Jump to content

Shirk Or Toheed....Decide Urself!


AaZaan-E-Haq

تجویز کردہ جواب

Sub Forum Members se request hai k woh is posting ko zroor view krain........aur Khud faisla krain k Brelvi Kalmaat.....Kitab Ullah ki Roo se Shirkia hai k nahi........!

 

Agr Dil pe Muhar lag jae to phir to Hazaar Daleelain bhi Be-sood hai.............!

Allah Hedaeat Ata krain.........! Aameen!

Shirkia_Pukaar.bmp

Link to comment
Share on other sites

Sub Forum Members se request hai k woh is posting ko zroor view krain........aur Khud faisla krain k Brelvi Kalmaat.....Kitab Ullah ki Roo se Shirkia hai k nahi........!

 

Agr Dil pe Muhar lag jae to phir to Hazaar Daleelain bhi Be-sood hai.............!

Allah Hedaeat Ata krain.........! Aameen!

 

AaZaan-E-Haq Sahab Jahalat ki Inteha ho Gai Hay.....Bande ki Jatni Such Hoti hay Banda Uthna He sochta hay.....Yeh jatne bhi Words aaai hain Yeh Sab ALLAH KI ATA SAY MADAD KARTE HAIN..

post-840-1237405364.jpg

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Mohteram Brelvi Hazraat! Jis tarah btoar e dua o taqarrub Haq Tallah ko pukara jata hai aur is k pak naam k wazeefa parha jata hai..isi tarah Allah taalah k siwa aur kisi Buzurg Hasti ko Pukarna Aur is k naam k wazeefa japna islam me jaiz nahi..! kyo k yeh feal Ebadat k zumra me ata hai..! Dar haqeeqat Eibadat sirf Allah Talah k haq hai...Chunacha Hazoor (s.a.w)..Sahaba (r.a) aur Olia Allah(r.a) me se kisi ne Allah Talah k siwa kisi Buzarg Hasti k naam ka wazeefa nahi parha!

Hazrat Qazi Sana Ullah Hanfi Panipati (r.a) IRSHAD UT TALIBAIN me farmate hai:

 

"Aur Olia Ullah k nam k wazeefa parhna ya kisi Murad k lea Sefi parhna Saheh nahi..Jaisa k Jahil Log Parhte hai."

Phir Aage Qazi Sahib (r.a) IRSHAD UT TALIBAIN Farsi Page 19 me farmate hai:

 

"Mgr aanka zikr Muhammad Rasool Allah ba-zikr Khudae Taalah dr Aazaan o Aqamat o Tashhad o Manind aa eibadat ast o zikr Muhammad Rasool Allah Hum.......Brojehekeh dr Sharah Warid Nashdah Ast.......Chunacha k Batoar Wazeefa Ya Muhammad Ya Muhammad Gufta ba shid rwa bina shad!"

Tarjama:

 

"Mgr yeh k Allah taalah k zikr k sath Muhammad Rasool Allah k naam AAzan..Aqamat..aur Kalma Shehadat Waghaira me Zikr Eibadat hai....Mgr Anhazrat (s.a.w) ka zikr aise tareeqa pe krna jo Shareat me nahi aya..Maslan koi Shakhas "Ya Muhammad..Ya Muhammad" ka wazeefa parhne lge...Yeh Jaiz Nahi."

 

Jnab Mai ne Farsi Ibarat k sath us k Urdu tarjma bhi paish kr dia hai...Jab Qazi Sahib (r.a) Jaisi Buzurag aur Aalim Hasti Farma rahi hai k "Ya Muhammad-Ya Muhammad" ka Wazeefa parhna Jaiz nahi...To jnab phir Olia Allah (r.a) k naam k wazeefa parhna to door ki baat hai...!

Umeed hai k agli posting me is baat ki wazahat krne ki koshish krain ge Aap hazraat...!

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Mohteram Brelvi Hazraat! Jis tarah btoar e dua o taqarrub Haq Tallah ko pukara jata hai aur is k pak naam k wazeefa parha jata hai..isi tarah Allah taalah k siwa aur kisi Buzurg Hasti ko Pukarna Aur is k naam k wazeefa japna islam me jaiz nahi..! kyo k yeh feal Ebadat k zumra me ata hai..! Dar haqeeqat Eibadat sirf Allah Talah k haq hai...Chunacha Hazoor (s.a.w)..Sahaba (r.a) aur Olia Allah(r.a) me se kisi ne Allah Talah k siwa kisi Bu.........................................................

[/color]......................................................................

Umeed hai k agli posting me is baat ki wazahat krne ki koshish krain ge Aap hazraat...!

 

 

asal book ka page scan kakry paish karein taki aapki sadaqat ka jayza liya ja saky

 

or iska Jawab apko hum se poochny ki bajaye apny akaabir se poochna cahihye wo bakhoobi apko tasalli bakhsh jawab dengy, pehly unko ja kar pakrein...Hurry up !!

 

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

aitraaz.GIF

 

Jab Shirk or Biddat ki Aag apny ghar me hi lagi mili to Deobandi ne khalat mabhas karty huey Hazir Nazir or door se Pukarna Sun-na ka Masla Cher kar apni jaan churana chahi...Humary Moqif par Quran or Hadees or Buzurgan e deen se to be shumar Dalail hain hi, Par pehly tumhy tumhary peeth peechy tumhary buzurg kya gul khila gaye hain uska mushahida bhi karwat chaly taki jab Baraat nikly tumhari to Barati me in sab ki bhi shumuliyat zaroor ho.. :lol:

 

door_se_pukarna_deobandi_proof_1.GIF

door_se_pukarna_deobandi_proof_2.GIF

door_se_pukarna_deobandi_proof_3.GIF

hazir_nazir_deobandisaboot.GIF

Hazir_Nazir_1.JPG

Hazir_Nazir_2.JPG

Hazir_Nazir_3.JPG

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

  • 7 months later...

(salam) (to real sunnis only)

 

Kahan chalay gaye sab wahabi!! muddat guzari Ya Mohammada bhai ki post ka reply nahi aaya...ise kehte hain farar hona :lol: jo k sirf Deobandi/ Whahabi ki shayan e shaan hai...

 

Yeh meri pehli post hai is forum per jab k mein last 1.5 saal se is forum ko baqaidgi se visit karta hun aur maloomat is istefada karta hun...Azaan-e-baatil sahab kahin aap k haan yeh istifada bhi shirk tu nahin??? ;)

Link to comment
Share on other sites

salam.gif (to real sunnis only)

 

Kahan chalay gaye sab wahabi!! muddat guzari Ya Mohammada bhai ki post ka reply nahi aaya...ise kehte hain farar hona laugh.gif jo k sirf Deobandi/ Whahabi ki shayan e shaan hai...

 

Yeh meri pehli post hai is forum per jab k mein last 1.5 saal se is forum ko baqaidgi se visit karta hun aur maloomat is istefada karta hun...Azaan-e-baatil sahab kahin aap k haan yeh istifada bhi shirk tu nahin??? wink.gif

 

 

السلام علیکم ورحمتہ اللہ

 

محترم جناب اگر آپ واقعی حق جاننا چاہتے ہیں تو اس لنک پر پوسٹ 163 اور 170 کاتفصیلی مطالعہ فرمائیں ۔ جزاک اللہ

 

http://www.islamimeh...pic=1550&st=160

 

اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطا فرمائے آمین

Link to comment
Share on other sites

اسلام علیکم

بھایو عجیب بات ہے کہ جس بات سے شرک اور بدعت کی بدبو بھی آتی ہے اس اجتناب کرنا چاہیے۔اور آپ لوگ بجاءے اس بات کے کہ اللہ مدد بھاءی کی تعریف کریں کہ اس نے اتنی اچھی پوسٹ کی اس پر اعتراضات بھی کر رہے ہیں اور پھر اس کا جواب بھی لکھ رہے ہیں۔اللہ ہم سب کو سیدھی راہ دیکھاے آ مین

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...