MOUWAHID مراسلہ: 4 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Hum aaj jis dour main reh rahay hain ....woh fitnoon ka dour hai.kabi hum nay yeh b soucha hai k jo deen hum ko Jinab-e-Muhammed nay dia tha kia aaj hum us raastay per hain...Hum nay apnay apnay raastay chun rakhay hian koi nakshbandi hai koi qadri hai koi chisti hai koi hanfi hai koi brailvi hai.....Kia hum in sab say nisbatain laga ker b apnay Nabi ko qiamat k din apna chehra dikhain gay....agar anoon nay hum say pooch lia k tum nay apni nisbatain mairay aur mairay deen k saath kion nahi lagain...to hummaray pas koi jawab hai?Agar qabroon per bhangra daalnay waalay say pooch lia k yeh to mairi taaleem na thi to us k pas kia jawab ho ga.....Aaj jo mazaaron per urs mailay lagtay hain agar unoon nay hum say pooch lia k agar mairi qabar mubaarik per urs maila nahi lag sakta to woh kon sa Allah ka wali hai jis k mazaar per tum urs lagaatay rahay...Kabi hum nay yeh b soocha? Edited 4 اپریل 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 4 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 Mouwahid zara mujay yeh tu batao ke URS k meanings kya hain????? Aitraz tu tum har bat par kartay ho laikan aitraz karnay say pehlay yeh b daikh lia karo ke aitraaz kis bat par ho raha hay???? Plz waiting for your reply...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 4 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 Mouwahid zara mujay yeh tu batao ke URS k meanings kya hain????? Aitraz tu tum har bat par kartay ho laikan aitraz karnay say pehlay yeh b daikh lia karo ke aitraaz kis bat par ho raha hay???? Plz waiting for your reply...... Urs ka lafzi matlab hai shadi......Aur aaj kal jo urs lagatay hain darbaaron per us ka haal to aap k saamnay hi hai jo kuch un main hota hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔