Ya Mohammadah مراسلہ: 21 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2009 humary Member is par koi information rakhty ki..... kisi ki namaz e janaza pehly ek mohally me parhi gayi phir kuch 3-4 km le jany ke baad us mayyiat ke ehbaab ke mohally me dubara kisi 2ry imam ne 2bara namaz e janaza parhai taki is mohally ke log bhi iski namaz e janaza parh lein? kya ye jayaz hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 21 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 22 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2009 Jazak ALLAH Mohotram... ye kissa yahan humary tablighi jamat ke bary jang ju karkun ki namaz e janaza ka hai..jinhony apni sari zindagi tablighi jamat me sarf ki...khud bhopal shehar ke Mufti sahab (deobandi) ne inki namaz e janaza dubara parhai...jab mufti sahab ka ye haal hai to bechary mutiyon ka kya hoga...?? Dubara Namaz e janaza ki jo sharait bayan hui usmy se koi soorat yahan paish na aayi...balki foutshuda ke beto ne khud pehli namaz e janaza me shirkat ki..2ri to sirf isliye parhai gayi ki is dusry mohally ke deegar risthtydaar jo wahan kabristan ke aas paas hi rahty thy unki sahooliyat ho jaye...jo baqaida planned tha na ki ittefaq ya koi ghlati. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔