MOUWAHID مراسلہ: 4 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 Idhar to hanfi brailvi kehtay hain k ghair mukalid wahabi k peechay namaz jaiz nahi.....To jab Haj kernay jaatay hain to jo Imam Haj ka khutba daita hai woh b to ghair mukalid hai kia us k peechay humara haj aur namazain ho jaati hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
U.J.Attari مراسلہ: 4 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 woh KHUTABAH Shart Hay ? FARZ Hay ? WAAJIB Hay ? Kya Inn Mayn Say Kuch Hay ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 4 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 Yeh mairay sawal ka jawab nahi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
U.J.Attari مراسلہ: 4 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 tumharay jawaab mayn he jawaab hay , ya tou likh do tumhayn elm nahin . farar k 100 bahanay . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 4 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) tumharay jawaab mayn he jawaab hay , ya tou likh do tumhayn elm nahin . farar k 100 bahanay . Aap sahi kehtay ho mujhay nahi pata......is baaray main....laikin mujhay itna pata hai Namaz faraz hai. Edited 4 اپریل 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
U.J.Attari مراسلہ: 4 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 jab elm nahin tou ae'tiraaz ka haq k say ho gaya ? aur NAMAZ tou ALHAMDULILLAH AZZAWAJAL qaza nahin kertay . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 4 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 4 اپریل 2009 Idhar to hanfi brailvi kehtay hain k ghair mukalid wahabi k peechay namaz jaiz nahi.....To jab Haj kernay jaatay hain to jo Imam Haj ka khutba daita hai woh b to ghair mukalid hai kia us k peechay humara haj aur namazain ho jaati hain? baasi topic discussed several times:- kya Hum Sunnion Ka Haj Wahabiyo ke peechy Hota Hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 5 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2009 baasi topic discussed several times:- kya Hum Sunnion Ka Haj Wahabiyo ke peechy Hota Hai Afsoos k hum kis dour main reh rahay hain . ... Humaaray dour main aisay b log hain jo kehtay hain k imam-e-kabah k peechay namaz nahi hoti......Allah ki pannah.....Phir to kal aap kaho k quran main b humaaray khilaaf ayaat hain hum us ko b nahi maantay.......AFSOOS!!!!!!! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 5 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 5 اپریل 2009 Afsoos k hum kis dour main reh rahay hain . ... Humaaray dour main aisay b log hain jo kehtay hain k imam-e-kabah k peechay namaz nahi hoti......Allah ki pannah.....Phir to kal aap kaho k quran main b humaaray khilaaf ayaat hain hum us ko b nahi maantay.......AFSOOS!!!!!!! ary GM itni jaldi bhool gaye ki tumny kaha tha ki............ Yeh mairay sawal ka jawab nahi. ab mujhy keh lene dijye...yaar Sunnio tumhary jawabo ka (GM ke pass) jawab nahin... mere kuch asaan se sawaalo ke jawab dene ki koshih kary... Imam e kaaba ban jany se Sahiul Aqeedah hony ki Guarantee ho jana Kya aap Quran ki kisi Ayat ya Hadees se sabit kar sakty hain? Kya aap us imam ke peechy namaz parh sakty hain jo apko kafir/ Mushrik kehta ho? Kya shariyat ki rooh se is soorat me Muqtadi ki namaz ho jati hai? Kya Imam e kaaba khata se mehfooz hai? Kya uska Gumrah hona impossible hai? Kya Imam e kaaba Ambiya ki misl Masoom hai? (or ye alag behas hai ki aap Ambiya ko bhi Massom manty ho ya nahin? Lekin Wahabi Imam e kaba apki nazaro me Masoom zaroor hota hai ye to pata chal hi gaya hai apky reply se!!) Wahabi Muftiyo se poochiye ki bil farz agar shiya-Qadiyani imam e kaaba ban jaye to kya MOUWAHID usky peechy namaz parh sakta hai? Wahabi Muftiyo se poochiye ki bil agar Ahle Sunnat Barelwi imam e kaaba ban jaye to kya MOUWAHID usky peechy namaz parh sakta hai? Kya aapny Huzur ki wo hadees parhi hai jismy bad aqeedah imam ke peechy namaz parhny se mana kiya gaya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 6 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 6 اپریل 2009 ......! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔