Bismillah مراسلہ: 21 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2009 merey 3 sawal hain, 1- agar imam namaz ki kissi bhi rakat mein bhooley se sura-e-fatiha bina parey koi aur surat shuru kardey to usey yaad dilaney k liey muqtadi ko konsa alfaaz istimaal karna chahiey? 2- aissey hi agar imam qirat kartey waqat kahin kuch bhool jata hai ya koi lafz galit par leta hai to kya muqtadi usey luqma de sakta hai? 3- aissey hi agar imam kissi namaz ki kissi bhi rakat mein bethaney ki bajaey khara ho jaey ya khara honey ki bajaey beth jaey ya 2 ki bajaey 1 sajda kar ke khara ho gaya ya beth gaya to muqtadi ko kya karna chahiey? i mean usey yaad dilaney k liey konsey alfaaz istimaal karney chahiey aur kitni par kehna chahiey aur awaz kitni honi chahiey? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 25 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2010 merey 3 sawal hain, 1- agar imam namaz ki kissi bhi rakat mein bhooley se sura-e-fatiha bina parey koi aur surat shuru kardey to usey yaad dilaney k liey muqtadi ko konsa alfaaz istimaal karna chahiey? 2- aissey hi agar imam qirat kartey waqat kahin kuch bhool jata hai ya koi lafz galit par leta hai to kya muqtadi usey luqma de sakta hai? 3- aissey hi agar imam kissi namaz ki kissi bhi rakat mein bethaney ki bajaey khara ho jaey ya khara honey ki bajaey beth jaey ya 2 ki bajaey 1 sajda kar ke khara ho gaya ya beth gaya to muqtadi ko kya karna chahiey? i mean usey yaad dilaney k liey konsey alfaaz istimaal karney chahiey aur kitni par kehna chahiey aur awaz kitni honi chahiey? WaAlaikumussalam 1) Muqtadi ko chahiay k ALLAH-O-AKBAR keh kr Luqma dain 2) Ji han de sktay hain 3) suwal no 1 main byan ho chuka...aor zahir hay k aawaz itni munasib honi chahiy k Imam sahib tak phunch skay... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔