Jump to content

confusion

sag-e-Raza

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

piyare islami bhaion,, mara maqsid kisi ko hit karna nahee hai,, sirf apnay dimag main utnay walay waswasay ko dafa karna hai,, mara sawal yea hai ,kah pir saqib sahmmi sahb,, bohat baray alam bhaee hain, aur ualama ahele sunnat jamat say hai, lakin un kay chahray par sunnat kay mutabiq dahree nahee hai,, iss ki kia waja hai,, hala kah main nay youtube par dekha hai,, kah mufti akmal sahb,, aur mufti abu bakar sahb,, un ki kafi tareef bhee kar rahay thay,, iss say unn kay maqam kay baray main to pata chalta hai,, lakin sunnat kay mutabiq beard wala sawal bhaee zehan main aata hai,, baray maharbani maree rehnumai farmain,,   jazak Allah ho khara

Edited by sag-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam) ,

post-1854-1240289073.gif

Link to comment
Share on other sites

agar koi shakhs bus mein manjan bech raha ho aur uske daant khud ganday hon to us say manjan kon kharede ga ya koi koi shaks nazlay ki dawai bech raha ho aur khud uski naak beh rahi ho to ussay kon dawai kahrede ga....

agar koi shaks doosroun ko bidati kahe or khud sarapa bidatti ho to us ki bat kon sunne ga

ab tum log biddat ki tareef yeh karte ho k jo cheez huzoor (saw) k zamane main ya sahaba ikram علیہم الرضوانن k zamane main nahi the woh bidat hai yehi tareef karte ho na tum log bidat ki

ab tum yeh batao is tarah to tum bhi sarapa sarapa sarapa------------ bidati ho kiya tum Huzoor (saw) ya sahaba علیہم الرضوان

k zamane main they

ab jab k tum khud sarapa bidat sabit ho chuke ho to tumhari bat kon sunne

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

WALLAHU AALAM..........mujy b ye confusion hy Sag e Raza Bhai........

but zroooooorrr koi na koi maslihat hogi.........koi na koi hikmat hogi......

may b unki naturally itni ki length ho darhi ki..........is sy ziada na barhti ho.........

jistarha aik sahabi k darhi ka aik hi baal tha..........isi tarha darhi barhny k muamly me b istarha ka muamla ho skta hy............aaain mumkin hy.........

hmain to husn e zann hi rakhna chahiye..........k "bud gumani ka KOI FAIDA NHE....aur Husn e Zan ka koi NUKSAAN NHE"........(very well said by my Shaikh e Tareeqat, Ameer e Ahlesunnat)

WALLLAHU TA'aala AALAMU WA RASULUHU AALAM (azw) wa (saw)

Link to comment
Share on other sites

agar koi shaks doosroun ko bidati kahe or khud sarapa bidatti ho to us ki bat kon sunne ga

ab tum log biddat ki tareef yeh karte ho k jo cheez huzoor (saw) k zamane main ya sahaba ikram علیہم الرضوانن k zamane main nahi the woh bidat hai yehi tareef karte ho na tum log bidat ki

ab tum yeh batao is tarah to tum bhi sarapa sarapa sarapa------------ bidati ho kiya tum Huzoor (saw) ya sahaba علیہم الرضوان

k zamane main they

ab jab k tum khud sarapa bidat sabit ho chuke ho to tumhari bat kon sunne

(bis)

(saw)

smile...............very goood point raised by u :)

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

agar koi shaks doosroun ko bidati kahe or khud sarapa bidatti ho to us ki bat kon sunne ga

ab tum log biddat ki tareef yeh karte ho k jo cheez huzoor  k zamane main ya sahaba ikram علیہم الرضوانن k zamane main nahi the woh bidat hai yehi tareef karte ho na tum log bidat ki

ab tum yeh batao is tarah to tum bhi sarapa sarapa sarapa------------ bidati ho kiya tum Huzoor  ya sahaba علیہم الرضوان
k zamane main they
ab jab k tum khud sarapa bidat sabit ho chuke ho to tumhari bat kon sunne

NAHI BHAI BIDDAT KI TAREEF YE NAHI JO AAP NE KI HAY..BIDDAT USKO KEHTAY KOI AESA KAAM JISKO DEEN BANA KAR PESH KIA JAEY WO KAAM NA SAHABA NE KIA NA RASOOL ALLAH (saw) NE KIA HO WO BIDDAT HOTA HAY..

Link to comment
Share on other sites

(salam)

jazak Allah , madinah madinah,,, and karam e murshid bhai,, aap nay maree rahnumai farmai,, Allah  (azw) app kay ilm o amal main izafa farmay,,

aur doosre baat yea kah,, yea koi wahabi bhee iss topic main kood para hai,, to Allah kay banday yea sawal tujh say nahee kia gai,, kion kah main nay sawal karnay say pehlay likah tha kay ,,piyare islami bahion,, ,,, galaban app nay dekha nahee,,,, iss lia app apnee ilm ki dalelain apnay pass rakhin,, hamain achai tarah pata hai kah bidat kai hai,, aur kia nahee,, agar yaqeen anhee atta ,, to atna bata do kah Quran majeed main jo zair zabar paish etc,,lagay gayee theain ,, yea kis kay zamanay main lagee thain,, aur kis nay lagwaeen  thain,,, ????? app kay jawab ka muntazir ,,,,  to be continued...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
• حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

• کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا

• Create New...