Talinenoor مراسلہ: 8 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Asslamoalaikum 2 all muslims, Ahlehadees ka laqab utna hi urana hai jitna AhleSunnet ka aur yeh donon aik hi jamaat ke naam hain. Jo Ahlehadees hai wohi AhleSunnet hai aur jo AhleSunnet hai wohi AhleHadees bhi hai. Neez jin logon ne logon ko dhoka dene ke liye jhooti qasamen kha rakhi hain ke Ahlehadees ka laqab kabhi kissi maslak ya mazhab ke liye istimaal nahin hua unn ka fareb wazeh ho jana chahiye. Iss forum per aik bhai ne Ahlehadees ke laqab ka saboot dia to uss per tarah tarah ke mugalte aur dhoke die gaye hain unn ka jawab pesh-e-khidmet hai. Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen. Edited 8 اپریل 2009 by talinenoor اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 8 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) more Edited 8 اپریل 2009 by talinenoor اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 8 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 Nice sharing اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 8 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 Janab tallinaar sahab aap wahi purana raag alap rahy hain jo kai maheeno pehly ye adhoora chor kar bagh khar huey thy...jabki lazmi to ye tha ki ye pehly un topic me reply karty or jo aitraaz or sawala un topics me uthayegay thy waha unak jawab dete ye nai nai topics banany say aap kuch hasil na kar payengy siwaye dono ki waqt barbadi ke... Ahle Hadith banna Na Mumkin-Jhoot hai !!, Ahle Sunnat banna hi Haq or Dursut hai !! Hum Ahle Sunnat Wal Jamat hain !! Ahle Quran ya Ahle Hadith kyu nahin?, GMs ki "Ahle Hadith" par dakazani ! Wahabi khud likhta hai ki Ahle Hadith sifati naam hai (Jaisa ki example mein Muhajir-Ansar ka mana bayan kiya) Ab Muhajir wahil kehlayega jo hijrat karega wo nahin jo hijrat karny ko haq tasleem to kary par hijrat na kary...isi tarah Ansar wahi kehlayega jo Madad kary na ki Madad karny ko sahi tehraye...hasil kalam ye ki sifati naam aapny accept jab kar liya to lazim tha aap par ki aalim fil hadees ya aamil fil hadees(umoomi) hony ki sifat aapmy mojood hoti..par kya aisa hai ya dusry lafzo me kya ye possible hai...Jaisa ki aagy aap khud parehngy....to Samjahana ye maqsood tha ki Ahle Hadith Laqab sifati to zaroor hai par usi ke liye jo iska Mustahiq ho har aira ghera GM nahin...jisy kutub e ahadis ki kitni kitabein hain unky naam tak na lene aaty hon.. Ahle Hadith Laqab FANNI aitbaar se istemal kiya gaya na ki maslakan... iska tafseeli Jawab agli post me dekhiye... Sahib e Tafseer Rohul Bayan (Janab Hazrat Ismail Haqqi Rehmatullah Alhe) ko naaqibat andaish ke alqaab se nawazna aap GM ka hi turra imtiyaaz hai...Allah bachaye Aisy Naam Nihad Ahle Haditho ki sohbat se... Wahabis ke taar Qadeem dor ke firqo se hai par Afsos Batil firqo se Jaisy Moutzila or Tashbiha phir aagy chal kar Wahabi humy ibn timiya ka hawala phir koi Mughal badshah ki Ghair Muqallid olaad ke shaikh ka hawala or Deobandi-Nadwiyo ka is GM ki tarreefo ke qowl pasih karky Allah jany kis nashy mein ye bawar karwana chahta hain ki Jab in Jehla GM ke liye sahaba ka qowl or fail hujjat nahin to inko kis mu se paish karna chahta hai...or rahi baat ibn timiya ko wali Allah or etc etc kehny ki is khabees ka zikr kar kyu is ibn timiya ki mazeed matti paleet humary hatho karwana chhaty ho? phir behas kahin se kahin na pohonch jaye... Kehna maqsood ye ki is bandy ko sab kuch mila par jo iska dawa hai usi dawy ko isny jhutla diya ki humara Minhaj Quran or sunnat hai..Ary Allah ke bandy agar tera Minhaj Waqai Quran or Sunnat hai to phir kyu apny moqif ki taeed me paish karta? Quran or Sunnat kiska Minhaaj hai ye hum in Naam Nihaad Ahle Haditho ko batay hain or apna Deen inhi dono se sabit karengy InshaAllah...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 8 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 8 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 10 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Asslamoalaikum 2 all muslims, Edited 10 اپریل 2009 by talinenoor اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 10 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2009 more اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 11 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 11 اپریل 2009 Allah Arash per Mustavi hai. Janab Asif Attari sahib Had hoti hai hat dharmi ki bhi, baat horahi thi Arsh per mojood honye ki aap aa jatye hian Ishtabah leker ke "Istawa" ko 1) Jahil hum hain ya aap dhoka de rahtye hain, logon ko asal baat ki taraf se ghuma ker apni baat per le aaye, is ka aik hi matlab hai ke jawab aap ke paass nahin Janab Humara kehna humesha se yahi hai ke Quran ke mutabiq "Allah Arsh per mustavi hai",....... pehlye isko tor lo, phir agli baat ke "Kesye mustavi hai, kia sorat hai", ye sab ishtabah main dakhil hain, Humnye yahan sorrat, postion, condition ki baat nahin ki bulkye aap to bataya hai ke Allah Arsh per hain jo ke Saat aasmano ke uooper hai, Ab aap batayen aap ko eitiraz kis baat per hai?, Arsh ke satwen(7th) aasaman per honye per ya phir us Per Allah ke mustavi honye per (khayal rahye ke istawa ke maanye, ya condition per baat nahin ho rahi hai)? Aap logon ka kia kehna hai is ayat ke tarjmye per ke "Allah Arash per mustavi hai" 2) Yahan per shoaib sahib jis Hadeeth ki baat kar rahye hain woh sirf aik hi hai or woh hai Allah ke Rasool ke qol ki, baaqi taareef ka humye bhi ilm hai (behar hal taareef ka shukriya), ab aap ka istadlal to tamam qisim ki hadeethon se nikal sakta hai bashariya ke woh aapke mowafiq ho, zaeef ho, munkir ho, shaaz ho, mursal ho aap ko sirf muwafiqat chahiye... 3) laqab, nisbat-e-moossis, nisbat-e-jaye pedaeesh, ye saab bunyadi tor per aap ke saath hi jurye hoye hain (Bareli ki jaye pedhaesh, Raza khani ya Razawi, or ab Attari,), ab aap kesye bardasht kar saktye hain ke koi in ke bajaye apnye Asli maslak ki taraf nisbat karye tabhi to aap Wahabi, Najdi keh ker khoosh hotye hain. 4) Kitab Ja-al-Haq ka zikr, shayed aap ko ilm nahin ke is ka radd "Deen-e-Haq bajawab-e-Jaa al Haq" likhi ja chuki hai, lakin yaqeenan aap ne mulahiza nahin ki hongi, zara mulahiza kar lain, to behtar hoga, kuch aap ki tashafi bhi ho jayegi filhal itna kafi hai Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
navaid_khan مراسلہ: 17 جون 2009 Report Share مراسلہ: 17 جون 2009 Asslamoalaikum 2 all muslims, Ahlehadees ka laqab utna hi urana hai jitna AhleSunnet ka aur yeh donon aik hi jamaat ke naam hain. Jo Ahlehadees hai wohi AhleSunnet hai aur jo AhleSunnet hai wohi AhleHadees bhi hai. Neez jin logon ne logon ko dhoka dene ke liye jhooti qasamen kha rakhi hain ke Ahlehadees ka laqab kabhi kissi maslak ya mazhab ke liye istimaal nahin hua unn ka fareb wazeh ho jana chahiye. Iss forum per aik bhai ne Ahlehadees ke laqab ka saboot dia to uss per tarah tarah ke mugalte aur dhoke die gaye hain unn ka jawab pesh-e-khidmet hai. Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen. Janab talinenoor Sahib:- Payaray abb ko zabardast thokar lagi hai ya laga de gayi hai, Ahlesunnat aor Ahlehadis ko ek nahi khaa ja asakta inn dono kay darmyian BAD AL-MUSHRAKIN hai, NABI nay hamara naam Ahlesunnat Wa-Jamat rakha hai, Prove kay liay dekho (Tafseer DUR-E-MASOR AYAT YOM TABEED WAJHO (AALAYAH)) kay tehaat NABI pak nay farmaya kay jin kay chehray kayamet kay roz chamaktay hongay wo AHLESUNNAT WA JAMAT hongay.. magar NABI pak Salfi, Asri, Wahabi, Najdi, Ghurba Ahlehadis, Umrah Ahlehadis jasay wasfi namon ka khyen koie zikar kia hai kia?????? Agar abb app ya bolin kay jee Ahlehadis ka ka word bhi sari kutub mai milta hai jasa kay Shah-raheen , Hadis kehtay hain (Haza Kala Ahle Hadis) iss kisam kay words ba kasrat aatay rehtay hain tu maloom howa kay Ahlehadis NABI pak kay dor say chalay aarhay hain tu iss ka jawab bhi mulihaza ho ghor say read karma… Kitabon mai Morekheen kay baray mai Ahle Tareekh ka word use hota hai, Mufasareen kay baray mai Ahle-Tafseer ka word use hota hai, iss he terhan Mohadaseen kay liay Ahlehadis ka word use hota hai,,,, Ghair Mukaladin kay liay nahi. Aor mazeed ya kay app kise Hadis Shareef mai ya Sharah Hadis mai dikha dain kay fiqah kay munkir ko Ahlehadis kahaa gaya ho, abb for example koie insane dosra firqah bana lay aor kahay kay mai ahle-tafseer hon, kitabon mai ya naam aata hai tu kia ya drust hoga? Koie dosra insane ek firqah bana lay aor kahay kay mai ahle-tareekh hon kitabon mai naam aatahai tu kia ya drsut hoga????? Iss he terhan munkir fiqah apna new firkah bana lay aor bolay kay jee mai ahlehadis hon kitabon mai naam aata hai tu kia ya drust hoga???????????? Bila kise mazhabi tassob kay sochyiea, aayi aor details mai chaltay hain agar app samjhna chatay hain tu……… mulihaza ho examples. Pervazi Munkairen Hadis apnay app ko Ahle Quran kehlwatay hain aor dalil ya daytay hain kay Tarmazi Shareef mai BAAB TURAB mai Hadis aayi hai kay NABI pak nay farmaya hai kay “A ahle Quran Witar parho” abb munkiaren hadis kehtay hain kay ya humain khaa gaya hai, (munkiaren hadis hadis kay munkir hain aor idhar hadis say he istidlal kia hai) khair barhal hum kehtay hain kay Angraiz kay dor say pehlay kise munkir Hadis ko Ahle Quran ka kahaa gaya ho? Ya dunia mai koie munkir- ul-hadis ka ahle Quran kehlwanay wala koi firqah mojod ho tu hamain bhi bata dain, Pervazi bhi ya he kehtay hain kay agar QURAN sucha hai (Maaz ALLAH) tu Ahle- quran bhi bhi suchay hain. Aor app ka bhi wo he nara hai kay jee AHLEHADIS tu NABI pak kay dor say chalay aarhay hain. Jub say Hadis hai Ahlehadis bhi hain, agar Hadis suchi hai tu Ahlehadis bhi suchay hain, jub kay hum app say ya pochtay hain kay kia Angraiz kay dor say pehlay Munkir Fiqah Ahlehadis kay naam ka koe firqah mojood thaa?????? Nahi meray bhai hurgiz nahi pori kaynat mai iss naam ka koie firqah nazar nahi aata, agar hai tu hamain bhi bata dain, dosri baat ya hai mohterm kay chalo kise hadis pak say he dikha do kay munkir fiqah ko ahlehadis kahaa jaata ho……. Mazeed kuch aagay chalatay hain samjhnay kay wastay. Jasa kay app ka moqif hai kay Ahlehadis hon ya Ahlesunnat Wa jamat hon dono ka ek he means hai, tu iss ka mazeed jawab bhi mulihaza ho. Jawab:- Hadis Sahie bhi hoti hai, Zaeef bhi, Hassan bhi, Mursil bhi, Mafal bhi, Munkatah bhi, Marfoo bhi, Maqtoo bhi, iss kay alawa aor bhi bohat sari kidns mojood hain , app ka maloom nahi kis ko mantay hongay Sahie Ahlehadis, ya Zaeef Ahlehadis, Mursil Ahlehadis ya Hassan Ahlehadis, Moqoof Ahlehadis ya, Maqto Ahlehadis? Kia app baata saktay hain inn mai kon say walay ahlehadis hain app? Mazeed ya kay Sunnat Zaeef nahi hoti jub kay hadis ke kafi sari iksam mojood hain tu mohterm ahlehadis aor ahlesunnat same kasay hogay?????? Abb kast mai different bhi dekh lain Ahlesunnat Wa jammat mai aor Ahlehadis mai. Ahlesunnat Ayimah Arraba ke Takleed kartay hain (Farooie Masail mai) Jub kay mojooda ahlehadis iss ko shrik kehtay hain. 2. Ahlesunnat 3 tallak ko 3 he kehtay hain. Jub kay ghair mukalid marwajha ahlehadis 3 talaak ko ek kehtay hain (Shia ke terhan) 3. Ahlesunnat Olia Ikram ke Tazeem aor ahtram kartay hain. Jub kay ghair mukalid Olia Ikram ke baja khamian nikaltay hain. 4. Ahlesunnat Sahaba . ko Mayar Haq samjtay hain. Jub kay ghair mukaid Sahaba ko mayar haq nahi samjhtay. 5. Ahlesunnat Sabaha kay fail ko bhi sunnat samjhtay kehtay hain. Magar ghair mukalid Juma ke dosri azan ko USMANI Bid’at kehtay hain. 6. Ahlesunnat Namz kay baad haat utha kay Dua kartay hain. Jub kay ghair mukalid nahi kartay balkay iss ko bid’at kehtay hain. 7. Ahlesunnat Hayat-UN-NABI kay kayil hain. Jub kay ghair mukalid iss kay kayil nahi hain. 8. Ahlesunnat 20 tarveeh kay kail hain. Jub kay ghair mukaild sirf 8 kay kail hain. 9. Ahlesunnat NABI pak kay rozay ke zayarat ko sawab samjhtay hain. Jub kay ghair mukalaidn issay haram kehtay hain 10. Ahlesunnat Ghoray (Horse) ka gosht haram samjhtay hain. Jub kay ghair mukalid halal samjhtay hain. 11. Ahelsunnat kay yahan Roza RASOOL PAK Mohterm tareen mukam hai. Jub kay ghair mukailden kay yahan bid’at hai girana wajib hai. (Uraf Al-Jihadi) Barhal ya thora sa baatya hai iss say zadha ikthilafat bayan ho saktay hain kay pori book bun jay tu itnay ikthilafat honay bawajod ya Ahlesunnat aor Ahlehadis ek kasay ho gay? ALLAH hidayit farmay (AAMIN) Wasa-salam, Navaid Khan. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
navaid_khan مراسلہ: 16 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 16 جولائی 2009 Asslamoalaikum 2 all muslims, Ahlehadees ka laqab utna hi urana hai jitna AhleSunnet ka aur yeh donon aik hi jamaat ke naam hain. Jo Ahlehadees hai wohi AhleSunnet hai aur jo AhleSunnet hai wohi AhleHadees bhi hai. Neez jin logon ne logon ko dhoka dene ke liye jhooti qasamen kha rakhi hain ke Ahlehadees ka laqab kabhi kissi maslak ya mazhab ke liye istimaal nahin hua unn ka fareb wazeh ho jana chahiye. Iss forum per aik bhai ne Ahlehadees ke laqab ka saboot dia to uss per tarah tarah ke mugalte aur dhoke die gaye hain unn ka jawab pesh-e-khidmet hai. Allah samajhne ki tofeeq de, Aameen. جناب تالینور صاحب: ھمارا خیال ھے کہ شاید آپ کو ھمارا جواب جو کہ رومن اردو میں تھا وہ سمجھ نہیں آیا، یا پھر آپ سمجھ گئے ھیں، اگر آپ سمجھ گئے ھیں اور اس وجہ سے کاموشی اختیار کئے ھوئے ھیں تو بہت مبارک ہو کہ آپ حق کو سمجھ گئے ھیں، اور یہ آپ کی جیت ھے، اور اگر آپ کی سمجھ میں ھماری رومن اردو نہیں آئی تو ھم دوبارہ سے وہ ھی ساری باتیں محض آپ کی آسانی اور نیک نیتی کی بنیاد پر دوبارہ اردو میں بیان کئے دیتے ھیں۔ امید ھے سمجھ آجائے گی۔ محترم آپ کا د عوا تھا کہ اہلحدیث ھی اہلیسنت و جماعت ھیں تو پیارے بھائی جواب یہ ھے کہ ان کو ایک نہیں کہا جاسکتا، کیوں کہ ان دونوں میں بعدالمشرقین ھے۔ نبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم نے ھمارا نام اہلسنت والجماعت رکھا ھے (دیکھو تفسیر درمنثور آیت یوم تبیض وجوہ (الایہ) کے تحت نبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا کہ جن کے چہرے روز قیامت چمکتے ھونگے وہ اہلسنت والجماعت ھونگے) مزید یہ کہ تفسیرابن کثیر میں بھی اس ھی طرح کی حدیث موجود ھے۔ نبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم نے ھمارا نام اہلحدیث نہیں رکھا۔ نہ ھی سلفی اثری رکھا ھے۔ اگرنبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم حنفی کہلوانے کا حکم نہیں دیا تو سلفی، وہابی، نجدی اہلحدیث کہلانے کا کب حکم دیا ھے؟ اب اس بات پر آپ ھم سے یہ سوال بھی کر سکتے ھیں کہ جناب اہلحدیث کا لفظ بھی ساری کتب میں ملتا ھے- جیسے شارحین حدیث کہتے ھیں کہ (ھکذ قال اہل الحدیث) یا اس قسم کے لفظ بکثرت آتے ھیں تو معلوم ھوا کہ اہل حدیث نبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم کے دور سے چلے آرہے ھیں، تو ان کو غلط کیسے کہا جاسکتا ھے؟ تو اس کا جواب بھی حاضر ھے، دیکھو کتابوں مورخین کے بارے میں مں اہل تاریخ کا لفظ استعمال ھوتا ھے، مفسرین کلیئے اہل تفسیر کا لفظ آتا ھے، اس ھی طرح محدثین کے لئے اہل حدیثکا لفظ استعمال ھوتا ہے، آپ جیسے کسی غیر مقلدین کے لئے نہیں، چلیں آپ کسی حدیث شریف یا شرح سے ھی دکھا دیں کہ کسی فقہ کے منکر کو اہل حدیث کہا گیا ھو۔ اب اس ھی طرح کوئی شخص آپ کی طرح نیا فرقہ بنا لے اور کہے کہ جی میں اہل تفسیر ھوں کتابوں میںمیرا نام آتا ھے، تو کیا آپ اس کو غلط بول سکتے ھیں؟ دوسرا کوئی شخص فرقہ بنالے اور بولے کہ جی میں اہل تاریخ ھوں کتابوں میں نام آتا ھے، تو اس کہ کیا بول سکتے ھیںآپ؟ ظاہر ھے کچھ نہیں اس لئے کہ آپ نے خود کچھ اس ھی طرحکا من گھڑت فرقہ بنایا ھوا ھے، مزید سمجھانے کے لئے آگے چلتے ھیں، دیکھو پرویزی اپنے آپ کو اہل قرآن کہلواتے ھیں اور دلیل یہ دیتے ھیں کہ ترمذی شریف باب الوتر میں حدیث آئی ھے کہ نبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا “اے اہل قرآن وتر پڑھو“ اور اب منکرین حدیث کہتے ھیں کہ یہ ھمیں کہا گیا ھے، ھم ھر جگہ چلاچلا کر تھک گئے کہ انگریز کے دور سے پہلے کسی منکر حدیث کو اہل قرآن کہا گیا ھویا دنیامیں منکرین حدیث کا اہل قرآن کہلوا کر کوئی فرقہ موجود ھو تو ثابت کیا جائے، وہ بھی یہ ھی کہتے ھیں کہ جب سے قرآن ھے اہل قرآن بھی ھیں-اگر قرآن سچا ھے تو اہل قرآن بھی سچے- اور معاف کیجئے گا آپ غیرمقلدین اہلیحدیث کا بھی وہ ھی نعرہ ھے کہ اہل حدیث نبی کریم صلی علیہ والہ وسلم کے دور سے چلے آرہے ھیں، اگر حدیث سچی ھے تو اہلحدیث بھی سچے ھیں- حالانکہ انگریز دور سے پہلے منکر فقہ اہل حدیث نام کا فرقہ پوری کائنات میں کہیں نظر نہیں آتا۔ اچھا چلو کسی حدیث میںدکھا دیں کہ منکر فقہ کو اہل حدیث کہا جاتاھو۔۔۔۔۔ اگر اب بھی آپ کا یہی موقف ھے کہ اہلحدیث ھی اہلسنت والجماعت ھیں، یا دونوں کے ایک ھی معنی ھیں تو پھر وضاحت کے لئے مزید آگے چلتے ھیں۔ دیکھو بھائی، حدیث صحیح بھی ھوتی ھے، ضعیف بھی، مرسل بھی، معضل بھی، منقطع بھی، موقوف بھی، مقطوع بھی- اس کے علاوہ اور بہت سی اقسام ھیں- اب آپ بتائیں کہ آپ کون سے والے اہلحدیث ھیں؟ یا کس کہ مانتے ھیں؟ کیا آپ صحیح اہلحدیثھیں یا ضعیف اہلحدیث؟ مرسل اہلحدیث ھیں یا حسن اہلحدیث؟ موقوف اہلحدیث ھیں یا مقطوع اہلحدیث؟ اور یاد رھے کہ سنت ضعیف نہیں ھوتی جبکہ حدیث ضعیف بھی ھوتی ھے اور بھی بہت سی اقسام ھوتی ھیں۔ تو پھر اہلحدیث اور اہلسنت والجماعت ایک کیسے ھوگئے؟ اب آخر میں آپکو اہلحدیث اور اہلسنت والجماعت کا واضح فرق بھی بتا دیں۔۔۔۔۔۔ اہلنست والجماعت ائمہ کی تقلید کرتے ھیں (فروعی مسائل میں) جب کہ اہلحدیث فروعی مسائل میں اپنے مولویوں کی تقلید کرتے ھیں، اور وقت پڑنے پر اپنے علماء کو بھی جھوٹا بولنے سے نہیں چوکتے، اگر ان کی کوئی بات حق میں نا جاتی ھو۔ اور تقلید کو شرک بھی کہتے ھیں۔ اہلسنت و الجماعت تین طلاقوں کو تین ھی کہتے ھیں۔ جبکہ غیرمقلد مروجہ اہلحدیث تین کو ایک کہتے ھیں (شعیہ کی طرح) اہلسنت والجماعت ائمہ اکرام اور اولیاء کا احترام کرتے ھیں- جبکہ غیرمقلد اہلحدیث ائمہ اکرام اور اولیاء اکرام کی بے جا خامیاں نکالتے ھیں۔ اہلسنت صحابہ اکرام کو معیار حق سمجھتے ھیں۔ جبکہ اہلحدیث ایسا نہیں سمجھتے۔ اہلسنت والجماعت نماز کے بعد ہاتھ اٹھا کر دعا کرتے ھیں۔ جبکہ اہلحدیث دعا نہیں کرتے بلکہ اسے بدعت کہتے ھیں۔ اہلسنت والجماعت فقہ کے قائل ھیں۔ جبکہ غیرمقلد اہلحدیث فقہ کے منکر ھیں۔ اہلسنت والجماعت حیاۃ النبی صلی علیہ وسلم کے قائل ھیں۔ جبکہ غیرمقلد اہلحدیث اس کے قائل نہیں۔ اہلسنت والجماعت اذان کے بعد نفل نہیں پڑھتے۔ جبکہ غیرمقلد ویسے تو نوافل کے دشمن ھیں لیکن یہاں ضرور پڑھتے ھیں۔ تو میرے بھائی اس طرح کے کافی مسائل اہلحدیث اور اہلسنت والجماعت کے درمیان موجود ھیں جو کہ ھم نے یہاں طولت کے ڈر سے نہیں کرے، پھر بھی آپ بولتے ھیں کہ اہلحدیث ہی اہلسنت والجماعت ھیں۔ کل کو آپ بولیں گے کہ دراصل اھلیحدیث ھی اہلسنت والجماعت (بریلوی) ھیں۔ تو اب ھم امید کرتے ھیں آپ بجائے کسی مذھبی تعثب کے حق کو سمجھیں گے۔ اور آئندہ یہ نہیں بولیں گے کہ اہلحدیث کا لقب اتنا ہی پرانا ھے جتنا اہلسنت والجماعت کا۔ ھم واضع کر چکے ھیں بہت تفصیل سے۔ آپ کے جواب کا انتظار رھیگا۔ الّلھ پاک ھمیں حق بولنے اور اس کو مان نے اور اس پر عمل کرنے کی توفیق عطاء فرمائے۔ (آمین) دعاؤں کی بہت گزارش ھے۔ نوید خان قادری، نقشبندی۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuzaid مراسلہ: 28 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 28 جولائی 2009 نبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم نے ھمارا نام اہلسنت والجماعت رکھا ھے (دیکھو تفسیر درمنثور آیت یوم تبیض وجوہ (الایہ) کے تحت نبی کریم صلی علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا کہ جن کے چہرے روز قیامت چمکتے ھونگے وہ اہلسنت والجماعت ھونگے) __________________________________ Is hadees e Rasool Sallallaho-alayhi wasallam ka masdaq kon log hain is ki tashreeh bhi aap ko karni chahiay kia is ka masdaq woh log hain jo log apnay aap ko Ahlay sunnat o al-jamat kehtay hain laikin unkay aksar amal kay peechay Allah kay Quran aur Nabi Kareem Sallallahoalayhiwasallam kay farman ki dalil bhi nahi hoti jaisay Hari pagri pehnna,Baad az dafan e maiyat Qabar par azan wa quran khowani,Qabar par sajda,Ya-Rasool Allah madad kay naaray,Taqleed e Abu Hanifa RmA,Nabi alayhissalm ki wafat ki tareekh 12r.a ko khoob chiraghan aur jashan waghaira waghair............................................ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
RadiatingAli مراسلہ: 31 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 31 جولائی 2009 * Agar kohi Shia, apnay aap ko Wahabi likhay aur Shia aqahid kee tableegh keray toh batahen, Shia heh ya Wahabi? * Agar Wahabi {Khariji} Ahlul Hadith kay laqab ko aghwa, hijack, ker lenh aur un aqahid kee tableegh keren jin ka asal Ahlul Hadith say kohi talluq nahin, toh kia woh Wahabi heh ya Ahlul Hadith? Mukhtasar jin logoon nay Ahlul Hadith ko Ahle Sunnat likha heh un kay aqahid Wahabiyo apnay Wahabi mazhib say compare ker loh, agar un kay aqahid aur aap kay aqahid miltay hen toh aap be Ahlul Hadith hen, agar aap kay aqahid aap kee Fiqha un kay khilaaf ho toh phir tum khaaq Ahlul Hadith ho. Yeh Ahle Hadith ka itna bara faraad heh jis ko Muhammed Ali Razvi nay two paraghraphs meh cheer kay rakh deeya. Meh abh apnay aap ko Sahabi likhnay lagoon aur Quran say ayaat pesh kerna shoron ho jahoon kay Sahabi kee yeh shaan heh woh toh behtreen Ummat hen joh burahi say roktay aur achai kee taraf mutowajoh kertay hen, toh kia tum mujjay Sahabi maan loh gay? Lota! Lota! hota heh laakh bar us ko tum salan kee plate likho laakh bar us ko murghi ka shorba, zagh e maroofan kee biryaani likho, aur mano, magar haqiqat lotay kee nahin badal sakti, salan kee plate nahin banay gee, is'see tera ka ek lota jissay meh Wahabi aur woh apnay aap ko Ahle Hadith kehta heh, laakh bar Ahle Hadith likhay, Kitaboonh say Ahle Hadith kee shaan biyaan kereh, us waqt Ahle Hadith sabit nahn hoga jab taq us ka Aqeedah Ahle Hadith kay mutabiq nah ho, jin Imamoon kay Ahle Hadith likha gaya heh woh saray muqallid, tum ghair muqallid, woh saray Sunni, tum Wahabi, woh RasoolAllah ko Noor man'nay walay, RasolAllah kee shaan o shokat ko biyaan kernay walay, tooh sab kuch ka munkir, is had taq kay Wahabi tera bas chalay toh mojzaat e RasoolAllah ka be munkir ho jahay, Woh Ahle Hadith aur thay un kay aqahid aur thay, Wahabi-Ahle Hadith aur heh aur us kay aqahid o Fiqha aur heh, jistera lota salan kee plate nahin ho sakta, bakri ko soowar likhnay say bakri soowar nahin ban sakti is tera Wahabi ka apnay aap ko Ahle Hadith likhnay say tum Ahle Hadith nahin ban saktay, agar Ahle Hadith ban'na heh toh phir jin kee kitabooh kay refference deh rahay ho, un kay aqahid be apna loh, jin ko Ahle Hadith likha heh un kay aqahid be apna loh, phir tum waqia hee Ahle Hadith ho gay, warna kutta laakh bar apnay aap ko bakri likhay, us keee haqiqat nahin badlay gee. Ya Kuttay ka naam agar kohi Bakri rakh leh aur bakri bakri kehta rahay, toh us ka matlab yeh thora heh kay kuttay kee haqiqat badal gaee, Wahabi tooh lakh bar Ahle Hadith likh teri haqiqat Wahabiat Kharijiyat heh. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 2 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2009 (ترمیم شدہ) اہلنست والجماعت ائمہ کی تقلید کرتے ھیں (فروعی مسائل میں)جب کہ اہلحدیث فروعی مسائل میں اپنے مولویوں کی تقلید کرتے ھیں، اور وقت پڑنے پر اپنے علماء کو بھی جھوٹا بولنے سے نہیں چوکتے، اگر ان کی کوئی بات حق میں نا جاتی ھو۔ اور تقلید کو شرک بھی کہتے ھیں۔ Aray wah aik taraf to aap humain ghair muqalid kehtay hain aur doosri taraf taqleed jaisa ganda lafaz b humaray lia istaimaal kertay hain. اہلسنت والجماعت ائمہ اکرام اور اولیاء کا احترام کرتے ھیں-جبکہ غیرمقلد اہلحدیث ائمہ اکرام اور اولیاء اکرام کی بے جا خامیاں نکالتے ھیں۔ Yeh to hum per Ilzaam hai.....Hum tamam Aima Arba(RA) ka ahtram kertay hain....Aur tamam aulia Allah ko maantay hain..Laikin un ko Aulia Allah ka muqam hi daitay hain RAb waala muqam nahi daitay...Matlab Sajda Allah k lia kisi peer sahib k lia nahi kisi qabar per nahi....Nazar-o-niaz Allah ki lia kisi bazurag k lia nahi kisi qabar waalay k lia nahi........... اہلسنت صحابہ اکرام کو معیار حق سمجھتے ھیں۔جبکہ اہلحدیث ایسا نہیں سمجھتے۔ Allah k fazal say Sahaba Karam humaaray lia Mishal-e-Rah hain.Unhoon nay jitni mahnat ker k hum tak sahi Ahadees puhanchai aur un ki hifaazat ki woh hum per un ka bohat bada ihsaan hai. Aur apnay peer Ilyas Qadri k b sun lo! اہلسنت والجماعت نماز کے بعد ہاتھ اٹھا کر دعا کرتے ھیں۔جبکہ اہلحدیث دعا نہیں کرتے بلکہ اسے بدعت کہتے ھیں۔ Aap kisi sahi Hadees say saabit ker dain InshAllah main khud namaz k baad ijtmai dua maanga keroon ga. اہلسنت والجماعت اذان کے بعد نفل نہیں پڑھتے۔جبکہ غیرمقلد ویسے تو نوافل کے دشمن ھیں لیکن یہاں ضرور پڑھتے ھیں۔ Is ka jawab hadees say daita hoon. Sahi Bukhari, Baab-Azaan. Edited 2 اگست 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔