Jump to content

Malfoozat main kufriya Qisa......

MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

• جوابات 59
• Created
• Last Reply
مراسلہ: (ترمیم شدہ)
(bis)

Mairay bhai shaid aap ko pata nahi k jab aap (saw) k chacha abu talib Fout honay lagay to Aap (saw) nay in say kaha tha k chacha kalima padh lain..Is say yeh maloom hoa k aap (saw) chahtay thay k mairay chacha kalima padh lain aur muislman ho jain..

Allah Quran main Rarmata hai...

Ay Nabi(saw) us banday ko koun bacha sakta hai jis per main azaab ka hukam day doon.Kia aap (saw) usay bacha saktay ho. (Surah Zumar .Ayah No: 19)

Edited by MOUWAHID
Link to comment
Share on other sites

QURAN PAK KI AYAT SURAH KAHAF (AAY NABI (saw) KIA AAP APNE AAP KO HALAAK KAR DALINGAY AGAR YE LOG IS QURAN PAR EMAAN NA LAEY )

IN AQAL KE ANDHO BRALVION KO YE BAAT SAMJH NA I AGAR IKHTIAR HOTA KE SAB KO EMAAN NASEEB HOJAEY TO KOI KION APNE AAP (saw) KO HALKAAN KARE KION RO RO KAR APNA BURA HAAL KARLE..AIK NAZAR KARAM DAAL DETE SAB KO EMAAN MIL JATA APNI JAAN KO KION ITNA HALKAAN KIA RASOOL ALLAH (SAW)NE..

KAASH AHMED RAZA KO YE BAAT SAMJH AAJATI TO IS GREEN UMMAT KO GUMRAHI NA MILTI..

Link to comment
Share on other sites

AGAR YE BAAT HAY TO JAB RASOOL ALLAH (saw) NE SHEHED KO APNE OPAR HARAAM KAR LIYA TO KION ALLAH MANA KAR DIYA KAY NAHI ISKO HARAAM NA KARO..YAHAN PAR IKHTIAR KAHAN GIYA...AUR JAB WO NABEENA SAHABI KOI BAAT POOCHNE AYE AUR AAP (saw) BARE BARE KUFAAR KO DAWAT DE RAHAY THAY AUR IN SAHABI KE SAWAL SE NAGAWARI MEHSOOS KI ..TO KION ALLAH TAALA NE KAHA IN KUFAAR KO CHORO JO BERAGHBAT HEIN AUR KION PHIR UN NABEENA SAHABI KE PEECHAY GAEY..YAHAN PAR IKHTIAR KAHAN GIYA...KION MANA KIA GIYA..AESI BOHOT SARI CHEEZEIN HEIN..AAAP LOGON NE TO DEEN KO KIA SAY KIA BANA DIYA...ALLAH HI SAMJHE GA AAP LOGON KO..JO GUMRAHI KA BERA AAP LOGON NE UTHAYA HOA HAY..

Link to comment
Share on other sites

aap kay sheikh e gangooh sahab ki zuban say jab sirf aur sirf Haq nikal sakta hai aur nijat sirf rasheed gangohi ki ittaba mai he mumkin hai deobandiyo ki tu hairat balaiay hairat hai Allah azzwajal kay sachay auliya kiram ki zuban say nikalny wali baat par aap ko itna aaitaraz hai.

TUMKO KISNE KEH DIYA MEIN DEOBANDI HOON..AUR YE TUM LOGON KA ACHA TARIAQA HAY KAY APNE AKABIR KI GANDAGI CHUPANE KE LIYE DOOSROON KI BATEIN PESH KARNE LAGTE HO..WO BHI TO AESA KEHTE HEINNNNN....BUS YAHI JAWAB HOTA HAY TUM LOGON KAY PASS...

Link to comment
Share on other sites

agar wo shaks jannat ki bajaey koi sawari ya ghora maang leta to kia Rasool Allah (saw) usko ata farma dete ???

Link to comment
Share on other sites

RASOOL ALLAH (saw) ABU TALIB KE EMAAN KE LIYE QASAM KHA LETE..ALLAH UNKI QASAM PURI KAR DETA..

ABU TALIB KO EMAAN NASEEB HO JATA..AAP LOGON KI BAS BEKAR BATEIN HEIN AUR KUCH NAHI..

Link to comment
Share on other sites

shukar he aap logon ne ye to mana ke Rasool Allah (saw) masiyat e Ilahi aur Wahi ke taabe hein..yahi to mein aap ko sanjhana chah raha tha..aur ikhtiyar e kul ka matlab hota hay jo Rasool (saw) ne chaha wo pura hokar rahe ga chahe mashiyat Ilahi shamil ho ya na ho..

Link to comment
Share on other sites

shukar he aap logon ne ye to mana ke Rasool Allah (saw) masiyat e Ilahi aur Wahi ke taabe hein..yahi to mein aap ko sanjhana chah raha tha..aur ikhtiyar e kul ka matlab hota hay jo Rasool (saw) ne chaha wo pura hokar rahe ga chahe mashiyat Ilahi shamil ho ya na ho..

Link to comment
Share on other sites

post-2742-1240101487.jpg

(bis)

(salam)

Allah Subhana ka farman hai

post-2048-1240400003.jpg

Mohtaram Toheedi Sahib, aap adhi hadees chor rahay hain aur adhi hadees say apna matlab nikaal rahay hain, baqi hadees (hadees ka akhari hissa) bhi to dekhain, Nabi (saww) farma rahay hain kasrat-e-sajood say meri maddad kero. Yani nabi (saww) bhi dua kerain gay aur Hazarat Rabia (R A) ko bhi kaha k woh bhi naik amal kerain. Aur Yehi baat Hazarat Soban (R A) nay bhi Nabi (saww) say kahi to unko bhi yehi kaha k Sajood ki kasarat kia kero. Iss hadees main to nabi (saww) nay woh tareeqa bataya jis say Nabi (saww) ka sath kaisay naseeb ho sakta hai.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
• حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

• کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا

• Create New...