Jump to content

Imam ahmad raza khan ka fatwa.


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

 

 

Main nay aap k saamany Aap (saw) ki sahih ahadees rakh di hain.....Ab aap in ko mano ya na mano..Aur jo sahaba karam (ra) ka amal bata rahay ho woh b main nay saabit ker dia k woh zaif ahadees hain....Yeh to bilkul nahi ho sakta k Rasool Allah (saw) kuch hukam dain aur sahabi kuch amal kerain..kia yeh sahaba karam (ra) per buhtaan nahi?

 

 

Waisay b hum ko jis say ziada piyar aur mohabbat hai usi ka tarika apnana chahiya...Agar aap Rasool Allah (saw) ka amal chor ker kisi aur ka amal apnay gay to aap apni mohabbat main suchay kaisay ho gay......pata yeh laga k tum log suchay "Aashiq-e-Rassol (saw) "nahi ho.......

Link to comment
Share on other sites

Bhai aap Humaaray Aaqa (saw) k muqablay main hadees la rahay hain.Faisla aap khud ker lo k hum kis say ziada mohabat kertay hain.

 

Doosari baat Abdullah-bin-Umar (ra) itni darhi kab kaat daitay thay Haj k mouka per to phir to aap ko b chahiya k haj k mouka per pehlay Soudi Arabia jaa ker wohaan kaatain.Phir to aap ka b pata chalay ga k aap sahabi (ra) ki baat per poora amal ker rahay ho

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...