MrYousafi مراسلہ: 19 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 19 مارچ 2009 (ترمیم شدہ) I need lyrics of "Tajdar-e-Haram" and also the name of the Poet. Thanx Edited 19 مارچ 2009 by MrYousafi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 22 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2009 (ترمیم شدہ) Tajdar-e-Haram kismat mein meri chain say jeena likh day dhobe na kabi mera safina likh day jannat bhe gawara hai magar mere liye Ay Qatib-e-tadqeer bs Madina likh day Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay Chashm-e-Rehmat bakusha soo-e-manandaaz nazar Ay Qureshi laqabi Hashmi o Muttalabi Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam... Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay Ya Rasool Allah ba ahwal e kharab e maa bibiin Roo ba khaak uftaada am az sharmo isiyan dar zameen Muznab e choon man na baashad dar tamami ummatat Rehmatun bar haali ma ya Rehmatan Lil aalamiin Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam. Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay Kya Tum se kahun Ay Rab ke kunwar Tum jaanat ho mann ki batiya kar fursat to Ay Ummi Laqab kate na katat hain ab ratiya Tori deed mein sud bud sub pisri kab tak ye rahegi bekhabari taa hema fighan duzdeeda nazar kabhi sun bhi to lo humri batiya Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam. Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam Ya Mustafa Ya Mujtaba irham lana dast e hama bechara ra daamaan tui man asiyam, man ajizam, man bekasam, haale mara, ya shafi e roze jaza pursaan tui ae mushqi be zanbar fishan, ae ke naseem e subh dam, ae charagar, zeeshan nafas ae moonis e beemar e gham, ae qasid e farkhunda e tujh ko usi gul ki qasam ey mushq bezam barzisha baiqe naseere subah dam ey charagar essa nafas ey mulis e beemar e gham ey qasid e farkhunda pe tujh ko usi gul ki qasam in nilta ya rihas sabah youman ila ardil haram baligh salami rouztan fihan Nabi al Mohtaram Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam... Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay hami e beqasa kya kahay ga jahaan Aap ke dar se khaali agar jain ge koi apna nahi gham ke maray hein hum aap ke dar pe faryaad laye hein hum ho nigah e karam warna choukhat pe hum Aap ka naam le le ke mar jain ge ho nigah e karam... maikasho aao aao Madina chalein aao madine chalein aao Madine chalein... dukh dard o alam sub kat'te hein hasnain ke sadqe bat'te hein maikasho aao Madina chalein aao Madine chalein aao Madine chalein... Tajallion ki ajab hai faza Madine mein Nigah-e-shouq ki hai intiha Madine mein gham-e-hayat na khouf-e-qaza Madine mein namaaz-e-ishq karin ge adaa Madine mein idhar udhar na bhatak'te phiro khuda ke liyeh barah-e-rast hai raah-e-khuda madine mein Madein chalein aao madine chalein aao madine chalein maikasho aao aao madina chalein dast-e-saqi-e-kauser se pene chalein Yaad rakho agar uth gayi ik nazar, jitne khali hein sab jaam bhar jaein ge khouf-e-toofan hai bijlion ka hai dar, sakht mushkil hai Aaqa kidhar jain hum Aap he gar na lain ge hamari khabar, hum musibat ke maray kidhar jaein ge Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam. Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam Edited 22 مارچ 2009 by Hanafi Muslima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔