alphakashif مراسلہ: 18 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Asalam-u-Alikum Kiya Haal Hain Bhaion ?? Mainay Es Forum Par Aik Cheez Note Ki Pehlay Hi Din Kay Yaha Par Madhab May Islam Ki Gaga Firkay Ko Madhab May Laya Garaha Hai ........ Mujhay Yeh Daikh Kar Ajeeb Lag Raha Hai Loog Islam Kay Bagaye Apnay Firkain Ko Targihat Day Rahay Hain !!! Agar Kisi Ko Mayri Baat Buri Lagi Ho Tou Sorry Lakin Mujhay Yeh Saab Munasib Nahi Laga. Behtar Hai App Loog Farz Cheezo Par Dihan Day Aur Un Sunnah Par Gis Par Saab Mutafik Hon ..... Firkon Ki Laraye Saadiyo Say Chal Arahi Hai Aur Es Ka Kwee Hal Nahi Hai Saab Apnay Apnay Fatway Ya Alam Ki Batay Likh Daytay Hain ..... Agkal Milaaad Agar Na Manaya Gaye Tou Kitna Ajeeb Say Samghaye Ga Lakin Wohi Go Milaad Mana Rahay Hain Unho Nay Farz Cheez Ki Gaga In Saab Cheezo Ko Targih Di Hai ... [ May Saab Ki Baat Nahi Karaha Majority Ki Go Farz Ki Gaga Doosri Cheezon Ko Targhi Daytay Hain] May Apnay Baray May Ab Kuch Batata Hon May Arab Mulk May Rehta Tha Wahan Say Mujhay Pakistan Aye 5 Saal Howay Hain Gab May Pakistan Tou May Gab Namaz Parhnay Gata Tha Tou Barailvi Ya Deoband Masjid Gata Tha ... Mujhay Firkon Ka Itna ilm Nahi Tha Kay Pakistan May Kiya Kiya Hota Hai . Arab May Gaha May Rehta Tha Wahan Saari Masjid May Gaha Aag Tak Gaya Wahan Saab Saadha aur simple Islam Follow Kartay Hain Aur Yaha Banawat Mainay Kafi Daikhi Gis Ki Waga Say Mujhay Bhi Bhoot Islam Kay Baray May Jannay Ka Masla Howa Kay Kis Ki Suno Kis Ki Nahi .... Tou Phir Mainay Kaafi Soocha Aur Yeh Faisla Kiya !!!!! Kay Har Shaks Alam Nahi Hota Aur Na Hi Itna ilm Rakhta Hai Woh Bhi Agkal Kay Door May Ginhay Farz Cheezay Kam Baki Cheezay Ziada Ehmiyat Ki Lagti Hain ...... May Ab Sirf Islam May Farz Cheezo Ko Ehmiyat Dayta Hon Aur Donga Baki Cheezay Gis Par Loog Iktalaaf Kartay Hain May Us Cheez Say Door Rehta Hon Kyun Kay Mujhay ilm nahi Kay May Essay Inkar Bhi Nahi Karsakhta Na Man Sakhta Hon Albata Islam Ki Go Main Cheezay Go Kay Nahayat Simple Hai Main Bass Wohi Follow Karta Hon Aur Woh Sunnah Gis Par Saab Ka Itfaak Ho Uspar Amal !!! Yeh Baat Mainay Aam Banday kay Lahaz Say Kahi Hai ... Mayri Kwee Bhi Baat Kisi Ko Buri Lagi Ho Tou Maaf Karay Ga !!! Allah Hafizz Edited 18 اپریل 2009 by alphakashif اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 18 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2009
Asalam-u-Alikum

Kiya Haal Hain Bhaion ??

Mainay Es Forum Par Aik Cheez Note Ki Pehlay Hi Din Kay Yaha Par Madhab May Islam Ki Gaga Firkay Ko Madhab May Laya Garaha Hai ........

Mujhay Yeh Daikh Kar Ajeeb Lag Raha Hai Loog Islam Kay Bagaye Apnay Firkain Ko Targihat Day Rahay Hain !!!

Agar Kisi Ko Mayri Baat Buri Lagi Ho Tou Sorry Lakin Mujhay Yeh Saab Munasib Nahi Laga.

Behtar Hai App Loog Farz Cheezo Par Dihan Day Aur Un Sunnah Par Gis Par Saab Mutafik Hon ..... Firkon Ki Laraye Saadiyo Say Chal Arahi Hai Aur Es Ka Kwee Hal Nahi Hai Saab Apnay Apnay Fatway Ya Alam Ki Batay Likh Daytay Hain .....

Agkal Milaaad Agar Na Manaya Gaye Tou Kitna Ajeeb Say Samghaye Ga Lakin Wohi Go Milaad Mana Rahay Hain Unho Nay Farz Cheez Ki Gaga In Saab Cheezo Ko Targih Di Hai ...
[ May Saab Ki Baat Nahi Karaha Majority Ki Go Farz Ki Gaga Doosri Cheezon Ko Targhi Daytay Hain]

May Apnay Baray May Ab Kuch Batata Hon

May Arab Mulk May Rehta Tha Wahan Say Mujhay Pakistan Aye 5 Saal Howay Hain Gab May Pakistan Tou May Gab Namaz Parhnay Gata Tha Tou Barailvi Ya Deoband Masjid Gata Tha ... Mujhay Firkon Ka Itna ilm Nahi Tha Kay Pakistan May Kiya Kiya Hota Hai . Arab May Gaha May Rehta Tha Wahan Saari Masjid May Gaha Aag Tak Gaya Wahan Saab Saadha aur simple Islam Follow Kartay Hain Aur Yaha Banawat Mainay Kafi Daikhi Gis Ki Waga Say Mujhay Bhi Bhoot Islam Kay Baray May Jannay Ka Masla Howa Kay Kis Ki Suno Kis Ki Nahi ....

Tou Phir Mainay Kaafi Soocha Aur Yeh Faisla Kiya !!!!!

Kay Har Shaks Alam Nahi Hota Aur Na Hi Itna ilm Rakhta Hai Woh Bhi Agkal Kay Door May Ginhay Farz Cheezay Kam Baki Cheezay Ziada Ehmiyat Ki Lagti Hain ......

May Ab Sirf Islam May Farz Cheezo Ko Ehmiyat Dayta Hon Aur Donga Baki Cheezay Gis Par Loog Iktalaaf Kartay Hain May Us Cheez Say Door Rehta Hon Kyun Kay Mujhay ilm nahi
Kay May Essay Inkar Bhi Nahi Karsakhta Na Man Sakhta Hon

Albata Islam Ki Go Main Cheezay Go Kay Nahayat Simple Hai Main Bass Wohi Follow Karta Hon Aur Woh Sunnah Gis Par Saab Ka Itfaak Ho Uspar Amal !!! Yeh Baat Mainay Aam Banday kay Lahaz Say Kahi Hai ...

Mayri Kwee Bhi Baat Kisi Ko Buri Lagi Ho Tou Maaf Karay Ga !!!

Allah Hafizz

<b ..Gumrahi shroo hi wahan se hoti hay jahan shakhsiyat parsati aajati hay..aaj jitne bhi firqay banay hoe hein sab shakhsiyat ki bunyaad par hein..har koi kisi na kisi shaks ko follow kar raha hy..jabkay hamaray Rasool Muhammad hein..humein unko follow karna hay..jo unho ne kia aur jo sahaba ne kia bas wohi hamara ittiba ka raasta hay..jo kaam unlogon se match nahi karta wo gumrahi hay..aaj log Rasool Allah ke farman ko chor dete hein is bunyaad par kay hamare bare to kuch aur kehte hein..hum ne to unko aesa karte nahi dekha..KOI BHI AQAL MAND YAHI SOCHTA HAY JITNA KAAM DIYA GIYA HAY WO PURA KARLO..AUR BEWAQOOF KEHTA HAY MEIN AUR BHI BOHOT KUCH KAROONGA...TO JITNA KAAM DIYA GIYA HAY WO KARNA AASAAN HAY YA AUR APNE OPAR MAZEED KAAM LE LO ..KHUD SOCH LE AADMI KON SI CHEEZ AASAAAN HAY..jitna deen Allah ke Rasool day kar gaey hein wo to logon se pura ho nahi raha opar se mazeed bohot sari fazool rasme humare gale daal rahay hein gumrah log..jo hamare Rasool to karne ko nahi keh gaey...aur maze ki baat to ye hay ..jo ye fazool extra gumrahi ki rasme na kare..wo gumrah hay ..badmazhab hay..munafiq hay...wah bhie wah kia logic hay... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 18 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2009

<b ..Gumrahi shroo hi wahan se hoti hay jahan shakhsiyat parsati aajati hay.. Tariq Jameel ka defend karty waqt shakhsiyat parasti or gumrahi ki ye shuraat aapko yaad na rahi ? Taqiya baaz Deobandi, Jhoot bolna tum logo ka turra e imtiyaaz hai aaj jitne bhi firqay banay hoe hein sab shakhsiyat ki bunyaad par hein..har koi kisi na kisi shaks ko follow kar raha hy..jabkay hamaray Rasool Muhammad hein..humein unko follow karna hay..jo unho ne kia aur jo sahaba ne kia bas wohi hamara ittiba ka raasta hay..jo kaam unlogon se match nahi karta wo gumrahi hay..aaj log Rasool Allah ke farman ko chor dete hein is bunyaad par kay hamare bare to kuch aur kehte hein..hum ne to unko aesa karte nahi dekha..KOI BHI AQAL MAND YAHI SOCHTA HAY JITNA KAAM DIYA GIYA HAY WO PURA KARLO..AUR BEWAQOOF KEHTA HAY MEIN AUR BHI BOHOT KUCH KAROONGA...TO JITNA KAAM DIYA GIYA HAY WO KARNA AASAAN HAY YA AUR APNE OPAR MAZEED KAAM LE LO ..KHUD SOCH LE AADMI KON SI CHEEZ AASAAAN HAY..jitna deen Allah ke Rasool day kar gaey hein wo to logon se pura ho nahi raha opar se mazeed bohot sari fazool rasme humare gale daal rahay hein gumrah log..jo hamare Rasool to karne ko nahi keh gaey...aur maze ki baat to ye hay ..jo ye fazool extra gumrahi ki rasme na kare..wo gumrah hay ..badmazhab hay..munafiq hay...wah bhie wah kia logic hay... Hum to sada Muslim hain...ye sada Muslim kehalwany ka saboot Quran or Hadees se Paish karein Mr. alphakashif..Inki naqis samajh me jo sahi lagta hai wo sahi hai jo ghalat lagta hai wo ghalat..Apko shayad ye bhi maloom nahin ki sada Muslim jaisi koi shey Islam me nahin..aap apny aapko kisi Firqy me nahin ginwaty par Apko Maloom nahin ki aap Jaiso ka majuma Sulah e Kulli kehlaya jata hai jo apny aap me Biddati firqa hai...Nijat pany wala sirf ek firqa or wo hai Ahle Sunnat wala jamat to is firqy me ginwaye jany ki jadojehad karein na ki sada Muslim..apko Ahle Sunnat wal Jamat naam pasand nahin Jo humary aaqa o moula Janab e Mustafa Mohammad Rasool Allah ne diya...? Hairat hai !!! Poori book parhny chahy to ye topic Mojood hain.. Hum Ahle Sunnat Wal Jamat hain !! Ahle Quran ya Ahle Hadith kyu nahin? Ahle Haq ki Pehchan Ahle Haq kon ?? Ahle Sunnat Wal Jamat !!, Sayed Irfan Shah Shahab Hum Hain Ahle-Sunnat Wal Jamaat- Sayed Irfan Shah Sahab, Sulah e kulli ka Radd Aqaid E Ahle Sunnat wal Jamat, Sayed Abdul Qadir Jilani Sahab اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Karam e Murshid مراسلہ: 18 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2009 (ترمیم شدہ)

<b ..Gumrahi shroo hi wahan se hoti hay jahan shakhsiyat parsati aajati hay..aaj jitne bhi firqay banay hoe hein sab shakhsiyat ki bunyaad par hein..har koi kisi na kisi shaks ko follow kar raha hai yeh bat likh kar to tum ne apne gumrah hone ki gawahi de di kiyoun ke shakhsiyat parasti to tum logoun main bauhat hai kiy tum loag apne aba .dada.nana.mama maslan ashraf ali thanvi qasim nanotvi ko follow nahi karte Edited 18 اپریل 2009 by karam e murshid اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 20 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 20 اپریل 2009 BHAI SAHAB ZARA WO HADEES PESH KAR DEIN JIS MEIN KAHA GIYA HAY KAY NIJAAT PANE WALA FIRQA AHLE SUNNAT WAL JAMMAT HAY..ZARA COMPLETE HADEES SCAN KEEJEY GA...MEIN BHI TO DEKHON YE KON SI HADEES HAY... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 20 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 20 اپریل 2009 BHAI SAHAB ZARA WO HADEES PESH KAR DEIN JIS MEIN KAHA GIYA HAY KAY NIJAAT PANE WALA FIRQA AHLE SUNNAT WAL JAMMAT HAY..ZARA COMPLETE HADEES SCAN KEEJEY GA...MEIN BHI TO DEKHON YE KON SI HADEES HAY... GG Janab me paish to kar raha hu par mujhy maloom hai isky baad kya hal aapka hona hai...ki jis Jamat "Ahle Sunnat" ki nijatyafta hony ke liye aap saboot mang rahy thy inko parhny ke baad aap ye sawal dagengy ki hum (wahabi/gm/deobandi) hi kyu nahin wo Jamat? (1) Hazrat Abdullah Bin Umer (Radi Allahu Anhuma) Kehtay hain key Rasool Allah ney fermaya:"Bani Israil 72 Firqoun per mutafariq ho gaye aur meri umat 73 firqoun per mutafariq hogi. Siwaye 1 firqa key sab key sab Aag mein Dakhil hongey"Sahab-e-Karam (Alehim Ridwan) ney Arz ki "Ya Rasool Allah woh firqa konsa hai" Aap ney fermaya: "Jis Per Main Hoon aur Meray Sahaba Hain" (Jamiya Tarimzi, Jild 2, Page231) Aub Iss hadees mein kitney khulay alfaz mein 1 firqey key Haq honey ka kaha gaya hai.. aur aap her kisi ko theek keh ker Sulah-e-Kul ker rahay hain.. hadees per tu amal kejiye aur 1 key sath rahiye.. (2) Riwayat Hai Key Hazrat Sayiduna Ameer Muaviya Bin Abu Sufiyan (Radi Allahu Anhuma) ney Kharey hoker fermaya key Rasool Allah Hamarey Darmayan Kharey Howay aur Fermaya:"Khabardar Ho Jaoo Key Tum Sey Pehlay Ahle Kitab 72 Firqoun Mein Bat Gaye They aur An-Qareeb Yeh Umat 73 Firqoun Mein Bat Jaye Gi. 72 Firqey Jahanam Mein Jayein Gey aur 1 Firqa Jannat Mein Jaye Ga aur Woh Jamaat Hai"Ibn-e-Yahya aur Amar ney Apni Hadeesoun Mein Yeh Bhi Kaha:"An-Qareeb Meri Umat Mein Aisay Log Niklein Gey Key Gumhrahi Un Mein Yon Sirayat Ker Jaye Gi Jaisay Pagal Kutey Key Katey Howay Jism Mein Zehr Sirayat Ker Jata Hai" (Sunan Abu Dawood Sharef. Jild 3, Page 428) Dekha Siwaye 1 key Sab Qat'ee Jahanami hain.. Tafseer-e-Noor-ul-Irfan Shareef mein Hakeem Ul Umat Mufti Ahmad Yar Khan Naeemi (Aleh Rahma) fermatey hain "72 Jahanami Firqey Sirf Qoumi Shanakht Key Lihaz sey Muslim kehlayein gey.. Jab Key Hongey BAD MAZHAB QAT'E AZAB-E-NAR KEY HAQDAR" (3) Hazrat Ans fermatey hain key Rasool-e-Kareem ney fermaya: "Bani Israil 71 firqoun mein bat gaye aur meri umat 72 firqoun mein bat jaye gi, Sab Jahanam mein jayein gey Siwaye 1 key aur Woh Jamaat Sey Wabasta rehney waley hain" (Sunan Ibn-e-Majah, Jild 2, Page 487) Yahaan kul 72 kahey gaye hain.. aisay kuch mazed riwayat bhi hain. jin mein kul 72 kaha gaya hai.. mager zayada ter 73 per hi itifaq hai.. (4) Hazrat Abu Zar sey Riwayat Hai Key Rasool ney fermaya:"Jo Shakhs Jamaat Sey Aik Balisht Bhi Dour Howa Uss Ney Islam Ki Rasi Apni Gardan Sey Nikaal Di" ("Masnad Imam Ahmad, Jild 5, Page 180" , "Mishqaat Shareef Jild 1, Page 40", Mustadrak Shareef, Jild 1, Page 117") Yeh Hadees Buhut Hi Qabil-e-Tawajo Hai.. 3 motaber hawaloun sey naqal ki gayi hai.. Khudara Apney Galey Sey Eman Ki Rasi Ko Na Nikalye aur Aik Haq Jamaat Ahle Sunnat key Daman sey Wabasta ho jaye aur Haq ko Haq aur Batil ko Batil Kahiye.. (5) Hazrat Abdullah Bin Umer Farooq (radi Allahu Anhuma) kehtay hain key Rasool Allah ney fermaya:"Allah meri umat ko qayamat tak gumrahi per jama na fermaye ga aur bari jamaat ki itibaa kero... jo bari jamaat sey alehda howa woh aag mein daala gaya"Imam Hakim ney iss mazmoon ko teesri sanad key sath Umer bin Deenar An Ibn-e-Umer An Rasool-e-Kareem Tareeq sey bhi naqal kiya.. (Mustadrak Al-Haakim, Jild 1, Page 116) Pas Sulah-e-Kul wala tu saaf aik alehda firqa hi howa.. key Sarkar khud 1 jamaat ki itiba ka hukm ferma rahay hain.. aur Sulah-e-Kul wala firqa 1 ko chor ker tamam ko sahi keh raha hai.. (6) Rasool Ullah ney fermaya:"Bani Israil Key Log 71 Firqoun Mein Taqseem Ho Gaye They aur Meri Umat Key Log 72 Firqoun mein Taqseem Hongey. Jin Mein 71 Firqey Jahanam Raseed Hongey aur 1 firqa Janat mein Dakhil Hoga"Sahaba-e-Karam (Alehim Ridwan) ney Arz Kiya: "Ya Rasool Allah wa Woh Aik Nijat Yafta Firqa Konsa Hai?"Fermaya: "Woh Ahle Sunnat Wa Jamaat Hongey" (Tanbeeh-ul-Ghafeleen baAahadees Syid-ul-Anbiya-e-Wal Murasaleen, Page 301) Lejiye Yeh Hawala Aagaya Hadees sey key Barhaq Jamaaat Ahle Sunnat hi Hai.. aik aur hawala lejiye.. (7) Nabi-e-Kareem ney fermaya:"Meri Umat Mein 73 firqey hongey aur Nijat paney wala 1 giroh hoga baqi sab (jahanam mein) Halak ho jayein gey"Sahaba-e-Karaam (Alehim Ridwan) ney arz kiya "Nijat Paney Wala Konsa Giroh Hoga?"Irshad fermaya: "Ahle Sunnat Wa Jamaat"Arz Kiya: "Ahle Sunant wa Jamaat ka Kiya matlab"Fermaya: "Woh Tareeqa Jis Per Iss Waqt Main Hoon aur Meray Sahaba Hain"(Al-Malal Wal Nahal, Shehr Sataani, Jild 1, Page 21) kitney hawaley doun? waisay Man'ney waley key liye tu 1 bhi buhut hai.. (1) Hazrat Sayiduna Qutb-e-Rabani, Mahboob-e-Subhani Sheikh Abdul Qadir-e-Jilani fermatey hain. "Iss Terha Nabi-e-Kareem ki Hadees-e-Mubarka Key Mutabiq Kul Firqey 73 hain aur Nijat Paney Wala Firqa AHLE SUNNAT WA JAMAAT hai.. (Ghuniyat-ul-Talibeen, Page 200, Jild 1, Matbooa Nafees Acadamey Karachi) (2) Hazrat Sayiunda Ahmad Kabeer Rafayi (Aleh Rahma) Key Jansaheen Hazrat Syid Muhammad Abul Huda Aafandi (Aleh Rahma) 73 firqoun ki tafseel mein fermatey hain."73wan Firqa Nijat Yafta Ahle Sunnat Wal Jamaat Ka Hai.. Jo Afzal Tareqay Per Qaim Hai.." Al-Haqeqat-ul-Bahira Fi Asrar-ul-Shariya, Page 27) (3) Hazrat Ghous-ul-Zamaan Sayidna Abdul Aziz Dabagh (Aleh Rahma) fermatey hain.."Kisi Banda Ko Fatah (Kashf Sadar) Tab Hi Naseeb Hoti Hai Key Woh Ahle Sunnat Jamaat Key Tareqay per Hoo. aur Allah Ka Koi Wali Bhi (Ahle Sunnat Jamaat key ilawah) Kisi Dosrey Aqeday Ka Nhin Howa" Allama Ahmad Bin Mubarak (Aleh Rahma) naqal fermatey hain.. "Main Ney Hazrat Syidi Abdul Aziz Dabagh (Aleh Rahma) sey Hamesha Ahle Sunnat Wal Jamat kI tareef suni. fermatey they key "Mujhay Ahle Sunnat sey Buhut Zayada Muhabbat Hai aur Allah sey Dua Mangta Hoon Key Issi (Ahle Sunnat) key aqeeday per mera khatima hoo" (Al-Abraiz Shareef, Jild 1 Page 82) (4) Hazrat Imam-e-Rabani Mujadid Alfe Saani Sheikh Ahmad Sir Hindi fermatey hain. "Aqwal-o-Afaal aur Asool-o-Firoo mein Ahle Sunnat Wal Jamaat ki perwi kerna hi Rah-e-Nijat hai. Kiyon Key Ahle Sunnat Wal Jamaat hi Janati Firqa Hai aur Iss Key Ilawah Jitney Bhi Firqey hain Sab Zawal Pazeer aur Halakat Key Kinarey per Hain. aaj koi iss bat ko janey ya na janey mager kal qayamat ko her koi jan ley ga. per uss waqt jan'na kuch nafa na dey ga. (Maktobat-e-Imam Rabani, Jild 1, Page 86) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 20 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 20 اپریل 2009 JANNATI FIRQA KI SAB SE BARI PEHCHAAN YAHI HAY KE WO RASOOL ALLAH AUR SAHABA KE TARIKE PAR HOGA..YANI WO JO BHI AAMAAL KAREGA WO AAMAAAL RASOOL ALLAH AUR SAHABA KE AMAAL SE MATCH HONGE...AB BRALVION KE AAMAAL KOI BHI MULAHIZA FARMA LE TO USE PATA CHAL JAEGA KE INKA KOI KAAM RASOOL ALLAH AUR SAHABA SE MATCH NAHI KARTA..TEEJA,CHALEESWA,BARSI,KOONDA,GIARVEEN,MAZARAAT PAR JAAKAR GHAIR ALLAH SE SAWAAL KARNA,QABAR PAR AZAAN,NAMAZ KE BAAD SALAT O SALAAM,AZAAAN SE PEHLAY SALAAT O SALAAM,(MEIN CHALLANGE KARTA HOON INMEIN SE KOI BHI KAAM YE SABIT KARDEIN KISI SAHABI NE YA RASOOL ALLAH NE KIA HO..UN SAHABA KE NAAM BATAEIN JO YE KAAM KARTE THAY..MEIN AAJ HI BRALVI BAN JAONGA..RASOOL ALLAH KO AALIM UL GHAIB SAMJHNA ,HAZIR O NAZIR SAMJHNA,BUZGAAN E DEEN KA URS MANANA,UNKO HAJAT RAWAI KE LIYE PUKAARNA,GHAIR ALLAH KI NIYAZ DENA,MILAAD MANANA, INKI ITNI KHUARAFAAT HAY KE UNKO GINA BHI NAHI JA SAKTA..YE APNE AAP KO AHLE SUNNA WALJAMMAAT KEHTE INKA KOI BHI AMAL AESA NAHI HAY JO YE KEH SAKEIN KE DEKHO SAHABA AESA KARTE THAY YA RASOOL ALLAH AESA KARTE THAY..YE KAHINGAY HAMARA YE AMAL IS AYAT SE IS HADEES SE SABIT HAY MAGAR KABHI BHI YE NAHI SABIT KAR SAKTE KAY FALAN SAHABI YA RASOOL NE AESA KIA..AGAR APNI JO KHURAFAAT YE QURAN O HADEES SE SABIT KARTE HEIN..KIA YE QURAN AUR HADEES SAHABA KO SAMJH NAHI AYA TAKAY WO AESA KAR LETAY..SAB INKE BUZURGON KI DIMAGHI IKHTARA HAY..QURAN KI SARI TASHREE INHI KE AALIMON PAR KHULI HAY SAHABA PAR BHI NAHI KHULI....INHON NE WO AMAL KAR LIYE..MAGAR SAHABA NA KAR SAKAY KIONKE UNPAR WO TASHREE NA KHULI..MA'AZ ALLAH..ALLAHUMA ALHIMNEE RUSHDEE..ALLAH IS UMMAT KI AHMED RAZA KE GUMRAH FALSAFO SE HIFAZAT FARMAEY..AAMEEN SUMMA AAMEEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 24 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2009 ..KIA YE QURAN AUR HADEES SAHABA KO SAMJH NAHI AYA TAKAY WO AESA KAR LETAY..SAB INKE BUZURGON KI DIMAGHI IKHTARA HAY..QURAN KI SARI TASHREE INHI KE AALIMON PAR KHULI HAY SAHABA PAR BHI NAHI KHULI....INHON NE WO AMAL KAR LIYE..MAGAR SAHABA NA KAR SAKAY KIONKE UNPAR WO TASHREE NA KHULI..MA'AZ ALLAH..ALLAHUMA ALHIMNEE RUSHDEE..ALLAH IS UMMAT KI AHMED RAZA KE GUMRAH FALSAFO SE HIFAZAT FARMAEY..AAMEEN SUMMA AAMEEN tableegih jamat kay saray chillay tashskeel dooray, darululoom deoband uska darulifta dars e bukhari balkay khud bukhari kia yei sab kaam sahaba kiram nay karay thay aur is say ooper jaiay hadis ki har kitab fiqah balkay khud quran ki printing us mai aairab us kay tarjumay jo saray kaam deobandi wahabi zoar o shoar say kartay hai yei saray kaam sahaba kiram nay karay thay... Allah azzwajal jab deen cheen laita hai tu aqal bhee cheen laita hai Syedi Alahazrat pay lakho salam aur Allah azzwajal ki karoro rahmatain tumharay jaisay badmazhabo ki badgoai say Allah azzwjaal kay auliya ka kuch nahee jata Allah azzwajal kay waliyo ko na koi khauf hai na koi gham aur kal baroz e qayamat tum daikh he lu gay kay Syedi Alahazrat ki dushmani Ahlesunnat wal Jamat ki Mukhalifat Allah azzwjal aur Nabi pak alaihiSlam ki dushmani tumhain kaisay zaleel o ruswa karti hai. wama alaina illal balagh اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 26 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2009 MAZARAAT PAR JAAKAR GHAIR ALLAH SE SAWAAL KARNA It is related from Malik al-Dar, `Umar’s treasurer, that the people suffered a drought during the time of `Umar (his khilafah), whereupon a man came to the grave of the Prophet and said: “O Messenger of Allah, ask for rain for your Community, for verily they have but perished,” after which the Prophet appeared to him in a dream and told him: “Go to `Umar and give him my greeting, then tell him that they will be watered. Tell him: You must be clever, you must be clever!” The man went and told `Umar. The latter said: “O my Lord, I spare no effort except in what escapes my power!”” Hafidh Ibn Hajar al Asqalani -rahimahu Allah- in his books “Fath al Bari” (vol 3 pg. 441): Hafidh Ibn Kathir -rahimahu Allah-: He sites it in his book “al Bidayah wan Nihaya ” (vol7 pg.104 ) Ala’ ad Deen Ali al Mutaqi al Hindi al Burhan Furi (d. 975) in his book “Kanz al Ummal“ Imam Ibn Abd al Bar al Maliki in his book “al Isti’ab fi ma’rifat al As-hab” Ahmad Abdullah at Tabari (d. 694 ) in his book “ar Riyadh an Nadhirah fi Manaqib al Ashara” It is similarly related from the Companion Malik al-Dar that the people suffered a drought during the successorship of 'Umar, whereupon a man came to the grave of the Prophet -- Allah bless and greet him -- and said: "O Messenger of Allah, ask for rain for your Community, for verily they have but perished!" after which the Prophet -- Allah bless and greet him -- appeared to him in a dream and told him: "Go to 'Umar and give him my greeting, then tell him that they will be watered. Tell him: You must be clever, you must be clever!" The man went and told 'Umar. The latter said: "O my Lord, I spare no effort except in what escapes my power!" Ibn Kathir cites it thus from al-Bayhaqi in al-Bidaya wa al-Nihaya and says: isnaduhu sahih; (i.e. its chain is authentic)(1) Ibn Abi Shayba cites it in his Musannaf with a sound (sahih) chain as confirmed by Ibn Hajar who says: rawa Ibn Abi Shayba bi isnadin sahih and cites the hadith in Fath al-Bari.(2) He identifies Malik al-Dar as 'Umar's treasurer (khazin 'Umar) and says that the man who visited and saw the Prophet -- Allah bless and greet him -- in his dream is identified as the Companion Bilal ibn al-Harith, and he counts this hadith among the reasons for al-Bukhari's naming of the chapter "The people's request to their leader for rain if they suffer drought." He also mentions it in al-Isaba, where he says that Ibn Abi Khaythama cited it.(3) (1) Ibn Kathir, al-Bidaya wa al-Nihaya (7:92). (2) Ibn Hajar, Fath al-Bari, Book of istisqa ch. 3 (1989 ed. 2:629-630). (3) Ibn Hajar, al-Isaba (6:164 #8350). اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔