Jump to content

Ghadir e Qum (or Qhum)

AhleSunnat

تجویز کردہ جواب

• 2 months later...
(salam)

حدیث من کنت مولا ہ فعلی مولاہ پر اعتراض کا جواب

post-3436-1245057489.png

post-3436-1245061687.jpg

post-3436-1245061735.png

Azaad Ummedwar sahab shia aur sunni ke maslo ka faisla mere khiyal se is dunya mein nahi ho sakta..is liye dono party se darkhawast hay kay Qayamat ka wait karein aur mazeed larai jhagrayse parhaiz karein...Mein samjhta hoon ke zakheera hadees mein kuch ahadees shia ke fever mein jati hein..aur uska koi jawab nahi day sakta..aur ziyada tar sunni ke fever mein jati hay..zakheera hadees itna authentic nahi jitna Quran hay kay jo likha hay 100% haq aur sach hay..in kitabon mein ibtada mein bohot sari banawati hadees dali gai hay jo mere khiyal se ye aap logon ka kaarnama hay..Misaal ke tor pe Sahih Bukhari mein likha hay kay Rasool Allah (saw) ne Hazrat Abu Bakr (ra) ke sath hijrat farmai ....aut iske barkhilaaf Musnad Ahmed mein likha hay ke Abu Bakr  (ra) hazrat Ali se pooch rahe hein ke Rasool Allah  (saw) kahan hein to unko bataya kay aap ko pata nhai ke unho ne to hijrat karli....to ye tazaad kis ne dala....aap hi log hein ...is liye koi faida nahi...mein phir kahoonga larne ke bajaey Aamal me lage raho aur qayamat ka wait karo..

AUR AZAAD UMEEDWAR AUR TAMAAM BRALVION SE YE SAWAL HE KE YE TAZAAD JO MEIN NE PESH KIA HAY IS ME SE KON SE DO TARAH KI HADEES MEIN SE KON SI SAHI HAY AUR KAYSAY???

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(salam)

post-3436-1245216177.jpg

جواب کلیک کیجئَے

Mein shakhsiyat parasti ka qail nahi ...mein ye jaanta hoon ke agar mere aamal achay hein aur mein apni zindagi Allah ki ataat mein guzaroon to meri nijaat hay..aur agar mein gunahgaar hoon...to mujhe na Hazrat Ali  (ra) bacha sakte hein aur na Hazrat Husaain Aur Hassan  (ra) bacha sakein gay..Hazrat Ali ki fazilat ho ya Hazrat Umer ki ho ya Hazrat Abu Bakr (ra) ki ho..unki fazilat se meri nijaat hone wali nahi hay..meri nijaat mere aamal ke zarye Allah ki Rahmat se hogi...mein isi ko deen samjhta hoon...Shaksiyat par larna sab se bari gumrahi hay...

ye turjuma ke neechay Maududi sahab ka naam likha hay is se dhoka na khana ke mein jamati hoon..mujhe yahi tranlation jaldi mein mila jo mein ne attached kar diya

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

post-3436-1245571514.png
post-3436-1245571552.png

والسلام

جواب کے لئے کلیک کیجئے

BHAI SAHAB ISKA MATLAB TO YE HAY KAY DEEN HIJJA TUL WIDA KE MOQE PAR COMPLETE NAHI HOA AUR RASOOL ALLAH (saw) APNA KAAM PURA NAHI KARKE GAEY..

MUJHE YE BATADO KE YE AHLE BAIT KI NIJAAT KISKE TAREKE MEIN HAY.UNKO KISKO FOLLOW KARNA HAY ?????????????

AUR TO BE VERY CLEAR MEIN HAR HADEES KO SAHI NAHI MAANTA ..MERA HADEES KO PARAKHNE KA TRAZU QURAN HAY..AGAR KOI BAAT QURAN KE AGAINST JATI HAY CHAHAY WO BUKHARI MEIN HO YA MUSLIM MEIN..MEIN USKO NAHI MANOONGA...

TAMAAM ANBIYA (IS) KI AIK HI DAWAT HOTI THI ( ALLAH KI IBADAT KARO, AUR US SAY DARO AUR HAMARI ATAAT KARO) ....AUR AAP NAI BAAT LA RAHE HEIN KE AHLE BAIT KI ATAAT KARO..

QURAN MEIN AIK SINGLE AYAT BATADO KE JIS MEIN AHLE BAIT KI ITTIBAH KO ALLAH NE KAHA HO..AAP LOGONK E NAZDEEK TO YE BOHOT IMPORTANT BAAT HAY...TO KION ALLAH NE ITNI EHEM BAAT KO QURAN MEIN MENTION NAHI KIA ??????

AUR HADEES KI KITABON MEIN TO BOHOT TAZAAD HAY MEIN KAYSAY KISI BAAT PAR YAQEEN KAROON..MEIN NE PICHLI POST MEIN AIK AYAT CODE KI THI...BAS WOHI MERA MASLAK HAY..AHLE BAIT GUZAR GAEY..WO APNE AMAL KE ZIMADAR HEIN MEIN APNE AMAL KA..

Link to comment
Share on other sites

BHAI SAHAB ISKA MATLAB TO YE HAY KAY DEEN HIJJA TUL WIDA KE MOQE PAR COMPLETE NAHI HOA AUR RASOOL ALLAH APNA KAAM PURA NAHI KARKE GAEY..

MUJHE YE BATADO KE YE AHLE BAIT KI NIJAAT KISKE TAREKE MEIN HAY.UNKO KISKO FOLLOW KARNA HAY ?????????????

AUR TO BE VERY CLEAR MEIN HAR HADEES KO SAHI NAHI MAANTA ..MERA HADEES KO PARAKHNE KA TRAZU QURAN HAY..AGAR KOI BAAT QURAN KE AGAINST JATI HAY CHAHAY WO BUKHARI MEIN HO YA MUSLIM MEIN..MEIN USKO NAHI MANOONGA...

TAMAAM ANBIYA (IS) KI AIK HI DAWAT HOTI THI ( ALLAH KI IBADAT KARO, AUR US SAY DARO AUR HAMARI ATAAT KARO) ....AUR AAP NAI BAAT LA RAHE HEIN KE AHLE BAIT KI ATAAT KARO..

QURAN MEIN AIK SINGLE AYAT BATADO KE JIS MEIN AHLE BAIT KI ITTIBAH KO ALLAH NE KAHA HO..AAP LOGONK E NAZDEEK TO YE BOHOT IMPORTANT BAAT HAY...TO KION ALLAH NE ITNI EHEM BAAT KO QURAN MEIN MENTION NAHI KIA ??????

AUR HADEES KI KITABON MEIN TO BOHOT TAZAAD HAY MEIN KAYSAY KISI BAAT PAR YAQEEN KAROON..MEIN NE PICHLI POST MEIN AIK AYAT CODE KI THI...BAS WOHI MERA MASLAK HAY..AHLE BAIT GUZAR GAEY..WO APNE AMAL KE ZIMADAR HEIN MEIN APNE AMAL KA..

AUR AAP KI ITTIALA KE LIYE KE ARZ HAY KE QURAN KA HAWALA JO AAP NE AHLE BAIT KA DIYA HAY ZARA USKE AAGAY PEECHAY PARH LEIN IS AYAT MEIN ALLAH NE AHLE BAIT AZWAAJ E MUTTAHARAAT KO BOLA HAY..

Link to comment
Share on other sites

post-3436-1246191162.png

post-3436-1246191230.png

Bhai sahab  (salam)

1-Pehli baat to ye ke mein ne kab kaha ke mein hadeeson ko nahi maanta ..aap ye inti labbi taqreer us soorat mein karte agar mein ye kehta ke mein hadees ko nahi maanta..ya shaed aap ko samajh mein ghalti hoi mein ne sirf itna kaha tha ..mein hadees ko quran se parkhta hoon..jo hadees quran ke against jati ho mein usko nahi maanta..aap ne hadees ki jitni misalein dein hein wo hadeesein quran ke khilaf nahi jati hay..

2-Aap ne jo nabina wali ayat ka hawala diya he mujhe bari hairat hay ke itni si baat samjh na i..jo log bhi is dunya mein Quran ka aur Rislaat ka inkaar karte hein ..unko kai jagah quran mein Allah Ta'ala ne [ ANDHE-BEHRAY AUR GUNGAY KAHA HAY] isi liye Allah ne farmaya jo yahan hamari hidayat se andha bane ga usko aakhrat mein bhi andha hi rakhoonga..Aur jo aap ne tashree batai aur picture pesh wo tashree to logically samajh se bahir aur joke lagti hay.

3-Ahle Bait wali ayat pehlay aik dafa milahiza farma lein..

يٰأَيُّهَا ٱلنَّبِيُّ قُل لأَزْوَاجِكَ إِن كُنتُنَّ تُرِدْنَ ٱلْحَيَاةَ ٱلدُّنْيَا وَزِينَتَهَا فَتَعَالَيْنَ أُمَتِّعْكُنَّ وَأُسَرِّحْكُنَّ سَرَاحاً جَمِيلاً } * { وَإِن كُنتُنَّ تُرِدْنَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُ وَٱلدَّارَ ٱلآخِرَةَ فَإِنَّ ٱللَّهَ أَعَدَّ لِلْمُحْسِنَاتِ مِنكُنَّ أَجْراً عَظِيماً } * { يٰنِسَآءَ ٱلنَّبِيِّ مَن يَأْتِ مِنكُنَّ بِفَاحِشَةٍ مُّبَيِّنَةٍ يُضَاعَفْ لَهَا ٱلْعَذَابُ ضِعْفَيْنِ وَكَانَ ذَلِكَ عَلَى ٱللَّهِ يَسِيراً } * { وَمَن يَقْنُتْ مِنكُنَّ للَّهِ وَرَسُولِهِ وَتَعْمَلْ صَالِحاً نُؤْتِهَـآ أَجْرَهَا مَرَّتَيْنِ وَأَعْتَدْنَا لَهَا رِزْقاً كَرِيماً } * { يٰنِسَآءَ ٱلنَّبِيِّ لَسْتُنَّ كَأَحَدٍ مِّنَ ٱلنِّسَآءِ إِنِ ٱتَّقَيْتُنَّ فَلاَ تَخْضَعْنَ بِٱلْقَوْلِ فَيَطْمَعَ ٱلَّذِي فِي قَلْبِهِ مَرَضٌ وَقُلْنَ قَوْلاً مَّعْرُوفاً } * { وَقَرْنَ فِي بُيُوتِكُنَّ وَلاَ تَبَرَّجْنَ تَبَرُّجَ ٱلْجَاهِلِيَّةِ ٱلأُولَىٰ وَأَقِمْنَ ٱلصَّلاَةَ وَآتِينَ ٱلزَّكَـاةَ وَأَطِعْنَ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُ إِنَّمَا يُرِيدُ ٱللَّهُ لِيُذْهِبَ عَنكُـمُ ٱلرِّجْسَ أَهْلَ ٱلْبَيْتِ وَيُطَهِّرَكُمْ تَطْهِيـراً }

Ab hum is ayat ka jaiza laytay hein..sab se pehli baat is ayat ki ke ..ye ayat shroo hi plural (JAMA)se ho rahi hay is liye wahid ka phadda yahin khatam

aap shaed na manein ..ajwaaj e muttaharat ne bashri taqaze ke tahet kuch mutaalbaat kiye thee..jis par ye ayat nazil hoi..baad mein unho ne islah karli..kionke Allah Ta'ala ne unko unka azeem martaba bata diya..aur is ayat mein ye bhi likha hay (agar tum mein se aik ne bhi) to is say saaf zahir hay ke ye kai azwaaj ke bare mein baat ho rahi hay..jinko aakhir mein Allah ne AHLE BAIT bola hay..

Aur ye itna insaaf pasand deen hay ke yahan ye chalta hi nahi ke ye Nabi

(as)ka beta hay ya baap hay ya bhai hay ya cha cha hay..Agar achay aamal kiye to theek warna saza..magar aap log shaed Allah ki hukumat ko Govt of Pakistan bana rahay ho.(PAANJHA MAROON--SAADA GIRAAEIN..apna banda hay kardo iska kaam..isi cheez ne to is mulk ka bera gharq kar diya hay..aur yahi cheez aap log Allah ki hukoomat ko samjh rahay ho shaed..isi liye allah ne Noah  (as) ke bete ka, Hazrat Ibrahin  (as) ke baap Rasool Allah  (saw) kekitne rishte daar ....yahi samjhaya hay humko kay

{ يٰأَيُّهَا ٱلنَّاسُ إِنَّا خَلَقْنَاكُم مِّن ذَكَرٍ وَأُنْثَىٰ وَجَعَلْنَاكُمْ شُعُوباً وَقَبَآئِلَ لِتَعَارَفُوۤاْ إِنَّ أَكْرَمَكُمْ عَندَ ٱللَّهِ أَتْقَاكُمْ إِنَّ ٱللَّهَ عَلِيمٌ خَبِيرٌ } * ۤ

secondly...sirf ayat ka jaiza laytay hein.to saaf pata chal raha hay ke dunya ka mutaalba kia giya tha..jis par itna sari baat Allah ne kein..ab aap ne kaha ke ahle baitke liye Anbiya ki tarah asmat hay..aur aesi asmat rakhnay wale dunya ki demand kar rahay hon..ye kaysay ho sakta hay..yani aaap ke mutabik jin ahle bait ki ataat hum par wajib hay unho ne Rasool se dunya ki demand ki jis par itni baat hoi..   shaed aap samjh gaey hongay mein kia kehna cha raha hay..by the way mein asmat Anbiya

(as)ka qail nahi hoon..Wo masooom nahi mehfooz hein..Agar wo masoom hein to koi daleel pesh karo..

4-Aur olil amar se murad tumhara ameer hay..uski ataat bhi wajib hay..Magar Rasool Allah

(saw) ki ghair mojoodgi mein ..aur wo sirf us soorat mein jab hamare ameer ka humkum sunnat ke mutabiq ho..agar is se hat kar koi baat bole to wo wajib ul ataat nahi..Hazrat Abu Bakr Siddique  (ra) ne apni Khilafat ke baad pehla khutba diya ti yahi kaha [ Jab tak mein tumko Allah aur uske Rasool  (saw) ke hukum ke mutabiq hukum doon to meri atatat tum par wajib hay..aur is say hat kar kahoon to meri ataat tum par wajib nahi...

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

post-3436-1246191162.png

post-3436-1246191230.png

Azad Umeedwar sahab bare adab se aik baat poochna chahata hoon..sirf apni maaloomat ke liye..

karbala ka waqiya aik qayamat se kam nahi tha..ajab nafsa nafsi ka alam tha..har aankh ro rahi thi..zulm ki intaha ho rahi thi..

poochna ye hay kay ..itni bari pareshani ke aalam mein bhi kon tha jo itni detail se wo sari karawai word to word likh raha tha..jis tarah aap logonki majlis mein bayan ki jati hay..

Link to comment
Share on other sites

• 3 weeks later...
• 6 months later...

وهو قوله { وإذ أسر النبي إلى بعض أزواجه حديثاً } يعني حفصة عن الزجاج قال: ولما حرَّم مارية القبطية أخبر حفصة أنه يملك من بعده أبو بكر ثم عمر فعرفها بعض ما أفشت من الخبر وأعرض عن بعض أن أبا بكر وعمر يملكان بعدي وقريب من ذلك

http://altafsir.com/...=1&LanguageId=1

فقال إن أبا بكر يلي الخلافة بعدي ثم من بعده أبوك فقالت من أخبرك بهذا قال الله أخبرني فأخبرت حفصة عائشة من يومها ذلك وأخبرت عائشة أبا بكر، فجاء أبو بكر إلى عمر

فقال له إن عائشة أخبرتني عن حفصة بشيء ولا أثق بقولها فاسأل أنت حفصة، فجاء عمر إلى حفصة، فقال لها ما هذا الذي أخبرت عنك عائشة، فأنكرت ذلك قالت ما قلت لها من ذلك شيئاً، فقال لها عمر إن كان هذا حقاً فأخبرينا حتى نتقدم فيه، فقالت نعم قد قال رسول الله ذلك فاجتمع..... على أن يسموا رسول الله فنزل جبرائيل على رسول الله صلى الله عليه وآله بهذه السورة

http://altafsir.com/...=0&LanguageId=1

وقال الزجاج والفراء: أسر اليها بأنه سيلي الأمر بعده أبو بكر وعمر وعثمان فتباشروا بذلك فانتشر الخبر.

http://altafsir.com/...=1&LanguageId=1

فاستحيى رسول الله صلى الله عليه وآله منها فقال كفى فقد حرّمت مارية على نفسي ولا اطأها بعد هذا ابداً وانا افضي اليك سرّاً ان انت اخبرت به فعليك لعنة الله والملائكة والنّاس

اجمعين فقالت نعم ما هو فقال انّ ابا بكر يلي الخلافة بعدي ثمّ بعده ابوك

http://altafsir.com/...=0&LanguageId=1

{ وَإِذَ أَسَرَّ ٱلنَّبِيُّ إِلَىٰ بَعْضِ أَزْوَاجِهِ حَدِيثاً } حديث خلافة ابى بكر وعمر، او حديث تحريم مارية وامرها بكتمانه { فَلَمَّا نَبَّأَتْ بِهِ } عائشة به { وَأَظْهَرَهُ ٱللَّهُ } اى اظهر اخبارها لعائشة { عَلَيْهِ } على محمّدٍ (ص) { عَرَّفَ } تلك الزّوج المأمورة بالكتمان { بَعْضَهُ وَأَعْرَضَ عَن بَعْضٍ } كما مضى { فَلَمَّا نَبَّأَهَا بِهِ قَالَتْ } حفصة { مَنْ أَنبَأَكَ هَـٰذَا قَالَ نَبَّأَنِيَ ٱلْعَلِيمُ ٱلْخَبِيرُ } ثمّ خاطب الله على لسان جبرئيل ومحمّدٍ (ص) حفصة وعائشة فقال: { إِن تَتُوبَآ إِلَى ٱللَّهِ }.

http://altafsir.com/...=0&LanguageId=1

yahan dekh rafzi taqayyabaz sirf Mola nahi balaky teri mutabar Tafasir main Khilafat Abu Bakr or omer ko di ja rahi hai aur Akhri Tafsir na tu qayamt kar di kah diya ka ya Quran main lafze Hadess khilafate Abu Bakr wa Umer main hai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
• حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

• کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا

• Create New...