Jump to content

MUrshidi attar say mutalliq waswasa

jahangeer

تجویز کردہ جواب

(wasalam) . jab hum log darso bayan kartay hain to kehtay hain. jab bhi darso bayan sunye laparwahi say idher udher dekhtay huye balon ya kapron ko sehlatay huye dars o bayan sunnay say is ki barkaten zail hojanay ka andesh hay. lekin jab bhi murshidi attar bayan farmaraya hotay hain to jhanda hath main hota hay or kehnay waly kehtay hain k wesay to tum log khud lacture detay ho k adab say suno or tumhara peer to khud tawajjah hata raha hay. ye sawal mujhay dawat e islami ko hi send karna chahiye tha mager sawal o jawab k option mujhay nahi mil raha dawat e islami ki web site per. Alhamdu lliah main attari hun main bad mazhab ya munafiq nah hun plz kuch faiz inayat kar den fi-aman:

Murshidi Attar o murshidi faiz ahmed owaisi per noor barsat ho

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(bis)

pyare bhai aap ko sabse pehle is mehfil me qushamdeed

aap ko ek misaal detaa hon jab school me master hum ko lakdi se darate howe kehta hai k qaamoshi se sabaq ko suniye is kaa matlab a nahi k o khud qaamoosh rahe

yahan per aur ek baat batadon k yahan per danda darane k liye hai taake students sabaq dhyan se sunen magar bapa jaani ne jhanda mubarak ko aapna ek mohabbat kaa izhaar samjha hai aur kyu naa hum ko jhande se ulfat ho aur isse hum apne aqa (saw) ki mithi baaten dhyan se sunenge

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...