MOUWAHID مراسلہ: 26 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Malfooz main aik jaga main padh raha tha k App ko Ilm-e-Ghaib tha laikin aik yeh hadees b malfooz main mili ..... Agar Aap ko ilm-e-ghaib tha to Hazrat Bilal(ra) say kion poocha? Is k ilawa aik aur b malfooz main hadees mili jis main yeh saabit hota hai k app k pass ghaib ka ilm nahi tha...woh to abi main nay scan nahi kia woh baad main post keroon ga inshAllah. Edited 26 اپریل 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 26 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 27 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 27 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari مراسلہ: 27 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 27 اپریل 2009 Subhanallah. Touheedi bhai iman taza kar dia aap ne Allah Ap ko Jaz de aur badbakhton ko saza de ameeen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 28 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 28 اپریل 2009 Janab Touheedi Bhai maza aa gya hay aap ke reply par kar.Jazak Allah In ke aqalon par parda par chuka hay is ko koi samaj nahin aaty kya bakwas kar rahay hain. Syedi AlaHazrat nain kya hoob farmaya hay. Aaj lay un ke panah,Aaj madad maang un say Kal na manain gay,Qayamat main agar man gya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 29 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2009 Quran ko kia kaho gay jo Ilaan ker raha hai Nabi k pass ilm-e-ghaib nahi tha.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 29 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 29 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2009 Is sawaal ka jawab mairay sawaal main hai.... Mujhay batao humain Allah k baaray main kis nay bataya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 29 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2009 O laanat hay aisay aqeeday par jis main har lamha apnay Nab e Pak Sal Allah o Alaih e Wasalm ke shan mubarak main kami karnay ke try ke gay ho....Kya isi ko ummati kehtay hain.Qabar main tum kya jawab do gay????? Mujay yeh batao aik chota sa question keh Qayamat ke jitni b nishanian Ahadees e Mubaraka main hain jis main sab kuch future k baray main bataya gya hay.Kis Ilm k through bataya gya??Kya yeh Ilm e ghaib nahin??????? O Allah k wastay apnay aap par rehm karo... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 29 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2009 janab toheedi sahib, aap kehtay hain k yeh mohaar ki barkat hai, pehlay to yeh sabit kerain aur daleen dain k yeh mohaar ki barkat hai? doosri baat, Raees ul Munafiqeen ka Janaza Nabi (saww) nay perhaya, kuch rawayaat k mutabi apni qameez (shirt) bhi pehnai lakin usko kuch faida na huwa, ab aap batain jo Taweel aap ker rahain woh ghalat ha ya naheen? teesri baat, Syedna Bilal nay jo deen k liya itni takaleef uthain, jis ka iqrar nabi (saww) nay bhi kia, un ki deen ki khidmat aur nabi (saww) say mohabbat yeh sab batain unko is muqam per lay gain, k nabi (saww) nay farmaya k Syedna Bilal meri sawari ki Mohaar pakrain gay. Aap ka yeh kehna k Mohaar chorain phir dekhain, kahin yeh Sahaba ki shaan main Gustakhi to naheen? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 30 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 O laanat hay aisay aqeeday par jis main har lamha apnay Nab e Pak Sal Allah o Alaih e Wasalm ke shan mubarak main kami karnay ke try ke gay ho....Kya isi ko ummati kehtay hain.Qabar main tum kya jawab do gay????? Mujay yeh batao aik chota sa question keh Qayamat ke jitni b nishanian Ahadees e Mubaraka main hain jis main sab kuch future k baray main bataya gya hay.Kis Ilm k through bataya gya??Kya yeh Ilm e ghaib nahin??????? O Allah k wastay apnay aap par rehm karo... Tum sab mil ker saabat kia kerna chahtay ho k Quran Nabi ki touheen kerta hai.....Astaghfarullah.Jab Quran nay keh dia keh Aap ko ilm-e-ghaib nahi to hum koun hotay hain. Tum nay Quran ki ayat nahi padhi yaa keh do k woh jhoot hai. Yaa yeh b keh do k yah hadees bi jhooti hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 30 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 Baray he afsoos k saath yeh kehna par raha hay keh tumhari aqlon par parda par chuka hay aur tumharay dil syah ho chukay hain....Har aisy bat karna jis say tum meray Nabi e PAk Sal Allah o Alaih e Wasalam ke shan e mubarka main gustakhi ho.Ab main Quran e Pak ke kuch Ayaat e Mubarka paish kar raha hon is ka kya jawab hay?????? 1..These are the tidings of Unseen that We reveal to you in secret. Surah-Ale-Imran, verse 44 2..Nor will He disclose to you the secrets of the Unseen. But He chooses of His Apostles (For the purpose) Surah-Ale-Imran, verse 179 3..The Knower of Unseen reveals not His secret to anyone. Except to His chosen Messengers Surah-Al-Jinn, verse 26 4..Allah has sent down to you the Book and Wisdom and has taught to you what you did not know, and great is the grace of Allah upon you Surah Al-Nisa, Verse 113 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 30 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 O daikho o a tumharay najdion aur deogandion ka imam kya likh raha hay....Tum ho he do rang...Zara dhayan say parna isay... Hafidhh Ibn Kathir and Ibn Muhammad bin Abdul Wahhab al Najdi write Suad bin Qarib recited a poem in front of the Prophet (May Allah bless him and grant him peace), “I bear witness that there is none worthy of worship except Allah. Allah has made you the trustee over all the ghaib. Sirat-un-Nabi and Mukhtasar Sirat ul Rasool, Storey on Swad bin Qariq by Hafidhh ibn Kathir and Ibn Muhammad bin Abdul Wahhab al Najdi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 30 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 Is sawaal ka jawab mairay sawaal main hai.... Mujhay batao humain Allah k baaray main kis nay bataya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 30 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 30 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Kia Rasool Allah khud bakhud wahi jaan laitay thay ya koi Allah nay raabta qaim kia hoa tha? Edited 30 اپریل 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 30 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 Kya tum nain Wahi ke qismain nahi pareen.Agar thory se b aqal hoty tu aisa question he na kartay.Aur ab kahan gay tum har bar topic change kar daitay ho.Do na koi jawab اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 1 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 1 مئی 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
RadiatingAli مراسلہ: 2 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 2 مئی 2009 Tum sab mil ker saabat kia kerna chahtay ho k Quran Nabi ki touheen kerta hai.....Astaghfarullah.Jab Quran nay keh dia keh Aap ko ilm-e-ghaib nahi to hum koun hotay hain. Tum nay Quran ki ayat nahi padhi yaa keh do k woh jhoot hai. Yaa yeh b keh do k yah hadees bi jhooti hain. * Sahih Muslim Book 001, Number 0334: It is narrated on the authority of Ibn 'Abbas that he (the Holy Prophet) saw (Allah) with, his heart. * Sahih Muslim, Book 001, Number 0335: It is narrated on the authority of Ibn Abbas that the words:" The heart belied not what he saw" (al-Qur'an, Iiii. 11) and" Certainly he saw Him in another descent" (al-Qur'an, Iiii. 13) imply that he saw him twice with his heart. Hazrat Ibn Abbas Radiallah tallah anh ka Aqeedaht hah kay RAsoo;Allah nay Allah tallah ko dekha heh, aur keyun kay yeh woh Sahabi hen jin kay leyeh RasoolAllah nay Tafsir kay ilm kee dua kee thee. Hazrat Aysha nay ankh say dekhnay kee nafi kee heh aur Ibn Abbas radiallah talah anh nay dil say dekhnay kee tasdeeq kee heh, is leyeh donoon motbar hen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 2 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 2 مئی 2009 Kya tum nain Wahi ke qismain nahi pareen.Agar thory se b aqal hoty tu aisa question he na kartay.Aur ab kahan gay tum har bar topic change kar daitay ho.Do na koi jawab To tum bata do wahi ki kitni kismain hain...Aur koun si App ko khud pata lag jaati thian aur kin ka un ko ilam nahi hota tha.ara is ki b tashreeh ker dain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shareef Raza مراسلہ: 3 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 3 مئی 2009 chonkeh ap khud ko hadith ka ahal kahte hen tu yeh haq ap ka zayda banta hai k quran wa hadith ki roshni men yeh khidmat anjam daker wahi ki qismain wazih karain ... yahan jo ap istidlal karrhe hen....... hadith men yeh kahan hai k huzoor ko ilm nahi .. warna quran pak ki jo ayate mubarka hai jis men hazrat mosa alihisalam se pocha gya hai .. ke ayee mosa tumhare hath me kya hai kya MAZALLAH ALLAH Azawajal ko b nahi pata aap ne hadith ke zahir se istidlal nahi kya balke qayasan masla sabit kya hai jo k quran se takra raha hai aur qyas ki ap ko ijazat nahi barae karam ahtyat se kam lain jazbat men baghair soche samjhe tasub men aisi post karna aur hadith ka ghalat mahmal byan karna andhi taqleed kahlata hai .... lihaza galat qayas aur andhi taqleed jo ap ahlesunnat par thop te hen jab aap apni marzi se quran wa hadith parainge tu aisi hi galtyan karainge ALLAH TALA se dua hai k woh humain yahood o nasara ki tarah apni marzi teri kitab ko parhne walo k shar se bachaye aameen.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔