi is ka munkir nahin, to aap chahy ek tafseer paish karein ya lakh is se koi farq na parega kyu ki isky munkir hum nahin...aapko quran or hadees se sabit ye karna hai ki kisi shakhsiyat ka waseela thamna shirk hai? 

agar dusri baat sirf or sirf naik amaal hi waseela hain to Abdullah ibn Abbas ka waseela Hazrat umar ne banaya (sahih bukhari) tab kya kahengy wahabis ki Hazrat Umar ne Shirk kiya? HAZRAT UMAR (ra) apny naik amaalo ko bator waseela kyu na paish kiya barish ke liye? kya wahabis Hazrat umar se towheed-shirk zyada samajhty hain?  :)

or rahi baat waseely par kharjiyo ki kharishki to aik topic kaafi taweel apky kai wahabis dum daba kar bhag khary huey aap bhi showk pura kar sakty hain par shart itni si hai ki pehly humary diye gaye dalail ka radd karein phir naya shigufa chorein...

Link to comment
Share on other sites

Bhai jan kisi muhaddis ki baat ko hujjat nahi samjhta aap is hadees ka pure scan pesh karein phir baat hogi..asnnad ke sath..

ye bhi ajeeb lateefa hai in sahab ka, bewaqoofi ki hadd dekhiye ki Muhaddis bhi bashar hota hai or Mufassir bhi dono Ghair Nabi hoty hain, ek taraf to Muhaddis ka qowl inky liye hujjat nahin par wahi ghair e nabi agar mufassir ban jaye to usky qowl ko uski tafseer ko ye seeny se lagaye lagaye na sirf ghoomty hain balki apni Haqqniyat ka myaar bhi bana lete hain..Jaisa ki isi thread me in sahab ne kai sahaib e tafseer ke qowl paish kiya hain. :lol:

kab tak logo ko apny doghlypan se bewaqoof banaty rahogy wahabiyo?

Lanat hai !!

Link to comment
Share on other sites

Lagta hai humara Jawab parh kar aap apna hosh o hawas kho bethy hain or wahi purani baasi behas ki amaal ke siwa koi waseela nahin ki shuru karky apni jaan churana chahty hain..

wahabi janab sure bani israil ki ayat no. 57 se kyu jaan chura kar bhag khary huey? Kya aapko Hazrat abdullah ibn Masud ki us tafseer se ikhtelaaf hai jiso may 4 hawalo ke saath humny quote kiya? kya usmy shakhsiyat ko waseela banany ka saboot mojood nahin? or phir aap kyu aisi tafseer quote karny lagy jisky munkir hum hai hi nahi...humy to ye manty hain ki Allah ki bargah me duao ki qubooliyat ka waseela naik amaal hain. aapko daleel is par nahin deni hai kyu ki yahan koi bhi is ka munkir nahin, to aap chahy ek tafseer paish karein ya lakh is se koi farq na parega kyu ki isky munkir hum nahin...aapko quran or hadees se sabit ye karna hai ki kisi shakhsiyat ka waseela thamna shirk hai? 

agar dusri baat sirf or sirf naik amaal hi waseela hain to Abdullah ibn Abbas ka waseela Hazrat umar ne banaya (sahih bukhari) tab kya kahengy wahabis ki Hazrat Umar ne Shirk kiya? HAZRAT UMAR (ra) apny naik amaalo ko bator waseela kyu na paish kiya barish ke liye? kya wahabis Hazrat umar se towheed-shirk zyada samajhty hain?  :)

or rahi baat waseely par kharjiyo ki kharishki to aik topic kaafi taweel apky kai wahabis dum daba kar bhag khary huey aap bhi showk pura kar sakty hain par shart itni si hai ki pehly humary diye gaye dalail ka radd karein phir naya shigufa chorein...

Aapki aqal meri samjh say bahir hay..baat ho rahi thi.Bani Israel ki ayat 57 ki wasilah ki meaning ki..mein ne ahle sunnat ke mufassiron se sabit kar diya kay...waselah ka meaning QURB hay..Issue ye tha aap log is ayat mein jo lafz wasilah hay usko aap WAASTA ki meaning mein lay rahay thay..mein nay wazah kar diya uska matlab waasta nahi balkay QURB hay..Yani Allah Ta'ala farma rahay hein kay Allah ka QURB haasil karo..Aur zahir hay Allah ka QURB aamaal e sualiah se haasil hota hay..is ayat mein shakhsiyat ke wasilah ka to koi zikir hi nahi hay..agar is ayat mein murad WAASTA hay to kisi ahle sunnat ke mufassir ki tafseer pesh karo..aur rahi Hazrat Umer(RA) ne jo waseela banaya us hadees ka arabic scan pesh karein phir is par baat hogi..

waseela qurb e ilahi ko bhi kehty hain or muqam e mehmood bhi waseela hai Allah ke mehboob bhi waseela hain, Momin ka taqwa (ismy sary naik amal or gunaho se ijtenaab shamil) bhi waseela hai (hawala peechy guzar chuka)

aap hathdharmi karty huey waseely ko sirf qurbat e ilahi ko hi manty hain or baki mano ki takzeeb karty hury munkir e hadees or quran, rasool, sahaba, tabaeen tab e tabaeen aimma e deen banty hain...wasila ka koi ek mana nahin hai wasily kai mano me istemaal hota hai , waseelay ka lughwi sharai mafhoom bhi hum paish kar chuky...apki dikkat waseely ko qurb e ilahi ke saath muqayyid karny ki hai, hum phir dubara kahyngy ki waseela kai mano me istemaal hota hai ..jaisy ki Huzur  (saw) ne azan ke baad jo durood parhny ka hukm farmaya hai usmy Allah se muqam e mehmood ata karny ko bhi waseela se tabeer kiya gaya  (hawala upar guzar chuka) jo jannat me aik ala muqam hai..ab kya kahiiyega ki sirf qurb e ilahi hi waseela hai to kya muqam e mehmood ko waseela kehny ki munkir aap huey..? or sirf itna hi nahin Hazrat umar (ra)  ne bhi namaz e istesqa mein hazrat abbas  (ra) huzur ke chahajaan ko "waseela" kehkar Allah ki bargah me barish ki dua ki jo foran maqbool bhi hui. kya isky bhi munkir hai aap jaisy kam ilm? kya hazrat umar ko waseela ka mana pata nahin tha (MazAllah) jisy o sirf aap qurb e ilahi se muqayyid karna chah rahy hain or unhony huzur ke chahcha Hazrat abbas (ra)  ko batoor waseela Allah ki bargah me paish kiya? 

rahi baat shaksiyat ke waseely ke zikr ki to aapki beenayi salab na hui ho to abdullah ibn masood se jo bani israil ki is ayat ki tashreeh humny quote ki usy phir parhiye usmy saaf saaf muqarribeen e khudwandi ka waseela ki talalsh ka zikr hai...shaksiyat ka waseela jayaz hai is par to aapki wahabiyat ki maut hai jo me bukhari se hazrat umar (ra)  ka fail paish karta hu..

Bukhari_Hazrat_umar___Waseela_1.gif

Bukhari_Hazrat_umar___Waseela_2.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Asif Attari sahib, kitini baar apna chehra aagye karengye aap.... or kitni baar uth kar kharye hongye........

Aap se main pehlye bhi araz kar chuka hon ke tamam mushkil kushai (Ghair Allah se) walye maslakon main se agar Zinda or ba tassaruf (meri post ke mafhoom) ko agar nikal liya jaye to phir un ke paas kuch bhi nahin bachta......

agar yaqeen na ho to farz kartye hoye aisa kar ke apnye tamam amal ko parkhyen ..... maloom ho jayega......

Shirk ke muamlye per, Mushkil kushai ke muamlye per, dastageeri ke muamlye per, in tamam muamlon per sirf Zina Murda, Sahib-e-Tassaruf waghyera ke zariye hi amal ho raha hai.

Ab aap aik or cheez dekhyen jo ke aap ke amal se sabit bhi hai or isi forum per bohat se logon ke kehna bhi hai.

Pehlye aap ne Alla ke saath saath kuch 4 or 5 bandon ki darja bandi ki,

* Allah sab se bara hai, awal hai, aakihir hai, sab kuch us ke ikhtiyar main hai (beshak is se kisi ko ikhtilaf nahin)

Darja bandi "bandon ki"

1) Hazoor-e-Akram (saw)

2) Hazrat Ali (ra)

3) Janab-e-Jibraeel (as)

4) Janab-e-Abdul Qadir Jeelani (RAH)

Phir in ke baad

> Tamam Peer Sahiban (Wafat Shuda)

> Tamam Buzurgan-e-Deen (Wafat Shuda)

> Phir in ke baad mojooda(Zinda) peer sahiban lakin mjoodgi ke bagair

> Phir un ke Cheelye Chantye (zinda) lakin mojoodgi ke bagair

Ab in sab ke baad aap khud hi is darja bandi ki mukhalifat main kabhi Hazrat Ali (ra) ko pukartye hai

Kabhi Janab Abdul Qadir Jeelani (rah) ko pukartye hain

Kabhi Janab Ahmed Raza ko

Kabhi Data sahib ko

Kabhi or bohat hi kam Hazoor-e-Akram (saw) ko

Or phir har us bandye ki qabr per jaa kar mangtye ho jis ke barye main mash-hoor ho ke woh Allah ka bargazeeda banda hai (chahye sach ya jhoot) Shia ho ya Sunni, ya phir kabhi kabhi Hindo bhi ho

Ab Allah to kehta hai ke Muh se mango main donga, Meri ibadat karo main ibadat ke layeq ho (phir chokhat ko choomna, Qabar ko choomna), Mujh se dua karon main sunnye wala hon, main apnye amar se har jagha mojood hon

phir in ayaton ke bawajood Allah ke ilawa kisi or se madad mangna or phir ye aqeedah bhi rakhna ke woh na sirf sunsaktye hian bulke kam kar bhi saktye hain...................?

yar itni confusion hogi to log kahan jayengye.................? Wesye Shitan har gunah ko bohat bana sanwra kar pesh karta take log is ke dhoke main aa jayen.

Jab ke aap ki pesh karda haidht bhi aap ke hi mukhalif hai ke Jab Hazoor-e-Akram (saw) ka darja tamam doosrye logon se buland hai to phir Hazrat Umer (ra) ka Hazrat Abbas se dua karwana kis had tak sahi tha....................?

Zara ghor farmayen or koi taweel pesh karnye ki koshish karain..................... Kion...........

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Edited by Abdulsalam
Link to comment
Share on other sites

Janab Asif Attari sahib, kitini baar apna chehra aagye karengye aap.... or kitni baar uth kar kharye hongye........

jitni baar aap zaleel hony ka dum rakhty hain utni baar...kya ab humari mjoodgi bhi aapko baar mehssoos hony lagi?  :lol:

Aap se main pehlye bhi araz kar chuka hon ke tamam mushkil kushai (Ghair Allah se) walye maslakon main se agar Zinda or ba tassaruf (meri post ke mafhoom) ko agar nikal liya jaye to phir un ke paas kuch bhi nahin bachta......agar yaqeen na ho to farz kartye hoye aisa kar ke apnye tamam amal ko parkhyen ..... maloom ho jayega......Shirk ke muamlye per, Mushkil kushai ke muamlye per, dastageeri ke muamlye per, in tamam muamlon per sirf Zina Murda, Sahib-e-Tassaruf waghyera ke zariye hi amal ho raha hai.

apki be sar per ki baat meri samajh se to bahar hai kuch asaan lafzo me bayan karein kya sabit karna hahty hain..?

Ab aap aik or cheez dekhyen jo ke aap ke amal se sabit bhi hai or isi forum per bohat se logon ke kehna bhi hai. Pehlye aap ne Alla ke saath saath kuch 4 or 5 bandon ki darja bandi ki,

* Allah sab se bara hai, awal hai, aakihir hai, sab kuch us ke ikhtiyar main hai (beshak is se kisi ko ikhtilaf nahin)

Darja bandi "bandon ki"

1) Hazoor-e-Akram (saw)

2) Hazrat Ali (ra)

3) Janab-e-Jibraeel (as)

4) Janab-e-Abdul Qadir Jeelani (RAH)

Phir in ke baad

> Tamam Peer Sahiban (Wafat Shuda)

> Tamam Buzurgan-e-Deen (Wafat Shuda)

> Phir in ke baad mojooda(Zinda) peer sahiban lakin mjoodgi ke bagair

> Phir un ke Cheelye Chantye (zinda) lakin mojoodgi ke bagair

Ab in sab ke baad aap khud hi is darja bandi ki mukhalifat main kabhi Hazrat Ali (ra) ko pukartye hai

Kabhi Janab Abdul Qadir Jeelani (rah) ko pukartye hain

Kabhi Janab Ahmed Raza ko

Kabhi Data sahib ko Kabhi or bohat hi kam Hazoor-e-Akram (saw) ko

humari darja bandi or humara amal hum behtar janty hain...ye hum tak hi rehny dein ki hum kisy pukarty hain kisny nahin...darasl aapko takleef ye nahin ki hum apni darja bandi ke mutabiq buzurgo ko imdaad ke liye nahin pukarty balki aapky pait ka dard kuch or hi hai. kya mujhy apko remind karwany ki zaroorat hai?

Darasl apko pait me wahi dard hai jo ismail dehlwi sahab ko tha ki towheed ke nashy mein ambiya-owliya ko mazAllah majboor, beiktiyaar, or murda janty hain..asal bimaari apaki ye hai or darja bandi ki beja behas le akr idhar udhar ki marny lagy ki hazrat ali ko lyu puakara? Hazrat usman ko kyu nahin?

Or phir har us bandye ki qabr per jaa kar mangtye ho jis ke barye main mash-hoor ho ke woh Allah ka bargazeeda banda hai (chahye sach ya jhoot) Shia ho ya Sunni, ya phir kabhi kabhi Hindo bhi ho

sirf mashoor nahin balki mustanad hawalo se hi mard e momin ki qabr ka pata hota hai...isky alawa aapky paas koi aala hoto zaroor share kariyega taki humy bhi pata chaly ki wahabi fala falan aaly se foran shiya-sunni ya hindu muslim me fark pata kar lete hain? 

Ab Allah to kehta hai ke Muh se mango main donga, Meri ibadat karo main ibadat ke layeq ho (phir chokhat ko choomna, Qabar ko choomna), Mujh se dua karon main sunnye wala hon, main apnye amar se har jagha mojood hon

phir in ayaton ke bawajood Allah ke ilawa kisi or se madad mangna or phir ye aqeedah bhi rakhna ke woh na sirf sunsaktye hian bulke kam kar bhi saktye hain...................?

wahabi ke is aitraaz ka jawab tumhary hi wahabi haqeeqat saathi ne apni supporting post me de diya hai ki saahib rasool qehat saali hoti to kyu huzur ke dar par jaty or unsy duao ke liye kehty? kya unhy is ayat ka pata nahin tha? or phir Huzur  (saw) unhy jhirak kyu na dete ki mere dar par kyu aaty ho Allah to tumhari sheh rag se bhi qareeb hai wo to duao ko sunat hai wo to kehta hai mujh se mang or tum mere paas aa gaye? Haye re wahabiyat or jahiliyat dno sagi behny hain...

yar itni confusion hogi to log kahan jayengye.................? Wesye Shitan har gunah ko bohat bana sanwra kar pesh karta take log is ke dhoke main aa jayen.

shaitaan ke saath aapki achchi pat ti hai to ap uski harkato se zyada waqif hongy is maamly me to hum naqisul ilm hain..shaitaan kahin towheed ki aarh lekar ambiya owliya ko majbooe r mehaz or be ikhtiyaar sabit kar ky apna mission aapky thruogh pura to nahin karwa raha iski bhi fikr kar lein to behtar hoga..jab shaitan ne apny jaal me munafiqo ko daal kar Nabiyo par shirk ke ilzaam lagwa diye, kahin aap usi ki namak halali ka haq to pura nahin kar rahy?

Jab ke aap ki pesh karda haidht bhi aap ke hi mukhalif hai ke Jab Hazoor-e-Akram (saw) ka darja tamam doosrye logon se buland hai to phir Hazrat Umer (ra) ka Hazrat Abbas se dua karwana kis had tak sahi tha....................?Zara ghor farmayen or koi taweel pesh karnye ki koshish karain..................... Kion...........
 
humary mukhalif to aap hadith me manwi tehreef karky kar hi dengy uski humy fikr nahin...or phir threef karny ka ilzaam bhi hum hi par lagaya jayega...apky is bhondy aitraaz ka jawab bhi aap hi ke chaily chapaty Wahabi Haqeeqat ne apni supporting post me diya hai ki namaz e istesqa apni zahiri zindagi me ada karty rahy par jab uka wisal ho gaya to ab kese imamat karwaty..isi liye Hazrat abbas ko Hazrat umar ne musally par khara kiya...or kyu khara kiya usi pyare nabi ki nisbat ki wajah se...jiska aitraaf bhi usi ki post mein mojood hai..bazahir to Hazrat abbas ka naam liya gaya par Andaaz tum wahabis ko nahin dikega ki deeda e qoor ko kya nazar aaye kya dekhy...? mutalaq ye nahin farmaya ki hum Hazrat abbas ko waseela banaty hain balki khaa "Tere Nabi ke Chacha ko Waseela banaty hain..." sabit hua ki Haqeeqatan waseela Huzur  (saw) ki zaat e ba bar kaat hi bani...tafseel meri agli post me parhiye or shaan se munkir ho jayie..yahi aapki qismat hai or yahi aapka turra e imtiyaaz bhi... (sa)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...