Muhammad_Adnan مراسلہ: 23 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 23 اپریل 2009 Kiya kehtey hain muftiyan e Karaam in swaalon k jawaab main k kiya Aurat k liye yeah zaroori hai k woh apney name k aagey apney shohar ka name lagaye?? kiya Aurat ka apney name k aagey apney shohar ka name likhain ger Sharai hai ?? mazeed yeah bhi batain kiya aurat ka apney shohar ka name lena makrooh hai ?? JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nafseislam مراسلہ: 28 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 28 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad_Adnan مراسلہ: 28 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 اپریل 2009 maafi chahta hoon hazrat lekin yeah mere sawaal ka mukammal jawab nai hai... lekin phir bhii.. JazakAllah khair اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nafseislam مراسلہ: 29 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 29 اپریل 2009 G bhai main maazrat karta hoon ke jawab pora nahi tha. baqi ka jo hai woo bhi InshaALLAH junhi mujhy mila main puhncha donga. Jitna ho saka tha woo kar diya tha maine. maafi chahta hoon hazrat lekin yeah mere sawaal ka mukammal jawab nai hai... lekin phir bhii.. JazakAllah khair اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 30 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 30 اپریل 2009 4 asking Q... n 4 sending fatwa in reply...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad_Adnan مراسلہ: 3 مئی 2009 Author Report Share مراسلہ: 3 مئی 2009 G bhai main maazrat karta hoon ke jawab pora nahi tha. baqi ka jo hai woo bhi InshaALLAH junhi mujhy mila main puhncha donga. Jitna ho saka tha woo kar diya tha maine. Allah aap ko jazaye khair de.. ji InshAllah intizaar rahey gaa mughey.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 3 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 3 مئی 2009 Ameer e Ahlesunnat ny apnay aik Madani muzakra main aap k is sawal ka tashaffi baksh jawab enayat farmaya hai. Shohar ka naam laina Wassalamu ma'alikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
GhulamePanjatan مراسلہ: 4 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 4 مئی 2009 Ameer e Ahlesunnat ny apnay aik Madani muzakra main aap k is sawal ka tashaffi baksh jawab enayat farmaya hai. Shohar ka naam laina Wassalamu ma'alikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
GhulamePanjatan مراسلہ: 4 مئی 2009 Report Share مراسلہ: 4 مئی 2009 Ameer e Ahlesunnat ny apnay aik Madani muzakra main aap k is sawal ka tashaffi baksh jawab enayat farmaya hai. Shohar ka naam laina Wassalamu ma'alikram jazakAllahuKhairan!!!!!!!!!! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 21 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2011 On 4/24/2009 at 1:43 AM, Adnan Mukati said: kiya Aurat k liye yeah zaroori hai k woh apney name k aagey apney shohar ka name lagaye?? Naheen aesa karna zroori naheen hay. On 4/24/2009 at 1:43 AM, Adnan Mukati said: kiya Aurat ka apney name k aagey apney shohar ka name likhain ger Sharai hai ?? Naheen aesa krna ghair shari naheen, aorat apnay naam k aagay apnay shohar ka naam likh skti hay is main harj naheen, lga bhi skti hay. http://mufti.faizane...wer.php?Q=29449 On 4/24/2009 at 1:43 AM, Adnan Mukati said: mazeed yeah bhi batain kiya aurat ka apney shohar ka name lena makrooh hai ?? Aorat kaapnay shohar ka naam lena makrooh naheen, han magar aorat ka apnay shohar ko naam lay kar PUKARNA makrooh-e-TANZEEHI hay. http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29450 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
dani.143 مراسلہ: 21 جنوری 2016 Report Share مراسلہ: 21 جنوری 2016 (ترمیم شدہ) Edited 21 جنوری 2016 by dani.143 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
dani.143 مراسلہ: 21 جنوری 2016 Report Share مراسلہ: 21 جنوری 2016 uper jo comments hain un k mutabid likh b sakti hai or laga b sakti hai to kindly ye jo post maine ki hai is k barey main rehnumai irshad farma dain . uper jo comments hain un k mutabid likh b sakti hai or laga b sakti hai to kindly ye jo post maine ki hai is k barey main rehnumai irshad farma dain . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔