Jump to content

Brailviat k nazdeek hooli ki mathai khana halal hai.

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...

aap ko kafiroo ki mithai par aitraz hai zara aap sihaah e sittah kutub men kitab ul jihad ka mutalla farmalain ...yahan alahazrat ne maal e mozi naseeb e gazi ka jo jumla farmaya hai ahadith se is ki wazahat hojati hai, kya kuffar k male ganimat us waqt halal nahi thhe aur phir aap ye b wazhat kardain aap k nazdeek hindustan k kuffar kaun hain? harbi ya zimni dono sortoon main daleel dain... aur isi nukte par daraul harb men sood b jaiz hai jokeh hadith se sabit hai keh muslim wa kafir harbi keh darmyan sood nahi batayee, jab imam ul anbia khud farmarahe hen k in keh darmyan sood nahi tu yeh mithai kahan se agayi, kya aaj kal k kafir muslim mumalik men tax dete hen ? aur in ko kya kahte hen wazahat farmain... aur chonkeh aap tu hadith ke zahir par amal karte hen isi roshni men yeh b batain jihad e fee zamana keh bare men aap ka kya moqqaf hai? aur taliban aur al-qaida k mutaliq b wazahat karain k aap in se kis had tak ittefaq karte hen ke yeh islami tareeqa hai ya nahi? aur sawat men korre walay waqiye pr b nazar farmain.. keh ap ki kya rayee he. aur fi zamana rajm k baree men aap ka kya moqqaf hai hadith men rajm aur koro ka hukum wazih hai.......fi zamna yeh sab pakistan ya india ya degar kisi mulk me hone ko aap jaiz qarar dete hen agar haan tu phir is ki nashr o ishaat kun nahi karte hen ilm ko chupana kesa?

Link to comment
Share on other sites

Magar Quran to kehta hai k jis per ghair Allah ka naam lia jaaya to woh haram ho jaati hai...Is baaray main kia khiyal hai?

مَا جَعَلَ اللّهُ مِن بَحِيرَةٍ وَلاَ سَآئِبَةٍ وَلاَ وَصِيلَةٍ وَلاَ حَامٍ وَلَـكِنَّ الَّذِينَ كَفَرُواْ يَفْتَرُونَ عَلَى اللّهِ الْكَذِبَ وَأَكْثَرُهُمْ لاَ يَعْقِلُونَ

Allah has not permitted the Bahira (the ear cut) the Saibah, Wasilah and Hami but the kafirs forge falsehood to Allah. And most of them have no sense.

5 : 103

iss ayat kay baray main kia khayal hai mouwahid sahib.

Link to comment
Share on other sites

aap ko kafiroo ki mithai par aitraz hai zara aap sihaah e sittah kutub men kitab ul jihad ka mutalla farmalain ...yahan alahazrat ne maal e mozi naseeb e gazi ka jo jumla farmaya hai ahadith se is ki wazahat hojati hai, kya kuffar k male ganimat us waqt halal nahi thhe aur phir aap ye b wazhat kardain aap k nazdeek hindustan k kuffar kaun hain? harbi ya zimni dono sortoon main daleel dain... aur isi nukte par daraul harb men sood b jaiz hai jokeh hadith se sabit hai keh muslim wa kafir harbi keh darmyan sood nahi batayee, jab imam ul anbia khud farmarahe hen k in keh darmyan sood nahi tu yeh mithai kahan se agayi, kya aaj kal k kafir muslim mumalik men tax dete hen ? aur in ko kya kahte hen wazahat farmain... aur chonkeh aap tu hadith ke zahir par amal karte hen isi roshni men yeh b batain jihad e fee zamana keh bare men aap ka kya moqqaf hai? aur taliban aur al-qaida k mutaliq b wazahat karain k aap in se kis had tak ittefaq karte hen ke yeh islami tareeqa hai ya nahi? aur sawat men korre walay waqiye pr b nazar farmain.. keh ap ki kya rayee he. aur fi zamana rajm k baree men aap ka kya moqqaf hai hadith men rajm aur koro ka hukum wazih hai.......fi zamna yeh sab pakistan ya india ya degar kisi mulk me hone ko aap jaiz qarar dete hen agar haan tu phir is ki nashr o ishaat kun nahi karte hen ilm ko chupana kesa?

(salam)

Mohtaram Shareef Raza Sahib, kia aap samajhatay hain k, Holi ki mithai, Maal-e-Ghanimat hai? Kia iss ko Maal-e-Mouzi Naseeb Ghazi samjhana durst hai?

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

holi ki mithai ko ganeemat mene kab kaha ? aap ne meri tehreer ko gaur se parha nahi ... aur na hi alahazrat ki tehreer ko , us men likha hai us waqt nahi khasakte , bad men khana tu yeh khana holi ka kahan howa? kunke us waqt holi horahi hai us waqt holi k hisab se bata jata hai ab maal agar jaiz nahi hota yani kafi ka mal sire se jaiz hi nahi hota tu ganeemat kun halal hai, agar kafir ka maal free men mile tu is khane men kya harj hai ? aur alahazrat ne tu un k jalso ki ronaq barhane ka b mana kya hai...aur in k muamlat men jahan muslamanoo ka faida dekha gya hai wahan ijazat di hai kya aap ne hadith nahi parhi k(mafhoom) nasranioo se hikayat lo agar is men humare khilaf na hoo... jo keh aap aksar tafaseer men israili riwayat ko dekhte honge ...tu janab hadith men tafakur ke liye gehrai ki zaroorat hai...is k ilawa baqi misailin maine day di hen

(salam) to muslims

as.gif

Aap sirf yeh wazeh ker dain k Kuffar aur Mushrikeen k Mazahabi Tehwar ki di gai cheezain Ghair Ullah k naam ki hain ya naheen?

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam) to muslims

Aap sirf yeh wazeh ker dain k Kuffar aur Mushrikeen k Mazahabi Tehwar ki di gai cheezain Ghair Ullah k naam ki hain ya naheen?

fi-aman:

wahabis ki halat bhi kuffar or mushrikeen ki tarah hai jo apni marzi se Allah ki paida ki gayi halal cheezo ko haram qaraar dete thy...apky sawaal ka jawab Jaisa ki JAD UL MUKHTAR BHAI ki paish karda quran ki is ayat me mojood tha par kya karein...hadees hai na ki Quran parhyngy par Quran unky galy se neechy na utryga...to wahi hua...

مَا جَعَلَ اللّهُ مِن بَحِيرَةٍ وَلاَ سَآئِبَةٍ وَلاَ وَصِيلَةٍ وَلاَ حَامٍ وَلَـكِنَّ الَّذِينَ كَفَرُواْ يَفْتَرُونَ عَلَى اللّهِ الْكَذِبَ وَأَكْثَرُهُمْ لاَ يَعْقِلُونَ

Allah has not permitted the Bahira (the ear cut) the Saibah, Wasilah and Hami but the kafirs forge falsehood to Allah. And most of them have no sense.

5 : 103

Link to comment
Share on other sites

wahabis ki halat bhi kuffar or mushrikeen ki tarah hai jo apni marzi se Allah ki padia ki gayi halal cheezo ko haram qaraar dete thy...apky sawaal ka jawab Jiasa ki JAD UL MUKHTAR BHAI ne paish quran ki is ayat me mojood tha par kya karein...hadees hai na ki Quran parhyngy par Quran unky galy se neechy na utryga...to wahi hua...

مَا جَعَلَ اللّهُ مِن بَحِيرَةٍ وَلاَ سَآئِبَةٍ وَلاَ وَصِيلَةٍ وَلاَ حَامٍ وَلَـكِنَّ الَّذِينَ كَفَرُواْ يَفْتَرُونَ عَلَى اللّهِ الْكَذِبَ وَأَكْثَرُهُمْ لاَ يَعْقِلُونَ

Allah has not permitted the Bahira (the ear cut) the Saibah, Wasilah and Hami but the kafirs forge falsehood to Allah. And most of them have no sense.

5 : 103

(salam) to muslims

Holi ki mithai Ghair ullah k naam ki hai ya naheen??????

bus haan ya naheen.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam) to muslims

Holi ki mithai Ghair ullah k naam ki hai ya naheen??????

bus haan ya naheen.

fi-aman:

me quran se jawab de raha hu or ye wahabi quran se bhangy ki koshish kar raha hai...dekh lein wahabi ka minhaaj quran nahin...agar hota to ye foran is jawab ko accept karta...wahabi haqeeqat ye batany me jaan kyu sookh rahi hai ki jin janwaro ko ye apny batil maboodo ke naam par chor dete thy or unko ziba karna or khana haram janty thy...Allah to un bewaqoof jahil mushrikeen se pooch raha hai ki kisny halaal janwaro ko haram kiya? jabki in janwaro par to Ghair Allah ( Maboodo ke naam se mashoor kar diya gaya tha...ghair Allah ka naam pukara gaya tha...)

Wahabi ko Quran ke naam se pait me dard shuru ho gaya?  :lol: Jawab dein Jawab aisy bhgany se kaam nahin chalega..!!!

Bahira (the ear cut),  Saibah, Wasilah and Hami Ghair Allah ke naam par Mashoor kiye gaye ya nahin...?

bus haan ya naheen.

Link to comment
Share on other sites

Jab tak Allah (jallah)  or uska Rasool (saw)  kisi cheez ko Halal-Haram na karengy wo halal-haram na hogi agar koi is me apni rai se halal haram karta hai to aaphi ke GM saathi tallinaar sahab ne kuch pages upload kiye thy...mene socha kahin ye apaky kaam ke to nahin....or is ayat ki tashreeh se to aap Mushrik qaraar paty hain kya khayal hai GMs?  :lol:

Jin Janwaro ko Ghair Allah (Batil Maboodo) ka naam le kar or unky naam se mashoor kakrky chor diya gaya tha unka khana haram qaraar diya gaya tha un Mushrikeen e makka ki Allah giraft kar raha hai ki kisny inko haram kiya? kya khaengy wahabi haqeeqat fana ho gayi?

ghair_Allah_ke_naam_par_Haram_nahin__1.JPG

ghair_Allah_ke_naam_par_Haram_nahin__2.JPG

Link to comment
Share on other sites

Assalam U Alikum All

Yar etraz karne wale bhai app ne shayd fatawa e rashidiya rasheed ahmed gangohi ki nahi pari us mai bhilikha hai ke ke kha sakte hain....sawal pocha jawab han ami aaya wahan usi din ki bat hai aur yahan dosre din ki...us pe etarz q nahi mere pas is waqt wo scan copy mojod nahikisi ke pas ho tu sahre kare

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...