abuowais مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 (ترمیم شدہ) BRALVI AUR HINDU AIK HI MAZHAB PAR HEIN..FOLLOW THE ABOVE LINK Edited 5 مارچ 2009 by Umm-e-Anwaar Raza site link k bajaye aitiraz post karain Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 bahyee me yahee post kerne laga tha aap ne link diya link se kuch nahi ho ga yahan stuf ko post hona chayeh . shukriya Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 Assalamo ala manittabil huda koi bhi topic start kernay se pehlay pooray forum per search kerlaina ziada behter hay.... is aitiraz ka jawab ba ma dalail Islami Mehfil per mojood hay Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 Wahabi Mazarat Per Janay Walon Ko Hindoon Ki Mushabihat Kehtay Hain Is Topic men Apnay Aitiraz Ka Jawab Mulahiza Karen. Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuowais مراسلہ: 5 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 <br />bahyee me yahee post kerne laga tha aap ne link diya link se kuch nahi ho ga yahan stuf ko post hona chayeh . shukriya<br /> BHAI MERA TO SCAN POST KARNE KA OPTION HI SHAED INLOGON NE GHAIB KAR DIYA..MERA IP ADDRESS BHI BAN HAY..WASAY YE HEIN HINDU....AALA HAZRAT KI HINDU DOSTI TO SABIT HO HI GAI..KAY WO HINDU MAZHAB PAR THAY..ISKA JAWAB INKE BAREY BHI NAHI DAY SAKTAY... Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 cahlin koye bat nahi me scan ker ke laga doon ga aap ne web site ka link tha is liya munasib nahi tha ab me psot kaer donn ga dont worry Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shareef Raza مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 Janab Peer 2009 aap ne jo tasaweer se mumasilat qarar di hai sharai taur par saboot ke liyedalail ki zaroorat hoti hai aur is tarah aik shai se dosri ki misal talash karna durust nahi awalan tu yeh tasweerain jitni mudhaka khaiz hai is se ap ki zehni halat par b shubha hota hai ,sirf tasaweer se agar mumaslat dain tu islami kaafi shiar maslan haj karna hajre aswad ko posa dena tawaf karna, jab keh fi nafsi dekha jayee tu wahan maqsood kya hai? kaafi shiar aise hen jin main sirf un shia,ar ki tazeem aur yaad taza karna hai jese safa wa marwa waghira ,ab mazarat par dekha jaye hum ibadat nahi karte aur na hi in tasaweer men koi aisa saboot hai jis men mazarat ki koi ibadat karrha hai ya pooj raha hai, baz mazarat aise b hain jo ahlesunnat wal jamat keh control men nahi ,wahan bilfarz koi aisi gair sharai harkat kar b deta hai tu woh us ka apna shahksi fail hai hum farde wahaid ke liye olya ALLAH ki tazeem jo quran wa hadith se sabit hai nahi chor saktee is tarah tu masjid ya degar islami shiar men koi aisi baat aagaye tu kya hum wahan b taqseeri pahlo nikalaingee ...ap ki post men daleel nahi balke sirf aik jagah hindu ki ibadat keh mandiro ki tasweer hai dosri jagah mazarat ki hen jin men mazarat keh khilaf koi saboot nahi milta balke aap azeem hastiyoon ki mutabarik jagahoo ko in napakoo se mumasalat qarar dene ke liye tasweerain pesh karrhe hen aur yeh aap khud b jante hen aik islami forum ko yeh zaib nahi deta keh us men gair muslimo ka mawad diya jayee aur woh muslamnoo ko khamwa khawah badnaam krne ke lie , aur yeh koi taqabul e adyan ka sec b nahi na is sec se mozo he is ka, na aap ne koi mazmoon share kya hai ..kash itni mahnat in napak tasweero ko search karne jin me aap khud samjh sakte hen kin kin behoda marahil se aap ko guzarna para hoga keh bajayee olyae karam ki serat wa adat par saerch karte .agar aap is mozo par saerch karain tu islami mehfil secations b aap ke liye kafi hen ... wojohat mene zikar kardi hen is liye in behooda tasweero ko delet kya jaraha hai ...hum in behooda tasaweer se apne forum ko napak nahi karsakte ,,,, Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 5 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 5 مارچ 2009 wohi how ajis ka dar tha. dekhin jinab aap ki bandoon ne ilzam lagaya ke deobandi hindu bahyee bahyee. woh kiya theek tha kiya kissi musleman ko yeh zieb deta he . aru mera maksed oliy akaram ki toheen nahi wohan per jo shirk hota he us ko point out kiya he . me ne kaha na ke ager me post kerne beth gay ato delete ho nge yahan per apa ke sathi bina kisis dallel ke batien kerti nazer aty hein. is liya sub se pehle un per baz perse ki jaye mery pas to mowad hi mowad he to kioya natija ho ga ya mujh ko ban ya meri psots delete aap sub ko bolo ke woh bhi bilaa dalle ke bat mat kijye tab maza aye werna aspol sub per kaiem rahe shukriya Link to comment Share on other sites More sharing options...
hanafimuslim مراسلہ: 6 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 6 مارچ 2009 wohi how ajis ka dar tha. dekhin jinab aap ki bandoon ne ilzam lagaya ke deobandi hindu bahyee bahyee. woh kiya theek tha kiya kissi musleman ko yeh zieb deta he . aru mera maksed oliy akaram ki toheen nahi wohan per jo shirk hota he us ko point out kiya he . me ne kaha na ke ager me post kerne beth gay ato delete ho nge yahan per apa ke sathi bina kisis dallel ke batien kerti nazer aty hein. is liya sub se pehle un per baz perse ki jaye mery pas to mowad hi mowad he to kioya natija ho ga ya mujh ko ban ya meri psots delete aap sub ko bolo ke woh bhi bilaa dalle ke bat mat kijye tab maza aye werna aspol sub per kaiem rahe shukriya mere post bhi yahan k mod na yate he edit karde yeh log dosre forums par to debate karaty hoye inko mot ate hay orto ki tarha apnay forum par beth kar denge marta hay k hum say koy baat nahe klarsakta or jab koy aye to ya to us ki post edit kardete hay ya ban kardete hay bhie jab aap nay is froum par apni man mani karne hay or forum kyo bana saaf lihk dete hay k yahan reply kanay sya pehlay hum say ijazat lena hoge jo hum ko pasand hoga wahe post hoge. abhe to may nay postsastar nahe kee do teen posts par hi ap logo ka yeh haal hogaya inshallah may fareegh hjow phr dekhan ibtadaye ishq hay rota hay kya agay gaya dekhay hota hay kya Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 7 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 7 مارچ 2009 mere post bhi yahan k mod na yate he edit karde yeh log dosre forums par to debate karaty hoye inko mot ate hay orto ki tarha apnay forum par beth kar denge marta hay k hum say koy baat nahe klarsakta or jab koy aye to ya to us ki post edit kardete hay ya ban kardete hay bhie jab aap nay is froum par apni man mani karne hay or forum kyo bana saaf lihk dete hay k yahan reply kanay sya pehlay hum say ijazat lena hoge jo hum ko pasand hoga wahe post hoge. abhe to may nay postsastar nahe kee do teen posts par hi ap logo ka yeh haal hogaya inshallah may fareegh hjow phr dekhan ibtadaye ishq hay rota hay kya agay gaya dekhay hota hay kya aru to aur apni members ki kitni khubsorti se post ko edit karwaya gayua aru mery psots ko dlete take pata na chale ke shezad sahib ke kartoot samen aye. khier humein kiya . humar kame he ke haqa ki awaz ko pahuchye jitne marzi log galiyan de bura bahala kahe hum ne nabi pak (PBUH) ki sunnet ko zinda jo kerna he Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 8 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 8 مارچ 2009 BHAI MERA TO SCAN POST KARNE KA OPTION HI SHAED INLOGON NE GHAIB KAR DIYA..MERA IP ADDRESS BHI BAN HAY..WASAY YE HEIN HINDU....AALA HAZRAT KI HINDU DOSTI TO SABIT HO HI GAI..KAY WO HINDU MAZHAB PAR THAY..ISKA JAWAB INKE BAREY BHI NAHI DAY SAKTAY... Syedi Alahazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Khan alaihiRahmatir Rahman ka kia deen o mazhab tha yei hamaray baray apko kia bataiay gain aap apnay buzurgo kay moo say he sun lu .. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7293 mere post bhi yahan k mod na yate he edit kard... ap logo ka yeh haal hogaya inshallah may fareegh hjow phr dekhan ibtadaye ishq hay rota hay kya agay gaya dekhay hota hay kya kisi bhee forum kay usool o zawabit hotay hain jis ki pabandi har aik pay zarori hai jab koi bhee post aisi nazar aati hai jis mai usool o zawabit ki khilaf warzi ki gaee ho tu us ko edit karna hota hai as per rules . ugar aap pahlay say he post kartay waqt khayal rakkhain tu aap ka aur hamara dono ka waqt bach sakta hai. baki raha aap ka ilzamat tu hamain un say koi khauf koi darr nahee aap kartay rahain aap kay har naiay aaitaraz say yehi sabit hota hai kay il'm aur tahqeeq say aap ka kitna elaqa hai.. aik request hai waqt ki qadar karain aur yei zaror karain kay pahlay search kar lain aap koi pahlay say yei topic nahee nazar aaiy tu phir post karain .. aru to aur apni members ki kitni khubsorti se post ko edit karwaya gayua aru mery psots ko dlete take pata na chale ke shezad sahib ke kartoot samen aye. khier humein kiya . humar kame he ke haqa ki awaz ko pahuchye jitne marzi log galiyan de bura bahala kahe hum ne nabi pak (PBUH) ki sunnet ko zinda jo kerna he aap nay yei tu aaitaraf kar lia kay , post edit har us member ki hoti hai jo usool ki khilaf warzi karay chahay wo koi ho. aur us ki waja likh di jati hai takay ugli dafa post karnay walay members is baat ka khayal rakkhain. Haq ki aawaz say tu aap nay apnay kaan khud band kar rakkhain hain aur qaloo innama nahnu muslihoon' ka namoona paish kar rahay hain.. waSlamo ala mannittabail huda. Link to comment Share on other sites More sharing options...
peer2009 مراسلہ: 8 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 8 مارچ 2009 Syedi Alahazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Khan alaihiRahmatir Rahman ka kia deen o mazhab tha yei hamaray baray apko kia bataiay gain aap apnay buzurgo kay moo say he sun lu .. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7293 kisi bhee forum kay usool o zawabit hotay hain jis ki pabandi har aik pay zarori hai jab koi bhee post aisi nazar aati hai jis mai usool o zawabit ki khilaf warzi ki gaee ho tu us ko edit karna hota hai as per rules . ugar aap pahlay say he post kartay waqt khayal rakkhain tu aap ka aur hamara dono ka waqt bach sakta hai. baki raha aap ka ilzamat tu hamain un say koi khauf koi darr nahee aap kartay rahain aap kay har naiay aaitaraz say yehi sabit hota hai kay il'm aur tahqeeq say aap ka kitna elaqa hai.. aik request hai waqt ki qadar karain aur yei zaror karain kay pahlay search kar lain aap koi pahlay say yei topic nahee nazar aaiy tu phir post karain .. aap nay yei tu aaitaraf kar lia kay , post edit har us member ki hoti hai jo usool ki khilaf warzi karay chahay wo koi ho. aur us ki waja likh di jati hai takay ugli dafa post karnay walay members is baat ka khayal rakkhain. Haq ki aawaz say tu aap nay apnay kaan khud band kar rakkhain hain aur qaloo innama nahnu muslihoon' ka namoona paish kar rahay hain.. waSlamo ala mannittabail huda. nahi bahyee yeh nahi jawab he mera aap ne edit kerwaya aur mera delete . me insaf ki bat ker raha hoon. aap ko chayeh tha ke us ko warn kerte ke forum me chahe kitna ikhtilaf ho per gali nahi denni us ne gali de. me ne sirf us ka point out karwaya . to us ke post edit mere delete. yeh he insaaf sahi kaha paksitan me insaaf na mumkin. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shareef Raza مراسلہ: 8 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 8 مارچ 2009 Janab .......deoband ya gair muqaliden par jo b kuch kaha gya hai saboot keh sath kaha gya hai ...aur aik taraf masjid ki taswer rakhna aur aik taraf mandir ki phir kahna keh dono imartoo men aik jesa matrial istimaal howa hai lihaza mandir b masjid howi tu janab is tarah ka aqeeda tu koi na samjh hi rakh sakta hai kisi b post par behas karna aur baat hai us ka jawab dena aur baat hai aap humare forum men fazool posts karke har topics jin men dalail mojood hen un ko uljhanay ki nakam koshish karrhe hen men last warn krta hon ap ko aap ko jo kuch kahna hai dalail keh sath kahain na keh laffazi se behas bare behas karain agar aap sache hote tu dalail dete lihaza ab aap ki koi b fazool post ya na zeba alfaz wali post nazar ayi tu edit kardya jayee mere khyal se yeh topic men humare bayioon ne jo dalail dye hen haq o wa batil ki roshni men sab par ayan hai lihaza is topic ko close kya jarha hai takeh aap humare members ka qemti waqt kharab na karain ... Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب