Jump to content

Malfoozat main kufriya Qisa......

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

  • جوابات 59
  • Created
  • Last Reply
(bis)

SABIT HOGIA WO UNKO MAABOOD NAHI MAANTAY THAY BALKAY UNKO ALLAH SAY QURBAT KA ZARYA SAMJHTAY THAY BILKUL ISI TARAH JIS TARAH AAP LOG MAZAR WALAY AULIA ALLAH KO ALLAH KI QURBAT KA ZARYA SAMJHTAY HO...

UN KAAFIRON NE KABHI BHI ALLAH KA INKAAR NAHI KIA ..BALKAY IQRAR KIA HAY HUMKO PEDA BHI ALLAH NE KIA HAY AUR RIZQ BHI ALLAH DETA HAY...BUT YE BUT(KISI ZAMANE KE BUZURG) HUMKO ALLAH SE QAREEB KARTE HEIN...

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Hadees parh kar pareshan nahi hein..tumhari jahalat par hairat ho rahi hay kia hadees thi tum logo ne kia bana diya usko..tehreef master to ho hi tum log ..Rasool Allah farma rahay hein namaz se meri madad karo to jannat mil jaegi tum kehto ho deen ki madad karo..jahan tak baat Allah Ta'ala ki hay..Wo jo shart lagate hein wo Allah ki sunnat hoti hay..ye karoge to milega..ye koi shart nahi hoti Allah ki balkay ye Allah ki sunnat hoti hay wo sab kay sath barabar chalta hay..is liye Allah Ta'ala jitni cheezon par shart lagate hein wo uski sunnat hay ..Rasool Allah ko bhi pata tha ke ye shaks jannat maang raha hay kionke Allah ki sunnat hay baghir ammal ke jannat nahi milti is liye Rasool Allah  (saw) ne namaz ki shart lagadi..mein ne surah toba ki ayat pesh ki thi..usko parh lo sab samjh aajaega ..uska jawab gol kar diya..bilkul khula likha hay ke Rasool Allah (saw) ne mana farma diya kay mere pass  kuch bhi nahi ke mein tumhein sawar karaon  kisi sawari par..phir bhi baat samjh na i tum logon ko....ayat ka jawab do tum log...

Link to comment
Share on other sites

(salam)

post-2048-1241000835.jpg

post-2048-1241000846.jpg

post-2048-1241000855.jpg

fi-aman:

Sahi kaha aap ne

ye sare but asal mein bazahir hein to pathar ke magar unki history mein jain to wo koi na koi muqarab buzurg hein apne zamane ke jinko ye kufaar qurbat ka zarya samjhtay hein bilkul isi tarah jaysay ye Aulia Allah ko samjhtay hein..Allah samjh ata farmaey

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(salam) , sunni bhayoon ko,,

 aur haqeeqat sahb,, app ko lambay choray jawab denay ka koi faida nahee, is liya aik hee fikray main jawab day raha hoon, 

         kah ajj lay unn (saw) ki panah ajj madad mang unn (saw) say , tab na manay gay qiyamat main agar mann gai, 

 kion kah ajj bhee ham sunni hee, Rasool  (saw) ko pukaratay hain,, aur kal bhee ham sunni heee Rasool  (saw) ko qiyamat main apnee shafat kay liya pukarayin gay,, aur thumaray jasee door kharay hoon gay.

  akahar main dua hai,, kah Allah (azw) tum ko hidiyat naseeb karya,,,Ameen

Duaon ka buhat shukariya, Allah aap per bhi apni rehman nazil farmay, Ameen.

Sag-e-Raza Sahib agar aap meray points pay baat kerain gay to ziada behtar ho ga, aur aap nay jo chand lafzon main batain kin hain, kindly unko Quran o Hadees k reference say wazeh ker dain to baat samajhanay main aur assani ho gi. Shukriya

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam) , sunni bhayoon ko,,

 aur haqeeqat sahb,, app ko lambay choray jawab denay ka koi faida nahee, is liya aik hee fikray main jawab day raha hoon, 

         kah ajj lay unn (saw) ki panah ajj madad mang unn (saw) say , tab na manay gay qiyamat main agar mann gai, 

 kion kah ajj bhee ham sunni hee, Rasool  (saw) ko pukaratay hain,, aur kal bhee ham sunni heee Rasool  (saw) ko qiyamat main apnee shafat kay liya pukarayin gay,, aur thumaray jasee door kharay hoon gay.

  akahar main dua hai,, kah Allah (azw) tum ko hidiyat naseeb karya,,,Ameen

Aray sahaba karam(RA)k baaray main kia khiyal hai jo imaan laanay k baad saari umer Allah ko pukaartay rahay?

Ya koi hadees ya Quran ki ayat post kero jis main Allah (azw) nay yaa Rassol Allah  (saw) nay kaha ho k museebat dukh takleef main mujhay pukaaro.

Link to comment
Share on other sites

O janab kabhi kuch study ke ho tu pata chalay na.Kya tum nain Hazrat Syedna Imam Zain Ul Abedin Radi Allah o Un ho ke Naat suny hay.

YA SAYYIDI IRHAM LA NA

is k last verse main aap farmatay hain

YA RAHMAT Al LILL AALMEEN

ADRIKNI ZAIN AL ABEDIN

Ab is NAWASA E RASOOL Sal Allah o Alaih e Wasalam k baray main kya ray hay.????Aur aik HAdees Sharif paish kar raha hon zara parna isay...

Imam Bukhari, Hafidhh Ibn Taymiyya and Qadi Shawkani all posed the same question, that if a person’s foot becomes numb, what should he do? Their recommendations were the same, and included with their answer, the following hadith.

Some time after Rasul Allah, (May Allah bless him and grant him peace), had passed away, ‘Abd Allah Ibn ‘Umar [May Allah be pleased with Him] was in Najd where one day his foot became numb. As a remedy to alleviate the pain, a person said to him. “Remember the one whom you love the most!” Upon hearing this Ibn ‘Umar [May Allah be pleased with Him] said “Ya Muhammad! [May Allah bless him and grant him peace]” and his foot made an immediate recovery from numbness.

Imam Bukhari, Adab al Mufrad al Kalim al Tayyab; Hafidhh Ibn Taymiyya and Qadi Shawkani, Tuhfah al Dakireen chapter on Khadirat Rijluhu, and also Imam Nawawi’s Kitab al Adkar

Ab mila koi saboot.Hay koi is ka jawab????

Link to comment
Share on other sites

(salam)

post-2048-1241005565.jpg

Aap bhi Qabar walo say dua kertay hain, nabi (saww) nay farmaya k dua bhi ibadat hai, yani qabar walay aap k mabood huway

fi-aman:

Masha Allah bohot achi kosish hay aap ki..Allah jaza e Khair ata farmaey aap ko...Bohot achi daleel say jawab diya hay..

Allah inko samjh ata farmaey..Aameen

Link to comment
Share on other sites

Masha Allah bohot achi kosish hay aap ki..Allah jaza e Khair ata farmaey aap ko...Bohot achi daleel say jawab diya hay..

Allah inko samjh ata farmaey..Aameen

is Wahabi Haqeeqat ko isi Dua or ibadat ke masly par humny sawal kiya tha jiska jawab aaj tak kisi kharji se na bana or ye dekho ek dusry ki peeth thaph-thapana  :lol: ...agar aapko apny bary me kuch khush fehmi hoto jawab juta layein...Kya Har Dua Ibadat hai 

Link to comment
Share on other sites

is Wahabi Haqeeqat ko isi Dua or ibadat ke masly par humny sawal kiya tha jiska jawab aaj tak kisi kharji se na bana or ye dekho ek dusry ki peeth thaph-thapana  :lol: ...agar aapko apny bary me kuch khush fehmi hoto jawab juta layein...Kya Har Dua Ibadat hai 

YE HAY AAP KE MAZARON KI HAQEEQAT..GHOR SE PARHO AUR TOBA KARO

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...