Jump to content

wahabiya se sawal


Toheedi Bhai

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...

Lekin Mr. Mowahid App k "QATAN NAHI" kehne wale bhai kahan Gae?

Agar AAp K sar sach me kham hain to ham bhi chahein ge ke is Hadees ki koi jhooti taweel krne ki bjae Abdussalam shb a kr Is hadees pr Imaan le ayen aur Apne Inkar ki tarah Izhar bhi Record krwa den!

Link to comment
Share on other sites

Lekin Mr. Mowahid App k "QATAN NAHI" kehne wale bhai kahan Gae?

Agar AAp K sar sach me kham hain to ham bhi chahein ge ke is Hadees ki koi jhooti taweel krne ki bjae Abdussalam shb a kr Is hadees pr Imaan le ayen aur Apne Inkar ki tarah Izhar bhi Record krwa den!

 

(bis)

Main bhi sar-e-tasleem kham karta hon is hadith per, han is se yehi baat zahir hoti hai ke Aap (saw) ke ikhtiyar se makhsoos hai or is ke baad is hadith se ye koi or ye istadlal na kar lye ke Do namazen perh ki shart per ieman laye

 

Kion ke is ke ilawa or bhi bohat se riwayaten hain jis ki bina per jan boojh kar jamaz chornye per waeed sunaee gayee hai

or munafiqon ki pehchan main aik hadith ke mutabiq "Munafiqon per Fajr or Isha ki namaz sab se bhari hai"

 

Bahar hal is hadith per iman lata hon or apni ghalati tasleem karta hon

 

Allah meri ghalati or tuba ko muaf farmaye (Aamee)

 

Jahan tak is ka jawab na denye ka muamla hai to janab aap logon ne beja tor per aik aik sawal ke liye nai topic open kar liye hain

 

Mushrik kon, Wahabia se aik sawal, Shirk ki haqeeqat, waghera type ke aik se zayed toic open kar liye hain aap ne

 

zara administrator se kahen ke sirf ginti poori na karen bulke is forum ko kuch nateeja khez banaye ki liye in sab ko aik jagha per jama karayn or logon ko bhi is ka paband karain......... jo log edit karte phirtye hain logon ki posts ko un ko chahiye ke apna faraz ab pehchanyen

 

 

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Edited by Abdulsalam
Link to comment
Share on other sites

  • 8 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...