Jump to content

Eid Milad-Un-Nabi (Sallallah Alaihi Wassalam) Per Eterazat Ky Jawab


mufti

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Mohteram Shamsheer sahib Mujhe aik baat ki smjh nahi aati k Aap brelvio k dimagh me kia khannas bhara howa hai k Discussion krte howe aap log na sirf tehzeeb ka daman hath se chor daite hai bl ke Akabar hazraat k bare me fazoleaat ko bhi beech me le aate hai.........! Mohteram Mujhe to ab pta chala k aap k mazhab e brelviat me Randio ki baato ko bhi kafi wazan dia jata hai...k aik randi ne aik baat ki to aap logo ne us ko aik Hujjat bna li...! Agr aaj kal ki koi randi aap k Aala hazrat k bare me aisi hi koi baat farma dain to kia aap loog us pe bhi emaan le ae gain...? Mohteram baat krte howe Deviation na kia krain aur Topic pe rehne ki koshish kia krain...! Aur waise bhi Aap k Aala hazrat ki rangeen mijazio aur Khawateen me dil chaspi k to bohat se waqeaat hum sub bhi jante hai....mgr kham kha uchalna munasib baat bhi nahi aur fil hal topic se wasta bhi nahi....Lehaza meri request hai k aainda se fazooleat se parheez krne ki koshish krain...aap bhi aur dosre brelvi hazraat bhi........! Shukria!

 

Mohteram Asif sahib aur Toheedi sahib! Inshallah aap ki posting ka jawab jald doo ga! Filhal to Load shedding time start hai...!

Link to comment
Share on other sites

Ya- mohammd sahib aapne peero murshid sahib ke kitab ka hawal diya. jis me hadith biyan ke ke hazorre pak (PBUH) monday ke din roza rakhte arukehte ke is din meri wilaad howi aur wahi utri. apa se yeh sawal nahi ke 12 rabiul awel manan jaeiz he ya nahi . aap yeh sabit karey ke us din aap ki peero murshid ke kitab ki nibet ke roshniyan karo aru kum us kam 6 batiyan lagao yeh inhon ne kon se hadith me liya he. hazore pak (PBUH) roza rakhte the to sunnet howi ke roza rakaha jaye yeh biddet kahan se ijad howi ke kushiyan manao . batiyan lagaon charagha karoon. yeh he assel sawal. jis ka jawab qiyamt tak nahi milna. samjh se bala ter he ke apa sabit kiya kerna chahte hien. iek hadith ko le ker sirf yeh kehna ke woh roza rakhte the aap ke peero murshid kiay 12 rabiulawel ko roza nahi rakhte sirf kuhsiyan manate hien. yeh konsa sunent amel he jis ka ajwab kissi ne nahi diya.

is liay to the point baat kijye. jaloos nikalne wale bhi hadith laye. chiragahn wali bhi hadith laye .

Link to comment
Share on other sites

(salam)

AaZaanehaq sahab barsabeel e tazkira bas itna kay Hujjat aur Wazan us bazari aurat ki baat nahee us bakamal aur bahasiyat musannif ki baat hai jis nay is qabil e fakhar waqaiay ko zikar kia. Syedi Alahazrat Imam e Ahlesunnat alaihiRhamat ki zaat say aap ko jo purani najdi wabastagiyo ki bina par chirr hai tu aap baray shoq say apnay aaitarazat karain magar thori si takleef utha kar search kar leajay ga muta'llika topic na milay tu zaror banaiay..

 

... is liay to the point baat kijye. jaloos nikalne wale bhi hadith laye. chiragahn wali bhi hadith laye .

Aap sy mai nay pahlay bhee chand sawalat ar'z keaiy thay magar aap jawab mai left right farma kar khud left right ho gaiay aap say phir darkhwast hai kay mairi is topic mai jo last post thee us mai uthaiay gaiay sawalat ka jawab dain jo apki twajja kay leay darjzail hai

 

Janab peer sahab siyasi guftago say parhaiz karain .. aap nay kaha jaisay shiyo ka matam aaijad howa aur baqul aap kay Eid e meelad un Nabi alaihiSlam aaijad howi tu aisay he aur buhat kuch bhee aijad howa maslan darul uloom deoband bhe aijad howa us mai Dars o Tadrees ka sara murawwaja tareeka nizam ul auqat imtihanat , Fiqh, Usool e Fiqh , Dora Hadis , Khatm e Bukhari waghaira waghaira yei sab bhee aaijad howay.. na sahaba kay du'r mai tha na Nabi pak alaihiSlam say sabit hai aisa kuch. ummid hai hamaisha ki tarah fazool bat say baat nikalnay kay bajaiy koi mustanad aur mudallal jawab dai gain

mairay sawalat ka tahqiqi mayari aur mudallal jawab dain, fazool aur baysaropa guftago say apna aur hamara waqt barbad na karain.

Link to comment
Share on other sites

Janab Peer aur Azan sahib, bardasht nahi hua na? Wakai andaza lagaen keh kis qadr khurafat thien un molvi hazraat ke andar keh zikr karne se saamne wale ki full-time hatt jae.

Khair yeh to aik sample tha, chalain jesa keh aap ne kaha ab esi koi baat nahi laani to nahi lata, aur aap ne kaha keh topic par baat karain...... janab aap ankhain khol kar parhain topic par baat maine 98% ki aur baqi 2% ap ke molvi sahib ki baat. to usko itni jaldi kese khaa gae? Sab kuch chorh ke deobandi molvi sahiban ki ibaraat paish karne se mana kar dia woh topic par discuss kon karega?

Link to comment
Share on other sites

Ya- mohammd sahib aapne peero murshid sahib ke kitab ka hawal diya. jis me hadith biyan ke ke hazorre pak (PBUH) monday ke din roza rakhte arukehte ke is din meri wilaad howi aur wahi utri......

...............samjh se bala ter he ke apa sabit kiya kerna chahte hien. iek hadith ko le ker sirf yeh kehna ke woh roza rakhte the aap ke peero murshid kiay 12 rabiulawel ko roza nahi rakhte sirf kuhsiyan manate hien. yeh konsa sunent amel he jis ka ajwab kissi ne nahi diya.

 

Apki samajh sab par munkashif hai mazeed aitraaf ki koi zaroorat nahin

 

kya aapka aitraaz sirf is par hai ki "milad ke din roza kyu naihn rakhty jabki Huzur (saw) ne rakha..."

to iska jawab ye hai ki chaliye baqowl aapky agar hum barlewi roza na rakh kar milad manty hain to kya ulema e deoband kya roza rakh kar milad manany ke qail hain...kya aap deobandis aisa karty hain or us din roza rakty hain ya kis din rakty hain zara wazahat kar dein saboot ke saath apny akabir ke fatwo se...na ki zaati raye se...warna humsy rabta karein hum bataty hain ki aapky akabir to siry se milad ke munkir hi thy chyjaye ki milad me koi khilaf e shara ehawaal na bhi ho..dekhiye hawaly neechy khairat kiye gaye hain...

 

ab lijye is aitraaz ka jawab ki barlewi roza kyu nahin rakhty jabki Huzur (saw) ne har peer ko roza rakha...Humary Mustanad ulema Hazrat Shah Turabul Haq Sahab Qadri ki zubani...Jabki roza rakhny se chirh bhi nahin jaisy ki aap logo ko Milad ke naam se hai.

 

 

iek hadith ko le ker sirf yeh kehna ke woh roza rakhte the aap ke peero murshid kiay 12 rabiulawel ko roza nahi rakhte sirf kuhsiyan manate hien. yeh konsa sunent amel he jis ka ajwab kissi ne nahi diya.

 

Khushi manany ka sunnat amal Quran ki rooh se ab shikwa na kijyega ki kisi ne jawab nahin diya..

khushi_kyu.GIF

apa se yeh sawal nahi ke 12 rabiul awel manan jaeiz he ya nahi .

 

goya mera shaq sahi tha ki aap ke nazdeek milad manana jaayz hai...agar haan to aapky "Rashed ahmad gangohi sahab ka fatwa ghalat ki khilaf e shara kaam na bhi hon to bhi biaddat or gumrahi" agar nahin to tarweed karein...wanra sabit hua ki aapki adat siwaye behas ke liye behas kiye jana hai...to ghalat kon ? aap ya aapky akabir? aap bary aalim ya aapky Deobandi akabir? Ghalat kon sahi kon? :unsure:

 

1.jpg

2.jpg

3.jpg

aap yeh sabit karey ke us din aap ki peero murshid ke kitab ki nibet ke roshniyan karo aru kum us kam 6 batiyan lagao yeh inhon ne kon se hadith me liya he.......batiyan lagaon charagha karoon. yeh he assel sawal. jis ka jawab qiyamt tak nahi milna.
Goya ab aap daby lafzo me iqaraar kar chuky ki Huzur (saw) ki wiladat par milad mana biddat nahin jayaz hai (agli post me ye accept karein saaf lafzo me warna dalail se tamam sabooto ka radd karein..ya phir maan lein ki aap sirf behas barahy behas kar rahy hain) isi liye to apny likha ye hai asal sawaal.

 

hum yahan aap jaiso ki naaz uthany hi to bethy hain ki aisa lag raha hai ki aap gaoud ke bachhy ki tarah khilono ki zidd kiye jayein or hum kahin haan haan munny ye bhi lo ye bhi lo... :lol:

:lol: awwal to wahan 6 nahin 12 balb jalany ko kaha gaya (12wi ki nisbat se) aap bad dayanti na karein..

lijye saboot Chiraagh kis nisbat se kiya jata hai or iski Asal kya hai aapky zimmy ye fatwa lana hai ki kisi bhi tarah ka Chiragha karna Biddat hai Haram hai...warna manna parega ki shariyat ne jisy haram or biddat nahin kaha usy biddat kehny waly sabsy bary biddati or jehnnum ke sab se neechy tabqy ke haqdaar wo hi hain..Jaisa ki aapny khud accept ka chuky ki asal mozu ye hai na ki Milad manana?

 

or aapky liye Qayamat aa gayi kyu ki aapny jawab aany se Qayamt ke aany ko tabeer kiya.. :lol:

chiraghaa_kyu.GIF

ab agar isi par poora zor hai ki 12 balbo ke alfaaz Quran or hadees se sabit karein...to phir hum kuch nahin kar sakty siwye aapki ilmi Janazy par aapsy poori hamdardi rkhnyky..or haan khatm e bukhari or deegar kam quroon e salasa se sabit nahin wo jo ginwaye usky kya kawwy ka qorma samajh nigal gaye naqli peer sahab.

 

is liay to the point baat kijye. jaloos nikalne wale bhi hadith laye. chiragahn wali bhi hadith laye .

 

achcha munny ye khilona bhi chahiye haan beta kyu nahin ye bhi lo... :rolleyes:

 

juloos_e_siddiq_e_akbar.jpg

Juloos_ka_deobandi_saboot.JPG

deobandi___GM_milad_ke_juloos_mein.jpg

 

to jaisy hi aap Deobandis ke in ajlaas ki ibahat mein koi saboot la dengy foran hum sy bhi juloos par dalail le lein...warna Ya Mohmmad (saw) Ya Rasool Allah (saw) ke naro wali sadayein Madinah Munnawaara ki galiyo me gunjna hi iska jeeta jagta saboot hai (al)

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Mohteram asif Sahib aur Toheedi sahib! Roz qasad krta hoo k isi topic pe aap k Eaterazaat k jawab doo mgr kuch dosre topics pe jawab daine k baad is Banda e Na Cheeze k pass waqt qaleel reh jata hai...! Jnab Inshallah Jald hi is topic pe bhi Aap ko apne Nuqta e Nazar se Aagah krne ki koshish kro ga! Takheer k lea Muaazrat!

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...
(salam)

 

Mohteram asif Sahib aur Toheedi sahib! Roz qasad krta hoo k isi topic pe aap k Eaterazaat k jawab doo mgr kuch dosre topics pe jawab daine k baad is Banda e Na Cheeze k pass waqt qaleel reh jata hai...! Jnab Inshallah Jald hi is topic pe bhi Aap ko apne Nuqta e Nazar se Aagah krne ki koshish kro ga! Takheer k lea Muaazrat!

12_Rabiul_Awal.jpg

P01.gif

P02.gif

P03.gif

P04.gif

P05.gif

P06.gif

P07.gif

P08.gif

P09.gif

P10.gif

P11.gif

P12.gif

P13.gif

P14.gif

P15.gif

P16.gif

P17.gif

P18.gif

P19.gif

P20.gif

P21.gif

P22.gif

P23.gif

P24.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

asalamalekum to all

 

 

janab yeh larae yeh fasad q ?

 

jo behas ap logon nay cheri hay us ka faida nikalnay wala nahee.

 

na inkaree iqrar keray ga .

na iqraeee inkar keray ga .

 

behar hal main bhi haq rakhat hu k apna view ap logon k samnay rakh dun .

 

k naat perhana ek tareekay say ap saw ki seerat ki yad taza kerna hay jo ultimately khuda say nisbat jortee hay .

 

jo naat perta hay sunta hay who acha kerta hay .

jo nahee perta nahee sunta who bhi kuch na kuch kisi na ksi tareekay say rasoolallah ki seerat ko perta hoga .

 

milad ek acha amal hay apnay mehboob saw say nisbat un say muhabat barhanay k din hay .

 

lekin bhaeeyon khuda k leya is achay amal main koi esi cheeze shamil na kero jis say fasad mach janay k andehsa hu ...jis amal say ksisi ko takleef ho who allah k nazdeek fasad hay .

 

for example milad jo am tor per dekha gaya hay k galee mohaloon ko sajaya jata hay , agar is main bijlee choree ki istemal horahee hay yeh bilkul ghalat amal .

 

agar is say road blockage horahee hay or logon ko takleef ho rahee hay to yeh ghalat hay ap ko koi or rasta nikalna chayea ya phir jaga change ker deni chayea.

 

agar jo loud speakers istemal hotay hain jo echo chambers use hotay hain is say kisi ki neend main khalal wakeea hota hay ya phir kisi bemar ko takleef hoti hay to is say bhi perhaiz kerna chayeea.

 

or late night milad say bhi perhaiz keya jaee.

 

waqt bohat qeemti hay bohat say logo ki namaz bhi is say ja saktii hay .

 

umeed hay k ap log meri bat ko postive lain gay .

 

or allah nay hamain aqal o sahoor deya hay k ham in tamam batoon ka lehaz rakhain .

 

akhri bat main apnay mehboob saw ki hadees say ikhtetam kerta hun .jis ka mafhoom kuch u hay

 

k who shaks momin nahee jab tak us ki zaban or hath say dosra musalman mehfooze na ho

wassalam.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Janab Fikr e Akhirat sahib, aap ne bhi wohi amaal ka zikr kia jis ka hamare Ulama ne jaaiz nahi kia, k goya aap ne kehne ki koshish ki k Fajr ki namaz chorhna, bijli ki chori karna, waghera waghera ham jaaiz kehte hen esi koi baat nahi, jo ye harkat karta hai aap us se baat kar k mamla tai kar len lekin in baaton ko aik maslak ka ijmaai faisla qarar dena mehez apni ilmi hesiat ko saamne lana hai.

 

Hamare Ikhtilaf e Asl zara dekhiye:

 

Deobandion k Qutb ul Irshaad Rasheed Ahmad Gangohi farmate hen:

 

1. Sawal: Mehfil e Meelad jis men riwayaat e Saheeha parhi jawen aur laaf gzaaf aur riwayaat mozu'a aur kaazba na hon, shareek hona kesa hai?

 

Jawab: Najaiz hai, basabab aur wajooh k, faqat.

(Fatawa Rasheedia, page 148)

Yaani jis men riwayaat sahih hon jhoot na hon, is k bawajood jaaiz nahi??? Ye kia hai? Asl e Ikhtilaf.

 

 

2. Sawal: Ineqaad majlis e meelad, badun qayaam, bariwayat e saheeh, durust hai ya nahi?

 

Jawab: Ineqaad e majlis e moulood har haal men najaaiz hai tadaai amr mandoob k wastay mana' hai.

(Fatawa Rasheedia, page 136)

yaani jo bhi ho, chahe bijli halaal ki ho ya chori ki, namaz e fajr parhni ho ya nahi, mard aurat ki mixing ho ya na ho har har haal men majlis Maulood jaaiz nahi... Ye kia hai??? Asl e Ikhtilaf.

 

 

3. Sawal: Jis Urs men sirf Quraan sharif parha jae aur taqseem e shireeni ho shareek hona jaaiz hai ya nahi?

 

Jawab: Kisi Urs aur meelad men shareek hona durust nahi aur koi sa urs aur moulood durust nahi.

(Fatawa Rasheedia, Page 147)

 

Janab ab to wazeh hogaya hai, Meelaad kesa bhi ho jo bhi ho kitne paak hi kiun na ho kitna sharaee kiun na ho kitna muhabbat se kiun na ho har haal men aur har kism ka molood jaaiz nahi... Ye baaten hain Ikhtilaf kis Asl. aur yeh Deobandion k mayanaz Qutb ul Irshaad k fatawa hen.

 

Ham Ahle Sunnat wa Jama'at Barelvi Maslak k hen Alhamdulillah ham muhabbat e Rasool wale hen aur Nabi ka meelad zoq o shoq se manate hen, lekin Gangohi sahib k nazdeek chahe zoq o shoq ho har haal men meelad haram, Ye Nabi Alaihis Salam k liye bughuz ka izhaar nahi to aur kia hai?

Allah hamain fitnon se bachae!

umeed hai ab deobandion ka mokif bohot wazeh hogaya hoga, taake awam un ki asl jaan kar unki Bughz e Rasool ko pehchan saken.

Edited by Ghulam e Azhari
Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...
  • 1 year later...
Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...