Qazi مراسلہ: 25 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 25 فروری 2009 Jab ham hanfi book ka mutala kartey hai to dekhtey hai ki bahoot saarey fiqhi masley sahih haditho key khilaf hai to kya hamey is par amal karna chahiya ya chod dena chaiye, agar chodhtey hai to hanfi nahi kahlayege, aaur nahi chodhtey to musalmaan nahi kahlayenge kya karey bataiye. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 25 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 25 فروری 2009 1. Misaal k tor par konse Hanafi masaail Ahadeeth k khilaf hain? 2. Hadees Sahih kese hoti hai? Zaeef kese hoti hai? 3. Ahadees key Sahih hone k liye kia kia sharaait hain? 4. Konsi Shakhsiyat hain jinhon ne Sahih aur Zaeef Ahadees main farq bayan kia? 5. Un shakhsiyat ki tareekh-e-paidaish kia hai aur Imam-e-Azam Abu Hafina key dour se kitni baad paida hue? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 26 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 26 فروری 2009 1. Misaal k tor par konse Hanafi masaail Ahadeeth k khilaf hain?.... 1. Misaal k tor par konse Hanafi masaail Ahadeeth k khilaf hain? 1. Kya rasoolullah sallallaho allehe wassalam namaz ki niyat zabaan se kartey they ? 2. Kya Rasoolullah sallallaho allehe wassalam gardan ka masah pustey kaf sey kartey the? 3. Kya Rasoolullah sallallaho allehe wassalam ne hukum diya ki Mard namaz me ultey pair par baitey aaur aaurat bator tawarrukh ultey kulhe par. 4. kya Rasoolullah sallallaho allehe wassalam ne hukum diya ki charo imamo me se aik ki takleed lazim hai. 5. aik dirham se kam nizasate galiza agar kapdo me ya badan me lag jaye to usey dhoye bina namaz ho jayegi. 6. kya Rasoolullah sallallaho allehe wassalam ne hukum diya ki imamat ki sharayat me sab barabar ho to imamat wo karey jo jiska sar bada ho aaur sharmgah choti ho. sahih ahadith se takraney waley masley. 1. Namazo ka jama karna. Volumn 002, Book 020, Sahih Bukhari, Hadith Number 209. ----------------------------------------- Narated By Salim's father : The Prophet used to offer the Maghrib and Isha' prayers together whenever he was in a hurry on a journey. Narrated Ibn Abbas: Allah's Apostle used to offer the Zuhr and 'Asr prayers together on journeys, and also used to offer the Maghrib and 'Isha' prayers together. Narrated Anas bin Malik: The Prophet used to offer the Maghrib and the 'Isha' prayers together on journeys. Fiqha ka ikhtelaaf Haj key maoukey key siwa aaur waqt me 2 farz namazo ko jama karkey nahi padhna chahiye (Sharah Wikaya jild 1 kitabutsalat) 2. Sharab ka sirka banana Book 023, Sahih Muslim, Hadith Number 4891. ------------------------------ Chapter : It is forbidden to prepare vinegar from Khamr(wine).[/size] Anas reported that Allah's Messenger (may peace be upon him) was asked about the use of Khamr from which vinegar is prepared. He said: No (it is prohibited). Fiqha ka ikhtelaaf Sharab ka jab sirka ban jaye to sharab halal ho gai. apney aap hi sirka ban jaye ya kisi cheez key milaney sey sirka bana liya jaye halal hai aaur sharab ki sirka banana maroh nahi hai (hidaya kitabul ashraba) Ye misal key taur par hai warna saikdo masley takratey hai. aage key post me inshallaha sahih aaur zaeef hadith par discuss hogi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 26 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 26 فروری 2009 (ترمیم شدہ) JazakAllah masaail batane ka, ab zara deegar sawalat k bhi jawabat dedain jo keh yeh hain: 2. Hadees Sahih kese hoti hai? Zaeef kese hoti hai?3. Ahadees key Sahih hone k liye kia kia sharaait hain? 4. Konsi Shakhsiyat hain jinhon ne Sahih aur Zaeef Ahadees main farq bayan kia? 5. Un shakhsiyat ki tareekh-e-paidaish kia hai aur Imam-e-Azam Abu Hafina key dour se kitni baad paida hue? Mazeed aik aur sawal aap ki khidmat main: 6: kia aap Imam-e-Azam Abu Hanifa (Radi Allahu Anh) ko motabar, mustanad, buzurg, ajilla, laiq-e-Ijtihad aur zabardast Alim-e-Deen aur Tabi' maante hain? In tamaam k jawabat dain, phir jin masaail par mujhe ilm hai, un k jawabat de dunga. Edited 26 فروری 2009 by Shamsheer-e-Ala Hazrat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 27 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 27 فروری 2009 JazakAllah masaail batane ka, ab zara deegar sawalat k bhi jawabat dedain jo keh yeh hain:.... Main aap key 6th sawal ka jawab dena pahle zaroori samjhta ho bhai woh ye ki jis shaks ne imam abu hanifa ramaullaha ko buzurg, motabar, laiq-e-ijtihad aaur alim na mana wo meri nigah me muslim hi nahi rahi baat ko aap tabi manney ki to wajahat ye hai. 1. aap ramaullaha ki paidaish 80 hizri mi hui, us waqt sirt 4 sahaba ikram maouzood they, 2. 1. hazrat Abdullaha bin Aouni Radiallaha Kufa mey they aaur 86 Hizri ko intekaal farma gaye imam saheb ne unsey ilm-e-deen nahi sikha. 3. 2. Hazrat Anas bin malik radiallaha anhu Basra me they aaur aik baar Hazzaz bin Yusuf ki shikayat lekar kufa aaye they imam saheb ne unka didar kiya magar tab bhi aap nabaliq they, unka sirf didar kiya unse deen ka ilm sikney ka maouka aap nahi pa sakey. 4. 3. Hazrat Sahal bin Saad Madina me they aap key intekaal key pehle imam saheb ka madina jakar aap se mulakaat ka saboot nahi hai. 5. 4. Hazrat Abu Tufail Amir bin wasila Radiallaha anhu Makkah me they aaur Aaap sallallaho allehe wassalam ki peshangohi ke mutabin wafat paney waley aakhri sahabi they jo 110 hizri me is duniya se kuch kar gaye in sey bhi imam sahab ki mulakaat nahi hui. To Ye sabin hai ki imam saheb ramaullaha Tabe Tabaeen they. Agle post me aap key sawal no 2 aaur 3 ka jawab Allaha ke Hukum se Dene ki Koshish karoonga inshallaha kyoki dono sawalo ka mafhoom aik hi hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 27 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 27 فروری 2009 Main aap key 6th sawal ka jawab dena pahle zaroori samjhta ho bhai woh ye ki jis shaks ne imam abu hanifa ramaullaha ko buzurg, motabar, laiq-e-ijtihad aaur alim na mana wo meri nigah me muslim hi nahi ..... Baharhaal, jo main sunna chahta tha woh to mujhe mil gaya. Baqi Tabi' hone ka mamla discuss kia to topic kahin aur chala jaega, aur rawayaat k mutabiq Hazrat Imam-e-Azam Radi Allahu Anh un chaar Sahabah se mulaqat ki jinka aap ne zikr kia hai. InshaAllah, is baare main bhi dicussion karainge lekin ba'az Ullama ne un ko taba tabi' bhi maana hai, yeh behes wala mozu nahi. Deegar sawalat ka jawab bhi zaroor di jiye ga. Is k ilawa, aap ne jo masaail bataae hain, mujhe to laga tha aap woh masaail nahi balke yeh maroof masaail bayan karainge: 1. Fatiha Khalfal Imam mana' hai. 2. Haath pait par bandhna naaf k neeche. 3. Kaanon tak hath le jana takbeer k waqt. 4. Rafayadain mana' hai. 5. Namaz main "Aammeen" ahista kehna. Wagheraham, Kia yeh masaail Sahih Ahadeeth k muwafiq hain? Agar nahi to in masaail ko aap ne kiun na likha jabkeh yeh to maroof masaail hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 27 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 27 فروری 2009 JazakAllah masaail batane ka, ab zara deegar sawalat k bhi jawabat dedain jo keh yeh hain: Mazeed aik aur sawal aap ki khidmat main: 6: kia aap Imam-e-Azam Abu Hanifa (Radi Allahu Anh) ko motabar, mustanad, buzurg, ajilla, laiq-e-Ijtihad aur zabardast Alim-e-Deen aur Tabi' maante hain? In tamaam k jawabat dain, phir jin masaail par mujhe ilm hai, un k jawabat de dunga. 2. Hadees Sahih kese hoti hai? Zaeef kese hoti hai? 3. Ahadees key Sahih hone k liye kia kia sharaait hain? Hadith ki ulmao ne 2 kismey bayan ki hai 1. Maqbul 2. Mardood Sahih hadith ko Mabul hadith kaha gaya aaur Zamhoor key nazdeek maqbul hadith par amal wazib hai 2. Zaeef hadith ko Mardood hadith kaha gaya Maqbul ki kismey 1. sahih 2. hasan sahih hadith ki sharaait 1. Rawi ka Aakil, balig, hoshmand, hona zaroori ho achey ikhlaaq ka ho, aaur uska Hafiza bhi acha hona chaiye ya to yaad rakhey ya likh liya karey 2. agar apney sey pehli rawi sey riwayat karta hai to us rawi se uski mulakaat saabit honi chahiye. 3. Jaisa usney sona usko waisa hi riwayat karney wala ho, jhoot na kahta ho, 3. sahih hadith Shaaz nahi honi chaiye matlab sikka rawi apney se jyada sakhi rawi ki mukhlefat na karta ho. 4. rawi ney waham ki wajah se kisi baat ko badla na ho. 5. Aur is par Ulmao ne ko Funni kalam na kiya ho. agar ye baatey kisi hadith me pai jaye to woh hadith sahih hogi, agar inme se 1 baat bhi galat ho to woh hadith zaeef ho jayegi Alhamdulliha hamarey Mohaddis ikram ne aisey usley hadees banay hai ki agar kisi baat me baal ke barabar bhi jhoot ho to woh pakad me aa jati hai. ab sahih hadith ki bhi 2 kismey hoti hai jaisey sahih Lizatih, sahih legairih wagirah mera khayal hai ki apney ilm key taur par mainey jawab de diya hai agar koi baat kam rah gai ho to aap mujeh inform kar dey main us baat ko wajeh karney ki koshish karoonga. Aaur aap ney jin maslo ki taraf ishara kiya hai us par main sahih hadith pesh kar donga magar aap key 5 sawalo key jawab key baad, phir aap ki baari hogi gi mere send kiye gaye maslo par hadith pesh karna. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 27 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 27 فروری 2009 Aaur aap ney jin maslo ki taraf ishara kiya hai us par main sahih hadith pesh kar donga magar aap key 5 sawalo key jawab key baad, phir aap ki baari hogi gi mere send kiye gaye maslo par hadith pesh karna. Yeh to mere sawal ka jawab na hua, maine poocha tha keh aya woh masaail Sahih Ahadeeth k muwafiq hain ya nahi? Agar nahi to aap ne kiun na bayan kiye keh yeh to Maroof Masaail hain na bhai jaan jo aap har jagha bayan karte phirte hain aur inhi masalon ko bunyad bana kar Hanafi Fiqah ka inkaar karte hain! Phir aaj esa kiun na hua? Phir mazeed sawal yeh keh aap k nazdeek Shafi'i, Maliki aur Manbali Fiqah kia Sahih Ahadeeth key muwafiq hain? Agar haan to kiun aur kese kia tamam masaail Sahih Ahadeeth se sabit hain unke? Agar naa to Hanafi Fiqah hi ko topic par kiun nishana banaya gaya? Seedha keh dete keh Fiqah aur chaaron mazahib hain hi Sahih Ahadeeth k khilaaf. InshaAllah Taqleed ka masala bhi discuss karainge. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 27 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 27 فروری 2009 Yeh to mere sawal ka jawab na hua, maine poocha tha keh aya woh masaail Sahih Ahadeeth k muwafiq hain ya nahi?....... Bhai aap ney jo sawalat kiye they mainey to unka hi jawab diya tha ab aap kah rahey hai ki ye aap key sawal nahi they khair jin maslo ki taraf aap ney ishara kiya hai woh masley utney important nahi hai kyoki pehley ye tay karna zaroori hai ki hamarey liye kis ki baat huzzat hai allaha ke rasool sallallaho allehe wassalam ke ya phir ummati ki unkey baad un maslo jaise fatiha, rafayadain, par baat karna jyada sahih rahega. rahe 4 mazahib to in key baniyo ney khud ijtehad kiya aaur hukum diya ki hamarey maslo par tab tak amal na kiya jaye jab tak ki aap ko uski daleel na maloom ho. agar aap chahe to ham aapkey bachey huey sawalo par discuss karey warna aage badh jaye. aik baat aaur bhai abhi tak mainey jitni baate aap key sawalo key jawabat me pesh ki un se aap mutmaeen hai ya nahi mujeh likhey. phir agar aap un maslo per mujeh jawab de sakege jo mainey bhejey agar aap key paas un maslo par daleel hai to plz woh ahadees bhej de jin se woh masley liye gaye hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 27 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 27 فروری 2009 Bhai aap ney jo sawalat kiye they mainey to unka hi jawab diya tha ab aap kah rahey hai ki ye aap key sawal nahi they khair jin maslo ki taraf aap ney ishara kiya hai woh masley utney important nahi hai kyoki pehley ye tay karna zaroori hai ki hamarey liye kis ki baat huzzat hai allaha ke rasool sallallaho allehe wassalam ke ya phir ummati ki unkey baad un maslo jaise fatiha, rafayadain, par baat karna jyada sahih rahega. rahe 4 mazahib to in key baniyo ney khud ijtehad kiya aaur hukum diya ki hamarey maslo par tab tak amal na kiya jaye jab tak ki aap ko uski daleel na maloom ho. agar aap chahe to ham aapkey bachey huey sawalo par discuss karey warna aage badh jaye. Arre maine Sawal kaha tha, sawalat nahi... yaani woh sawalat nahi jo maine pehle pooche, balke woh sawal jo maine Fatiha Rafayadain waghera ka kia tha. Maine aap ko sirf chote se jawabat mange the aur aap ne kaha keh Ahadeeth paish kardunga in masaail ki, lekin maine to ahadeeth nahi mangi bass chota sa jawab manga tha keh aaj un masaail ko bunyad kiun na banaya gaya? Yaani aap ka matlab yeh keh yeh masaail utney important nahi. Ghair Muqallid to kehte hain keh Fatiha Khalfal Imam Farz hai aur ham nahi parhte to kia hamari namaz nahi hui aur namaz murdaar hai? Ab bataen ham Musalman hain ya Kafir ke jin ki namaz hi na hui? Yeh kis tarha untna important nahi hai??? Phir yeh bhi aap bayan karain keh aap Deen main kia kia Hujjat maante hain? aik baat aaur bhai abhi tak mainey jitni baate aap key sawalo key jawabat me pesh ki un se aap mutmaeen hai ya nahi mujeh likhey. phir agar aap un maslo per mujeh jawab de sakege jo mainey bhejey agar aap key paas un maslo par daleel hai to plz woh ahadees bhej de jin se woh masley liye gaye hai. Is par bhi guftogu karainge InshaAllah, sahih waqt aane dain... Pehle bunyadi sawalat k jawabat ajaen phir unke mutabiq jawabat dene ki zaroor koshish karainge... aur jitne topics aap ne kahe, sab se important us main Taqleed ka masala hai woh bhi InshaAllah discuss kia jaen ga. Lekin abhi k liye sirf yeh keh kia jitne Hanafi masaail aap ne batae, kia woh tamaam Ahadeeth-e-Sahiha ke muwafiq nahi balke sarasar khilaf hain? abhi maine aap se ahadeeth nahi mangi hain yaad rahe, sirf aik chota sa jawab. main sirf haan ya naa ya phir aik line ka hi jawab chahta hun, details abhi nahi. Yeh jitni baatain aap ne parhi, in k jawabat sirf aik ya dou line k hain, to is main ziyada waqt nahi lagega jawab dene main apni priority un 5 sawalat k jawabat main hi rakhain aur sath main yeh chote chote jawab bhi inayat farmate jaen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 28 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Arre maine Sawal kaha tha, sawalat nahi... yaani woh sawalat nahi jo maine pehle pooche, balke woh sawal jo maine Fatiha Rafayadain waghera ka kia tha. Maine aap ko sirf chote se jawabat mange the aur aap ne kaha keh Ahadeeth paish kardunga in masaail ki, lekin maine to ahadeeth nahi mangi bass chota sa jawab manga tha keh aaj un masaail ko bunyad kiun na banaya gaya?Yaani aap ka matlab yeh keh yeh masaail utney important nahi. Ghair Muqallid to kehte hain keh Fatiha Khalfal Imam Farz hai aur ham nahi parhte to kia hamari namaz nahi hui aur namaz murdaar hai? Ab bataen ham Musalman hain ya Kafir ke jin ki namaz hi na hui? Yeh kis tarha untna important nahi hai??? Phir yeh bhi aap bayan karain keh aap Deen main kia kia Hujjat maante hain? Is par bhi guftogu karainge InshaAllah, sahih waqt aane dain... Pehle bunyadi sawalat k jawabat ajaen phir unke mutabiq jawabat dene ki zaroor koshish karainge... aur jitne topics aap ne kahe, sab se important us main Taqleed ka masala hai woh bhi InshaAllah discuss kia jaen ga. Lekin abhi k liye sirf yeh keh kia jitne Hanafi masaail aap ne batae, kia woh tamaam Ahadeeth-e-Sahiha ke muwafiq nahi balke sarasar khilaf hain? abhi maine aap se ahadeeth nahi mangi hain yaad rahe, sirf aik chota sa jawab. main sirf haan ya naa ya phir aik line ka hi jawab chahta hun, details abhi nahi. Yeh jitni baatain aap ne parhi, in k jawabat sirf aik ya dou line k hain, to is main ziyada waqt nahi lagega jawab dene main apni priority un 5 sawalat k jawabat main hi rakhain aur sath main yeh chote chote jawab bhi inayat farmate jaen. 1. Fatiha Khalfal Imam mana' hai. 2. Haath pait par bandhna naaf k neeche. 3. Kaanon tak hath le jana takbeer k waqt. 4. Rafayadain mana' hai. 5. Namaz main "Aammeen" ahista kehna. 1. Fatiha imam ki pechey padhney ka hukum aap sallallaho alleh wassalam ne diya Aap ka Kaul jisey mohadiso ne soney ki kadi kaha "LA SALATA LI MALLAM YAKRA BE FATIHATUL KITAB"" 2. Naaf ke neech haath bandhney ki saari riwayate zaeef hai in sab riwayato me aik rawi hai 'ABDUR RAHMAN BIN ISAQ"" Isey saarey ke saarey Mohadiso ne Zaeef rawi kaha hai. 3. Kano tak hath utana sabit hai magar Kaan ki Lao ko chuna bidat hai. 4. Rafayadain Mansookh nahi hai Ye aap ki akhri namaz se bhi sabit hai. 5. Namaz me ameen ba-awaze- buland kahney ka hukum diya zissey masjid key daro diwar gonj jatey the aap sallallaho allehe wassalam ne farmaya ki " Yahodi Ameen se nafrat karte haf pas tum ameen zor se kaho" Agar aap mantey hai ki mainey jo sawalat aap se kiye they woh sahih hadith se sabit nahi hai to phir kya aap unhe chodney ka ilaan karege ya phir ye aisey he riwayat hotey rahenge. ab rahey aap key 4th aaur 5th question ka jawab to unka bhi mafhoom jo merey samjh me aa raha hai ki aap kah rahe hai jab imam bukhari 194 hizri me paida ho rahe hai aaur imam abu hanifa ramaullaha 80 hizri me to kiski baat mani jaye ? agar main sahi soch raha ho to plz aap wajeh kar de jissey jawab me assani ho aaur iska jawab bhai wajahat mangta hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
zafarrizvi مراسلہ: 28 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Jab ham hanfi book ka mutala kartey hai to dekhtey hai ki bahoot saarey fiqhi masley sahih haditho key khilaf hai to kya hamey is par amal karna chahiya ya chod dena chaiye, agar chodhtey hai to hanfi nahi kahlayege, aaur nahi chodhtey to musalmaan nahi kahlayenge kya karey bataiye. Janab Qazi Sahab ! Aap ko samjhne main ghalti hoi hai Fiqh ki kitaboon main 2 qism ke masain hote hain 1. Mufti Bihi 2. Ghair Mufta Bihi 1. Mufta Bihi se murad wo masail hain jin par Fatwa diya jata hai or wo qabil-e-amal hote hain, Sahih or "RAJEH" (sAHIH 2. Ghair Mufta Bihi masail par fatwa nahin diya jata Neez un per amal bhi nahin hota or Zaeef aqal par Mushtamil masail ko Ghair Mufta Bihi Kehte hain . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
zafarrizvi مراسلہ: 28 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Jab ham hanfi book ka mutala kartey hai to dekhtey hai ki bahoot saarey fiqhi masley sahih haditho key khilaf hai to kya hamey is par amal karna chahiya ya chod dena chaiye, agar chodhtey hai to hanfi nahi kahlayege, aaur nahi chodhtey to musalmaan nahi kahlayenge kya karey bataiye. AOA Janab Qazi Sahab ! Aap ko samjhne main ghalti hoi hai Fiqh ki kitaboon main 2 qism ke masail hote hain 1. Mufta Bihi 2. Ghair Mufta Bihi 1. Mufta Bihi se murad wo masail hain jin par Fatwa diya jata hai or wo qabil-e-amal hote hain, Sahih or "RAJEH" (Sahaih ) aqwal ko Mufta Bihi kehte hain . 2. Ghair Mufta Bihi masail par fatwa nahin diya jata Neez un per amal bhi nahin hota or Zaeef aqwal par Mushtamil masail ko Ghair Mufta Bihi Kehte hain . Is ko Yoon samajh lijye jis tarha Ahadees main Sahih or Zaeef rivayatain hoti hain , Aqaid ke Muamlat main Sahih Ahadees par amal kiya jata hai or Zaeef ko tark Kar diya jata hai .Isi tarhan Fiqh main bhi Ghair Mufta Bihi aqwal ko tark kar diya jata hai , Lakin jis tarah Zaeef Ahadees ko Kitaboon se nikala nahin gaya bulke un ki nishan dahi kar di gai hain bilkul isi tarah ghair Mufta Bihi aqwal ko bhi Fiqh ki kitaboon se nikala nahin gaya bulke un ki nishan dahi kar di gae hai. Is baat ko bhi yaad rakhen ke hum Hanfi Mazhab-e-Moayan(aik Mazhab) ki taqleed kartein hain or Ghair Mufta Bihi Aqwal ko tark kardene se Hanfiyat se Bahir nahin nikal jate . Agar aap koi aisa Mufta Bihi masla jante hain jo Fiqh ki kitab main darj hai or Sahih Hadees ke Khilaf ho to Zaroor Pesh farmaen, Neez wo Masla ASLI (Orignal) kitab se naqal karain . Umed hai aap samjh gae hon ge . Allah Hidayat Naseeb farmae. Ameen Mazeed Tafseel ke liye Rabta Farmaen. *************** Cell:*********** اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 28 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 1. Fatiha imam ki pechey padhney ka hukum aap sallallaho alleh wassalam ne diya Aap ka Kaul jisey mohadiso ne soney ki kadi kaha "LA SALATA LI MALLAM YAKRA BE FATIHATUL KITAB""2. Naaf ke neech haath bandhney ki saari riwayate zaeef hai in sab riwayato me aik rawi hai 'ABDUR RAHMAN BIN ISAQ"" Isey saarey ke saarey Mohadiso ne Zaeef rawi kaha hai. 3. Kano tak hath utana sabit hai magar Kaan ki Lao ko chuna bidat hai. 4. Rafayadain Mansookh nahi hai Ye aap ki akhri namaz se bhi sabit hai. 5. Namaz me ameen ba-awaze- buland kahney ka hukum diya zissey masjid key daro diwar gonj jatey the aap sallallaho allehe wassalam ne farmaya ki " Yahodi Ameen se nafrat karte haf pas tum ameen zor se kaho" Phir wohi bewakoofi, aap idhar udhar kiun jaa rahe main? Ahadeeth paish karne ko to main bhi kar dunga aur aap ki di hui Ahadeeth ka bhi jawab de dunga, lekin aap se jo sawal kia gaya tha abhi tak uska jawab aap ne kiun nahi diya keh yeh maroof masaail mujhe kiun batane parhe aap ne khud pehle hi kiun ne likhe keh yeh maroof masaail jinko bunyad bana kar ap Fiqah ka inkaar karte hain? Aur aap ne yeh kiun kaha keh yeh masaail utney important nahi hain? Kia hamari namazain zaya horahi hain phir bhi important nahi hain yeh masaail? Phir Deegar Fiqah key baare main aap kia kehte hain? Agar aap mantey hai ki mainey jo sawalat aap se kiye they woh sahih hadith se sabit nahi hai to phir kya aap unhe chodney ka ilaan karege ya phir ye aisey he riwayat hotey rahenge. Yeh bhi jawab na hua, maine poocha tha keh jo masaail aap ne kahe hain kia woh tamaam Sahih Ahadeeth key sarasar khilaf hain? Haan ya Naa? ab rahey aap key 4th aaur 5th question ka jawab to unka bhi mafhoom jo merey samjh me aa raha hai ki aap kah rahe hai jab imam bukhari 194 hizri me paida ho rahe hai aaur imam abu hanifa ramaullaha 80 hizri me to kiski baat mani jaye ? agar main sahi soch raha ho to plz aap wajeh kar de jissey jawab me assani ho aaur iska jawab bhai wajahat mangta hai. Joon joon zamana guzarta gaya zu'uf barhta gaya ya nahi? Imam-e-Azam choonkeh ajillah aur laaiq-e-Ijtihaad Alim aur Mujtahid-e-Mutlaq Mustaqil hain jabkeh Imam Bukhari Mujtahid nahi, balke khud bhi Muqallid hain aur Muhadith hain, to kis ki baat ziyada qawi hogi yeh zehen main rakhte hue keh joon joon zamanah guzarta gaya zu'uf barhta gaya. Phir jo Ahadeeth baad main zaeef hui woh kis lehaaz se kaha ja sakta hai keh Imam-e-Azam k nazdeek bhi Zaeef thi aur unhone Zaeef riwayaat le kar Deen main phoot paida kardi? Ba'ad k zaeef rawion se Imam-e-Azam ki kia khata? Kia Imam-e-Azam ne yeh Zaeef rawi banaae jinki waja se poori Hadees hi Zaeef kehlati hai aur poori Hanafi Fiqah hi Sahih Ahadeeth ka inkaar hogaya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 28 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 28 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Phir wohi bewakoofi, aap idhar udhar kiun jaa rahe main? Ahadeeth paish karne ko to main bhi kar dunga aur aap ki di hui Ahadeeth ka bhi jawab de dunga, lekin aap se jo sawal kia gaya tha abhi tak uska jawab aap ne kiun nahi diya keh yeh maroof masaail mujhe kiun batane parhe aap ne khud pehle hi kiun ne likhe keh yeh maroof masaail jinko bunyad bana kar ap Fiqah ka inkaar karte hain? Aur aap ne yeh kiun kaha keh yeh masaail utney important nahi hain? Kia hamari namazain zaya horahi hain phir bhi important nahi hain yeh masaail?Phir Deegar Fiqah key baare main aap kia kehte hain? Yeh bhi jawab na hua, maine poocha tha keh jo masaail aap ne kahe hain kia woh tamaam Sahih Ahadeeth key sarasar khilaf hain? Haan ya Naa? Joon joon zamana guzarta gaya zu'uf barhta gaya ya nahi? Imam-e-Azam choonkeh ajillah aur laaiq-e-Ijtihaad Alim aur Mujtahid-e-Mutlaq Mustaqil hain jabkeh Imam Bukhari Mujtahid nahi, balke khud bhi Muqallid hain aur Muhadith hain, to kis ki baat ziyada qawi hogi yeh zehen main rakhte hue keh joon joon zamanah guzarta gaya zu'uf barhta gaya. Phir jo Ahadeeth baad main zaeef hui woh kis lehaaz se kaha ja sakta hai keh Imam-e-Azam k nazdeek bhi Zaeef thi aur unhone Zaeef riwayaat le kar Deen main phoot paida kardi? Ba'ad k zaeef rawion se Imam-e-Azam ki kia khata? Kia Imam-e-Azam ne yeh Zaeef rawi banaae jinki waja se poori Hadees hi Zaeef kehlati hai aur poori Hanafi Fiqah hi Sahih Ahadeeth ka inkaar hogaya? Phir wohi bewakoofi, aap idhar udhar kiun jaa rahe main? Ahadeeth paish karne ko to main bhi kar dunga aur aap ki di hui Ahadeeth ka bhi jawab de dunga, lekin aap se jo sawal kia gaya tha abhi tak uska jawab aap ne kiun nahi diya keh yeh maroof masaail mujhe kiun batane parhe aap ne khud pehle hi kiun ne likhe keh yeh maroof masaail jinko bunyad bana kar ap Fiqah ka inkaar karte hain? Aur aap ne yeh kiun kaha keh yeh masaail utney important nahi hain? Kia hamari namazain zaya horahi hain phir bhi important nahi hain yeh masaail? Phir Deegar Fiqah key baare main aap kia kehte hain? Bhai main bewakoof nahi aaur na aisey laft istemaal karney ka aadi ho, mainey aap ko pehle hi kaha ki jin maslo ki taraf aap ishara kar rahe hai main kyo nahi kahe main jawab diya tha ki pehle ye taye kiya jaye ki hamarey liye huzzat rasoole-e-akram sallallaho ki baat hai ya kisi aaur ki phir in maslo per amal karna ya na karna aata hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 28 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Phir wohi bewakoofi, aap idhar udhar kiun jaa rahe main? Ahadeeth paish karne ko to main bhi kar dunga aur aap ki di hui Ahadeeth ka bhi jawab de dunga, lekin aap se jo sawal kia gaya tha abhi tak uska jawab aap ne kiun nahi diya keh yeh maroof masaail mujhe kiun batane parhe aap ne khud pehle hi kiun ne likhe keh yeh maroof masaail jinko bunyad bana kar ap Fiqah ka inkaar karte hain? Aur aap ne yeh kiun kaha keh yeh masaail utney important nahi hain? Kia hamari namazain zaya horahi hain phir bhi important nahi hain yeh masaail?Phir Deegar Fiqah key baare main aap kia kehte hain? Yeh bhi jawab na hua, maine poocha tha keh jo masaail aap ne kahe hain kia woh tamaam Sahih Ahadeeth key sarasar khilaf hain? Haan ya Naa? Joon joon zamana guzarta gaya zu'uf barhta gaya ya nahi? Imam-e-Azam choonkeh ajillah aur laaiq-e-Ijtihaad Alim aur Mujtahid-e-Mutlaq Mustaqil hain jabkeh Imam Bukhari Mujtahid nahi, balke khud bhi Muqallid hain aur Muhadith hain, to kis ki baat ziyada qawi hogi yeh zehen main rakhte hue keh joon joon zamanah guzarta gaya zu'uf barhta gaya. Phir jo Ahadeeth baad main zaeef hui woh kis lehaaz se kaha ja sakta hai keh Imam-e-Azam k nazdeek bhi Zaeef thi aur unhone Zaeef riwayaat le kar Deen main phoot paida kardi? Ba'ad k zaeef rawion se Imam-e-Azam ki kia khata? Kia Imam-e-Azam ne yeh Zaeef rawi banaae jinki waja se poori Hadees hi Zaeef kehlati hai aur poori Hanafi Fiqah hi Sahih Ahadeeth ka inkaar hogaya? Yeh bhi jawab na hua, maine poocha tha keh jo masaail aap ne kahe hain kia woh tamaam Sahih Ahadeeth key sarasar khilaf hain? Haan ya Naa? Ji haan bhai jo masley main bayan kiyey hai woh sahih ahadeeth key khilaaf hai. aap ne jawab to diya nahi bass mujh se he puch rahe hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 28 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Yeh bhi jawab na hua, maine poocha tha keh jo masaail aap ne kahe hain kia woh tamaam Sahih Ahadeeth key sarasar khilaf hain? Haan ya Naa? Ji haan bhai jo masley main bayan kiyey hai woh sahih ahadeeth key khilaaf hai. aap ne jawab to diya nahi bass mujh se he puch rahe hai. Joon joon zamana guzarta gaya zu'uf barhta gaya ya nahi? Imam-e-Azam choonkeh ajillah aur laaiq-e-Ijtihaad Alim aur Mujtahid-e-Mutlaq Mustaqil hain jabkeh Imam Bukhari Mujtahid nahi, balke khud bhi Muqallid hain aur Muhadith hain, to kis ki baat ziyada qawi hogi yeh zehen main rakhte hue keh joon joon zamanah guzarta gaya zu'uf barhta gaya. Phir jo Ahadeeth baad main zaeef hui woh kis lehaaz se kaha ja sakta hai keh Imam-e-Azam k nazdeek bhi Zaeef thi aur unhone Zaeef riwayaat le kar Deen main phoot paida kardi? Ba'ad k zaeef rawion se Imam-e-Azam ki kia khata? Kia Imam-e-Azam ne yeh Zaeef rawi banaae jinki waja se poori Hadees hi Zaeef kehlati hai aur poori Hanafi Fiqah hi Sahih Ahadeeth ka inkaar hogaya? 1. Imam bukhari Muqallid nahi they, ye ilzaam hai unpar, balki unhe bukhara se nikalwaney me aik hanfi aalim ka haath tha. 2. Imam abu hanifa ramaullah ney hadith ko jama karney ka kaam nahi kiya balki unka loha isliye mana jata hai ki unke paas sirf 92 hadith thi ussey unhoney dhero masley solve kiye. 3. Imam bukhari ne haditho ka jama bhi kiya unkey liye safar bhi kiya aaur alhamdulliha jis hadith key woh hafiz they agar woh zaeef hui to unhe bhi choda. 4. Imam saheb key baad key rawiyo se hadith zaeef nahi hui balki woh hadith pehle hi key rawiyo se zaeef hui unmey bahoot se muddalis they bahot key rawiyo ka pata bhi na tha. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 28 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 AOAJanab Qazi Sahab ! Aap ko samjhne main ghalti hoi hai Fiqh ki kitaboon main 2 qism ke masail hote hain 1. Mufta Bihi 2. Ghair Mufta Bihi ..... 1. Mufta Bihi se murad wo masail hain jin par Fatwa diya jata hai or wo qabil-e-amal hote hain, Sahih or "RAJEH" (Sahaih ) aqwal ko Mufta Bihi kehte hain . Kya koi Hanafi Safar me namazo ko jama karkey padhta hai mera khayal hai nahi padhta ye hadith ke khilaf hua na bhai. 2. Witr ki namaz koi hanafi 1 rakat padhta hai nahi padhta ye bhi hadith ke khilaf hua. 3. Witr ki namaz me zabardast ikhtelaaf hanfio ka apney fiqha ki kitab se hai Fiqha me hai ki namaz e witr me haath dua ke liye chaati tak utaye jaye (Ye imam sab. key shagird abu Yusuf ramaullaha ka fatwa hai, Dur-re-Mukhtar jild 1 safa 310) ye to hadith ke khilaaf bhi nahi hai phir koi hanfi is par amal bhi nahi karta. Allaha hidayat farmaye -AMEEN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 28 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 28 فروری 2009 Haan to abhi tak aap ne nahi bataya keh Deen main kia kia hujjat hai, taake phir Fatiha aur Rafayadain wala masala aage barhe keh aaj unko kiun bunyad na banaya gaya? 6. kya Rasoolullah sallallaho allehe wassalam ne hukum diya ki imamat ki sharayat me sab barabar ho to imamat wo karey jo jiska sar bada ho aaur sharmgah choti ho. Ji haan bhai jo masley main bayan kiyey hai woh sahih ahadeeth key khilaaf hai. aap ne jawab to diya nahi bass mujh se he puch rahe hai. Sab se pehle to yeh sabit karian keh yeh masala Hanafi Fiqah ka hai bhi ya keh ilzaam hai ya phir ibarat ka ghalat mana bayan kia hai, phir choonkeh aap maan chuke keh yeh masala Sahih Hadeeth k khilaaf hai, lehaza ab aap Sahih Hadeeth paish karain jis main likha ho keh imamat woh karae jis ka sar chota aur sharamgah barhi ho. Taake yeh masala Sahih Hadeeth k sarasar khilaaf sabit hojae. 1. Imam bukhari Muqallid nahi they, ye ilzaam hai unpar, balki unhe bukhara se nikalwaney me aik hanfi aalim ka haath tha. Imam Bukhari agar Muqallid nahi the to kia the? jo unko Muqallid maane woh kia sacha musalman hai? Aam Ghair Muqallid maante hain keh sirf Imam Bukhari ji Mujtahid-e-Mutlaq hain, in k ilawa aur koi bhi is darje tak na pohch saka, aap ka kia kehna hai? InshaAllah Imam Bukhari ka Shafi'i hona bhi sabit karainge. woh Muqallid the. 2. Imam abu hanifa ramaullah ney hadith ko jama karney ka kaam nahi kiya balki unka loha isliye mana jata hai ki unke paas sirf 92 hadith thi ussey unhoney dhero masley solve kiye. Kia Mutajid-e-Mutlaq Mustaqil hone k liye itna ilm aur itna fann hi kafi hai? Kia Imam-e-Azam k yehi sirf aik kamaal hai jis ki waja se unko Mutahid-e-Mutlaq Mustaqil maana jata hai? 4. Imam saheb key baad key rawiyo se hadith zaeef nahi hui balki woh hadith pehle hi key rawiyo se zaeef hui unmey bahoot se muddalis they bahot key rawiyo ka pata bhi na tha. bilkul ghalat aur be-bunyad baat hai. jawab issi topic k pehle page main mojud hai pages ki shaql main. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 1 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 1 مارچ 2009 Haan to abhi tak aap ne nahi bataya keh Deen main kia kia hujjat hai, taake phir Fatiha aur Rafayadain wala masala aage barhe keh aaj unko kiun bunyad na banaya gaya?...... Innallahe Wainnallehe Razeoon Fi Amaanillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 2 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 2 مارچ 2009 Innallahe Wainnallehe Razeoon Fi Amaanillah aap ne jawab nahi diya...? farar hone k 101 bahane hote hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qazi مراسلہ: 2 مارچ 2009 Author Report Share مراسلہ: 2 مارچ 2009 (ترمیم شدہ) aap ne jawab nahi diya...?farar hone k 101 bahane hote hain. Sab se pehle to yeh sabit karian keh yeh masala Hanafi Fiqah ka hai bhi ya keh ilzaam hai ya phir ibarat ka ghalat mana bayan kia hai, phir choonkeh aap maan chuke keh yeh masala Sahih Hadeeth k khilaaf hai, lehaza ab aap Sahih Hadeeth paish karain jis main likha ho keh imamat woh karae jis ka sar chota aur sharamgah barhi ho. Taake yeh masala Sahih Hadeeth k sarasar khilaaf sabit hojae. Dekhiye bhai main apni wajah se allaha key rasool sallallaho allehe wassalam ke behurmati nahi karwa sakta isliye aap kuch bhe kahenge to mujeh buran nahi lagega, mainey aap se aap key roz-marrra key jo amal hai unki daleel puchi thi aap ne kitni gandi baat kahi (Nauzubillha Main Darr gaya) Jabki aap ne imamat key liye sirf 4 darze taye kiye 1. Jo Quran ka Quari ho 2. Jo sunnat sab sey jyada janta ho 3. Jisney pehle hizrat ki ho inme sab barabar ho to 4. jo umar me bada ho bas ba is hadith ki tahreef kar key 21 mamley gadhey gaye bhai aaur hamara aquida ye hai ke ye mamley imam abu hanifa ramaullaha ne nahi kahe ye baad ke logo ne banaye hai. aap ne ismey sarwarey kaynat ko ghasit liya isliye ye ilm ki mehfil nahi hui balki tassub hua. Aaur aap bar bar rafayadain, key barey me kahtey hai pehley mainey kaha ye tai karey ki aap key liye huzzat allaha key rasool sallallaho allehe wassalam hai ya koi ummati aap ney jawab nahi diya main aap se ladney key liye thodi baat kar raha bhai meri to murab apni aaur apki islah hai na ki maslak ki ladai bhai ismey pehle bhi kafi khoon wa gharat ho chuka imam shafi afzal hai ya imam abu hanifa is baat key liye dono imamo key muqalido ney rozey tod tod kar ladaiya ki aaur 40,000 log bewajah katal ho gaye. Bhai Rafayadain to khud aap ki kitab HIDAYA (jisey aap quran key muwafiq kahtey hai Nauzubillah) se sabit hai suney 1. Rafayadain Kabal ruku wa bad ruku ky hadith ki tasdeek sabit hai (Hidaya jild 1 safa 384, Sharah Vikaya 102) 2. Haq ye hai ki aa Hazrat Sallallaho allehe wassalm se rafayadain sahih sabit hai (Hidaya jild 1 safa 386) Magar merey dost main inper abhi baat nahi karna chahta tha aap ney parcha bheja Jis me Sahih Hadith Imam ki Quirat Muktadi ki kirat hai ko apney kaha ki aik wahabi ney isey zaeef kaha bhai koi bhi sahebe ilm is hadith ko zaeef nahi kahega ye to itni mazboot hai ki mohaddiso ney soney ki kadi kaha hai aaur ye hadith 382 hizri se kafi pehley jama kar di gai thi. Dekhiye mere bhai aap ney pehley mujhse jo pocha mainey bahawala unka jawab diya aap bhi mere woh 5-6 sawal jo they unka jawab de detey ki aap ka woh amal kis daleel se hai aap ulta mujse un par hi sawalat kar rahe hai ye thik nahi dost. Edited 2 مارچ 2009 by Ya Mohammadah Use codes to quote opponent's text for better format اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 2 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 2 مارچ 2009 Dekhiye bhai main apni wajah se allaha key rasool sallallaho allehe wassalam ke behurmati nahi karwa sakta isliye aap kuch bhe kahenge to mujeh buran nahi lagega, mainey aap se aap key roz-marrra key jo amal hai unki daleel puchi thi aap ne kitni gandi baat kahi (Nauzubillha Main Darr gaya) Jabki aap ne imamat key liye sirf 4 darze taye kiye 1. Jo Quran ka Quari ho 2. Jo sunnat sab sey jyada janta ho 3. Jisney pehle hizrat ki ho inme sab barabar ho to 4. jo umar me bada ho bas ba is hadith ki tahreef kar key 21 mamley gadhey gaye bhai aaur hamara aquida ye hai ke ye mamley imam abu hanifa ramaullaha ne nahi kahe ye baad ke logo ne banaye hai. aap ne ismey sarwarey kaynat ko ghasit liya isliye ye ilm ki mehfil nahi hui balki tassub hua. Tumhy jiska dar tha uska ulat hi hua tumny behurmati karwai to nahin par kar zaroor di..badbakhti ne tumhy Allah ke Rasool ki shan me NaZeba Kalemat na danista tor par Likh mary....Sharm or Taouba dono karein. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 2 مارچ 2009 Report Share مراسلہ: 2 مارچ 2009 Dekhiye bhai main apni wajah se allaha key rasool sallallaho allehe wassalam ke behurmati nahi karwa sakta isliye aap kuch bhe kahenge to mujeh buran nahi lagega, mainey aap se aap key roz-marrra key jo amal hai unki daleel puchi thi aap ne kitni gandi baat kahi (Nauzubillha Main Darr gaya) Jabki aap ne imamat key liye sirf 4 darze taye kiye 1. Jo Quran ka Quari ho 2. Jo sunnat sab sey jyada janta ho 3. Jisney pehle hizrat ki ho inme sab barabar ho to 4. jo umar me bada ho bas ba is hadith ki tahreef kar key 21 mamley gadhey gaye bhai aaur hamara aquida ye hai ke ye mamley imam abu hanifa ramaullaha ne nahi kahe ye baad ke logo ne banaye hai. aap ne ismey sarwarey kaynat ko ghasit liya isliye ye ilm ki mehfil nahi hui balki tassub hua. Mu'azAllah, Maine akhir kab kaha keh yeh wala masala khud Nabi ne bayan kia ya un ki taraf mansoob kia? Lahaulawalakuwat. Ilzaam lagane se pehle zara peeche ki posts parh lia karain. Yeh to aap ne kaha tha keh yeh masala Sahih Hadeeth k khilaf hai, maine to sirf woh Sahih Hadeeth maangi hai jis main is masale ki sarasar nafi ki hai aur is k bar'aks hukm hua. Lekin aap baat kahin aur le gae, dar haqeeqat aitaraz mere oopar nahi, aap ke oopar aega kiunke baat aap ne cherhi aur maine sirf aap ko apka aina dikhaya to sara kuch mujh par undel dia. Lehaza ab Sahih Hadeeth paish karain. Aaur aap bar bar rafayadain, key barey me kahtey hai pehley mainey kaha ye tai karey ki aap key liye huzzat allaha key rasool sallallaho allehe wassalam hai ya koi ummati aap ney jawab nahi diya main aap se ladney key liye thodi baat kar raha bhai meri to murab apni aaur apki islah hai na ki maslak ki ladai bhai ismey pehle bhi kafi khoon wa gharat ho chuka imam shafi afzal hai ya imam abu hanifa is baat key liye dono imamo key muqalido ney rozey tod tod kar ladaiya ki aaur 40,000 log bewajah katal ho gaye. Quran, Ahadeeth, Aqwal-e-Sahabah, Fiqah, Ijma, Qiyas, motabar Mufassireen-o-Muhaditheen, Motabar Shariheen, motabar Fuqaha, Mujtahideen, Mujaddideen wagheraham. Ab aap bataen Deen main kia kia hujjat hai? Sirf Nabi ya sirf ummati ya donon? ya kuch aur? Bhai Rafayadain to khud aap ki kitab HIDAYA (jisey aap quran key muwafiq kahtey hai Nauzubillah) se sabit hai suney 1. Rafayadain Kabal ruku wa bad ruku ky hadith ki tasdeek sabit hai (Hidaya jild 1 safa 384, Sharah Vikaya 102) 2. Haq ye hai ki aa Hazrat Sallallaho allehe wassalm se rafayadain sahih sabit hai (Hidaya jild 1 safa 386) yeh aapki purani chalaaki se main ba-khoobi wakif hun keh pehle aik masala discuss karo, us main garh-barh hojae to doosra masala laad kar rakh do. Abhi rafayadain mamla discuss hi nahi hua, abhi to sirf yeh poocha gaya hai keh aaj is ko kiun bunyaad na banaya gaya? Magar merey dost main inper abhi baat nahi karna chahta tha aap ney parcha bheja Jis me Sahih Hadith Imam ki Quirat Muktadi ki kirat hai ko apney kaha ki aik wahabi ney isey zaeef kaha bhai koi bhi sahebe ilm is hadith ko zaeef nahi kahega ye to itni mazboot hai ki mohaddiso ney soney ki kadi kaha hai aaur ye hadith 382 hizri se kafi pehley jama kar di gai thi. Har woh Hadith jo ghair muqallidon ko achi nahi lagti, Zaeef hai. Yehi inka asal dharam hai. Khuda is fitne se bachae. Thanks for the appreciation. Dekhiye mere bhai aap ney pehley mujhse jo pocha mainey bahawala unka jawab diya aap bhi mere woh 5-6 sawal jo they unka jawab de detey ki aap ka woh amal kis daleel se hai aap ulta mujse un par hi sawalat kar rahe hai ye thik nahi dost. theek hi to kia janab, jo sawalat aap ne kiye un main se maine aik ko chun kar aap k saamne rakha aur aap to ghussa hi ho gae. ab kia aap key diye hue masaail ki wazahat bhi main talab nahi kar sakta? aur phir jo sawalat maine kiye woh to bunyadi sawalat the taakeh ussi hisaab se main jawab dun. farz karain agar kisi cheez ko aap hujjat nahi mante aur main ussi se daleel deta rahun to meri mehnat zaya jaegi. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔