Huma Gillani مراسلہ: 21 ستمبر 2006 Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2006 meri ammi aj kal skin treatment ker rahi hai.yeh koi 8 months ka course hai.abhi doosra mahina hai keh start hua hai.to kiya app logg mujhey yeh bata saktey hain keh ager woh cream chehrey per lagati hain to kiya unn ka roza kharab to nahi hoga?kiyunkeh kissy ney kaha hai keh iss sey roza makroh ho jata hai. waiting for ur reply......... take care اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Waleakum Salam Wr Wb Wm, Skin Treatment... i think makrooh tu nhin hona chahye.. kiyon key main ney suna hai key rozey key doran tu gosht mein teka lagana bhi jaiz hai.. Wallahu aalam (kisi ko sahi masla malom ho tu bayan ferma dein).. tu skin key bahir sey Cream lagana tu jaiz hi hona chahye.. key yeh juzb hoti hai tu aunder tu nhin jati.. key jesay koi chez khayi hoo.. haan albata cream haram ajza per mushtamil na hoo.. key aik riwayat ka mafhoom key Sarkar (sallallahu aleh wasalam) ney Safar-e-Mairaj mein aik garhey ko dekha jis sey buhut badboo aur chekhon ki awazein thi.. pocha yeh kon hain? tu hazrat jibrail (Aleh salam) ney arz kiya key.. Ya Rasool ALLAH wa yeh woh aurtein (females) hain jo najaiz ashiya sey zeenat hasil kerti thi.. beherhal aap key masley ka sahi jawab tu ulema-e-karam hi dey saktey hain.. aap apna question yahaan send ker dein.. insha ALLAH azawajal jawab fatwa ki sorat mein aajaye ga.. Dar-ul-Ifta Ahle Sunnat (Karachi) [email protected] Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Salam, bhai aap ne likha hai.. tu hazrat jibrail (Aleh salam) ney irshad fermaya.. balke yun likhna chaheay ke tu hazrat jibrail (Aleh salam) ney Arz kia.. bad az Khuda Bazurg tooi qissa mukhtsar. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Salam,bhai aap ne likha hai.. tu hazrat jibrail (Aleh salam) ney irshad fermaya.. balke yun likhna chaheay ke tu hazrat jibrail (Aleh salam) ney Arz kia.. bad az Khuda Bazurg tooi qissa mukhtsar. 2363[/snapback] Waleakum Salam, hu Khaira, main apna msg edit kerta hoon... Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Huma Gillani مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Author Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2006 bhai.hum ney pata kerwa liya tha.okoi masla nahji hoga.thank you for ur reply. take care اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 25 ستمبر 2006 Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2006 .. wesay koi aisa shar'e question hoya kerey.. tu ghair-e-aalim sey aalim ki bat per aitabar kiya kerein.. kyon key mujhay bazat-e-khud iss ka buhut tajriba ho chuka hai.. bad main masley ka hal hi change ho jata hai aur aadmi kaf-e-afsoos malta hai.. key waqayi ghalti ho gayi.. yeh dar-ul-ifta ahle sunnat karachi ka email id hai.. [email protected] yeh unka phone number (kisi bhi mahram key zareye ph. kera sakti hain) (021)-4911779 aur yeh postal address.. jamiya masjid kanz-ul-eman, babri chowk, gromner, karachi, 74800, Pakistan. aur dawat-e-islami key ask the imam section sey sawal send ker dein tub bhi yaheen dar-ul-ifta Ahle Sunnat sey jawab aajaye ga.. http://imam.dawateislami.net Wasalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
trustworthy مراسلہ: 22 اکتوبر 2006 Report Share مراسلہ: 22 اکتوبر 2006 .. wesay koi aisa shar'e question hoya kerey.. tu ghair-e-aalim sey aalim ki bat per aitabar kiya kerein.. kyon key mujhay bazat-e-khud iss ka buhut tajriba ho chuka hai.. bad main masley ka hal hi change ho jata hai aur aadmi kaf-e-afsoos malta hai.. key waqayi ghalti ho gayi..yeh dar-ul-ifta ahle sunnat karachi ka email id hai.. [email protected] yeh unka phone number (kisi bhi mahram key zareye ph. kera sakti hain) (021)-4911779 aur yeh postal address.. jamiya masjid kanz-ul-eman, babri chowk, gromner, karachi, 74800, Pakistan. aur dawat-e-islami key ask the imam section sey sawal send ker dein tub bhi yaheen dar-ul-ifta Ahle Sunnat sey jawab aajaye ga.. http://imam.dawateislami.net Wasalam Ma'Al Ikram 2374[/snapback] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔