Bismillah مراسلہ: 21 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2009 (ترمیم شدہ) maine kahin pe para tha keh koi allah ka banda tha jo k har roz 1000 nafal para karta tha, sawal yeh hai keh wo kaissey har roz 1000 nafal pard lia karta tha? kyon agar 1 nafal parney mein 2 minut lagtey hain to 1000 nafal parney k liey to phir 2000 minut lagey gein na, aur 2000 minut mein taqreeban 33 ghantey hotey hain, to phir kaissey wo pard liya kartey they?kya koi mazeed roshni daal sakta hai is mamley par? Edited 5 جون 2013 by Usman Razawi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanjr e AlaHazrat مراسلہ: 21 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2009 Bismillah Pehli Baat to Yeh Hai k Oliya ALLAH Per Kisi Qism Ka Koi Aitraaz Nahin Kartay Yehi To Oliya ALLAH Ki Shaan Hai.Hamari Aqal Wahan Tak Nahin Puhnch Sakti. Oliya ALLAH Ki Shaan Bahoot Buland Hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 21 فروری 2009 Author Report Share مراسلہ: 21 فروری 2009 maz'allah summa maz'allah main koi kissi qisam ka aitraaz ya inkaar nahi kar raha, waissey pooch raha hoon, hairangi ki wajah se shaed. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 22 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 22 اگست 2010 maine kahin pe para tha keh koi allah ka banda tha jo k har roz 1000 nafal para karta tha, sawal yeh hai keh wo kaissey har roz 1000 nafal pard lia karta tha? kyon agar 1 nafal parney mein 2 minut lagtey hain to 1000 nafal parney k liey to phir 2000 minut lagey gein na, aur 2000 minut mein taqreeban 33 ghantey hotey hain, to phir kaissey wo pard liya kartey they? kya koi mazeed roshni daal sakta hai is mamley par? bhai yeh Allah k Wali ki kramat thi ... aor karamat aqalan muhal hi hoti hay .. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 23 اگست 2010 Author Report Share مراسلہ: 23 اگست 2010 ji han usman bhai main bhi yahi sochta hoon, waissay hi pooch raha hoon kya naam tha Alllah azzwajal kay us banday ka? agar kiis ko pata ho to type kar day warna koi baat nahi, bas waissay hi pooch raha hoon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 6 اکتوبر 2010 Report Share مراسلہ: 6 اکتوبر 2010 Bhai pahlay mujhay Ilm naheen hay warna zroor likh deta ... Yeh Khabar Aaj Express News Main Shaya Hui Hay: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔