Jump to content

Nikah se Pehlay Aurat main Sifaat ka daikhna


Raza

تجویز کردہ جواب

(ja) buhut achi post hai..

aik islami bhayi ney mujhay 4 khasosiyat batayi thi...

 

(1) Mard sey taqwa mein zayada hoo

(2) umer mein kam hoo

(3) husn mein zayada hoo

(4) dolat mein kam hoo

 

Wallahu Aalam Wa Rasoolahu Aalam (azw) wa (saw)

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...
  • 7 months later...
<span style='color:green'>(ja) buhut achi post hai..

aik islami bhayi ney mujhay 4 khasosiyat batayi thi...

 

(1) Mard sey taqwa mein zayada hoo

(2) umer mein kam hoo

(3) husn mein zayada hoo

(4) dolat mein kam hoo

Wallahu Aalam Wa Rasoolahu Aalam (azw) wa (saw) </span>

 

Mere khayal men in baton ki hikmat ye hay.

 

Mard se taqwa men is liye ziyadah ho ke "Bachon" ki parwarish maan hee karti hay. Aur aksar jo b Auliya-e-Kiraam ho kar guzry hain, un ki parwarish b un ki maan ne hee ki thee Jaisy Huzoor Ghous-e-A'azam (ra), Hadrat Nizam-mud-din Auliya (ra) Wagherah, Aur Hamary Ameer-e-Ahl-e-Sunnat Damat Barkatumhul-Aaliya).

 

Dolat men is liye kam ho ke jhgiry wagherah to aksar hoty hee rahty hain, lihaza kabhi biwi ye us ko gharib hony ka ta'ana na dy. Ya phir shohar ko kabhi biwi k aagy haath na phelana pary.

 

Brother aur baaten to samajh men aage hain, Lakin ye aap ne umr ka kiyoun likh diya hay. Agar bura na maanen to ye bataden

 

w'ssalam

Link to comment
Share on other sites

  • 11 months later...

(bis)

(saw)

may b isliye b ho ye baat,

k jo umar me barha hota hy uska choty pr ro'ab hota hi hy..........

ye to hum log apny gharon main b mushahida kr skty hain...................!!!!!!!!

choty behen bhaiyon pr barhy ka ro'ab hona aam c baat hy....!

 

WALLAHU TA'ALA AALAMU WA RASULUHU AALAM (azw) wa (saw)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...