Talinenoor مراسلہ: 31 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 31 مارچ 2009 (ترمیم شدہ) Asslamoalaikum 2 all muslims, Edited 31 مارچ 2009 by talinenoor اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 31 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 31 مارچ 2009 more اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 31 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 31 مارچ 2009 more اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 31 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 31 مارچ 2009 onward اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 31 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 31 مارچ 2009 more اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2009 kuch bohndy Aitraaz agli hi line me khud apni bewoofi qubool ki ... courtesy by khalil rana sahab اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 1 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shan E Raza مراسلہ: 2 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 2 اپریل 2009 jazakallah khera Asif bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 6 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 6 اپریل 2009 aap kehtay hain k ummat shirk naheen keray gi. Aap k mufti sahib kehtay hain k muslim shirk naheen ker saktay jab k Allah (SWT) farmatay hain. Sura Yousuf 106 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 6 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 6 اپریل 2009 aap kehtay hain k ummat shirk naheen keray gi. Aap k mufti sahib kehtay hain k muslim shirk naheen ker saktay jab k Allah (SWT) farmatay hain. Sura Yousuf 106 wahabi ko shirk lafz se bari mohobbat hai ki jahan is lafz ko dekta hai foran seenty se laga leta hai or isi firaq me shab or roz rehta hai ki bholy bhaly musalmano ko mushrik/ kafir qaraar de kar dairy islam se kharij kar de..jabki ye kharji log khud nahin janty ki ek musalmaan ko kafir mushrik kehna koi itni asaan or choti baat naihn ki kufr/shirk ka fatwa ghalat hony par ue kufr khud inki or lot kar inhy dairy islam se kharij kar deta hai...inky mutabiq sari duniya me towheed or islaam ke thekedaar sirf nopaidawar GM hi hain jinhy na Ambiya ka lihaz na owliya ka adab o ehtram..na salaf or khalaf se koi nisbat...ye niry nirali paidawar hai jo na kisi Mujtahid ko kuch na samjhti hai na kisi Sahaba ko hujjat manti hai siwaye wahi jo inki tabiyat ko bhaye ya ibn timiya bata gaya ya phir Mohammad bin abdul wahab or isky baad ke pairokar... Ummat e mohammadiya ki aksariyat kabhi bhi kufr/gumrahi/shirk par Jama na kabhi hui hai na kabhi hogi..Jabki Hadees me to khud ummat e mohammadiya ka aijaaz or ikram mazkoor hua hai...na ki isky khilaaf isky kufr or shirk me mullawiz hokar jehnnumi ho jany ki khabar aayi..? dekhiye Ummat e mohammadiya ka martaba or Aijaaz Meri Ummat kabhi Gumrahi par Jama nahin hogi..or Hamesha Bari Jamat ke saath Raho ye sachchai azhar min shams hai ki duniya me Muqallido ki aksariyat hai Jbaki GM ungliyo par giny ja sakty hain..kya ye yahi deen aajtak ke aam momineen ka tha jo is door ki nai paidawaar GM ne apna rakhi hai...kya 1400 saaal ke muqallideen ki aksariyat par Ahle Hadith ko koi shak baqi reh gaya hai? Alhandolillah aaj bhi Ahle Sunnat wal Jamat apny wahi zor o shor se sawad e azam ka taaj apny saro pe sajye GM ke seeny ne aag lagati nazar aati hai... DEKHO Jamat ke saath rehny ka hukm or sawad e azam ki perwi ki hidayat Huzur ke ahadees e Mubarika mein...or saath hi saath ye farmaan bhi ki ye Jamat kabhi gumrahi par Jama nahin hogi..to Hamesha bari Jamat ke saath raho kyuki yahi Naji hai siwyae sary nariyo ke..(Mafhoom) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 7 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 7 اپریل 2009 wahabi ko shirk lafz se bari mohobbat hai ki jahan is lafz ko dekta hai foran seenty se laga leta hai or isi firaq me shab or roz rehta hai ki bholy bhaly musalmano ko mushrik/ kafir qaraar de kar dairy islam se kharij kar de..jabki ye kharji log khud nahin janty ki ek musalmaan ko kafir mushrik kehna koi itni asaan or choti baat naihn ki kufr/shirk ka fatwa ghalat hony par ue kufr khud inki or lot kar inhy dairy islam se kharij kar deta hai...inky mutabiq sari duniya me towheed or islaam ke thekedaar sirf nopaidawar GM hi hain jinhy na Ambiya ka lihaz na owliya ka adab o ehtram..na salaf or khalaf se koi nisbat...ye niry nirali paidawar hai jo na kisi Mujtahid ko kuch na samjhti hai na kisi Sahaba ko hujjat manti hai siwaye wahi jo inki tabiyat ko bhaye ya ibn timiya bata gaya ya phir Mohammad bin abdul wahab or isky baad ke pairokar... QURAN dekh ker itna gusa? jab haqeeqat nazar aati hai to gusa to ata hi hai? natural response Quran say to sabit huwa k Mushrik hon gay aur Quran ki ayaat ka inkaar bhi kerain gay jaisay tum nay apni post main kia, rahi baat hadees ki k aap nay sabit kerna hai k yeh hadeesain Muqaladin k liya hain. dekhiye Ummat e mohammadiya ka martaba or Aijaaz aur ab dekhiya Ummat e Mohammadiya k Biddation aur Mushrikeen k haal Nabi ki zubani, Sahih al Bukhari (Kitab ul Fitan, 7049) Agar chaho to Bidittion aur Mushrikeen ki aur bhi hadees aap ko paish ki ja saktin hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 7 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 7 اپریل 2009 QURAN dekh ker itna gusa? jab haqeeqat nazar aati hai to gusa to ata hi hai? natural response Ghussa? Kya aapko waqai aisa lagta hai ki mene ye ghussy me reply kiya hai? Mene to kahin koi tez lafz waghera bhi istemaal nahin kiya..mene to bary hi shareefana mohazaab lafzo me aapko nawaza hai.. or Jab kjarjiyat zahir ki jati hai GMs ki to isi tarah bokhlahat mein be sir pair ki marty hain jaisy aapny kiya..khair aapki ye harkat humary liye koi nai baat nahin "waseela..." topic me aapki bebasi or besharmi humny mlahiza ki hai humny, Don't bother, We are used to of it...aap ki wahabi cult se aajtak is baat ka radd na ho saka jo humny us topic me kharijs ki nishani wali hadees dikha kar poocha tha..thori to sharm karein GM. Agar is ayat ka hukm aam hai joki aap manwana chahty hain to phir kya khayal hai? kahin aap jasiy naam nihad momin hi murad to nahin kyuki baqowl aapky iman to aap bhi rakhty hain..ab Jawab talab amr ye ki GM ne is ehtmal se khud ko kese mustasna maan liya? Quran say to sabit huwa k Mushrik hon gay aur Quran ki ayaat ka inkaar bhi kerain gay jaisay tum nay apni post main kia, rahi baat hadees ki k aap nay sabit kerna hai k yeh hadeesain Muqaladin k liya hain. hongy? ya QURAN keh raha hai ki hain...? mene kaha na Shirk lafz dekh kar wahabi deewana ho jata hai is lafz ka or phir foran isy seeny se laga kar kufr shirk biddat wali fatwa naweesi shuru kar deta hai? or Quran ka inkar kis ne kiya? Kya farmaty ja rahy hain Wahabi Janab bokhlahat mein..? ye bohtaan tarashi aapki wahabioyat ko hi zeba deti hai...!!! ab jab aap bhi apny zam mein khud ko iman wala kehty hain to aap hi ke usool ke mutabiq is ayat ka misdaq aap hi kyu na tehraya jayien..? Jaisa ki Quran me Allah farmata hai ki inmy se aksar imaan rakhny ke bawajood (wahabi says we have imaan ) Mushrik hi hain...ab aap poochyengy GM kyu to wajuhaat darjzail hain ummed hai pasand farmayegny.... Wahabi shareek karty hain bandy ki zindagi ko Allah ki ata karny mein shareek karky ...(Zinda Murda ki qaid Laga kar Jabki Sunni kehta hai Bnada zinda ho ya murda deta Allah hi hai) Wahabi shareek karty hain bandy ke Qareeb hony ko Allah ke muqably mein (Jab ye kehty hain ki Banda door ho to madad nahin karta haan qareeb hoto karta hai...Jabki Sunni kehta hai banda door ho ya qareeb Allah har shay par qadir hai jab qareeb se sunwa sakta hai to door se sunwa dena uski zaat e pak ke liye kya baeed hai?) Wahabi shareek karty hain asbaab ki shart laga kar..(Mafouqul Asbab ko Wahabi shirk kehta hai jabki ma tehtul asbaab ko nahin..Jabki Sunni ka aqeedah hai Mafouqul asbaab Quran se sabit...Sure Namal me Asif bin barkhiya ka takht e bilkees 3 mahiny ki masafat ki doori se palak jhapakny se qabl la dena Haztat Isa Aleh salam ka murda zinda karna madarjaat nabino ka or aisy nabeeny jin ky chehry par siry se aanhkein hi na thin unko binaai dena..abrasa ke mareezo ko theek kar dena kon se asbaab ke tehat tha...? sabit hua ki dono madad Allah ki ata se hain to asbaab koi mana nahin rakhty asal shart Fail e Haqeeiqi ki hai..jo ki Allah hai) kahin wahabi Ahle Sunnat ko munkir e Quran, Mushrik, Biddati hony ka bohtaan e azeem laga kar khud ki kaar guzaari se nazarein to nahin chura raha hai? Jabki hum kehty hain ki shirk or towheed me asal farq fail e haqeeqi ki shart hai zaati or atayi ka fark hai..ibadat or beiznillah isteaanat ka fark hai...me aapsy aapki dimaghi hasiyat ke hisab se bara hi asan sawaal pooch kar is mamly ko yahi khatm karta hu bus mere asaan sa sawaal ka jawab de kar humari or apni tashaffi farmayie...or aap se na ho saky to apny bary guru ghantaal Wahabi GM Ahle ...ha..ees se pooch aayie..koi Masla nahin... 1.Adami zinda ho.... 2.Aadmi Qareeb bhi ho... 3.Aadmi ke paas asbaab bhi hon.. ab agar me aapsy kahu ki isi mazkoor qareeb ke zinda Aadmi jo asbaab bhi rakhta hai, is se koi ye aqeedah rakh kar Madad mangy ki ye apni zaat se khud bina Allah ke izn se meri madad kar sakta hai to kya madad talab karny wala Momin rahega ya Mushrik ho jayega.? bus is choty se sawaal ka jawab la dein... aapki sari ki sari shirk ki kharishein...khud ba khud dafa ho jayengi...ki asal qaid kya hai or aapne kya laga rakhi hain...or kon apni sharait ka paband rehta hai or kon isy hatheli par jalty angary ki tarah chor deta hai ? or kis ki sharait towheed or shirk ki sahi taqseem karti hain... aur ab dekhiya Ummat e Mohammadiya k Biddation aur Mushrikeen k haal Nabi ki zubani,Sahih al Bukhari (Kitab ul Fitan, 7049)Agar chaho to Bidittion aur Mushrikeen ki aur bhi hadees aap ko paish ki ja saktin hain. kharjis aap khud apni deserving biddatis wali hadees humy kyu dikha rahy hain ye to aapka imtiyaaz ho raha hai is hadees mein....or is se kya sabit karna chahty hain...? nahin nahin mere kahayal se aapky lafz hi aapko achchi tarah se samjha payengy humari to kya bisat apky ilm ke samny... lijye parhiye phir se apny lafzo ko..... rahi baat hadees ki k aap nay sabit kerna hai k yeh hadeesain Muqaladin k liya hain. Kuch dimgh ki khala me aaya aapky? or akhir me humary kharjy tehseen qubool faramiye....hope humy mayuoos na karengy.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 8 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) more Hargiz Nahee koi Musalman Aisa nahe Soch Sakta,, Yaani Nauzubillah azzwajal Nabi e Karim alaihiSlam jo Shirk ko jar say ukhar phainknay kay leay is dunya mai tashreef laiay aur Tauheed ka ujala farmaya unhain maloom he na tha KIA KIA shirk hai aur Sahaba kiram naouzubillah Shirk kartay rahay jab aaik yahuudi nay samghaya tu phir samgh aaya Tauheed ki Shamma phailanay walo'n ko .. Aisa sirf aur sirf Kharji Najdi Wahabi he Soch sakta hai Allah azzwajal aisay ganday mazhab say ham sab ko bachaiay aamin.. (Haqeeqqt @ Apr 6 2009, 08:21 PM) aap kehtay hain k ummat shirk naheen keray gi. Aap k mufti sahib kehtay hain k muslim shirk naheen ker saktay jab k Allah (SWT) farmatay hain. Sura Yousuf 106 Aaap nay jo aayat quote kari hai us mai yei aap nay matlab kis tarah nikala kay Buhat say Musalman Shirk kartay hain yei Zaror Bataiy Ga.. Edited 8 اپریل 2009 by AhleSunnat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 8 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) </FONT></FONT>Ghussa? Kya aapko waqai aisa lagta hai ki mene ye ghussy me reply kiya hai? Mene to kahin koi tez lafz waghera bhi istemaal nahin kiya..mene to bary hi shareefana mohazaab lafzo me aapko nawaza hai.. RKs (Raza Khani) ko yeh shareefana andaaz apnay Aala Hazarat say hi wirsay may mila hai, koi baat naheen hum nay us ko bhi bardasht kia tum ko bhi ker lain gay (Dewaar buniyaadon per hi jaati hai).. Maasha Allah </FONT></FONT>or Jab kjarjiyat zahir ki jati hai GMs ki to isi tarah bokhlahat mein be sir pair ki marty hain jaisy aapny kiya..khair aapki ye harkat humary liye koi nai baat nahin "waseela..." topic me aapki bebasi or besharmi humny mlahiza ki hai humny, Don't bother, We are used to of it...aap ki wahabi cult se aajtak is baat ka radd na ho saka jo humny us topic me kharijs ki nishani wali hadees dikha kar poocha tha..thori to sharm karein GM. RKs tumhain wahabi lafz say buhat chirr hai, pooray forum per tamam RKs ko bari takleef hai iss lafz say. Khair WAHAB(i) hotay hi Wahabi hain (Yani Allah Walay) iss liya to tum ko Quran dekhanay per WAHABI yaad aye aur tumhari WAHABI wali kharish shurro ho gai, Zahir hai AHLE HADESS ab tumhain Quran aur Hadees hi dekhain gay aur tum mushrikon ki tarah radd hi kero gay. Rahi baat waseela wali topic ki to tum nay meri posts delete kein iss liya to main tumhain Maher-e-Tehreef hi likhta hon kiun k tum nay Sufiyan Sauri (Rehmulla Alai) ka Fatwa Kalma go Mushrik k musanif k naam laga diya aur Qareen ki ankhon main dhool jhonkanay ki koshish ki. Us pay bhi baat agay ho sakti hai posts on line kerdo. Aaap nay jo aayat quote kari hai us mai yei aap nay matlab kis tarah nikala kay Buhat say Musalman Shirk kartay hain yei Zaror Bataiy Ga.. ye sachchai azhar min shams hai ki duniya me Muqallido ki aksariyat hai Jbaki GM ungliyo par giny ja sakty hain Iss say bhar ker aur sachai kia ho gi aik RK nay khud iqrar kia woh Aksariyat main hain. Dosra RK kehta hai k tum nay matlab kahan say nikala hai k buhat say musalman shirk kertay hain. Allah bhi to yehi keh rehain hain, phir nazar durao, na smajh lagay phir poochana. Agar is ayat ka hukm aam hai joki aap manwana chahty hain to phir kya khayal hai? kahin aap jasiy naam nihad momin hi murad to nahin kyuki baqowl aapky iman to aap bhi rakhty hain..ab Jawab talab amr ye ki GM ne is ehtmal se khud ko kese mustasna maan liya? </FONT></FONT> aap ki aksariyat sabit aur Allah ka Qanoon bhi sabit, Aur hum to ungalion per ginay ja saktay hain. hongy? ya QURAN keh raha hai ki hain...? mene kaha na Shirk lafz dekh kar wahabi deewana ho jata hai is lafz ka or phir foran isy seeny se laga kar kufr shirk biddat wali fatwa naweesi shuru kar deta hai? or Quran ka inkar kis ne kiya? Kya farmaty ja rahy hain Wahabi Janab bokhlahat mein..? ye bohtaan tarashi aapki wahabioyat ko hi zeba deti hai...!!! ab jab aap bhi apny zam mein khud ko iman wala kehty hain to aap hi ke usool ke mutabiq is ayat ka misdaq aap hi kyu na tehraya jayien..? </FONT></FONT> Aala RK wali baat ki Chotay RK nay, Quran to her zamanay k liya hai. Jaisa ki Quran me Allah farmata hai ki inmy se aksar imaan rakhny ke bawajood (wahabi says we have imaan ) Mushrik hi hain RK Tumhari Quran ki tehreef phir sabit. Wahabi ka matlab to tumhain pehlay hi bata diya hai. Wahabi shareek karty hain bandy ki zindagi ko Allah ki ata karny mein shareek karky ...(Zinda Murda ki qaid Laga kar Jabki Sunni kehta hai Bnada zinda ho ya murda deta Allah hi hai) Wahabi shareek karty hain bandy ke Qareeb hony ko Allah ke muqably mein (Jab ye kehty hain ki Banda door ho to madad nahin karta haan qareeb hoto karta hai...Jabki Sunni kehta hai banda door ho ya qareeb Allah har shay par qadir hai jab qareeb se sunwa sakta hai to door se sunwa dena uski zaat e pak ke liye kya baeed hai?) </FONT></FONT> Haan tum shirk naheen kertay. tumharay shirk ka saboot. <LI>Wahabi shareek karty hain asbaab ki shart laga kar..(Mafouqul Asbab ko Wahabi shirk kehta hai jabki ma tehtul asbaab ko nahin..Jabki Sunni ka aqeedah hai Mafouqul asbaab Quran se sabit...Sure Namal me Asif bin barkhiya ka takht e bilkees 3 mahiny ki masafat ki doori se palak jhapakny se qabl la dena Haztat Isa Aleh salam ka murda zinda karna madarjaat nabino ka or aisy nabeeny jin ky chehry par siry se aanhkein hi na thin unko binaai dena..abrasa ke mareezo ko theek kar dena kon se asbaab ke tehat tha...? sabit hua ki dono madad Allah ki ata se hain to asbaab koi mana nahin rakhty asal shart Fail e Haqeeiqi ki hai..jo ki Allah hai)kahin wahabi Ahle Sunnat ko munkir e Quran, Mushrik, Biddati hony ka bohtaan e azeem laga kar khud ki kaar guzaari se nazarein to nahin chura raha hai? Jabki hum kehty hain ki shirk or towheed me asal farq fail e haqeeqi ki shart hai zaati or atayi ka fark hai..ibadat or beiznillah isteaanat ka fark hai...me aapsy aapki dimaghi hasiyat ke hisab se bara hi asan sawaal pooch kar is mamly ko yahi khatm karta hu bus mere asaan sa sawaal ka jawab de kar humari or apni tashaffi farmayie...or aap se na ho saky to apny bary guru ghantaal Wahabi GM Ahle ...ha..ees se pooch aayie..koi Masla nahin... 1.Adami zinda ho.... 2.Aadmi Qareeb bhi ho... 3.Aadmi ke paas asbaab bhi hon.. </FONT></FONT> Tumhara Shirk to ooper sabit kia hai, baqi baat Hadees From Bukhari Dekho Hazar Hajra jab Asbaab majood naheen to Allah k supard hoin jab asbab paida huway to Jiabrail say madad bhi li. ab agar me aapsy kahu ki isi mazkoor qareeb ke zinda Aadmi jo asbaab bhi rakhta hai, is se koi ye aqeedah rakh kar Madad mangy ki ye apni zaat se khud bina Allah ke izn se meri madad kar sakta hai to kya madad talab karny wala Momin rahega ya Mushrik ho jayega.? bus is choty se sawaal ka jawab la dein... aapki sari ki sari shirk ki kharishein...khud ba khud dafa ho jayengi...ki asal qaid kya hai or aapne kya laga rakhi hain...or kon apni sharait ka paband rehta hai or kon isy hatheli par jalty angary ki tarah chor deta hai ? or kis ki sharait towheed or shirk ki sahi taqseem karti hain... kharjis aap khud apni deserving biddatis wali hadees humy kyu dikha rahy hain ye to aapka imtiyaaz ho raha hai is hadees mein....or is se kya sabit karna chahty hain...? nahin nahin mere kahayal se aapky lafz hi aapko achchi tarah se samjha payengy humari to kya bisat apky ilm ke samny... lijye parhiye phir se apny lafzo ko..... Kuch dimgh ki khala me aaya aapky? or akhir me humary kharjy tehseen qubool faramiye....hope humy mayuoos na karengy.. </FONT></FONT> Asbaab majood madad jaiz (Allah ka Qanoon). aur ooper hadees say asbab majood naheen kissi say madad talab naheen ki gai aur asbab nazar aye madad talab ki. Edited 8 اپریل 2009 by Haqeeqqt اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 9 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 9 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Wahabiyat ki khabasat ki is say bari misal kia hogee jaisa phicli post mai ham nay hawalay kay saath wazah kara yani shirk kay garwaida wahabiyo ka manna hai kay Sahaba kiram shrik kartay rahay aur Nabi pak alaihiSlam nay un ko na Roka nouzubillah jab tak Yahoodi nay aakay nahee samghaya kia kia shirk hai. Haqeeqqt e Najd sahab kia aap is baat pay razi hai kay aap kay ghatya mazhab ka manna hai kay Nabi pak alaihiSlam ko shirk kia hai kia nahee yei taleem yahoodi say mili jawab mukhtaisr daina idhar udhar kay raag mat alapna shirk shirk ...... kal yahoodi samghta tha aaj wahabi ko pata hai ... bara purana link hai dono mai. Edited 9 اپریل 2009 by AhleSunnat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 9 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 9 اپریل 2009 Wahabiyat ki khabasat ki is say bari misal kia hogee jaisa phicli post mai ham nay hawalay kay saath wazah kara yani shirk kay garwaida wahabiyo ka manna hai kay Sahaba kiram shrik kartay rahay aur Nabi pak alaihiSlam nay un ko na Roka nouzubillah jab tak Yahoodi nay aakay nahee samghaya kia kia shirk hai. Haqeeqqt e Najd sahab kia aap is baat pay razi hai kay aap kay ghatya mazhab ka manna hai kay Nabi pak alaihiSlam ko shirk kia hai kia nahee yei taleem yahoodi say mili jawab mukhtaisr daina idhar udhar kay raag mat alapna shirk shirk ...... kal yahoodi samghta tha aaj wahabi ko pata hai ... bara purana link hai dono mai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 9 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 9 اپریل 2009 Qbl isky ki kuch mazeed aapky hosh fakhta kiye jayein jaisa ki mene aapko apni last post mein akhraj e tehseen paish kiya tha usi ko qayam rakhty huey is post ke awail hi me is nacheez se izzat afazi ko qubool farmiye Wahabi Janab!!! RKs (Raza Khani) ko yeh shareefana andaaz apnay Aala Hazarat say hi wirsay may mila hai, koi baat naheen hum nay us ko bhi bardasht kia tum ko bhi ker lain gay (Dewaar buniyaadon per hi jaati hai).. Maasha Allah aapny bataya nahin ki mene kon se ghussy me kon se tez lafz istemaal kiye jis se aapki ankho waghera me paani aa gaya...or aapke liye hum jaisy Khaidm e Ala Hazrat hi kaafi hain...humsy to nipat lein, Ala Hazrat tak to aapky bary wahabi na pohoch saky to aap jaiso ki rasai ki to baat hi kya... or agar iska yaqeen na aaye to saboot hazir hai apky Ehasn elahi zaheer ki muzubani..ki Ehsan Elahi Zaheer Ala Hazrat ka kalam tak na samajh paty thy.. RKs tumhain wahabi lafz say buhat chirr hai, pooray forum per tamam RKs ko bari takleef hai iss lafz say. Khair WAHAB(i) hotay hi Wahabi hain (Yani Allah Walay) iss liya to tum ko Quran dekhanay per WAHABI yaad aye aur tumhari WAHABI wali kharish shurro ho gai, Zahir hai AHLE HADESS ab tumhain Quran aur Hadees hi dekhain gay aur tum mushrikon ki tarah radd hi kero gay. Waisy Agar koi is Haqeqat nick waly wahabi ki post ko parhy to ek baat zaroor note karega ki ye banda apny mukhalif ke andaz ko copy karny ki poori koshish karta hai...let me know if wazahat need (for instance See mine post use of using word MashaAllah so he did in last as well.) and see above he has used "...ko lafz wahabi se bari chairh hai...as i used wahabis ko shirk se bara pyar hai...and kharish etc...Kabhi apna dimagh bhi laga liya karo...wahabi Humy Quran dekhny par wahabi kyu yaad ata hai...iski Nishan dehi bhi Huzur pur noor ne Sahih Hadees me pehli hi kar di thi ... yaqeen na aaye to dekh lo..ki Quran dikha kar apna moqif sabit karna to Kharji ka bhi shewa tha par unki Ghalti Quran dikha kar apna Moqif sabit karna nahin tha balki Quran se Ghalat istedlaal karky Momino ko Kafir or Mushrik banana tha jisy Aajkal ke Wahabi jee jaan se pura kar rahy hain... Quran or Hadees Quran or Hadees Deen mein bary pukta sirf Allah or Rasool ki baat karny waly Sirf Momin hi nahin Momin dikhny waly kharji bhi thy...to ab aapko Shikayat nahin ki Wahabi ko dekh kar Hamy Kharji kyu yaad aata hai..Kharjis par Tafseelan Ahadees Yahan se Parhein.. Rahi baat waseela wali topic ki to tum nay meri posts delete kein iss liya to main tumhain Maher-e-Tehreef hi likhta hon kiun k tum nay Sufiyan Sauri (Rehmulla Alai) ka Fatwa Kalma go Mushrik k musanif k naam laga diya aur Qareen ki ankhon main dhool jhonkanay ki koshish ki. Us pay bhi baat agay ho sakti hai posts on line kerdo. Tumhari Kam ilmi or ghaflat ka humary paas kya Ilaaj...post delete nahin ki gayi balki thread ko split kiya gaya tha...mazeed info mene pm me kar di hai..abhi bhi waseela wala topic mojood chao to chk kiya ja sakta hai.. Iss say bhar ker aur sachai kia ho gi aik RK nay khud iqrar kia woh Aksariyat mainhain. Dosra RK kehta hai k tum nay matlab kahan say nikala hai k buhat say musalman shirk kertay hain. Allah bhi to yehi keh rehain hain, phir nazar durao, na smajh lagay phir poochana. isy kehty hain maro ghutna or phooty aankh...Aksariyat me hona kya Gunah e kabeera hai...khuda na khasta bilfarz wahabi aksariyat me hoty to kya janaab aapka jawab bhi yahi hota..kya bachkana daleel di hai..mujhy awwail se hi andaza hai ki tum logo ka ilmi myaar kya hai..jiski nishandehi mere Aaqa e do Jahan ne pehly hi kar di thi.. ab agar aksariyat ko aap Mushrik qaraar dengy to is hadees ke munkir ho chuky aap..aapny Wahabiyat-Kharjiyat ke pasy parda Quran ko Hadees se takra diya aap Jis Aksariyat ka Mazak Ura rahy thy Hadees me Usi Aksariyat ko Ahle Haq ka Mayaar Qraar diya gaya hai...ab Munkir or Mahir e tehreef kon hua hum ya aap? lakeer ke fakeer ka laqab Wahabis ko aisy ih nahin mila...aapny usi kam aqli ka muzahira dubara kiya jasia ki aapny aapko Momin bhi kehlawaty ho or Quran ki roo se aksar momin mushrik...Janab wahabi aksariyat se murad us waqt ke Mushrikeen thy jo apny aapko Momin samjhty thy..par Ummat e Mohammadiya Jisy Ahle Sunnat wal Jamat kaha jata hai usmy Sunnis ki Aksariyat ko to myar hi qaraar de diya gaya hai isy Sawad e Azam ke title se Nawaz ke Halaki is aitraaz ka inkaar aapsy na karty bana jo humny apky mushrik hony par paish kiye thy..? jin jin cheezo ko aap Allah ki ata me shareek karty huey bator qaid lagaty ho..unko Allah ki ata me shareek kar aap mushrik kyu na huey...? aap ki aksariyat sabit aur Allah ka Qanoon bhi sabit, Aur hum to ungalion per ginay ja saktay hain. Imam Shafai ne Haq kaha sabsy upar Jaisa ki mene kaha Aala RK wali baat ki Chotay RK nay, Quran to her zamanay k liya hai. Waqai agar is baat me sachchy hoto Tamam ambiya ke Mojzaat qayamt tak baqi maano...?? Waqai agar is baat me sachchy hoto Sure Nisa ki ayat 64 ko kyu Huzur ki zindagi tak ke liye mehdood kar diya tumhary aaqao ne...ye baat un Senior wahabis ko jakr samjao Jr. Wahabi. Ab foran is Wahabi ko hosh aayega or ye hamesha ki tarah Sure Nisa ki ibn kaseer ki tafseer ke pages cut paste kakry or paint brush me laal neely colors se quote karky foran apni graphic designing work ka muzahira karega...par Jawab dena is GM ke bus ki baat nahin...siwaye apni is baat se ruju karty huey khud ko jhoota sabit karega... . Ya to Maano us ayat me mazkoor mushrik se murad usi waqt ke Naam Nihad Momin thy !! Ya to Maano Sure Nisa 64 or deegar (Mojzaat or Karamat) ka hukm Qayamat tak baqi !! Kisi ek ka Inkaar or Wahabi Kazzab Qaraar RK Tumhari Quran ki tehreef phir sabit.Wahabi ka matlab to tumhain pehlay hi bata diya hai. Imam Shafai ne Haq kaha sabsy upar Jaisa ki mene kaha Hadees From Bukhari Dekho Hazar Hajra jab Asbaab majood naheen to Allah k supard hoin jab asbab paida huway to Jiabrail say madad bhi li. Asbaab majood madad jaiz (Allah ka Qanoon). ................ aur ooper hadees say asbab majood naheen kissi say madad talab naheen ki gai aur asbab nazar aye madad talab ki. Ghaliban ya to tum Waqai mere sawaal ko samajh na saky ya phir Jaan bhooj kar us Simple se sawaal ko gol kar gaye tumhari sahuliyat ke liye sawaal ek baar phir pasih karta hu ummed hai is baar nazar andaaz nahin karogy... "Jabki hum kehty hain ki shirk or towheed me asal farq fail e haqeeqi ki shart hai zaati or atayi ka fark hai..ibadat or beiznillah isteaanat ka fark hai...me aapsy aapki dimaghi hasiyat ke hisab se bara hi asan sawaal pooch kar is mamly ko yahi khatm karta hu bus mere asaan sa sawaal ka jawab de kar humari or apni tashaffi farmayie...or aap se na ho saky to apny bary guru ghantaal Wahabi GM Ahle ...ha..ees se pooch aayie..koi Masla nahin... 1. Adami zinda ho....(Jis sy Madad Mangi ja rahi hai) 2. Aadmi Qareeb bhi ho... (Jis sy Madad Mangi ja rahi hai) 3. Aadmi ke paas asbaab bhi hon.. (Jis sy Madad Mangi ja rahi hai) ab agar me aapsy kahu ki isi mazkoor qareeb ke zinda Aadmi jo asbaab bhi rakhta hai, is se koi ye aqeedah rakh kar Madad mangy ki ye apni zaat se khud bina Allah ke izn se meri madad kar sakta hai to kya Madad Mangny wala Momin rahega ya Mushrik ho jayega.? bus is choty se sawaal ka jawab la dein... aapki sari ki sari shirk ki kharishein...khud ba khud dafa ho jayengi.. .ki asal qaid kya hai or aapne kya laga rakhi hain...or kon apni sharait ka paband rehta hai or kon isy hatheli par jalty angary ki tarah chor deta hai ? or kis ki sharait towheed or shirk ki sahi taqseem karti hain... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 10 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2009 (ترمیم شدہ) Ummid hai kay Asif sahab kay sawlat ka jawab Mr Hqeeqat zaror dai gain aur mairay sada sawalat bhee udhar hain hqeeqat sahab ghussay mai kaun aaya hai aur jahalat aur deeni bayghairti ka khula namoona kaun paish kar raha hai yei Qara'een khud faisla kar lai gain. Shrik tahray Jis mai Tazeem e Habib alaihisSlam Us Buray Mazhab pay Lana'at keijaeay Allah azzwajal Musalmano ko Wahabia Najdia kay har fitnay say bachaaiy aaamin. Edited 10 اپریل 2009 by AhleSunnat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talinenoor مراسلہ: 10 اپریل 2009 Author Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2009 Asslamoalaikum 2 all muslims, Aik hi baat ko baar baar kerte jana Firqa Barelvia ki aadet hai. Afsos zaeef ahadees ko bian ker ker ke logon ko gumraah kerne walon ko sharem nahin aati. Jin logon ke din raat ka mashgala apne elawa doosron per kufer ke fatwe lagana hai woh doosron ko naseehat kerte phir rahe hain. Jo cheez Quran aur Hadees se sabit ho uss per hamara emaan hai kissi khaasbande per uss ka kia hukam hai yeh aik alag masla hai. Allah ham ssb ko samajhne ki tofeeq de, Aameen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 10 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2009 Jab Allah deen leta hai to Aql Cheen leta hai...Khuda Gawah hai Jab Jab Wahabi ne humary khilaaf Quran se ayat paish ki hain wo ayaat khud usi ki zillat ka bais bani hain...Jaisa ki aap khud dekh sakty hain... Hazrat Mariyam or Hazrat Zakariya ka farishto se ye kehna ki mujhy olad kese hogi...ismy ye kahan bayan hua hai ki bina Asbaab ke Madad Mangna shirk hai...or Asbaab (zinda murda/ Door Qareeb, Matehtul Asbab Ma Fouqul Asbab) ki qaid to tumny lagai hai..yahan to Hazrat Mariyam or Hazrat Zakariya ne Allah ke banaye Qudrat ke qanoon ki perwi karty huey apna khayal paish kiya, jaisa ki amooman us qanoon ke tehat Allah old ata karta hai...jiska jawab Allah ne farishty se yu dilwaya...Jo sareeh is baat ki daleel hai ki Tum Wahabis ka Ghair Allah se Istemdaad ko Shirk se tabeer karna laghw or mardood hai ...sabit hua Asbaab ki, Zinda Murda ki, Door Paas ki qaid laga kar istemdaad ko Shirk se tabeer karna Quran ki in ayat ki takzeeb hai...Allah ki qudrat in Qaid se paak hai wo hi Fail e Haqeeqi hai uski Madad tumhari in qaid ki Mohtaaj nahin...Bandy ke paas asbaab ho ya na ho (Bibi Maryam kisi Mard se Hamla nahin hui (sabit hua asbab nahin thy)..Hazrat zakriya umrdaraz ho gaye or unki biwi banjh phir bhi olad naseeb hui (yahan bhi asbab nahin thy) hasil kalam ye ki Allah hi Haqeeqi madadgaar hain..baqi sari madad Majazai or waseela hain..jo hargiz shirk nahin. Bandy ke paas asbaab ho ya na ho Allah hi Madad karny wala hai... Banda zinda ho ya Murda Allah hi Madad karny wala hai... Banda door ho ya qareeb Allah hi Madad karny wala hai... Ab Dubara in Ayat ko Dekho Allah ki imdad ko wahabis ki khud sakta koi qaid ajiz nahin kar sakti...Dekho in ayat ki tafseer me ibn kaseer ne kya likha... agar kaho ki wahabis ki qaid se Allah ajiz hai madad karny se to Takzeeb e khudwandi lazim hogi jo yaqeenan kisi Muslim ko gawara na hogi. uljha hai pao yaar ka zulf e daraz mein lo apny daam mein khud sayyad aa gaya.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 10 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2009 Bandy ke paas asbaab ho ya na ho Allah hi Madad karny wala hai... Banda zinda ho ya Murda Allah hi Madad karny wala hai... Banda door ho ya qareeb Allah hi Madad karny wala hai... Maher-e-Tehreef shaid ab thora sa tumhain afaqa ho. baqi tumhari sari batain fazool hain jis ka jawab zaroori naheen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 10 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 10 اپریل 2009 Wahabi Janab Shirk or Mafouqul asbaab ki behas karty-karty ye Hidayat dene ke ikhteyaar par utar aye or wo bhonda or baasi aitraaz kar bethy jis ka Mudallal jawab mahino pehly isi forum par Khalil rana sahab ne diya tha aapk Jaiso ki Sahuliyat ke liye ye do topics Mojood hain... wasilah hidayat Shafa'at-e-Rasool ﺼﻟﻰﷲﻋﻟﻴﻪ ﻮﺴﻟﻣ Khalat Mabhas or Mozu badalny ki Koshish na karein or Ikhteyaar e nabwi par agar aapko Apna Bughz e Rasool nikalna hai to ek alehda topic bana lein phir dekhaty hain hum humary Aqa e Do Jahan ka ikhteyaar Maher-e-Tehreef shaid ab thora sa tumhain afaqa ho. baqi tumhari sari batain fazool hain jis ka jawab zaroori naheen. Aisy Sir ke Baal nochny se to Wahabi Najadi ki Jaan hum nahi chorny waly uljha hai pao yaar ka zulf e daraz mein lo apny daam mein khud sayyad aa gaya.. Ghaliban ya to tum Waqai mere sawaal ko samajh na saky ya phir Jaan bhooj kar us Simple se sawaal ko gol kar gaye tumhari sahuliyat ke liye sawaal ek baar phir pasih karta hu ummed hai is baar nazar andaaz nahin karogy... "Jabki hum kehty hain ki shirk or towheed me asal farq fail e haqeeqi ki shart hai zaati or atayi ka fark hai..ibadat or beiznillah isteaanat ka fark hai...me aapsy aapki dimaghi hasiyat ke hisab se bara hi asan sawaal pooch kar is mamly ko yahi khatm karta hu bus mere asaan sa sawaal ka jawab de kar humari or apni tashaffi farmayie...or aap se na ho saky to apny bary guru ghantaal Wahabi GM Ahle ...ha..ees se pooch aayie..koi Masla nahin... 1. Adami zinda ho....(Jis sy Madad Mangi ja rahi hai) 2. Aadmi Qareeb bhi ho... (Jis sy Madad Mangi ja rahi hai) 3. Aadmi ke paas asbaab bhi hon.. (Jis sy Madad Mangi ja rahi hai) ab agar me aapsy kahu ki isi mazkoor qareeb ke zinda Aadmi jo asbaab bhi rakhta hai, is se koi ye aqeedah rakh kar Madad mangy ki ye apni zaat se khud bina Allah ke izn se meri madad kar sakta hai tokya Madad Mangny wala Momin rahega ya Mushrik ho jayega.? bus is choty se sawaal ka jawab la dein... aapki sari ki sari shirk ki kharishein...khud ba khud dafa ho jayengi.. .ki asal qaid kya hai or aapne kya laga rakhi hain...or kon apni sharait ka paband rehta hai or kon isy hatheli par jalty angary ki tarah chor deta hai ? or kis ki sharait towheed or shirk ki sahi taqseem karti hain... ab ye behas aagy tabhi baregi jab aap mere is sawaal ka jawab sirf in do lines me dengy...ya iqraar kar lein ki aap iska Jawab dene se Qasir hain...Else ur post wud not be entertained and it wud be consider as waste of time Banda Momin Rahega yaBanda Mushrik ho jayega اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 11 اپریل 2009 Report Share مراسلہ: 11 اپریل 2009 , Asif bhai,, jazak Allah aur haqeeat shab,,, main bhee baree shidat say app kay jawab ka intazar kar raha hoon,, khail rahy ziq zaq main jawab darkar nahee hai,, sirf to the point ,,, waiting........... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔